Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhumati
HomeMadhumati
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o meri praan sajni champawati aaja haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa o meri praan sajni champawati aaja haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa kaisi masti chhaai hai mehfil rang par aayi hai lekin mere is dil mein sach poochho tanhaai hai champawati tu aaja champawati tu aajaa champawati tu aaja champawati tu aajaa tu na ho to kahin dil ye lage na mera o ho meri praan sajni champawati aajaa haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa haai main saari majbooriyaan kaise bataun piya aaj tujhe dekhe jo jag saara ghoor ke teri kasam aaye laaj mujhe haai main saari majbooriyaan kaise bataun piya aaj tujhe dekhe jo jag saara ghoor ke teri kasam aaye laaj mujhe haai kaise chal ke main aaun sambhal ke main dhalke chunar mori payal baje champawati tu aaja champawati tu aajaa champawati tu aaja champawati tu aajaa tu na ho to kahin dil ye lage na mera o ho meri praan sajni champawati aajaa haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa chhayi
aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye jayiye dil ki baaton mein na aayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye warna wahi baat ho jaayegi ghum se mulaqaat ho jaayegi warna wohi baat ho jaayegi din hai magar raat ho jaayegi meri zulfein khudaara na bikhraayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa jeena bhi dushwaar ho jaayega iqraar inkaar ho jaayega jeena bhi dushwaar ho jaayega hum aap mein pyaar ho jaayega aap mehfil se utth ke chale jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye iss aag ko bas bujha deejiye sholon ko yun na hawaa deejiye iss aag ko bas bujha deejiye main yaad aaun bhula deejiye meri aankhon se aankhein na takraayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye jayiye dil ki baaton mein na aayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya kar ke ghayal wo mujhe bekhabar hain meri aahen bhi wahaan beasar hain kar ke ghayal wo mujhe bekhabar hain meri aahen bhi wahaan beasar hain khoob hai ye adaa main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kyaa raat mushkil se kate din hain bhaari raat mushkil se kate din hain bhaari sadaa aankhon mein rahe chhab wo pyaari raat mushkil se kate din hain bhaari jeena ab unke bina hua mushkil jaan hai unn mein basi unhin ka dil mujhe kya ho chala main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya pyaar chhupta nahin main kya chhupaun kahen to cheer ke dil main dikhaun pyaar chhupta nahin main kya chhupaun kahen to cheer ke dil main dikhaun huqm de ke bhala main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main
maangi hain duwaayen hamne sanam is dil ko dhadaknaa aa jaaye ik nazar e inaayat ho hum par kuchh humko behakna aa jaaye maangi hain duwaayen tum humse mohabbat karte ho ye baat agar tum keh do kabhi tum humse mohabbat karte ho ye baat agar tum keh do kabhi ye baat agar tum keh do kabhi phoolon ko barasna aa jaaye bijli ko chamkna aa jaaye maangi hain duwaayen hum pee ke sharaab e ishq agar mehfil mein kisi din aa jaayen hum pee ke sharaab e ishq agar mehfil mein kisi din aa jaayen mehfil mein kisi din aa jaayen saaqi ko behakna aa jaaye saagar ko chhalknaa aa jaaye maangi hain duwaayen hamne sanam is dil ko dhadaknaa aa jaaye ik nazar e inaayat ho hum par kuchh humko behakna aa jaaye maangi hain duwaayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Champawati Aaja Annadata (1972) 06:06 33009
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Madhumati, Gopi Krishna
Duration : 06:06   Song Number : 33009   

Hai Nazar Ka Ishaara Anita (1967) 05:31 14617
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Madhumati, Bela Bose
Duration : 05:31   Song Number : 14617   

Kisi Ne Jadoo Kiya Chand Aur Suraj (1965) 03:40 16215
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Madhumati, Dharmendra
Duration : 03:40   Song Number : 16215   

Maangi Hain Duwaayen Shikari (1963) 03:18 35917
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Madhumati, Rani
Duration : 03:18   Song Number : 35917   
Karaoke Songs of madhumati, Sad Songs of madhumati, Love Songs of madhumati, Dance Songs of madhumati, Hip-hop songs of madhumati, Best songs of madhumati, Super hit songs of madhumati, hit songs of madhumati, duet songs of madhumati, solo songs of madhumati, old songs of madhumati, famous songs of madhumati, Hindi Karaoke Songs of madhumati, Hindi Sad Songs of madhumati, Hindi Love Songs of madhumati, Hindi Dance Songs of madhumati, Hindi Hip-hop songs of madhumati, best Hindi songs of madhumati, super hit Hindi songs of madhumati, hit Hindi songs of madhumati, duet Hindi songs of madhumati, solo Hindi songs of madhumati, old Hindi songs of madhumati, famous Hindi songs of madhumati, Sing Along Songs of madhumati, Sing Along Sad Songs of madhumati, Sing Along Love Songs of madhumati, Sing Along Dance Songs of madhumati, Sing Along Hip-hop songs of madhumati, Sing Along Best songs of madhumati, Sing Along Super hit songs of madhumati, Sing Along hit songs of madhumati, Sing Along duet songs of madhumati, Sing Along solo songs of madhumati, Sing Along old songs of madhumati, Sing Along famous songs of madhumati