Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagmohan
HomeJagmohan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wo saamne the haseen raat thi aankhon ne dheere se kaha chaand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karti nigaahen pyaar ki saugaat ka chaand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karti nigaahen pyaar ki saugaat ka chaand hai mehmaan chaandni leti huyi hai husn ke aagosh mein chaandni leti huyi hai husn ke aagosh mein hans raha jaadu kisi ki pehli mulaqaat ka aa chaand hai mehmaan dheere dheere mastiyon ke saaz pe gaaye koi dheere dheere mastiyon ke saaz pe gaaye koi hai pata tanhaai ko bhi is raseeli baat ka chaand hai mehmaan kho gaye ho tum kahaan ab dhoondhta hai dil mera kho gaye ho tum kahaan ab dhoondhta hai dil mera aa gaya mausam chaman mein khushiyon ki barsaat ka chaand hai mehmaan
dil de kar dard liya maine maine maine dil de kar dard liya maine maine maine tere naam ki khaatir sajni apne ko badnaam kiya maine dil de kar dard liya teri khushi mein khushi hai merii teri hansi ab hansi hai meri teri khushi mein khushi hai merii teri hansi ab hansi hai meri yahi soch kar aansoo piya hai aansoo piya maine dil de kar dard liya mere gagan par chamke the jo taare tere ghar ke deep bane deep bane hain saare mere gagan par chamke the jo taare tere ghar ke deep bane deep bane hain saare apni duniyaa ko lutake mehfil ko teri basa ke apni duniyaa ko lutake mehfil ko teri basa ke apna haal badal diya hai badal diya maine dil de kar dard liya maine maine maine
dil ko hai tumse ee ee ee ee dil ko hai tumse pyaar kyun ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyun pyaar kyun pehle milan ki chhanw mein tumse tumhare gaon mein aankhen huyi thi chaar kyun ye na bata sakunga main pehle milan ki chhanw mein tumse tumhare gaon mein aankhen huyi thi chaar kyun ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyun pyaar kyun tumko nazar mein rakh liya dil mein jigar mein rakh liya tumko nazar mein rakh liya dil mein jigar mein rakh liya khud main hua shikaar kyun ye na bata sakunga main roop ki kuchh kami nahin duniya mein ek tumhi nahin roop ki kuchh kami nahin duniya mein ek tumhi nahin par main tumhari yaad mein rehta hoon beqaraar kyun ye na bata sakunga main par main tumhari yaad mein rehta hoon beqaraar kyun ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyun pyaar kyun
ek baar muskura do ek baar muskura do ek baar muskura do ek baar muskura do honthon ki ek ada se honthon ki ek ada se sau bijliyaan gira do ek baar ek baar ek baar muskura do is dil ka haal sun ke mera sawaal sun ke is dil ka haal sun ke mera sawaal sun ke aanchal sambhaal ke tum sharmaa ke sar jhuka do ek baar ek baar ek baar muskura do haan na ke beech mein hoon kya samjhoon kya na samjhoon haan na ke beech mein hoon kya samjhoon kya na samjhoon jo keh sako na munh se andaaz se bata do jo keh sako na munh se andaaz se bata do ye nanhi nanhi kaliyaan ye nanhi nanhi kaliyaan ye phool aur ye kyaari halki si ek hansi ki sabko hai intezaari ghoonghat hata ke haan ghoonghat hata ke inka armaan bhi mita do ek baar muskura do ek baar muskura do ek baar muskura do
jal rahe jal rahe jal rahe jal rahe armaan jal rahe armaan dil pe jigar pe pyaar ke ghar pe dil pe jigar pe pyaar ke ghar pe gir rahi hain bijaliyan jal rahe jal rahe jal rahe armaan ye jalan to badi buri hai saari duniya jal rahi hai ye jalan to badi buri hai saari duniya jal rahi hai kaun kahe ke lagi hai kahan kahan kaun kahe ke lagi hai kahan kahan jal rahe jal rahe jal rahe jal rahe armaan ek aag bhara saaman hoon main seene mein liye shamshan hoon main aag bhara saaman hoon main seene mein liye shamshan hoon main honton pe aahon ka fasaana honton pe aahon ka fasaana wo gaya jalte zamana wo gaya jalte zamana mit rahe sab mere nishaan mit rahe sab mere nishaan mit rahe sab mere nishaan jal rahe jal rahe jal rahe jal rahe jal rahe
