chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega ghum ke haathon zindagi ka caravan lut jaayega dil lagaa kar ghum uthaayen kyaa anokhi baat hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai mit rahi hai meri duniya aur main dekha karoon haay ye mushqil ke din kaise bitaaun kya karoon dil ke maalik laaj meri ab tumhaare haath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai
Char Din Ki Chaandni
Dillagi (1949)