MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaraoke For Male Singers
HomeKaraoke For Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya ek bhatke huye raahi ko carvaan mil gaya tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya baitho na door humse dekho khafa na ho baitho na door humse dekho khafa na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho meri kya khata hai hota hai ye bhi ke zameen se bhi kabhi aasma mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum kya jaano tum kya ho ek surila nagma ho bheegi raaton mein masti tapte din mein saaya ho tum kya jaano tum kya ho ab jo aa gaye ho jaane na doonga ke mujhe ik hasin mehrbaan mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya tum bhi thei khoye khoye main bhi bujha bujha tum bhi the khoye khoye main bhi bujha bujha tha ajnabi zamaana apna koi na tha tha ajnabi zamaana apna koi na tha dil ko
tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei
waadaa kar le saajna waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa main dhadkan tu dil hai piyaa main baati tu mera diyaa hum pyaar ki jyot jalaaein hum pyaar ki jyot jalaaein main raahi meri manzil hai tu main hoon lehar aur saahil hai tu jeevan bhar saath nibhaaein jeevan bhar saath nibhaaein aaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le jaan e jaan tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa jab se mujhe tera pyaar milaa apni to hai bas yahi duaa har janam yun milke rahenge har janam yun milke rahenge sundar saa ho apna jahaan pyaar apnaa rahe sadaa jawaan hum sukh dukh mil ke sahenge hum sukh dukh mil ke sahenge aaaaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa
wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye
ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani mohalle ki sabse nishaani puraani wo bhudhiyaa jise bachche kehte the naani wo naani ki baaton mein pariyon kaa dera wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka phera bhulaaye nahin bhul sakta hai koi wo chhoti si raaten wo lambi kahaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani kadi dhoop mein apne ghar se nikalna wo chidiyaa wo bulbul wo titli pakadna wo gudiyaa ki shaadi pe ladna jhagadnaa wo jhulon se girna wo gir ke sambhalna wo peetal ke chhalon ke pyaare se tauhfe wo tooti huyi chudiyon ki nishaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani
yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o kho rahe ho aaj kis khayaal mein hoooo o o dil phansaa hai bekasi ke jaal mein hoooo o o kho rahe ho aaj kis khayaal mein hoooo o o dil phansaa hai bekasi ke jaal mein matlabi jahaan meherbaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o raat dhal chuki hai subah ho gayee hoooo o o main tumhaari yaad le ke kho gayee hoooo o o raat dhal chuki hai subah ho gayee hoooo o o main tumhaari yaad le ke kho gayee ab to meri daastaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o tum humari zindagi ke baag ho hoooo o o tum humari raah ke charaag ho hoooo o o tum humari zindagi
ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein tasawur mein koi bastaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa nigaahon ko jhalak de de ke chhup jaana nahin achhaa umeedon ke khile gulshan ko jhulsaanaa nahin achhaa humein tum bin koi jachtaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi dilon ko bojh lagte hain kabhi zulfon ke saaye bhi hazaron ghum hain iss duniya mein apne bhi paraye bhi mohabbat hi kaa ghum tanhaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Jo Mil Gaye Ho Hanste Zakhm (1973) 08:41 21360
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 08:41   Song Number : 21360   

Tumhein Yaad Hogaa Satta Bazaar (1959) 03:44 11981
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Suresh, Vijay Chaudhary
Duration : 03:44   Song Number : 11981   

Wada Kar Le Sajna Haath Ki Safai (1974) 04:39 21398
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Simi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21398   

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Wo Kaagaz Ki Kashti Jagjit Singh & Chitra Singh 06:33 18058
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:33   Song Number : 18058   

Yaad Kiya Dil Ne Patita (1953) 04:17 21419
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Usha Kiran, Dev Anand
Duration : 04:17   Song Number : 21419   

Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Izzat (1968) 05:54 21436
 
Poster of Izzat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:54   Song Number : 21436   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482