Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFarukh
HomeFarukh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zameen chhod bhar aasmaan baahon mein parwaaz agar nayi dishaaon mein ab ye kaafila falak pe jaayega safar manzil ka ye jo tai kar jaayega sunhare harf mein wo likha jaayega listen carefully move your feet listen carefully move your feet listen carefully move your feet haathon se dor to humne to tod ke hawaa mein chhod di apni patang chaho to dekh lo baadal ko cheer ke ambar pe tairty apni patang haan ab ye raasta to manzil laayega bina rukte huye jo chalta jaayega sunhare harf mein wo likha jaayega listen carefully move your feet listen carefully move your feet listen carefully move your feet ab lahoo aur bhi surkh banne laga hai ye ubal kar nason mein raks karne laga hai desh ke kaam aaya ek qatra lahoo bhi sau baras tak hai taaza sau baras zinda hai sau baras zinda hai haan ab ye daastaan jahaan dohraayega shikhar ki aur haaan jo badhta jaayega sunhare harf mein wo likha jaayega listen carefully move your feet listen carefully move your feet listen carefully
dekh loooooo aaj humko jee bhar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke ho gaye tum agar che saudaayi door pahunchegi meri ruswaayi dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke aao achchhi tarah se kar lo pyaar ke nikal jaaye kuchh dil kaa bukhaar dekh loooooo aaj humko jee bhar ke phir hum uthne lagen bitha lo tum phir bigad jaayen hum mana lo tum dekh loooooo aaj humko jee bhar ke yaad itni tumhen dilaate jaayen paan kal ke liye lagaate jaayen dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke
khud se baatein karte rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein khud se kehna jaati hoon main khud se kehna jaati hoon main khud se kehna aayi main aisa bhi to hota hai na halki si tanhayi mein tanhayi mein tasveeron ke tanhayi mein tasveeron ke chehre bharte rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein bheege bheege mausam mein kyun bheege bheege mausam mein kyun barkha pyasi lagti hai jee to khush hota hai lekin ek udasi lagti hai aewein hi bas roothi khud se aewein hi bas roothi khud se aewein mante rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein
phir chhidi raat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki phool ke haar phool ke gajre phool ke haar phool ke gajre shaam phoolon ki raat phoolon ki shaam phoolon ki raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki aapkaa saath saath phoolon kaa aapkaa saath saath phoolon kaa aap ki baat baat phoolon ki aap ki baat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki phool khilte rahenge duniyaa mein phool khilte rahenge duniyaa mein roz niklegi baat phoolon ki roz niklegi baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki nazren milti hain jaam milte hain nazren milti hain jaam milte hain mil rahi hai hayaat phoolon ki mil rahi hai hayaat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki ye mehkti huyi gazal makhdoon ye mehkti huyi gazal makhdoon jaise sehraa mein raat phoolon ki jaise sehraa mein raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki
preet mein hai jeevan jo ko ke jaise kolun mein sarson preet mein hai jeevan jo ko bhor suhaani chanchal baalak ladkaayi dikhlaaye haath baitha gade khilone paanv se todat jaaye bhor suhaani chanchal baalak ladkaayi dikhlaaye haath baitha gade khilone paanv se todat jaaye wo to hai wo to hai ek murakh baalak tu to nahin naadan wo to hai wo to hai ek murakh baalak tu to nahin naadan aap banaye aap bigaade ye nahin teri shaan ye nahin teri shaan aisa kyun phir aisa kyun aisa kyun
pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon khwaab kyun dekhoon wo kal jis pe main sharminda hoon main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi kyun mere saath koi aur pareshan rahe meri duniya hai jo veeran to veeraan rahe zindagi ka ye safar tum pe to aasan rahe humsafar mujh ko banaogi to pachhtaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ek main kya abhi aayenge deewane kitne abhi goonjenge mohabbat ke tarane kitne zindagi tumko sunayegi fasane kitne kyun samajhti ho mujhe bhool nahin paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ko humne samjhaya aaj phir dil ko humne samjhaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tum chale jaaoge to sochenge tum chale jaaoge to sochenge humne kya khoya humne kya paaya humne kya khoya humne kya paaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa hum jise gunguna nahin sakte hum jise gunguna nahin sakte waqt ne aisa geet kyun gaaya waqt ne aisa geet kyun gaaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm
allhaa aaa aaa haa aaa uske khel nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane uske khel nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane hanste rote ye insaan hanste rote ye insaan aaye kahan se jaye kahaan aaye kahan se jaye kahaan kyun aaye na jaane wale kyun aaye na jaane wale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane wo hi rehman wo hi rahima wo hi vidhata wo gaffar wahi sattaar wahi jagdaata wo hi rehman wo hi rahima wo hi vidhata wo gaffar wahi sattaar wahi jagdaata ho jaaaaa uske hawaale wo he jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane dard bhi de araam bhi de dard bhi de araam bhi de chheene to inaam bhi de chheene to inaam bhi de uske rang nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane pehle to zaalim ko dheel sada deta hai phir mazlum ka badla le kar dam leta hai pehle to zaalim ko dheel sada deta hai phir mazlum ka badla le kar dam leta hai bandeee dar pe ussi ke apne sar ko jhuka le phir wo jaane allaah jaane phir
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Ye Kaafila Lahore (2010) 05:48 11607
 
