niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera dukh ke din se kyun dar jaaun hanste hanste kyun na bitaaun dukh ke din se kyun dar jaaun hanste hanste kyun na bitaaun kab tak meri duniya ko barbaad karega andhera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera kabhi to aansu hansi banenge kabhi to apne din bhi phirenge kabhi to aansu hansi banenge kabhi to apne din bhi phirenge kabhi to meri dard bhari raaton ka hoga savera niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera ye wo aas hai jo nahin toote iss ka sahara kabhi na chhute ye wo aas hai jo nahin toote iss ka sahara kabhi na chhute doobne waalon ka bhi itne paar kiya hai beda niraas mein aas prabhu mera niraas mein aas prabhu mera
Niraas Mein Aas Prabhu
Jagmohan Sursagar