Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa ab laut chalen aa ab laut chalen nain bichhaye baahein pasaare tujhko pukaare desh tera aa ab laut chalen aa ab laut chalen nain bichhaye baahein pasaare tujhko pukaare desh tera aaja re aaja re aa aaaaaa aa aa sahaj hai seedhi raah pe chalna dekh ke uljhan bach ke nikalna koi ye chaahe maane na maane bahut hai mushkil gir ke sambhalna aa ab laut chalen aa ab laut chalen nain bichhaye baahein pasaare tujhko pukaare desh tera aaja re aaja re aajaa aankh hamari manzil par hai dil mein khushi ki mast lahar hai laakh lubhayein mehal paraaye apna ghar phir apna ghar hai aa ab laut chalen
aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye upar chale aaye hum woh niche reh gaye aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye upar chale aaye hum woh niche reh gaye you can never stop us never break us down bcoz i have you beside me life is light life is flash aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya saare shehar mein humin hain hum sa kaun hai dekho idhar hum yahin hain hum sa kaun hai saare shehar mein humin hain hum sa kaun hai dekho idhar hum yahin hain hum sa kaun hai you can never stop us never break us down bcoz i have you beside me life is light life is flash aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kis mein kitna hai dum jamke rakhna kadam mere saathiya
aa jaa re aa jaa re aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm maut meri taraf aane lagi jaan teri taraf jaane lagi bol shaam e judaai kyaa kare bol shaam e judaai kyaa kare aas milne ki tadpaane lagi aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re ho o o ghabraaye haai re dil ho o o ghabraaye haai re dil sapnon mein aake kabhi mil sapnon mein aake kabhi mil aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm apne beemaar e ghum ko dekh le ho sake to tu humko dekh le toone dekhaa na hogaa ye samaa toone dekhaa na hogaa ye samaa kaise jaataa hai dum ko dekh le aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar
laut ke aa laut ke aa laut ke aa aa laut ke aaja mere meet aa laut ke aaja mere meet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet tujhe mere geet bulate hain mera soona pada re sangeet mera soona pada re sangeet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet barse gagan mere barse nayan dekho tarse hai mann ab to aaja sheetal pawan yeh lagaaye agan o sajan ab to mukhda dikha ja tune bhali re nibhayi preet tune bhali re nibhayi preet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet ik pal hai hansna ik pal hai rona kaisa hai jeevan ka khela ik pal hai milna ik pal bichhadna duniya hai do din ka mela yeh ghadi na jaaye beet yeh ghadi na jaaye beet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet
aa tu aa zara dil mein aa dil mein aa ke phir nahin jaa tu hai haseen main hoon jawaan aa jaa dilrubaaa aaaa aa tu aa mujhe apna bana dil se dil ke taar mila main hoon zameen tu hai gagan mausam albelaaa aa tu aa mujhe apna bana neeli ghata chhane lagi dil ki lehar gaane lagi neeli ghata chhane lagi dil ki lehar gaane lagi mann ka mor machaye shor ishq pe kya kisi ka jor o meri duniyaaaaa aa tu aa zara dil mein aa dil mein aa ke phir nahin jaa tu hai haseen main hoon jawaan aa jaa dilrubaaa aa tu aa zara dil mein aa khilte kamal lehraayen dil mein agan sulgaayen khilte kamal lehraayen dil mein agan sulgaayen tujh se jab se aankh lagi uss din se naa aankh lagi aur nahin sulgaaa aa tu aa mujhe apna bana dil se dil ke taar mila main hoon zameen tu hai gagan mausam albelaaa aa tu aa mujhe apna bana baadal parbat ko chumen dil paagal ban kar jhoomen baadal parbat ko chumen dil paagal ban kar jhoomen teer hawa ka tann pe lage mann mein meetha dard jage tu hi dawaa ban
aabaad raho o o o aabaad raho o o o mere dil ko jalaane waale ae dil ko jalaane waale tum shaad raho o o o tum shaad raho o o o meri hasti mitaane waale hasti mitaane waale aana kabhi turbat pe do aansu bahaane ko o o o o o aana kabhi turbat pe do aansu bahaane ko o o o o o teer e nazar se khoon ke teer e nazar se khoon ke o dariya bahaane waale ee dariya bahaane waale shamma bhi jala dena mere mazaar pe tum shamma bhi jala dena mere mazaar pe tum har dam hi aashiqon ke har dam hi aashiqon ke o dil ko jalaane waale dil ko jalaane waale aabaad raho o o o aabaad raho o o o mere dil ko jalaane waale ae dil ko jalaane waale
aaaaaaaaaaaaa aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wohiiiiii aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wohiiiiii aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai dum sa ghutta hai agar ghum ki siyaah raaton mein dum sa ghutta hai agar ghum ki siyaah raaton mein shamma ki lau koi chupke se badha deta hai aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai main to ab ahed e wafa aur use kar lun lekin main to ab ahed e wafa aur use kar lun lekin koi dheere se mera haath daba deta hai koi dheere se mera haath daba deta hai aaj bhi koi mujhe daad e wafa deta hai
aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar kuchh tumhaari bandishen hain kuchh hain mere daayre jab muqaddar hi bane dushman to koi kya kare haaye koi kya kare iss muqaddar par kisi ka kya hai aakhir ikhtiyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar har tamnna se juda mein har khushi se door hoon jee rahaa hoon kyun ke jeene ke liye majboor hoon haaye main majboor hoon mujhko marne bhi na dega yeh tumhaara intezaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar
aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye sehmi nazar badli adaa aaj hai har andaaz naya dil ki lagi chhup naa saki raaz ye aakhir khul hi gaya rang badal kar kidhar chali ho badan samete nazar churaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye mehki hawaa behki ghata ye aalam ye madhoshi chup naa raho kuchh to kaho tod bhi do ye khaamoshi ye mausam ye ghadi milan ki roz kahaan jeevan mein aaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye dil ko mere mil hi gaya saathi pyaar ki raahon ka saath
aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein roshan wohi chiraag hai yaadon ki raah mein wo chhod kar gaye the isi mod par mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi aankhon ko intezaar ki aadat si ho gayi takna hai unki raah yunhi umar bhar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe
aankhon mein rang kyun aaya bolo nasha sa kyun chhaaya humko ye raaz batlaao dil kho ke tumne kya paaya chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya mukhde pe subah ki dhoop ye khilta khilta roop kaajal lakeer chitwan se teer ye naina roop anoop tum kya samjho ye raaz ulfat ke ye andaaz sunn ke zuroor hoga guroor aur karne lagoge naaz aisa khayaal mat kije humse ye bhed keh dije hum bhi to aap hi ke hain hum se yun sharm na kije chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya tarsaavo naa yun humdam tumhen naazon adaa ki kasam jaldi se bol do ye raaz khol do apna bana lo sanam hargiz naa kahungi ye baat jodoge naa jab tak haath ban ke naseeb rehna kareeb jyun taara chaand ke saath tum se juda naa honge hum badle hazaar ye aalam hum tum pe jaan de denge gaati hai saans ki sargam aankhon mein
aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main dil se tumhein duwayein diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main bhoole bhi tum bhula bhi diya tumne pyaar ko diya tumne pyaar ko din raat tum ko yaad kiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main main wo nahin ke aa ke chala jaaun khaali haath chala jaaun khaali haath do chaar hasratein to liye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main jo meri zindagi the meri jaan se gaye meri jaan se gaye phir kis khushi mein aur jiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main aye maut haath thaam le mujh badnaseeb ka mujh badnaseeb ka kab se tujhe aawaaz diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main
waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gumsum ho ho ho waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gumsum mujhe donon jahaan ki mil gayi hain khushiyaan tum jo mere hum raahi mile dil ka ye chaman phir laga muskuraane armaanon ke hain phool khile sahaara tum hi to ho sahaara haan ji haan tum hi sahaara chalte jaayen hum pyaara ye samaa hai mausam bhi jawaan hai chaaron taraf husn ki daastaan hai mujhe lagta hai jaise humein dekh kar ye laga muskuraane zameen aasmaan hai deewaana pyaar mein hoke deewaana jaise ye saara zamaana apni dhun mein gum haan haan haan waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gum sum haan haan haan waadiyon mein kho jaayen hum tum la la la la la la la la la la la la
aapne yun hi dillagi ki thi aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe aapne bhi hamen na samjhaya aap bhi to hansi samajh baithe aapko yaad kya bhala rehta hum to yun hi mile the rahon mein dil hamare mein aap the lekin hum na the aapki nigahon mein kya hua aapne na pehchana kya hua aapne na pehchana aur hamen ajnabi samajh baithe aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe pyaar apna to ik tamasha tha aur hum khud hi the tamashayi aaj deewangi hamein apni yaad aayi to aankh bhar aayi jal raha tha wo dil hamara hi jal raha tha wo dil hamara hi hum jise chandani samajh baithe aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe aapne bhi hamen na samjhaya aap bhi to hansi samajh baithe
aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal kisi ko woh tokta nahin chahe kuchh bhi kijiye rokta nahin ho rahi hai lootmaar phat rahe hain bam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum kiss ko bheje wo yahaan khaak chhanne iss tamaam bheed ka haal jaanne aadmi hai angeenat devta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jab usse hi ghum nahin kyun humein ho ghum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum
aa aa aaa aaa aaaa aavo re aavo re o chitdu chori janara aavo re aavo re o chitdu chori janara maane moutana vaage bhankaara aavo re aavo re aaa aaaa hooo aa aaa mane yaad chhe vachano sahu taara mane yaad chhe vachano sahu taara o dildu looti lenaara aavo re aavo re ek raat tani mulakat mahi shaa kidha hata tame vaydaaa kidha hata tame vaydaa ek zurvu ne maravu biju chhe pritadi kera kayadaaa pritadi kera kayada bhav bhav hu ne tu balanaraa aavo re aavo re o chitdu chori janara aavo re aavo re saaras pankhini jodi kadi jagama na re judi pade jagama na re judi pade judi pade to maathu pataki biju tyaa tarfadi maree biju tyaa tarfadi mare have ghadiyu gane naino maara aavo re aavo re o chitdu chori janara maane moutana vaage bhankaara aavo re aavo re aavo re
aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim guzra zamaana bachpan ka haai re akele chhod ke jaana aur na aana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim wo khel wo saathi wo jhoole wo daud ke kehna aa chhoo le hum aaj talak bhi na bhoole hum aaj talak bhi na bhoole wo khaab suhaana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim is ki sab ko pehchaan nahin is ki sab ko pehchaan nahin ye do din ka mehmaan nahin ye do din ka mehmaan nahin mushkil hai bahot aasaan nahin mushkil hai bahot aasaan nahin ye pyaar bhoolaana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim milkar roye fariyaad kare un beete dinon ki yaad kare ae kaash kahin mil jaaye koi ae kaash kahin mil jaaye koi jo meet puraana bachpan ka
aaya naa humko pyaar jataana pyaar kabhi se tujhe karte hain aaya naa humko pyaar jataana pyaar kabhi se tujhe karte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain aaya naa humko pyaar jataana pyaar kabhi se tujhe karte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain jisne humare dil ko samjha wo ek tera hi dil hai jisne humare dil ko samjha wo ek tera hi dil hai tera aanchal teri baahen apni yahi to manzil hai apni yahi to manzil hai hum to tere ho hi chuke hai apna kehte darte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain soorat achchhi seerat achchhi tu to ek hai laakhon mein hooo oooo soorat achchhi seerat achchhi tu to ek hai laakhon mein dil karta hai dil se laga loon rakh loon chhupaa ke aankhon mein khud pe bharosa badh jaata hai jab tere saath guzarte hain bholapan tera bhaa gaya humko saadgi per teri marte hain ek hi jeevan mein to dil ki pyaas bhujha nahin paayenge ek hi jeevan mein to dil ki pyaas bhujha
aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man laagi teri lagan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja kheton kheton dagmag dole hariyaali matwaari ho hariyaali matwaari aise mein o preetam pyaare aaye yaad tihaari ho aaye yaad tihaari tore bina mohe kal nahin aaye tore bina mohe kal nahin aaye dil ki lagi tadpaaye hoooo dil ki lagi tadpaaye mast pawan chale man lehraaye mast pawan chale man lehraaye aayi milan rut haaye aayi milan rut haaye ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja oo oo oooo oo kheton se parvat par aakar kheton se parvat par aakar jeevan jyot jaga le jeevan jyot jaga le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja
ab jaan rahe ya jaaye humen to pyaar tumhin se karna aur pyaar mein jeene marne ka iqraar tumhin se karna ab jaan rahe ya jaaye humen to pyaar tumhin se karna aur pyaar mein jeene marne ka iqraar tumhin se karna chaahe teer chale talwaar chale seene se lagaana hai tumko aandhi aaye toofaan uthe baahon mein chhupana hai tumko o oo oo oo oo ek baar muhabbat ki tumse sau baar tumhin se karna aur pyaar mein jeene marne ka iqraar tumhin se karna dekhe hain deewane yun to bahut par unmein tumhari baat kahan tumse pehle ae jaane jahaan the itne haseen din raat kahan ho o o o o phir to humko dil ka sauda dildaar tumhin se karna aur pyaar mein jeene marne ka iqraar tumhin se karna aa aa aa oo oo oo oo oo hmm hmm hmm la lala lala lag jaao gale armaan hai bahut lag jaao gale armaan hai bahut aur pyaar ka mausam thoda hai har mausam hai apna mausam har mausam hai apna mausam jab yaar se daaman joda hai jee bhar ke na milne ka shikwa ae yaar tumhin se karna aur pyaar mein jeene
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ab Laut Chalen Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:26 20002
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 04:26   Song Number : 20002   

