MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaraoke For Male Singers
HomeKaraoke For Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalte hain jab se toone nigaah pheri hai din hai soona to raat andheri hai chaand bhi ab nazar nahin aata ab sitaare bhi kum nikalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain lut gayi wo bahaar ki mehfil chhut gayi hum se pyaar ki manzil zindagi ki udaas raahon mein teri yaadon ke saath chalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain tujh ko paa kar humein bahaar mili tujh se chhutkar magar ye baat khuli baagbaan bhi chaman ke phoolon ko apne pairon se khud masalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain kyaa kahein tujh se kyun huyi doori hum samajhte hain apni majboori tujh ko maaloom kyaa ke tere liye dil ke ghum aansuon mein dhalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag click here
yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa kaari andhiyari aadhi raat mein tu aayaa laadlaa kanhaiyaa meraa hoooo laadlaa kanhaiyaa meraa kaali kamli waalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa sun mere pyaare boli muskaati maiyaa sun mere pyaare gori gori raadhikaa ke nain kajraare kaale nainon waali ne hoooo kaale nainon waali ne aisaa jaadu daalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa click here
ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein tasawur mein koi bastaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa nigaahon ko jhalak de de ke chhup jaana nahin achhaa umeedon ke khile gulshan ko jhulsaanaa nahin achhaa humein tum bin koi jachtaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi dilon ko bojh lagte hain kabhi zulfon ke saaye bhi hazaron ghum hain iss duniya mein apne bhi paraye bhi mohabbat hi kaa ghum tanhaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa click here
ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa milte hi kaise koi hota hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona dekho jaldi mein kabhi dil ko naa lagana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere click here
ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye chaand ye sitaare kehte hai mil ke saare aajaa pyaar kare ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise iqraar kare dil mein hai kuchh kuchh kahe zubaan pyaar yahi hai jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye pyaar ki lambi raahen baahon mein daalen baahen kahin door chalen baithe hain ghera daale ye zaalim duniyaa waale humen dekh jale jalta hai to jale jahaan thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir click here
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha click here
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein click here
la lala lala la laha laha la la la la la la la la la la la la la tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa hooo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha hoo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha lala lala la lala lala la main aawaaz hoon to tu hai geet mera main aawaaz hoon to tu hai geet mera jahaan se niraala mann meet mera mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa kisi mod pe bhi na ye saath toote mere haath se tera daaman na chhoote lala la lala la lala kabhi khaab mein bhi tu mujh se na roothe mere pyaar ki koi khushiyaa na loote mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne click here
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban click here
aa aa aa aa aa aa zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare jo de de tu mujhko to phir main luta doon kisi ki nazar pe ye saare aa aa aa to hoke ye rangeen sapne saja ke mitta to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge tumhare sahaare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane tumhare sahare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane jo tum saath doge to aayegi ik din manzil gale se lagaane aa aa aa itna to dil ko yakeen hai humein tum dagaa to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge aa haa ha haa click here
zindagi ki naa toote ladi zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi o lambi lambi umariyaa ko chhodo lambi lambi umariyaa ko chhodo pyaar ki ek ghadi hai badi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho wo jawaani jawaani nahin jiski koi kahaani na ho hooooo kahaani na ho aansoon hai khushi ki ladi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi mitwa tere bina laage na re jiyara hoooo mitwa tere bina laage na re jiyara laage na aaj se apna waada raha oooo mitwa hum milenge har ek mod par hoooo aaj se apna waada raha hum milenge har ek mod par dil ki duniyaan basaayenge hum click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaad Mein Teri Mere Mehboob (1963) 04:34 12158
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 12158   

Yashomati Maiyaa Se Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:12 21429
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure
Duration : 03:12   Song Number : 21429   

Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Izzat (1968) 05:54 21436
 
Poster of Izzat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:54   Song Number : 21436   

Ye Ladka Hai Allah Hum Kisise Kum Naheen (1977) 05:42 21474
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 05:42   Song Number : 21474   

Ye Mausam Rangeen Sama Modern Girl (1961) 03:20 13756
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Saida Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13756   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Yeh Vaada Raha Yeh Vaada Raha (1982) 06:52 18078
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:52   Song Number : 18078   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036   

Zameen Se Humein Aasmaan Par Adalat (1958) 04:04 11872
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 11872   

Zindagi Ki Naa Toote Kranti (1981) 07:06 21508
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 07:06   Song Number : 21508