Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmar
HomeAmar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaj apni mehnaton ka mujhko samraa mil gaya aaj apni mehnaton ka mujhko samraa mil gaya jiss mein khud khoya hua tha main jiss mein khud khoya hua tha main wo sehra mil gaya aaj apni reh gayaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaa reh gaya milne se kyaa jab chain dil kaa mil gayaa aaa aaa aaaa aaaaaaaaaa phool ye haath aa gayaa to bagh saara mil gaya phool ye haath aa gayaa to sukhe patte sukhe patte jhaad kar sar sabz hote hain shajar aaaaaaaaaaaa jitna kuchh lutta raha uss se zyada mil gayaa jitna kuchh lutta aarzooooooooooooooo aarzoo takseen e dil ko aarzoo e ehtemaad aaaa aaaaa aaaaaa ye na socho kya na paayaa ye kaho kya mil gayaa aaj apni mehnaton ka mujhko samraa mil gaya
adigadigo aasalu reputhu eduruga vaale enno varnaalu ldhugidhugo kalalanu chooputhu yedhalanu yele evo vainallu yegiroche aa guvvale chigurinche ee navvala saage savasam prathi hrudhyam lo aa kala nijamaithe aa pedhela ponge aa nandham kalainaa edho kadhainaaa rachinche yevo ragaale ee samayam ye thalapulalo thana guruthu ga vidhicheluthundho ye manusku jatha edante thanu emani badulisthundho varamanuko dhorikina jeevitham ruthuvulu geese rangula oh chitram ee payanam ye malupulo thana gamyanne cheruno chooope daaredhi varinche prathi kshanani jayinche sneham thodavani thana gootini vethike kallu gamaninchavu yedha logillu thala valchina mali sandhyallo selevadigenu tholi sandallu
chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega ghum ke haathon zindagi ka caravan lut jaayega dil lagaa kar ghum uthaayen kyaa anokhi baat hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai mit rahi hai meri duniya aur main dekha karoon haay ye mushqil ke din kaise bitaaun kya karoon dil ke maalik laaj meri ab tumhaare haath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai
dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi carvaan ban kar gujarti jaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi gardishen shamon shehar kuchh bhi nahin ek khawaab hai gardishen shamon shehar kuchh bhi nahin ek khawaab hai in khilonon se humen behla rahi hai zindagi carvaan ban kar gujarti jaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi ek taraf shabnam ke aansoo ek taraf gul ki hansi ek taraf shabnam ke aansoo ek taraf gul ki hansi har chaman mein ro rahi muska rahi hai zindagi carvaan ban kar gujarti jaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi
ek dil ne kaha ek dil ne suna ek dard bhara afsana haye dard bhara afsana pyaar ke tukde karne waala zaalim hai ye zamaana zaalim hai ye zamaana ek dil ne kaha parwaane ke ghum mein haaye shamma ro ro jalti hai shamma ro ro jalti hai shamma ko jalta jis dam dekhe jal jaaye parvaana jal jaaye parvaana ek dil ne kaha nazuk se ek phool mein dekho chhupe hazaaron kaante hain chhupe hazaaron kaante hain is duniya mein kaun hai apna kise kahen begana kise kahen begana ek dil ne kaha jaane wale yaad mein teri aankhen ro ro kehti hain jaane waale yaad mein teri aankhen ro ro kehti hain aankhen ro ro kehti hain dam ghut ke mar jaana lekin dil na kisi se lagaana dil na kisi se lagaana ek dil ne kaha ek dil ne suna ek dard bhara afsana haye dard bhara afsana pyaar ke tukde karne waala zaalim hai ye zamaana zaalim hai ye zamaana ek dil ne kaha
ik teer chalane waale ne ik teer chalane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik hook uthi hai mann mein ik dard basa jeevan mein ik dard basa jeevan mein aankhon mein samaane waale ne aankhon mein samaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik geet sunaane waale ne ik geet sunaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya sharma ke nazar jab daali ik vaar gaya naa khali ik vaar gaya naa khali lalchaa ke lubhaane waale ne lalchaa ke lubhaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya aankhon ko bana kar bhedi chup ke se muhabbat de di chup ke se muhabbat de di iss ghar ko basaane waale ne iss ghar ko basaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya wo humse agar poochhenge hum unse yahi keh denge hum unse yahi keh denge ik dil ko churane waale ne ik dil ko churane waale ne dil loot liya haaye loot
