aansoo to nahin hain aankhon mein pehlu mein magar dil jalta hai dil jalta hai boondon pe lahu hai hasrat ka aara sa jigar par chalta hai dil jaltaa hai jaag uthta hai jab ghum kya kahiye jaag uthta hai jab ghum us waqt ka aalam kya kahiye us waqt ka aalam kya kahiye jis raat gaye dheere dheere jab koi kaleja malta hai dil jaltaa hai aye dard e jigar ye baat hai kya ye baat hai kya ye aakhri apni raat hai kya ye aakhri apni raat hai kya hoti hai kasak har dhadkan mein har saans mein khanjar chalta hai dil jaltaa hai hum haar gaye hain tere ghum se hum haar gaye dekha hi nahin jaata humse dekha hi nahin jaata humse jalta hai patanga jab koi aur shamma ka aansoo dhalta hai dil jaltaa hai
Aansoo To Nahin Hain Aankhon Mein
Daera (1953)

Meena Kumari, Nasir Khan, Kumar, Roop Mala, Nana Palsikar, Jankidas, Romesh Kapoor, Jareena