mujhe na sapnon se behlaao mujhe na sapnon se behlaao doori ka dukh dil pe sahun main reh ke paas bhi door rahun main doori ka dukh dil pe sahun main reh ke paas bhi door rahun main chhoona chaahun chhoo naa sakun main chhoona chaahun chhoo naa sakun main kaun ye reet bataao hai kaun ye reet bataao mujhe na sapnon se behlaao ganga se tum aavo naha kar kesh sukhaao baanh failaa kar ganga se tum aavo naha kar kesh sukhaao baanh failaa kar meri tamannao par chhaa kar meri tamannao par chhaa kar kaahe phir chhup jaao tum kaahe phir chhup jaaoooo mujhe na sapnon se behlaao roz mere sapne mein aana nit nit roop naya dikhlaana roz mere sapne mein aana nit nit roop naya dikhlaana roz chhuda kar aanchal jaana roz chhuda kar aanchal jaana aisa zulm naa dhaao tum aisa zulm naa dhaao mujhe na sapnon se behlaao mujhe na sapnon se behlaao
niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera dukh ke din se kyun dar jaaun hanste hanste kyun na bitaaun dukh ke din se kyun dar jaaun hanste hanste kyun na bitaaun kab tak meri duniya ko barbaad karega andhera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera kabhi to aansu hansi banenge kabhi to apne din bhi phirenge kabhi to aansu hansi banenge kabhi to apne din bhi phirenge kabhi to meri dard bhari raaton ka hoga savera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera ye wo aas hai jo nahin toote iss ka sahara kabhi na chhute ye wo aas hai jo nahin toote iss ka sahara kabhi na chhute doobne waalon ka bhi itne paar kiya hai beda niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera
o varsha ke pehle baadal mera sandesha le jaana o varsha ke pehle baadal mera sandesha le jaana asuvan ki bundan barsa kar asuvan ki bundan barsa kar alka nagri mein tum ja kar khabar meri pahunchana o varsha ke pehle baadal mera sandesha le jaana maal bhumi aur amarkoot se vindhyachal narmada ko jaana vidisha nagri aur devaasan ho kar aage paanv badhana aag virah ki jahaan bhi paana aag virah ki jahaan bhi paana baras baras kar use bujhanaa o varsha ke pehle baadal mera sandesha le jaana dekh andhera dekh andhera piya milan ko chalegi chhup kar koi gori path mein tum bijli chamka kar khol na dena kholna dena khol na dena uski chori birhan ko tum jahaan bhi paana use kahin na jalanaaaaaa o varsha ke pehle baadal mera sandesha le jaana ujjaini mein mahaakaal ka mandir jab tum paao pujariyon ka naach dekh kar pujariyon ka naach dekh kar apna mann behlao par tum unke ang dhang ko dekh atak na jao par tum unke ang dhang ko dekh atak na jao shimla mein na chambal mein
jhara fule bhara ei je samadhitaal ei to amar matir basor premer taajmahal premer taajmahal ke bale ke bale ke bale amar priyotama nai aaina dekhite tobu tobu sara pai chokhe jhare jal haay chokhe jhare jal mone tobu dole dole milnero shatodal milnero shatodal ei to amar matir basor premer taajmahal premer taajmahal adhorate jabe ghum bhenge jaay hethay nirabe asi dekhi jochhonay charano royeche harano priyar hasi harano priyar hasi bou katha kao pakhi dure gaay sure sure se je priya re jagay priya re jagay marano ghumere sarono mayay mone hoy mone hoy shudhu chhal ei to amar matir basor premer taajmahal premer taajmahal
sundar ho kitni sundar ho pyaari tum kitni sundar ho pyaari tum kitni sundar ho mandir sa tera jeevan hai pratima jaisa tera mann hai dhoop kapur kesar chandan se dhoop kapur kesar chandan se bana hua tera tann hai bana hua tera tann hai kahe devta tum mann har ho pyaari tum kitni sundar ho pyaari tum kitni sundar ho raat samay ki tum ho laali aur amrit ki tum ho pyaali raat samay ki tum ho laali aur amrit ki tum ho pyaali tumhi dashehra tumhi deewaliii devi ho iss liye amar ho devi ho iss liye amar ho pyaari tum kitni sundar ho pyaari tum kitni sundar ho tum duniyan mein roop ki raashi tum ganga ho tum ho kaashi tum duniyan mein roop ki raashi tum ganga ho tum ho kaashi vidhna ne ki bhool zara si vidhna ne ki bhool zara si tumhe banaya jag ka vaasi tumhe banaya jag ka vaasi kuchh bhi ho tum badi madhur ho pyaari tum kitni sundar ho pyaari tum kitni sundar ho sundar ho kitni sundar ho pyaari tum kitni sundar ho