kab tak niraas ki andhyaariiii kab tak niraas ki aas ki damin damka degi yehi badariya kaari kab tak niraas ki sukhe ped ki daar daar hai ras ki bhari pichkaari jaise laaj ka ghunghat kaadhe koi sundar naari aas ki damin damka degi yehi badariyan kaariiiiii kab tak niraas ki kajri rein ki bhor ko samjho kaare nayan ki jyotiiii kaare nayan ki jyoti jugnuu jugnu bann ke chamak rahe hain chhupi huyi ujyaarii aas ki damin damka degi yehi badariyan kaariiiiii kab tak niraas ki bhayi jagat ujiyaari bhayi jagat ujiyaari jhalak thi jiski andhiyari mein yehi thi wo ujiyaari dekho bhayi jagat ujiyaari ban gayi kajal jaagi aankh kaaa simat ke rein andhiyari bhayi jagat ujiyaariii nayanan jal se sincha tha jisko hari hui wo qyaari nayanan jal se sincha tha jisko hari hui wo qyaari bigdi banaane wale toonee rakh li laaj humari dekho bhayi jagat ujiyaari ban gayi kajal jaagi aankh kaaa simat ke rein andhiyari bhayi jagat ujiyaariii
raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye aa dil mila le duniyaa basa le dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani o bewafaa mat der lagaa o bewafaa mat der lagaa soya hua mat dard jagaa soya hua mat dard jagaa mast bahaaren tujhko pukaaren mast bahaaren tujhko pukaaren dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani rutt hai nasheeli mausam jawaan rutt hai nasheeli mausam jawaan chubhne lagi hai thandi hawaa chubhne lagi hai thandi hawaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani
aaaa hmmm teri in adaaon ne humko pagal kar diya teri in adaaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya ooo teri in adaaon ne na na na na naa na na na na naa na na na na na naa o ha ha ha ha ha aha ha ha ha ha aha ha ha ha ha han haaa aahaha uhun hun hun apne hi dil se yeh shart thi ke denge usse na kisi ko hmm hmm aawara mujrim bedard jaalim chahne laga par tumhi ko qaatil adaa hai woh tumhaari dil pe lagi woh chot bhaari ke apne haathon se dil naam tumhare kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya uhunnn teri in adaaon ne humko pagal kar diya teri in adaaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya ooo ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoo ho ho ho ho ho na na na na na na na na ne oo hoo hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm toofan mein thi yeh dil ki kashti saahil ka kuchh na pata tha saagar se gehra yeh roop tera saagar mein saahil chhupa tha do baahon ke dilkash
tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande ved wohi kuraan wohi haiiii ved wohi kuraan wohi hai raam wohi rehmaan wohi hai kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe gore uske kaale uske are purab pachhim waale uske gore uske kaale uske purab pachhim waale uske sab mein usi ka noor samayaaaaa sab mein usi ka noor samayaa kaun hai apna kaun parayaa sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa
tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin kya wahaan ye ghataayen barasti nahin kya kabhi hum tumhen yaad aate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin ye zamaana humesha ka bedard hai dard e dil pe koi haath dharta nahin dil ki fitrat kabhi ek rehti nahin zindagi bhar wafaa koi karta nahin phir bhi jaise bhulaya hai tumne humen phir bhi jaise bhulaya hai tumne humen iss tarah bhi kisi ko bhulate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin dard hai mere dil ka mere geet mein geet gata hoon main tum mujhe saaz do raat khaamosh hai aur tanhaa hai dil tum kahaan ho zara dil ko aawaaz do jo guzaare the humne muhabbat mein din jo guzaare the humne muhabbat mein din kya wo din ab tumhen yaad aate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin kya nazaaren wahaan muskuraate nahin tum jahaan ho wahaan kya ye mausam nahin
yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere teri hai amaanat paas mere ye dil jo tumhaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar ye jaan meri o jaan e jigar kismat kaa ishaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ruk jaaye kahan hai kis ko khabar dauraan e safar yaa manzil par dauraan e safar yaa manzil par gardish mein sitaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hota hum chhod ke duniyaa chal dete
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Apni Mehnaton Ka Doctor (1941) 03:34 13154
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:34   Song Number : 13154   

