MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Chopra
HomePrem Chopra
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se gesun khule khule se hain rangat udi udi si hai aye meri humraaz bata ye shokh sharaarat kis ki hai gesun khule khule se hain rangat udi udi si
do rang duniyaa ke aur do raaste do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste soch samjh ke paanv rakhe samjha do har deewane ko samjha do har deewane ko ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhaane ko ik jaaye maikhaane ko rastaa bhool naa jaaye raahi dhokha naa khaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki khaatir jeete hain auron ki khaatir jeete hain dusre wo jo apni khatir apnon ka khoon bhi peete hain apnon ka khoon bhi peete hain koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste aur do raaste aur do raaste
oye oye o gori ho gori haa ha ha ha ha ha ha ha are chori ho chori heeehehehehehehehehe gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya ha ha humne kaati jeb kisi ki hum pakde gaye lag gayi hathkadiyan re hum to jakde gaye usse na puchhe koi humari nindiya khoyi churaaya usne chaina mila kar humse naina gori ne phenki manwa pe dori gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya hum jo karte hain wo bhi karti hai kaam yahi chor hain apna naam to uska bhi naam yahi are hum dhan ko loote are wo mann ko loote agar wo maane gori kare hum milke chori khoob rahe hum dono ki jodi gori ho gori chori ho chori mera jiyaa le gayi chakori haaye haaye gajab ho gaya sadak par baanke ka mann kho gaya gori ho gori chori ho chori mera
jaana hai hamein to jahan karaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai jab tak chalun chalti rahun main baahon ke saaye mein tere jaana hamein kahan ye bhi nahin sochen neend si aankhon mein bhare manzil hamein mile na mile tera pyaar mile are jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai mujhe duniya mein jeene ka sahaara kaafi hai dil ki lagii kuchh bhi na chahun rahe mere liye yeh tere honton ki hansi saari duniya se lena hamein kya hum to yaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai tere sang piya padte hain mere neel gagan pe kadam tum ho mere to dharati ghata pe raaj hamaara hai sanam ho aaj nazaare sar jhukake sau sau baar mile are jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile jaana hai
aa aa aa aa aa aa aa aa gurur brahma gurur vishnu gurur devo maheshvarah gurur saakshaat par brahma tasmai shree gurave namah jahaan daal daal par sone ki chidiyan karti hai basera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan daal daal par sone ki chidiyan karti hai basera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan satya ahinsa aur dharm ka pag pag lagta dera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jai bharti jai bharti jai bharti jai bharti aa aa aa aa aa aa ye dharati wo jahaan rishi muni japte prabhu naam ki maala hari om hari om hari om hari om jahaan har balak ek mohan hai aur radha ik ik baala aur radha ik ik baala jahaan suraj sabse pehle aa kar daale apna phera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera jahaan ganga jamuna krishna aur kaveri behti jaaye jahaan uttar dakshin purab paschim ko amrit pilvaye yeh amrit pilvaye kahin yeh phal aur phool ugaye kesar kahin bikhera wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera
khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi kabhi sote sote kabhi jaagte khaabon ke peechhe yunhi bhaagte apni to saari umar gayi apni to saari umar gayi khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi rangeen bahaaron ki khawaahish rahi haath magar kuchh aaya nahin rangeen bahaaron ki khawaahish rahi haath magar kuchh aaya nahin kehne ko apne the saathi kayi saath kisi ne nibhaaya nahin koi bhi humsafar nahin koi bhi humsafar nahin kho gayi har dagar kahin kabhi sote sote kabhi jaagte khaabon ke peechhe yunhi bhaagte apni to saari umar gayi apni to saari umar gayi khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi logon ko aksar dekha hai ghar ke liye rote huye logon ko aksar dekha hai ghar ke liye rote huye hum to magar beghar hi rahe ghar waalon ke hote huye ghar waalon ke hote huye aaya apna nazar nahin aaya apna nazar nahin apni jahaan tak nazar gayi kabhi sote sote kabhi jaagte khaabon ke peechhe
o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola dum nikale is desh ki khaatir bas itna armaan hai dum nikale is desh ki khaatir bas itna armaan hai ek baar is raah mein marna sau janmon ke samaan hai dekh ke veeron ki qurbaanii dekh ke veeron ki qurbaani apna dil bhi bola mera rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola jis chole ko pehan shivaaji khele apni jaan pe jis chole ko pehan shivaaji khele apni jaan pe jise pehan jhaansi ki raani mit gayi apni aan pe aaj usi ko pehan ke nikla pehan ke nikala aaj usi ko pehan ke nikla hum maston ka tola mera rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola
yaar hi mera kapda latta yaar hi mera gehnaaaaaa yaar mile to izzat samjhun kanjri ban kar rehna hmmmm ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole ho mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta uski baah ka har halkora lagta swarg ka jhuta ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole yaar mile to hoooo yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona jag ke badle yaar mile to yaar kaa mol doon duna main to nahin sharmaana ni main to nahin sharmaana ni chaahe log boliyaan bole chaahe log boliyaan bole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole thirak rahi meri pair ki
