Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMand
HomeMand
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa ab to hai tum se har khushi apni ab to hai tum se har khushi apni tum pe marna hai zindagi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni jab ho gaya tum pe ye dil diwaana jab ho gaya tum pe ye dil diwaana phir chaahe jo bhi kahe hum ko zamaanaa koi banaaye baaten chaahe ab jitni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni tum pe marna hai zindagi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni aaaaa haaaaa haaaaa haaaa hooo hooo hooo ho ho aaaaa haaaaa haaaaa haaaa hooo hooo hooo ho ho aaaaaa aaaaaa aaa aaaaa aaaaaa tere pyaar mein badnaam door door ho gaye tere pyaar mein badnaam door door ho gaye tere saath hum bhi sanam mashhoor ho gaye dekho kahan le jaaye bekhudi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni tum pe marna hai zindagi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni
ho ji hooooo bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna ghar meri ummidon ka soona kiye jaate ho ho ji hoooooooo duniya hi muhabbat ki loote liye jaate ho jo ghum diye jaate ho uss ghum ki dava karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna saawan mein papihe ka sangeet churaoongi ho ji hoooooooo fariyad tumhen apni ga ga ke sunaoongi aawaz meri sun ke dil thaam liya karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna
dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liyaa maine aaya main kisi ki mehfil mein mehfil mein toofan liye laakhon dil mein mil kar bhi raha main mushkil mein milne kaa natijaa dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine chhupte hi tere o chaand mere o chaand mere suraj bhi naa nikla aangan mein phir ghum ki andheri raat huyi do din kaa ujaala dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya
jo main janti bichhrat hain saiyan jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti ghunghata mein aag laga deti main laaj ke bandhan tod sakhi main laaj ke bandhan tod sakhi piyaa pyaare ko apne manaa leti piyaa pyaare ko apne manaa leti mere haar singaar ki raat gayi piyuu sang umang meri aaj gayi piyuu sang umang meri aaj gayi ghar aaye naa more saanwariya ghar aaye naa more saanwariya main to tan man unpe o o o main to tan man unpe luta deti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti mohe preet ki reet naa aayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi hoti naa agar duniyaa ki sharam hoti naa agar duniyaa ki sharam unhen bhej ke patiyaan o o o unhen bhej ke patiyaan bulaa leti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti
kesariyaaaaaaaaa baaalmaaaaaaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaa baalmaa o ji ke tumse ke tumse laage nain kesariyaa ho kesariyaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaaaaaaaa rang liyo main aaj ang ang tere rang mein tan hua man hua kesariyaa rang liyo main aaj ang ang tere rang mein tan hua man hua kesariyaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaaaa takraa ke sar ko jaan naa de doon to kya karoon kab tak firaaq e yaar ke sadmein sahaa karoon main to hazaar chaahoon ke bolun naa yaar se kaboo mein apne dil ko naa paaun to kya karoon chandani hai raat ab to aajaa piya chandani hai raat ab to aajaa piyaa aajaa piyaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke
chaandani raat badi der ke baad aayi hai ye mulaaqaat badi der ke baad aayi hai aaj ki raat wo aaye hain badi der ke baad aaj ki raat badi der ke baad aayi hai thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo thaade rahiyo thaade rahiyo thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo thaharo lagaay aaoon nainon mein kajara thaharo lagaay aaoon kajara choti mein goond aaoon phoolon ka gajara main to kar aaoon solah shrringaar re main to kar aaoon main to kar aaoon solah shrringaar re main to kar aaoon solah shrringaar re kar aaoon solah shrringaar re thaade rahiyo dha kit ta kit dha dha kit kita kit dha ni kit dha na dha na dha dha ni kit dha na dha na dha dha ni kit dha na dha na dha jaage na koi haaaaaaaa jaage na koi aaaaaaaaa jaage na koi jaage na koi jaage na koi aaaaaaaaa jaage na koi raina hai thodi bole chhamaa chham paayal nigodi bole nigodi bole chhamaa chham paayal nigodi hooo aji dheere se kholoongi dwaar re saiyaan dheere se main
tu chanda main chaandani chaandani chaandani tu chanda main chaandani tu taruvar main shaakh re tu baadal main bijuri tu baadal main bijuri tu panchhi main paankhi re tu baadal main bijuri tu panchhi main paankhi re tu chanda main chaandani naaa sarvar naa baavari naa koi thandi chhanv naa koyal naa papihara aisa mera gaanv re kahaan bhujhe tann ki tapan kahaan bhujhe tann ki tapan oooo saiyaan sir mor chandrakiran ko chhod kar chandrakiran ko chhod kar jaaye kahaan chakooooor jaag uthi hai saanvare jaag uthi hai saanvare meri kunwaari pyaas re angaare hain lagne lage piya angaare hain lagne lage aaj mujhe madmaas re madmaaaaaas re aaj mujhe madmaaaaaaas re tujhe aanchal mein rakhungi o saanvare tujhe aanchal mein rakhungi o saanvare kaali alkon se baandhungi ye paanv re kaali alkon se baandhungi ye paanv re gal baiyaan wo daalun ke chhute nahin gal baiyaan wo daalun ke chhute nahin mera sapna sajan ab toote nahin mehndi rachi hatheliyaan mehndi rachi hatheliyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab To Hai Tum se Abhimaan (1973) 05:00 20097
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Mand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:00   Song Number : 20097   

Bachpan Ki Muhabbat Baiju Bawra (1952) 03:32 12806
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Mand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12806   

Dekh Liya Maine Kismat Deedar (1951) 03:37 13031
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nimmi
Raag- 
Mand
Duration : 03:37   Song Number : 13031   

Jo Main Janti Shabab (1954) 03:26 16575
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:26   Song Number : 16575   

Kesariya Balma Lekin (1990) 04:59 13611
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Vinod Khanna, Alok Nath
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:59   Song Number : 13611   

Thaade Rahiyo O Baanke Pakeezah (1972) 05:55 13901
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Mand
Duration : 05:55   Song Number : 13901   

Tu Chanda Main Chandni Reshma Aur Shera (1971) 08:55 14075
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Bal Kavi Bairagi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 08:55   Song Number : 14075