MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNoor Lakhnavi
HomeNoor Lakhnavi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae dard e jigar mere dard e jigar raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar main to jaaga hi thi duniya soti rahi soti rahi ek shabnam thi jo saath roti rahi roti rahi dekh phulon ki hain pattiyaan dar b dar ae dard e jigar mere dard e jigar o raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar jazba e dil hai to khud hi chale aayenge chale aayenge ye museebat ke din bhi guzar jaayenge guzar jaayenge hum to baithe rahenge yun hi umar bhar ae dard e jigar mere dard e jigar o raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar
apni naakaami se mujhko kaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai ho unhen raahat mujhe aaraam hai dil humara aur nahin kuchh ikhtiyaar dil humara aur nahin kuchh ikhtiyaar haaye majboori issi kaa naam hai haaye majboori issi kaa naam hai apni naakaami se mujhko kaam hai dil ki uljhan mein pata chalta nahin dil ki uljhan mein pata chalta nahin hum kahaan hain suboh hai yaa shaam hai hum kahaan hain suboh hai yaa shaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai hum tadapte hain nahin unko khabar hum tadapte hain nahin unko khabar kya mohabbat ka yahi anjaam hai kya mohabbat ka yahi anjaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai
apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye rone ki aadat aisi padi hansne ka taraana bhool gaye haan bhool gaye kaali raaten beet gayin phir chaandani raaten aayi hain phir chaandani raaten aayi hain dil mein nahin ujiyaala mere ghum ki ghataayen chhayi hain ghum ki ghataayen chhayi hain preet ke waade yaad karo kya preet nibhaana bhool gaye kya bhool gaye bhoola huya hai raah musaafir bichhada hua hai manzil se bichhada hua hai manzil se khoye huye raste kaa pata tum poochh lo khud apne dil se tum poochh lo khud apne dil se chalte chalte itna thake manzil ka thikana bhool gaye haan bhool gaye nazdik badha nazdik badha ye mausam nahin phir aane kaa ye mausam nahin phir aane kaa nazdik shamma ke jaane se kya haal hua parwaane ka kya haal hua parwaane ka mitne ka fasaana yaad raha jalne ka fasaana bhool gaye kya bhool gaye apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye
gaya andheraa hua ujaaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa toote dil kaa bandhaa sahaara chamka chamka subah ka taaraa saans khushi ki tan mein aai armaanon ne li angdaai jaag uthi ummiden saari jaag uthi taqdeer hamaari tumhe kisi ne door pukaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa murjhaai kali kyaa phir se khilegi murjhaai kali kyaa phir se khilegi khoyi huyi kyaa raahat milegi khoyi huyi kyaa raahat milegi kahin ye taaraa toot na jaaye subah ka saathi chhoot na jaaye aankhon mein reh jaaye nazaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gayi udaasi raunak chhaayi roshani ab jeevan mein aayi hansi khushi ka chhedo taraanaa naach uthe mann jhoome zamaanaa samaa suhaanaa pyaaraa pyaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm katte hain dukh mein ye din pehlu badal badal ke rehte hain iss dil ki dil mein armaan machal machal ke katte hain dukh mein ye din tadpaayega kahaan tak aye dard e dil bataa de ruswaa kahin naa kar de aansun nikal nikal ke katte hain dukh mein ye din yeeee khaak par jo chamke zarre na inko samjho phenka gaya hai dil ka phenka gaya hai dil ka insaan kuchal kuchal ke katte hain dukh mein ye din ulfat ki thokron se ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil jisne kadam uthaaye humne sambhal sambhal ke katte hain dukh mein ye din
mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane nikalti dil ke taaron se jo hai jhankaar kya jaane usse to qatl karna aur tadpana hi aata hai gala kis ka kata kyun kar kata talwaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane dawa se faayada hoga ke hoga zehar e kaatil se dawa se faayada hoga ki hoga zehar e kaatil se maraz ki kya dawa hai ye koi bimaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo tadapte dil ki haalat husn ki deewaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane pyaar kya jaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Dard E Jigar Parchhain (1952) 04:13 19984
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 04:13   Song Number : 19984   

Apni Naakaami Se Subah Ka Tara (1954) 03:00 31153
 
Poster of Subah Ka Tara (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Noor Lakhnavi
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 31153   

Dil Ka Lagaana Bhool Gaye Parchhain (1952) 03:06 15730
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
On Screen Actors- 
Sandhya, V Shanta Ram
Duration : 03:06   Song Number : 15730   

Gaya Andhera Hua Subah Ka Tara (1954) 03:23 14287
 
Poster of Subah Ka Tara (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Noor Lakhnavi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Jay Shri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Hinch, Dadra Tal
Duration : 03:23   Song Number : 14287   

Katte Hain Dukh Mein Parchhain (1952) 03:20 13921
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri
Duration : 03:20   Song Number : 13921   

Mohabbat Hi Na Jo Samjhe Parchhain (1952) 03:07 13920
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
V Shanta Ram
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:07   Song Number : 13920   
Karaoke Songs of noor lakhnavi, Sad Songs of noor lakhnavi, Love Songs of noor lakhnavi, Dance Songs of noor lakhnavi, Hip-hop songs of noor lakhnavi, Best songs of noor lakhnavi, Super hit songs of noor lakhnavi, hit songs of noor lakhnavi, duet songs of noor lakhnavi, solo songs of noor lakhnavi, old songs of noor lakhnavi, famous songs of noor lakhnavi, Hindi Karaoke Songs of noor lakhnavi, Hindi Sad Songs of noor lakhnavi, Hindi Love Songs of noor lakhnavi, Hindi Dance Songs of noor lakhnavi, Hindi Hip-hop songs of noor lakhnavi, best Hindi songs of noor lakhnavi, super hit Hindi songs of noor lakhnavi, hit Hindi songs of noor lakhnavi, duet Hindi songs of noor lakhnavi, solo Hindi songs of noor lakhnavi, old Hindi songs of noor lakhnavi, famous Hindi songs of noor lakhnavi, Sing Along Songs of noor lakhnavi, Sing Along Sad Songs of noor lakhnavi, Sing Along Love Songs of noor lakhnavi, Sing Along Dance Songs of noor lakhnavi, Sing Along Hip-hop songs of noor lakhnavi, Sing Along Best songs of noor lakhnavi, Sing Along Super hit songs of noor lakhnavi, Sing Along hit songs of noor lakhnavi, Sing Along duet songs of noor lakhnavi, Sing Along solo songs of noor lakhnavi, Sing Along old songs of noor lakhnavi, Sing Along famous songs of noor lakhnavi