Aa Dekhen Zara Aa Dekhen Zara (2009) 05:10 37250
 
Poster of Aa Dekhen Zara (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Gourav Dasgupta
On Screen Actors- 
Neil Nitin Mukesh, Bipasha Basu
Duration : 05:10   Song Number : 37250   

Aa Jaa Re Ab Meraa Dil Pukaaraa Aah (1953) 03:11 20040
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 20040   

Aa Laut Ke Aaja Mere Meet (Male) Rani Rupmati (1957) 03:21 14065
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 14065   

Aa Tu Aa Zara Dil Mein Aa Phoolon Ki Sej (1964) 04:41 16295
 
Poster of Phoolon Ki Sej (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:41   Song Number : 16295   

Aabaad Rahe Mere Dil Ko Mukesh 03:02 19106
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
V Balsara
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:02   Song Number : 19106   

Aaj Bhi Unki Mohabbat Mukesh 03:18 32037
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:18   Song Number : 32037   

Aaj Tumse Door Hokar Ek Raat (1967) 03:24 13232
 
Poster of Ek Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravi Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 13232   

Aaj Ye Aanchal Munh Kyun Chhupaye Holiday In Bombay (1963) 04:41 16248
 
Poster of Holiday In Bombay (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Naseem Bano
Duration : 04:41   Song Number : 16248   

Aankhein Khuli Thi Saathi (1968) 04:32 38940
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:32   Song Number : 38940   

Aankhon Mein Rang Kyun Aaya Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 16232
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 16232   

Aankhon Mein Teri Yaad Liye Jaa Raha Hamari Yaad Aayegi (1961) 03:28 36550
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Sharma
Raag- 
Gara
Duration : 03:28   Song Number : 36550   

Aao In Waadiyon Mein Kho Jaayen Aarambh (1976) 04:29 39828
 
Poster of Aarambh (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Harish Bhadani
Music Director- 
Anand Shankar
Duration : 04:29   Song Number : 39828   

Aapne Yun Hi Dillagi Ki Thi Mehndi Lagi Mere Haath (1962) 03:26 37105
 
Poster of Mehndi Lagi Mere Haath (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda, Ashok Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 37105   

Aasmaan Pe Hai Khuda Phir Subha Hogi (1958) 02:36 13952
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:36   Song Number : 13952   

Aavo Re Aavo Re Khemro Lodan (1976) 04:38 17612
 
Poster of Khemro Lodan (1976)
 
Category
Gujarati
Year- 
1976
Lyricist
Keshav Rathod
Music Director- 
Gaurang Vyas
Duration : 04:38   Song Number : 17612   

Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Devar (1966) 03:15 13052
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 13052   

Aaya Naa Humko Pyaar Pehchan (1970) 05:19 13948
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Babita
Duration : 05:19   Song Number : 13948   

Aayi Saawan Rut Aayi Mela (1948) 03:32 40858
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 40858   

Ab Jaan Rahe Ya Jaaye Sawaal (1982) 04:16 37078
 
Poster of Sawaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Poonam
Duration : 04:16   Song Number : 37078   
Karaoke Songs of Mukesh, Sad Songs of Mukesh, Love Songs of Mukesh, Dance Songs of Mukesh, Hip-hop songs of Mukesh, Best songs of Mukesh, Super hit songs of Mukesh, hit songs of Mukesh, duet songs of Mukesh, solo songs of Mukesh, old songs of Mukesh, famous songs of Mukesh, Hindi Karaoke Songs of Mukesh, Hindi Sad Songs of Mukesh, Hindi Love Songs of Mukesh, Hindi Dance Songs of Mukesh, Hindi Hip-hop songs of Mukesh, best Hindi songs of Mukesh, super hit Hindi songs of Mukesh, hit Hindi songs of Mukesh, duet Hindi songs of Mukesh, solo Hindi songs of Mukesh, old Hindi songs of Mukesh, famous Hindi songs of Mukesh, Sing Along Songs of Mukesh, Sing Along Sad Songs of Mukesh, Sing Along Love Songs of Mukesh, Sing Along Dance Songs of Mukesh, Sing Along Hip-hop songs of Mukesh, Sing Along Best songs of Mukesh, Sing Along Super hit songs of Mukesh, Sing Along hit songs of Mukesh, Sing Along duet songs of Mukesh, Sing Along solo songs of Mukesh, Sing Along old songs of Mukesh, Sing Along famous songs of Mukesh