Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNasir Khan
HomeNasir Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aansoo to nahin hain aankhon mein pehlu mein magar dil jalta hai dil jalta hai boondon pe lahu hai hasrat ka aara sa jigar par chalta hai dil jaltaa hai jaag uthta hai jab ghum kya kahiye jaag uthta hai jab ghum us waqt ka aalam kya kahiye us waqt ka aalam kya kahiye jis raat gaye dheere dheere jab koi kaleja malta hai dil jaltaa hai aye dard e jigar ye baat hai kya ye baat hai kya ye aakhri apni raat hai kya ye aakhri apni raat hai kya hoti hai kasak har dhadkan mein har saans mein khanjar chalta hai dil jaltaa hai hum haar gaye hain tere ghum se hum haar gaye dekha hi nahin jaata humse dekha hi nahin jaata humse jalta hai patanga jab koi aur shamma ka aansoo dhalta hai dil jaltaa hai
daal di maine jal thal mein naiyya jagna ho to jogo khiwaiyya jagna ho to jogo khiwaiyya devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara maine thama hai daaman tumhara aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaa thaam lo apni radha ko bhagwan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ye naa kehne lage koi birhan munh chhupaa kar sanwariyaa ne maara munh chhupaa kar sanwariyaa ne maara devta tum ho mera sahaara devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara mere nainon ko tum aise paaye do ghadi mujhko neendiya naa aaye meri aankhon se aankhen ladaaye doobta hai savere ka tara doobta hai savere ka tara devta tum ho mera sahaara devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara ooooo oooo ooooo ooooo ooooooo ooooo oooo ooooo oooooo rain bhaari hai gehra andheraaaaa haath le lo tum haathon mein meraaaa rain
doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare rooth gayin baagon se bahaaren rooth gayin baagon se bahaaren phail gaye patjhad ke saye lekin tum ko apne vaade lekin tum ko apne vaade bhule se bhi yaad na aaye doob gaye doob gaye aakash ke taare behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi aas ki ek nanhi si kiran thi aas ki ek nanhi si kiran thi woh bhi ojhal hone lagi doob gaye doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare
ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam sehte jaayenge sitam raaz ye tere siwaa aur koi jaan naa le mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar li naa kuchh dil ki khabar bujh naa jaaye ye diya yun ke jalaaye naa jale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale
Ek Sitara Hai Akash Mein
is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein har raasta agar ke tera raasta naa tha har raasta agar ke tera raasta naa tha har raaste mein tera pata dhundhte rahe har raaste mein tera pata dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein
kuchh samajh nahin aaye kuchh samajh nahin aaye mohe is duniya ki baat is duniya ki baat kuchh samajh nahin aaye kabhi hansaye kabhi rulaye kabhi banaye kabhi mitaye jaane kya kya khel rachaye ye duniya din raat ye duniya din raat ye duniya din raat kuchh samajh nahin aaye kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche is duniya mein kab deta hai koi kisi ka saath koi kisi ka saath koi kisi ka saath kuchh samajh nahin aaye aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara haan aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara darhgo ko patwar bana lo aur naiya ko kinara raat mein hai parbhat issi andhiyare mein ujiyara andhiyare mein ujiyara
mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge isi soorat se hum bigdi huyi kismat bana lenge mohabbat mein sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge tum mil hi jaaoge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain ke do dil kaise milte hain isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein
raat suhaani hanste taare inn taaron mein dhoond rahen hain tumko tumko nain humare raat suhaanii beeti jaaye ghadiyan mitti jaaye aashaa dekhe raah tumhari main aur meri nirasha raat suhaanii diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati main jalta hoon man hi man mein main jalta hoon man hi man mein koi na mera saathi koi na mera saathi raat suhaanii
roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye kyaa jaane ye chanchal laharen kyaa jaane ye chanchal laharen main hoon aag chhupaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare main bhi itana doob chuka hoon main bhi itana doob chuka hoon kya teri gehraai kaahe hod lagaaye mose kaahe hod lagaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya armaanon ki chita saja keee armaanon ki chita saja ke maine aag lagaayi ab kya aag bujhaaye meri ab kya aag bujhaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare
sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge diye hain tune aise ghum kabhi jo kam nahin honge sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai kami kya hogi duniyaa mein agar ek hum nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko yehi duniyaa humen dhundhegi hum jiss dam nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge
aa aa aaa aa tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main chali hoon meri duniya tere saath reh gayi hai mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main basi hoon tere dil mein mujhe kis liye pukaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai main woh phool hoon ke jis mein tera rang teri boo hai meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai meri zindagi hai zinda teri yaad ke sahaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aansoo To Nahin Hain Aankhon Mein Daera (1953) 03:19 15573
 