Adigadigo Avakai Biryani (2008) 03:02 10536
 
Poster of Avakai Biryani (2008)
 
Category
Telugu
Year- 
2008
Lyricist
Vanamali
Music Director- 
Manikanth Kadri
Singer- 
Karthik
On Screen Actors- 
Kamal Kamaraju
Duration : 03:02   Song Number : 10536   

Char Din Ki Chaandni Dillagi (1949) 03:09 37191
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Suraiya, Sharada, Shyam, Amar
Duration : 03:09   Song Number : 37191   

Dhadkanon Ke Saaz Par Kaun Ho Tum (1970) 03:21 32409
 
Poster of Kaun Ho Tum (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amar Nath
Duration : 03:21   Song Number : 32409   

Ek Dil Ne Kaha Ek Dil Ne Suna Parda (1949) 03:48 38271
 
Poster of Parda (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Sharma Ji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:48   Song Number : 38271   

Ik Teer Chalane Waale Pugree (1948) 03:02 13994
 
Poster of Pugree (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Sitara Devi, Mukesh
On Screen Actors- 
Amar, Kamini Kaushal
Duration : 03:02   Song Number : 13994   

Kab Tak Niraas Ki Doctor (1941) 03:24 13155
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:24   Song Number : 13155   

Raat Suhaani Jhoome Rani Rupmati (1957) 03:20 12458
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amarnath, Nalini Chhonkar
Duration : 03:20   Song Number : 12458   

Teri In Adaaon Ne Iqraar (By Chance) (2006) 05:01 32481
 
Poster of Iqraar (By Chance) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Shilpa Anand, Amarjeet Shukla
Duration : 05:01   Song Number : 32481   

Tujh Ko Rakhe Raam Ankhen (1968) 06:09 21351
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Amar Nath, Mehmood, Mala Sinha
Duration : 06:09   Song Number : 21351   

Tum Jahaan Ho Wahaan Road To Sikkim (1968) 03:40 16469
 
Poster of Road To Sikkim (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amar Nath
Raag- 
Marwa
Duration : 03:40   Song Number : 16469   

Yaadon Ka Sahara Na Hota Patthar Ke Khwab (1969) 03:24 19236
 
Poster of Patthar Ke Khwab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pal Premi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Amar Nath
Duration : 03:24   Song Number : 19236   
Karaoke Songs of Amar, Sad Songs of Amar, Love Songs of Amar, Dance Songs of Amar, Hip-hop songs of Amar, Best songs of Amar, Super hit songs of Amar, hit songs of Amar, duet songs of Amar, solo songs of Amar, old songs of Amar, famous songs of Amar, Hindi Karaoke Songs of Amar, Hindi Sad Songs of Amar, Hindi Love Songs of Amar, Hindi Dance Songs of Amar, Hindi Hip-hop songs of Amar, best Hindi songs of Amar, super hit Hindi songs of Amar, hit Hindi songs of Amar, duet Hindi songs of Amar, solo Hindi songs of Amar, old Hindi songs of Amar, famous Hindi songs of Amar, Sing Along Songs of Amar, Sing Along Sad Songs of Amar, Sing Along Love Songs of Amar, Sing Along Dance Songs of Amar, Sing Along Hip-hop songs of Amar, Sing Along Best songs of Amar, Sing Along Super hit songs of Amar, Sing Along hit songs of Amar, Sing Along duet songs of Amar, Sing Along solo songs of Amar, Sing Along old songs of Amar, Sing Along famous songs of Amar