MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNoor-Jehan
HomeNoor-Jehan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aandhiyaan ghum ki yun chalin aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa samjhe the aasraa jise wo bhi bichhad ke reh gayaa samjhe the aasraa jise wo bhi bichhad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa poochho naa maajraa e ghum ujde hain is tarah se hum poochho naa maajraa e ghum ujde hain is tarah se hum ghar kaa charaag kyaa bujhaa ghar kaa charaag kyaa bujhaa ghar hi ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa mujh par bhi aayi thi bahaar thodi si der ko magar mujh par bhi aayi thi bahaar thodi si der ko magar hanste hi aansoo aa gaye hanste hi aansoo aa gaye rang bigad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin click here
badnaam badnaam mohabbat kaun kare badnaam badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam jab de diyaa dil hi haathon se jab de diyaa dil hi haathon se phir aap se shikvaa kaun kare phir aap se shikvaa kaun kare badnaam aankhon mein samaaye jab tum ho aur dil mein samaaye jab tum ho aankhon mein samaaye jab tum ho aur dil mein samaaye jab tum ho phir tum hi bataa do aake zaraa phir tum hi bataa do aake zaraa duniyaa ki tamannaa kaun kare duniyaa ki tamannaa kaun kare badnaam badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam aansu to kiye hain khushk magar itnaa bhi bataa do ab aakar aansu to kiye hain khushk magar itnaa bhi bataa do ab aakar jo aag lagi hai seene mein jo aag lagi hai seene mein us aag ko thandaa kaun kare us aag ko thandaa kaun kare badnaam badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam click here
humen to shaam e ghum mein kaatni hai zindagi apni humen to shaam e ghum mein kaatni hai zindagi apni jahaan wo hain wahin aye chaand leja chandni apni jahaan wo hain wahin aye chaand leja chandni apni agar kuchh thi to bas ye thi tammanna aakhiri apni agar kuchh thi to bas ye thi tammanna aakhiri apni ke tum saahil pe hote aur kashti doobti apni humen to shaam e ghum mein kaatni hai zindagi apni taqaaza hai yehi dil ka wahin chaliye wahin chaliye wo mehfil haaye jis mehfil mein duniya lutt gayi apni humen to shaam e ghum mein kaatni hai zindagi apni khuda ke khuda ke vaaste zaalim ghadi bhar ke liye aa ja ghadi bhar ke liye aa ja bujhani hai tere daaman se shama ae humen to shaam e ghum mein kaatni hai zindagi apni humein click here
jigar ki aag se is dil ko jalta dekhte jaao jigar ki aag se is dil ko jalta dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag baha kar le chali hain ghum ki maujen dil ki kashti ko baha kar le chali hain ghum ki maujen dil ki kashti ko humaare doob jaane ka nazaara dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag lagi hai aag dil mein aankh se aansoo baraste hain lagi hai aag dil mein aankh se aansoo baraste hain bhari barsaat mein is ghar ko jalta dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag isi din ke liye bolo tumhe kyaa humne chaaha tha isi din ke liye bolo tumhe kyaa humne chaaha tha aa ki hum barbaad hon aur tum tamaasha dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aandhiyan Ghum Ki Yun Chalin Zeenat (1945) 03:12 14119
 
Poster of Zeenat (1945)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1945
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 03:12   Song Number : 14119   

Badnaam Mohabbat Kaun Kare Dost (1944) 03:02 17180
 
Poster of Dost (1944)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
- Shams Lakhnavi
Music Director- 
Sajjad Hussain
Singer- 
Noor Jehan
Duration : 03:02   Song Number : 17180   

Humen To Sham E Ghum Jugnu (1947) 03:08 21719
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
- Asghar Sarhadi
Music Director- 
Firoz Nizami
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 03:08   Song Number : 21719   

Jigar Ki Aag Se Dupatta (1952) 04:15 40690
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
- Mushir Kazmi
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 04:15   Song Number : 40690   
Karaoke Songs of noor jehan, Sad Songs of noor jehan, Love Songs of noor jehan, Dance Songs of noor jehan, Hip-hop songs of noor jehan, Best songs of noor jehan, Super hit songs of noor jehan, hit songs of noor jehan, duet songs of noor jehan, solo songs of noor jehan, old songs of noor jehan, famous songs of noor jehan, Hindi Karaoke Songs of noor jehan, Hindi Sad Songs of noor jehan, Hindi Love Songs of noor jehan, Hindi Dance Songs of noor jehan, Hindi Hip-hop songs of noor jehan, best Hindi songs of noor jehan, super hit Hindi songs of noor jehan, hit Hindi songs of noor jehan, duet Hindi songs of noor jehan, solo Hindi songs of noor jehan, old Hindi songs of noor jehan, famous Hindi songs of noor jehan, Sing Along Songs of noor jehan, Sing Along Sad Songs of noor jehan, Sing Along Love Songs of noor jehan, Sing Along Dance Songs of noor jehan, Sing Along Hip-hop songs of noor jehan, Sing Along Best songs of noor jehan, Sing Along Super hit songs of noor jehan, Sing Along hit songs of noor jehan, Sing Along duet songs of noor jehan, Sing Along solo songs of noor jehan, Sing Along old songs of noor jehan, Sing Along famous songs of noor jehan