Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBilawal
HomeBilawal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya pahle zara hansa diya jee bhar ke phir rula diya pahle zara hansa diya jee bhar ke phir rula diya kismat pe ikhtiyaar kya kismat ka aitbaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya toota hai is tarah se dil kaanp uthi hai zindagi kaanp uthi hai zindagi toota hai is tarah se dil kaanp uthi hai zindagi kaanp uthi hai zindagi jeete ji hum to mar gaye maut ka intzaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya
barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa toota hua iqraar e wafaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa ek dil tha jo pehle hi tujhe saunp diya tha ek dil tha jo pehle hi tujhe saunp diya tha ye jaan bhi aye jaane adaa saath liye jaa ye jaan bhi aye jaane adaa saath liye jaa tapti huyi raahon se tujhe aanch naa pahunche tapti huyi raahon se tujhe aanch naa pahunche deewane ke ashqon ki ghata saath liye jaa deewane ke ashqon ki ghata saath liye jaa shaamil hai mera khoon e jigar teri heena mein shaamil hai mera khoon e jigar teri heena mein ye kam ho to ab khoon e wafaa saath liye jaa ye kam ho to ab khoon e wafaa saath liye jaa hum zurm e muhabbat ki sazaa paayenge tanhaa hum zurm e muhabbat ki sazaa paayenge tanhaa jo tujhse huyi ho wo khata saath liye jaa jo tujhse huyi ho wo khata saath liye jaa toota hua iqraar e wafaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki
bhor aayi gaya andhiyaara bhor aayi gaya andhiyaara saare jag mein hua ujiyaara naache jhoomen ye mann matwaara matwaara bhor aayi gaya andhiyaara gaya andhiyaara gaya andhiyaaaa bhor aayi gaya andhiyaara bhor aayi gaya andhiyaara saare jag mein hua ujiyaara naache jhoomen ye mann matwaara matwaara bhor aayi gaya andhi sa ni sa sa ni sa dha ni dha pa ma ga bhor aayi gaya andhi ga pa dha ni sa ni dha pa ma ga re sa bhor aayi gaya andhi dha pa dha ni re sa ni re sa ni dha pa bhor aayi gaya andhi ga ga re sa re ga pa dha ni dha pa bhor aayi gaya andhi ni sa re ga ma ga re sa ni sa dha ni dha pa ma ga re sa ni sa ga ga re sa ni sa ga pa dha ni sa ga pa dha ni sa ga pa dha ni sa bhor aayi gaya andhiyaara bhor aayi gaya andhi teen mridang jhaanjh jab baajat taa par naachat krishan kanhaiyaa gopin ke sang raas rachaavat naach jaavat taa taa thaiyyaa thai thaiyya thai thaiyya khelat gend giri yamuna vich nitya kiyo taah naagan thaiyyaa koap ke inder chado brij upar gopi
chain se humko kabhi aapne jeene na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi chaand ke rath mein raat ki dulhan jab jab aayegi yaad humaari aapke dil ko tadpa jaayegi aapne jo hai diya wo to kisi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi aapka ghum jo iss dil mein din raat agar hoga soch ke ye dum ghutta hai phir kaise guzar hoga kaash na aati apni judaayi maut hi aa jaati koi bahaane chain humaari rooh to pa jaati ik pal hasna kabhi dil ki lagi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi
hmmm hmm hmm hmm hmm chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa tu jo kahe jeevan bhar tere liye main gaaoon tere liye main gaaoon geet tere bolon pe likhtaa chalaa jaaoon likhtaa chalaa jaaoon mere geeton mein tujhe dhoondhe jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa aajaa teraa aanchal ye pyaar se main bhar doon pyaar se main bhar doon khushiyaan jahaan bhar ki tujh ko nazar kar doon tujh ko nazar kar doon tu hi meraa jeevan tu hi jeene kaa sahaaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa
ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dard hai saari zindagi jiska koi seela nahin dil ko fareb dijiye aur ye haunsala nahin aur ye haunsala nahin mujhse to badgumaan naa ho khud pe to aitbaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein khud hi tadap ke reh gaye dil ki sadaa se kya mila aag se khelte rahe humko wafaa se kya mila humko wafaa se kya mila dil ki lagi bhujha naa de dil ki lagi se pyaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein
har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi main jaanti hoon bewafaa main jaanti hoon main jaanti hoon bewafaa tu laut kar na aayega phir bhi na jaane kyun mujhe tera hi intezaar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi kis ko sunaaun main gila kis ko sunaaun kis ko sunaaun main gila ae bebasi ki intehaan na tujh se ikhtiyaar hai na dil pe ikhtiyaar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi
kisko sunaaun haal e dil kisko dikhaaun dard e dil tumko hi bas pehchanti tum hamaare ho na ho humko tumhara hi aasra tum hamaare ho na ho lub pe tumhara hi naam hai tum hamaare ho na ho humko tumhara hi aasra saason mein jab tak aawaaz haiiiiiii hum tera hi geet gaayenge saason mein jab tak aawaaz haiiiiiii hum tera hi geet gaayenge hum teri preet nibhayenge tere hi dum pe jee rahe tum hamaare ho na ho lub pe tumhara hi naam hai tum hamaare ho na ho humko tumhara hi aasra bolo mujhe tum jawaab do tumse hi mera sawaal hai bolo mujhe tum jawaab do tumse hi mera sawaal hai tere liye beqraar jo usse hi tune ye kya kiya kadmon pe tere hum mar rahe tum hamaare ho na ho lub pe tumhara hi naam hai tum hamaare ho na ho humko tumhara hi aasra
ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa chhaje upar ladki naache ladkaa hai deewaanaa ichak daanaa bolo kiyaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhoti si chhokari laalbaai naam hai pahne wo ghaagharaa ek paisaa daam hai aa aa aa aa aa aa munh mein sab ke aag lagaaye aataa hai rulaanaa ichak daanaa bolo kyaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hari thi mann bhari thi laakh moti jadi thi raajaa ji ke baag mein dushaalaa odhe khadi thi aa aa aa aa aa aa kachche pakke baal hain uske mukhdaa hai suhaanaa ichak daanaa bolo kyaa bolo bolo buddhi aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek jaanwar aisaa jiski dum par paisaa sar pe hai taaj bhi baadshaah ke jaisaa aa aa aa aa aa aa baadal dekhe chham chham naache albelaa mastaanaa ichak daana bolo kyaa bolo na chhaje upar ladki naache ladkaa hai deewaanaa ichak daanaa ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa chaalen wo chalkar dil mein samaayaa khaa pi gayaa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai toofaan ko aana hai aa kar chale jana hai badal hai ye kuchh pal ka chha kar dhal jana hai parchhaiyan reh jaati reh jaati nishaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik
zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai tu dhaar hai nadiya ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai jo dil ko tassalli de wo saaz utha laao dam ghutne se pehle hi aawaaz utha laao khushiyon ka tarannum hai ashqon ki zabani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai aa aa aaaaa aaaa aa aa aaaaa aaaa zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai teri meri kahani hai ek pyaar ka nagma hai moujon ki rawani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ek pyaar ka nagma hai moujon ki rawani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ek pyaar ka nagma hai
Jana Gana Mana Adhinayaka Jaya Hey, Bharat Bhagya Vidhata
kehna ik deewana teri yaad mein aahen bharta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai chaak girebaaaaaaaaaan khaak basarrrrr phirta hai sooni raahon meinnn phirta hai sooniiii raaaahon mein saayon ko liptata hai aur laila laila karta hai laila laila karta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai teriiii ek jhalak ki khaatirrrrrr jaan aankhoooooon mein atki hai jaan aankhon mein atki hai jee ka aisa haal hua hai jeeta hai naa marta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai usko sajde karta hai khud ko bhool gayaaaaaa hai leeekin teri yaad nahin bhulaaa teri yaad nahinnnn bhula dil ke jitne zakhm hain unmein tera hi aks ubharta hai likh kar teraaaaa naam zameen parrrrr likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai saayon ko liptata hai aur laila laila karta hai laila laila karta hai kehna mere deewaaaaane se kehna mereeee deewaaane se laila teri amaaaaanat hai teri baahon mein dam degi tu jiska dam bharta hai tu jiska dam
om jai jagdish hare swaami jai jagdish hare bhakt janon ke sankat daas janon ke sankat kshan mein door kare om jai jagdish hare om jai jagdish hare swaami jai jagdish hare bhakt janon ke sankat daas janon ke sankat kshan mein door kare om jai jagdish hare jo dhyave phal paave dukh bin se man ka swaami dukh bin se man ka sukh sampatti ghar aave sukh sampatti ghar aave kasht mite tan ka om jai jagdish hare maat pita tum mere sharan gahun main kiski swaami sharan gahun main kiski tum bin aur na dooja tum bin aur na dooja aas karoon main jiski om jai jagdish hare tum puran parmatama tum antaryami swaami tum antaryami paar brahm parmeshwar paar brahm parmeshwar tum sabke swaami om jai jagdish hare tum karuna ke saagar tum palan karta swaami tum palan karta main murakh khal kaami main sewak tum swaami kripa karo bharta om jai jagdish hare tum ho ek agochar sabke praanpati swaami sabke praanpati kis vidh milun daya mei kis vidh milun daya mei tumko main kumati om jai
saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale ae sanju ae birju ae munni tum bhi gaao lala laa la la lala laa la la la la la la aise nahin bolon mein gaao saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara la la lala lala laa lala la la lala lala laa lala sooraj ki roshn kirnon se saare gaate chale lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale gaa se gungun ga ga ga maa se
o aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan jaag uthi hai aarzoo jaise charag jal pade ab to wafa ki raah mein hum tere saath chal pade chaahe hasaaye jaa humen chaahe humen rulaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan chain kahin kissi ghadi aaye na tere bin mujhe kaash main iss jahan se chheen loon ek din tujhe main tere saath saath hoon chaahe nazar bachaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan
hoooo aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa suno sajna papihe ne suno sajna papihe ne kaha sab se pukaar ke sambhal jaao chaman waalon sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna phoolon ki daaliyaan bhi yahi geet gaa rahi hain ghadiyaan piya milan ki nazdik aa rahi hai nazdik aa rahi hai hawaaon ne jo chhede hain hawaaon ne jo chhede hain fasaane hain wo pyaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna dekho na aise dekho marzi hai kya tumhari bechain kar na dena tum ko kasam humari tum ko kasam humari humin dushman na ban jaaye humin dushman na ban jaaye kahin apne qaraar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna baagon mein pad gaye hain saawan ke mast jhoole aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole raahi bhi raah bhoole ke jee chaaha yahin rakh de ke jee chaaha yahin rakh de umr saari guzaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna
thehro zaraa si der to aakhir chale hi jaaoge thehro zaraa si der to aakhir chale hi jaaoge tum hi kaho karenge kyaa yaad jo hum ko aaoge thehro zaraa si der to mil jaaye tera pyaar to qismat sanwaar lenge hum mil jaaye tera pyaar to qismat sanwaar lenge hum kadmon mein tere zindagi yun hi guzaar lenge hum dil mein na rakh sake to kyaa nazron se tum giraaoge tum hi kaho karenge kyaa yaad jo hum ko aaoge thehro zaraa si der to qaabil nahin hain hum tere phir bhi ye hai karam tera qaabil nahin hain hum tere phir bhi ye hai karam tera tujh ko na pa sake to kya mil to gaya hai ghum tera aankhon se door jaake bhi dil se na jaane paaoge tum hi kaho karenge kyaa yaad jo hum ko aaoge thehro zaraa si der too
tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Dil Machal Machal Ke Yun Main Suhagan Hoon (1964) 03:36 37494
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Buta Ram Sharma
Music Director- 
Lachhi Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:36   Song Number : 37494   