sapnon mein sapnon mein sapnon mein mujhko pyaar mila inkaar mila ikraar mila sapnon mein mujhko pyaar mila sunsaan raat mein chupke chupke dhare mann bhi tha khamosh ek baar bas nain khule the bas itna hai hosh gori baahon ka haar mila gori baahon ka haar mila sapnon mein mujhko pyaar mila hansta hua deep soya tha chanda tha baadal mein hawa neend bhar kar laayi thi jhonkon ke aanchal mein phir dil se dil ka taar mila phir dil se dil ka taar mila sapnon mein mujhko pyaar mila kya dekha aur kya paaya paaya maine yeh duniya kya jaane ghaayal ko ghaayal jaane deewaane ko deewaane har pal main ek sansaar mila har pal main ek sansaar mila sapnon mein mujhko pyaar mila
us raag ko paayal mein jo soya hai jagaa do us raag ko paayal mein jo soya hai jagaa do ithlaati huyi chaal se bhauchaal macha do ithalaati huyi chaal se bhauchaal macha do mehfil se alag rehta hai mastaana tumhaara mastaana tumhaara mehfil se alag rehta hai mastaana tumhaara mastaana tumhaara khilwat mein bulaa ke kabhi honthon se pilaa do khilwat mein bulaa ke kabhi honthon se pilaa do ithlaati huyi chaal ithlaati huyi chaal se bhauchaal macha do rimjhim ke tarannum ka maza aur bhi badh jaaye aur bhi badh jaaye rimjhim ke tarannum ka maza aur bhi badh jaaye aur bhi badh jaaye paazeb ki chham chham paazeb ki chham chham tum agar is mein mila do ithalaati huyi chaal se bhauchaal macha do aaine mein jo dekh rahe ho qasam uski aaine mein jo dekh rahe ho qasam uski hum tum pe maren yaa na maren hum tum pe maren yaa na maren tum hi bataa do ithalaati huyi chaal se bhauchaal macha do bhauchaal macha do kya cheez ho tum tumko ye maaloom hi kab tha maaloom hi kab tha kya
ye chaand nahin teri aarti hai ye chaand nahin teri aarti hai neele aakash ke haath mein taaron se bhari huyi raat mein jiski soorat chamak rahi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai bistar pe apne leta hoon dil thame isse dekh raha hoon dil thame isse dekh raha hoon seene mein eee seene mein halchal si machi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai tujhko kuchh shaq ho ismein to chuppa le apna chehra tujhko kuchh shaq ho ismein to chuppa le apna chehra mitt jaayegi khili chandni mitt jaayegi khili chandni chha jayega andheraa andheraa isi ke dam se ye dil kashi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai ye chaand nahin teri aarti hai
yeh maana ki tumse na mil paayenge hum magar yaad rakhna ki yaad aayenge hum yeh maana ki tumse na mil paayenge hum magar yaad rakhna ki yaad aayenge hum kaha tumne dar pe kabhi ab na aana bahut sun chuke hain tumhaara fasaana kaha tumne dar pe kabhi ab na aana bahut sun chuke hain tumhaara fasaana chalo hukum maana nahin aayenge hum magar yaad rakhna ki yaad aayenge hum ijaazat agar ho to itna kahenge ijaazat agar ho to itna kahenge dua tumko denge jahaan bhi rahenge zubaan pe na shikwa kabhi laayenge hum magar yaad rakhna ki yaad aayenge hum na tum de sakoge aji khudko dhokha mohabbat ke tufaan ko kisne hai roka na tum de sakoge aji khudko dhokha mohabbat ke tufaan ko kisne hai roka dabaaoge jitna udhar aayenge hum magar yaad rakhna ki yaad aayenge hum yeh maana ki tumse na mil paayenge hum magar yaad rakhna ki yaad aayenge hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Hai Mehmaan Jagmohan Sursagar 03:10 17196
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Madhuraj
Duration : 03:10   Song Number : 17196   