hoooooooooooo raqqasaa mera naaaaam hoooo oooo raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam aap ki khidmat ke liye main haazir hoon aaj ki shaam raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam tauba tauba dekhen to mere andaaz koi aaaa uuuuuuuu uuuuu uuuuu uuuuu tauba tauba dekhen to mere andaaz koi phir sun ke dekhen apne dil ki aawaaz koi maine chhedi gazal ab chhede saaz koi maih beraksa hoon main dekho maih peete hain log tamaam aye saahib uuuuuuuu uuuuu uuuuu uuuuu aye saahib uuuuuuuu uuuuu uuuuu uuuuu raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa marhabbaaaaa ayeeee dilrubaaaa marhabba aye dilrubaa marhabba aye dilrubaa marhabba aye dilrubaa tauba tauba marhabba aye dilrubaa tauba hoooo oooo ooooo ooooo ooooo oooo oooo taarif ke kaabil hai tu ik haseen qaatil hai tu ik nazar dekh idhar jaane jigarrrr dil chaahe bas ho jaaun tere
samay ka udta panchhi jiskoo saath udaa le jaaye wo duniya se jaane wala laut ke phir na aaye re bhaiya laut ke phir na aaye samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke aage hum to kya hain samay ke aage hum to kya hain jhuk jaaye bhagwaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan iss duniyaa mein samay ne bhaiya iss duniyaa mein samay ne bhaiya raam ko bhi na chhoda raam ko bhi na chhoda raaj sinhaasan chheen ke unka van se naata joda van se naata joda ye sanjog viyog yahaan hain khel samay ka saara jeena pade hamen chaahe bichhde praanon se koi pyaara praanon se koi pyaara jo har haal mein jo har haal mein hans kar jee le sukhi wohi insaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke chakkar se jeevan mein samay ke chakkar se jeevan mein koi nahin bach paaya koi nahin bach paaya
karta nahin kyun dusraa kuchh baat cheet dekhta hoon main jise wo chup teri mehfil mein hai wo chup teri mehfil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan waqt aane par bata denge tujhe o aasmaan hum abhi se kya bataayen kya humare dil mein hai kya humare dil mein hai kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed kench kar laayi hai sab ko qatal hone ki ummeed aashiquon ka aaj jamghat koonchaa e qaatil mein hai koonchaa e qaatil mein hai
hey hey hey hey hey hey ho ho ho ho ho ho hey hey hey hey hey hey hey hey arre wohi to hai pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein tera peechha na main chhodoonga soniye peechha na main chhodoonga soniye bhej de chaahe jail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein darta main nahin chaahe ho zameen chaahe aasman jahaan bhi tu jaayegi main wahan chala aaunga darta main nahin chaahe ho zameen chaahe aasman jahaan bhi tu jaayegi main wahan chala aaun tera peechha na na chhodoonga soniye peechha na main chhodoonga soniye bhej de chaahe jail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein hey hey hey hey ta ra ru ru o jaane jigar din mein tu agar mujhse na mili sapnon mein aake saari raat jagaaunga o jaane jigar din mein tu agar mujhse na mili sapnon mein aake saari raat jagaaun tera peechha na na chhodoonga soniye peechha na main chhodoonga soniye bhej de chaahe jail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail
tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai jo ab tak sada muskuraata raha tha har ek baat par aah bharne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tumhari saheli bala ki hansi hai hamein bhi khabar hai usse bhi yaqin hai tumhari saheli bala ki hansi hai hamein bhi khabar hai usse bhi yaqin hai kisi ki to banna hai aakhir usse bhi bura kya hai gar koi marne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai kisi aur ki baat maane na maane magar tum kahogi to woh maan legi kisi aur ki baat maane na maane magar tum kahogi to woh maan legi zara apne beemaar ko kuchh dava de ki ab dard had se guzarne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai bas ab naaz chhodo zaraa paas aao bahut ho chukaa ab na isko satao bas ab naaz chhodo zaraa
hooooooooo oooooo ooooooo barson baad mili hai humkooo barson baad mili hai humko kismat waali raat barson baad mili hai humko kismat waali raat tere main sadd ke jaawaan hoye yaar tere sab naach rahe teri sajj ke chali baarat tere main sadd ke jaawaan aaj hi poore honge ab dil ke armaan tumhaare kuchh naa kuchh to ho ke rahegaaaaa kuchh naa kuchh to ho ke rahe jab hogi dil ki baat kuchh naa kuchh to ho ke rahega jab hogi dil ki baat tere main sadd ke jaawaan dulhe ke dil mein kya kya ye baat naa koi jaane jiss ke liye bechain hai tuuuuuuu jiss ke liye bechain hai tu wo bigdi banegi baat jiss ke liye bechain hai tu wo bigdi banegi baat tere main sadd ke jaawaan koi hasrat rahe naa baaki aisa rang jamaa leeeee agar ye mauka nikal gaya tooooooo agar ye mauka nikal gaya to malta rahega haath agar ye mauka nikal gaya to malta rahega haath tere main sadd ke jaawaan yaar tere sab naach rahe hain yaar tere sab naach rahe teri sajj ke chali baarat tere main sadd ke jaawaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Pila De Saaki Doli (1969) 04:31 13156
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Nazima
Duration : 04:31   Song Number : 13156   