Barbaad E Muhabbat Laila Majnu (1976) 06:22 12125
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Raag- 
Bilawal
Duration : 06:22   Song Number : 12125   

Bhor Aayi Gaya Andhiyara Bawarchi (1972) 09:28 12860
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Bachchan
Duration : 09:28   Song Number : 12860   

Chain Se Humko Kabhi Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 03:46 11914
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:46   Song Number : 11914   

Chhoo Kar Mere Mann Ko Yaarana (1981) 04:45 18169
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Deep Purple
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:45   Song Number : 18169   

Ghum Ki Andheri Raat Sushila (1966) 03:10 14306
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Mahesh Raj, Nana Palsikar
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:10   Song Number : 14306   

Har Aas Ashq Baar Hai Kinare Kinare (1963) 03:41 15614
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:41   Song Number : 15614   

Humko Tumhara Hi Aasra (Duet) Sajan (1947) 03:27 16308
 
Poster of Sajan (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Moti
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:27   Song Number : 16308   

Ichak Dana Bichak Dana Shree 420 (1955) 04:36 20574
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:36   Song Number : 20574   

Ik Pyaar Ka Nagma Shor (1972) 04:56 20446
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:56   Song Number : 20446   

Ik Pyaar Ka Nagma (Long Version) Shor (1972) 05:59 14255
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:59   Song Number : 14255   

Ik Pyaar Ka Nagma Hai (2nd Part) Shor (1972) 03:50 37003
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:50   Song Number : 37003   

Jana Gana Mana Patriotic 01:04 11264
 
Poster of Patriotic
 
Category
Patriotic
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 01:04   Song Number : 11264   

Likh Kar Tere Naam Laila Majnu (1976) 05:31 13586
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:31   Song Number : 13586   

Om Jai Jagdish Hare Aarti 05:38 11266
 
Poster of Aarti
 
Category
Devotional
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:38   Song Number : 11266   

Saare Ke Saare Parichay (1972) 06:34 12420
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 12420   

Shokh Nazar Ki Bijliyan Woh Kaun Thi (1964) 03:33 12221
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:33   Song Number : 12221   

Suno Sajna Papihe Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:44 21266
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:44   Song Number : 21266   

Thehro Zaraa Si Der To Savera (1958) 03:24 16316
 
Poster of Savera (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Shailesh
On Screen Actors- 
Kammo
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:24   Song Number : 16316   

Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 03:13 21364
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:13   Song Number : 21364