Dil De Kar Dard Liya Maine Jagmohan Sursagar 03:07 37159
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Duration : 03:07   Song Number : 37159   

Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun Jagmohan Sursagar 03:40 37160
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Singer- 
Jagmohan
Duration : 03:40   Song Number : 37160   

Ek Baar Muskura Do Jagmohan Sursagar 02:59 41004
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Fayyaz Hashmi
Music Director- 
Kamal Dasgupta
Duration : 02:59   Song Number : 41004   

Jal Rahe Armaan Jagmohan Sursagar 02:50 16168
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Faiyaz Hashami
Music Director- 
Jagmohan
On Screen Actors- 
Jagmohan
Duration : 02:50   Song Number : 16168   

Mujhe Na Sapno Se Jagmohan Sursagar 03:14 16169
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Faiyaz Hashami
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Jagmohan Sursagar
Duration : 03:14   Song Number : 16169   

Niraas Mein Aas Prabhu Jagmohan Sursagar 03:27 36497
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Devotional
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Duration : 03:27   Song Number : 36497   

O Varsha Ke Pehle Baadal Meghdoot (1945) 06:18 40931
 
Poster of Meghdoot (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Fayyaz Hashmi
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Duration : 06:18   Song Number : 40931   

Premer Taj Mahal Jaganmoy Mitra 03:02 40060
 
Poster of Jaganmoy Mitra
 
Lyricist
Mohini Chowdhury
Music Director- 
Shailesh Dutt Gupta
Duration : 03:02   Song Number : 40060   

Pyaari Tum Kitni Jagmohan Sursagar 03:29 16170
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Duration : 03:29   Song Number : 16170   

Sapnon Mein Mujhko Pyaar Jagmohan Sursagar 02:54 17650
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi non Film
Duration : 02:54   Song Number : 17650   

Us Raag Ko Paayal Mein Jo Soya Hai Jagaa Do Jagmohan Sursagar 03:05 38747
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Faiyaz Hashami
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Duration : 03:05   Song Number : 38747   

Ye Chaand Nahin Teri Jagmohan Sursagar 02:49 36631
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Duration : 02:49   Song Number : 36631   

Ye Mana Ki Tumse Na Mil Jagmohan Sursagar 03:23 17651
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi non Film
Duration : 03:23   Song Number : 17651   
Karaoke Songs of Jagmohan, Sad Songs of Jagmohan, Love Songs of Jagmohan, Dance Songs of Jagmohan, Hip-hop songs of Jagmohan, Best songs of Jagmohan, Super hit songs of Jagmohan, hit songs of Jagmohan, duet songs of Jagmohan, solo songs of Jagmohan, old songs of Jagmohan, famous songs of Jagmohan, Hindi Karaoke Songs of Jagmohan, Hindi Sad Songs of Jagmohan, Hindi Love Songs of Jagmohan, Hindi Dance Songs of Jagmohan, Hindi Hip-hop songs of Jagmohan, best Hindi songs of Jagmohan, super hit Hindi songs of Jagmohan, hit Hindi songs of Jagmohan, duet Hindi songs of Jagmohan, solo Hindi songs of Jagmohan, old Hindi songs of Jagmohan, famous Hindi songs of Jagmohan, Sing Along Songs of Jagmohan, Sing Along Sad Songs of Jagmohan, Sing Along Love Songs of Jagmohan, Sing Along Dance Songs of Jagmohan, Sing Along Hip-hop songs of Jagmohan, Sing Along Best songs of Jagmohan, Sing Along Super hit songs of Jagmohan, Sing Along hit songs of Jagmohan, Sing Along duet songs of Jagmohan, Sing Along solo songs of Jagmohan, Sing Along old songs of Jagmohan, Sing Along famous songs of Jagmohan