Poster of Daera (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Nasir Khan
Duration : 03:19   Song Number : 15573   

Devta Tum Ho Daera (1953) 06:40 13016
 
Poster of Daera (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Kaif Ali
Music Director- 
Jamal Sen
Duration : 06:40   Song Number : 13016   

Doob Gaye Aakash Ke Taare Angarey (1954) 03:07 37891
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:07   Song Number : 37891   

Ek Jhooti Si Tasalli Shisham (1952) 03:01 14251
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:01   Song Number : 14251   

Ek Sitaara Hai Akaash Mein Nagina (1951) 02:29 37660
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:29   Song Number : 37660   

Is Bewafaa Jahaan Mein Aasmaan (1952) 03:18 15541
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:18   Song Number : 15541   

Kuchh Samajh Nahin Aaye Aasmaan (1952) 03:24 36574
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Asha Parekh
Duration : 03:24   Song Number : 36574   

Mohabbat Mein Kashish Hogi To Khubsoorat (1952) 02:54 15612
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Saukat Jaunpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:54   Song Number : 15612   

Raat Suhaani Hanste Taare Aasmaan (1952) 03:14 16381
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:14   Song Number : 16381   

Roun Main Saagar Ke Kinare Nagina (1951) 04:49 16458
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 04:49   Song Number : 16458   

Satayega Kise Tu Shisham (1952) 02:47 12496
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:47   Song Number : 12496   

Tere Saath Chal Rahe Hain Angarey (1954) 03:23 12152
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12152   
Karaoke Songs of Nasir Khan, Sad Songs of Nasir Khan, Love Songs of Nasir Khan, Dance Songs of Nasir Khan, Hip-hop songs of Nasir Khan, Best songs of Nasir Khan, Super hit songs of Nasir Khan, hit songs of Nasir Khan, duet songs of Nasir Khan, solo songs of Nasir Khan, old songs of Nasir Khan, famous songs of Nasir Khan, Hindi Karaoke Songs of Nasir Khan, Hindi Sad Songs of Nasir Khan, Hindi Love Songs of Nasir Khan, Hindi Dance Songs of Nasir Khan, Hindi Hip-hop songs of Nasir Khan, best Hindi songs of Nasir Khan, super hit Hindi songs of Nasir Khan, hit Hindi songs of Nasir Khan, duet Hindi songs of Nasir Khan, solo Hindi songs of Nasir Khan, old Hindi songs of Nasir Khan, famous Hindi songs of Nasir Khan, Sing Along Songs of Nasir Khan, Sing Along Sad Songs of Nasir Khan, Sing Along Love Songs of Nasir Khan, Sing Along Dance Songs of Nasir Khan, Sing Along Hip-hop songs of Nasir Khan, Sing Along Best songs of Nasir Khan, Sing Along Super hit songs of Nasir Khan, Sing Along hit songs of Nasir Khan, Sing Along duet songs of Nasir Khan, Sing Along solo songs of Nasir Khan, Sing Along old songs of Nasir Khan, Sing Along famous songs of Nasir Khan