Do Rang Duniyaa Ke Do Raaste (1969) 04:42 13149
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:42   Song Number : 13149   

Gori Ho Gori Pyar Ki Kahani (1971) 03:14 32337
 
Poster of Pyar Ki Kahani (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Various
Duration : 03:14   Song Number : 32337   

Jaana Hai Hamein To Daulat Ke Dushman (1983) 04:14 19192
 
Poster of Daulat Ke Dushman (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mohan Choti, Pran, Prem Chopra
Duration : 04:14   Song Number : 19192   

Jahaan Daal Daal Par Sone Sikandar E Azam (1965) 06:57 31095
 
Poster of Sikandar E Azam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:57   Song Number : 31095   

Khumari Chadh Ke Utar Gayi Umar (2006) 08:45 17569
 
Poster of Umar (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Shamir Tondon
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:45   Song Number : 17569   

Mera Rang De Basanti Chola Shaheed (1965) 03:09 16318
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 16318   

Ni Main Yaar Manana Ni Daag (1973) 05:53 21040
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 21040   

Raqqasaa Mera Naam The Great Gambler (1979) 05:07 12518
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:07   Song Number : 12518   

Samay Bada Balwan Hai Ghar Parivaar (1991) 07:10 32749
 
Poster of Ghar Parivaar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Nitin Mukesh
Duration : 07:10   Song Number : 32749   

Sarfaroshi Ki Tamanna Shaheed (1965) 03:43 15192
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra, Pran
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 15192   

Tera Peechha Na Chhodunga Jugnu (1973) 04:59 13469
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini, Prem Chopra
Duration : 04:59   Song Number : 13469   

Tum Apni Saheli Ko Samaj Ko Badal Dalo (1970) 04:08 38500
 
Poster of Samaj Ko Badal Dalo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharda, Prem Chopra
Duration : 04:08   Song Number : 38500   

Yaar Tere Sab Naach Rahe Hain Shakka (1981) 05:40 18522
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Pental, Prem Chopra, Various
Duration : 05:40   Song Number : 18522   
Karaoke Songs of Prem Chopra, Sad Songs of Prem Chopra, Love Songs of Prem Chopra, Dance Songs of Prem Chopra, Hip-hop songs of Prem Chopra, Best songs of Prem Chopra, Super hit songs of Prem Chopra, hit songs of Prem Chopra, duet songs of Prem Chopra, solo songs of Prem Chopra, old songs of Prem Chopra, famous songs of Prem Chopra, Hindi Karaoke Songs of Prem Chopra, Hindi Sad Songs of Prem Chopra, Hindi Love Songs of Prem Chopra, Hindi Dance Songs of Prem Chopra, Hindi Hip-hop songs of Prem Chopra, best Hindi songs of Prem Chopra, super hit Hindi songs of Prem Chopra, hit Hindi songs of Prem Chopra, duet Hindi songs of Prem Chopra, solo Hindi songs of Prem Chopra, old Hindi songs of Prem Chopra, famous Hindi songs of Prem Chopra, Sing Along Songs of Prem Chopra, Sing Along Sad Songs of Prem Chopra, Sing Along Love Songs of Prem Chopra, Sing Along Dance Songs of Prem Chopra, Sing Along Hip-hop songs of Prem Chopra, Sing Along Best songs of Prem Chopra, Sing Along Super hit songs of Prem Chopra, Sing Along hit songs of Prem Chopra, Sing Along duet songs of Prem Chopra, Sing Along solo songs of Prem Chopra, Sing Along old songs of Prem Chopra, Sing Along famous songs of Prem Chopra