Poster of Lahore (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Junaid Wasi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K, Karthik, M M Kreem
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Sushant
Duration : 05:48   Song Number : 11607   

Dekh Lo Aaj Humko Bazaar (1982) 04:40 12866
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Mirza Shauq
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 04:40   Song Number : 12866   

Khud Se Batein Karte Maya Memsaab (1993) 04:31 37835
 
Poster of Maya Memsaab (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Deepa Sahi, Farukh Shekh
Duration : 04:31   Song Number : 37835   

Phir Chhidi Raat (Duet) Bazaar (1982) 05:13 21100
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 05:13   Song Number : 21100   

Preet Mein Hai Jeevan Dushman (1939) 03:27 11232
 
Poster of Dushman (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Farukh
Duration : 03:27   Song Number : 11232   

Pyaar Mujh Se Jo Kiya Saath Saath (1982) 04:47 21131
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval, Others
Duration : 04:47   Song Number : 21131   

Tumko Dekha To Ye Saath Saath (1982) 05:00 21362
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Farukh Shekh
Raag- 
Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:00   Song Number : 21362   

Uske Khel Nirale Noorie (1979) 05:01 32332
 
Poster of Noorie (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Geeta Siddharth, Mukri
Duration : 05:01   Song Number : 32332   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485   
Karaoke Songs of farukh, Sad Songs of farukh, Love Songs of farukh, Dance Songs of farukh, Hip-hop songs of farukh, Best songs of farukh, Super hit songs of farukh, hit songs of farukh, duet songs of farukh, solo songs of farukh, old songs of farukh, famous songs of farukh, Hindi Karaoke Songs of farukh, Hindi Sad Songs of farukh, Hindi Love Songs of farukh, Hindi Dance Songs of farukh, Hindi Hip-hop songs of farukh, best Hindi songs of farukh, super hit Hindi songs of farukh, hit Hindi songs of farukh, duet Hindi songs of farukh, solo Hindi songs of farukh, old Hindi songs of farukh, famous Hindi songs of farukh, Sing Along Songs of farukh, Sing Along Sad Songs of farukh, Sing Along Love Songs of farukh, Sing Along Dance Songs of farukh, Sing Along Hip-hop songs of farukh, Sing Along Best songs of farukh, Sing Along Super hit songs of farukh, Sing Along hit songs of farukh, Sing Along duet songs of farukh, Sing Along solo songs of farukh, Sing Along old songs of farukh, Sing Along famous songs of farukh