MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHariharan-
HomeHariharan-
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab ke baras bhi reh gaye pyaase ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko aisi lagee birha ki agni aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko duniya se kya karte shikaayat laaye na shikva lab tak hum apne hi daaman ki veeraani karte gavaara kab tak hum phool na the to rakh liye kaante phool na the to rakh liye kaante aise sajaaya daaman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyase aag lage is saavan ko kitni hi ghum ki raat ho kaali hoti hai aakhir uski sahen nafarat se o dekhne waale iski bhi hai kuchh tujhko khabar iski bhi hai kuchh tujhko khabar pyaar mein hai taasir kuchh aisi pyaar mein hai taasir kuchh aisi dost bana de dushman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko labzon mein hum dard samote itni kahaan thi apni majaal daad e sukhan kyun dete ho humko ismein nahin kuchh apna click here
agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon koi to aaye zara der to rulaaye mujhe koi to aaye zara der to rulaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin click here
saa maaa aaa naaa aaaaa hooo begana vaar unse mulaqaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqat ho to ho ab door door hi se koi baat ho to ho oo begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho mushkil hai phir milein kabhi yaran raft ka mushkil hai phir milein kabhi yaran raft ka taqdeer hi se ab ye karamaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho unko to yaad aaye huye muddatein huyi unko to yaad aaye huye muddatein huyi jeene ki wajah aur koi baat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho kya jaanu kyun uljhate hain wo baat baat par kya jaanu kyun ulajhte hain wo baat baat par maqsad kuchh is tark e mulaqaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho ab door door hi se koi baat ho to ho oo begana vaar unse mulaqaat ho to ho click here
bhar ke paimaana pila de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi pyaas tu dil ki bujha de saaqi pyaas tu dil ki bujha de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi mai barasti hai teri aankhon se mai barasti hai teri aankhon se mai barasti hai teri aankhon se apni aankhon se pila de saaqi apni aankhon se pila de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi har ghadi lab pe tera naam rahe har ghadi lab pe tera naam rahe aisa deewaana bana de saaqi aisa deewaana bana de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi gar pilaani hai muhabbat ki sharaab sa dha ni re ga ma pa ma pa ga ma pa ga ma re ni sa dha ni re sa ni ni pa ma pa ni ni pa ma ga ma re ga ga ga re ni re ga ni ga re ni re ni ni dha dha sa dha dha sa dha dha sa gar pilaani hai muhabbat ki sharaab jaam honthon se laga de saaqi jaam honthon se laga de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi pyaas tu dil ki bujha de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi click here
aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte rishte raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost haath mere haath mein de haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni click here
dil se har guzri baat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai chandni neem va dari cha sukoon chandni neem va dari cha sukoon aankhon aankhon mein raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai haye woh log khubsurat log haye woh log khubsurat log jinki dhun mein haayat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai bujhte jaate hain dukhti palkon pe deep bujhte jaate hain dukhti palkon pe deep neend aayi hai raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai click here
jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi der hi bante bigadte kuchh ise lagti nahin aa der hi bante bigadte kuchh ise lagti nahin phool ki deewaar par shabnam ka ghar hai zindagi phool ki deewaar par shabnam ka ghar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye har kadam par mudne waali rehguzar hai zindagi har kadam par mudne waali rehguzar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le zindagi mein jo bhi karna chahta hai kar guzar aa zindagi mein jo bhi karna chahta hai kar guzar kya khabar barson ki hai ya lamha bhar hai zindagi kya khabar barson ki hai ya lamha bhar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans click here
jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera phir nahin yaad ke kya yaad aaya phir nahin yaad ke kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi bhool gaya yaad aaya jab koi bhool gaya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz yaad aaya to bhi kya yaad aaya yaad aaya to bhi kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya click here
kaash aisa koi manzar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota jamaa karta jo main aaye huye sang jamaa karta jo main aaye huye sang sar chupane ke liye ghar hota sar chupane ke liye ghar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota is bulandi pe bahot tanha hoon tanha aaa hoon bohot tanha hoon tanha tanha aa is bulandi pe bahot tanha hoon kaash main sab ke barabar hota kaash main sab ke barabar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota usne uljha diya duniya mein mujhe usne uljha diya duniya mein mujhe varna ek aur kalander hota varna ek aur kalander hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota kaashhh click here
koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar bheegte lamhe sulagti raat aur tanhaiyaan bheegte lamhe sulagti raat aur tanhaiyaan sabne deewana banaaya raat ke pichhle pahar sabne deewana banaaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar hum to apne aap hi se guftagu karte rahe hum to apne aap hi se guftagu karte rahe haal e dil khudko sunaya raat ke pichhle pahar haal e dil khudko sunaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar jaate jaate ashk saari raat hi jaati rahe jaate jaate ashk saari raat hi jaati rahe aate aate wo na aaya raat ke pichhle pahar aate aate wo na aaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar raat ke click here
maikade band karen laakh zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se meri tasveer ko seene se lagaane waale maikade band karen laakh zamaane waale hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen aap hargiz nahin hain waada nibhane waale maikade band karen laakh zamaane waale apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai aaina unn ko dikhate hain zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale click here
mar ke hum khak e raahe yaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye meri mehrumiyon ki had na rahi meri mehrumiyon ki had na rahi tere ehsaan beshumaar huye tere ehsaan beshumaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye zabt e ghum tak hai zindagi apni zabt e ghum tak hai zindagi apni mar mitaenge jo bekraar huye mar mitaenge jo bekraar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye ab na woh shauk hai na josh o khurosh ab na woh shauk hai na josh o khurosh sab teri yaad par nisaar huye sab teri yaad par nisaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye click here
mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya hai ek saans ka jhagda liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya hai ek saans ka jhagda liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa badan hi aaj agar taar taar hai mera badan hi aaj agar taar taar hai mera to ek chaak e garibaan siya siya na siya to ek chaak e garibaan siya siya na siya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai ki tera naam zabaan se liya liya na liya ki tera naam zabaan se liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil mein mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil mein yeh aur baat ki maine piya piya na piya yeh aur baat ki maine piya piya na piya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa yeh haal e dil hai safi main to sochta hi nahin yeh click here
saanjh dhale na rain kate na saanjh dhale na rain kate na bas gaye desh paraye kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye rom rom tora naam japat hai milan ki aas mein saansa chalat hai rom rom tora naam japat hai milan ki aas mein saansa chalat hai aare balam tori raah takat hoon aare balam tori raah takat hoon akhiyan neer bahaye kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye maang sindoor na kanva ma bali kajra na gajra na honthva pe laali maang sindoor na kanva ma bali kajra na gajra na honthva pe laali haar singaar gayo pee sang moro haar singaar gayo pee sang moro joban dhalta jaaye kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye preetam bin ik birhan roye sukh ki neend jab har koi soye preetam bin ik birhan roye sukh ki neend jab har koi soye khoj mein phiron tori ginat moh taare khoj mein phiron tori ginat moh taare jiyara mora ghabraye kaahe tarsaaye balma kaahe click here
saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se yeh jo kuchh log nazar aate hain deewaane se yeh jo kuchh log nazar aate hain deewaane se inko matlab hai na saaqi se na paimaane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se jod kar haath yeh saaqi hai guzaarish meri jod kar haath yeh saaqi hai guzaarish meri jod kar haath yeh saaqi hai guzaarish meri mujhko aankhon se pila gair ko paimaane se mujhko aankhon se pila gair ko paimaane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se mujhko aate huye naasir to sabhi ne dekha mujhko aate huye naasir to sabhi ne dekha dekha jaate na kisi ne mujhe maikhane se saaqiya jaayen kahaan saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se click here
aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aaa shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko kaun sa naam doon main teri shanasaayi ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko koi mehfil ho tera naam to aa jaata hai koi mehfil ho tera naam to aa jaata hai jaan kar saath laga rakha hai ruswaai ko jaan kar saath laga rakha hai ruswaai ko sa dha ma ga dha ni dha ma ga ma ni dha ma ga ma pa ga ma re re ga ma pa ga ma re sa ni ni sa ni dha ma dha ni sa jis taraf jaayiye hai khokhle lafzon ka hujum jis taraf jaayiye hai khokhle lafzon ka hujum kaun samjhe yahaan aawaaz ki gehraai ko kaun samjhe yahaan aawaaz ki gehraai ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko khoob waaqif hoon main duniya ke chalan se raashid khoob waaqif hoon main duniya ke chalan se raashid maine parvat nahin samjha hai kabhi raai ko maine parvat nahin samjha hai kabhi raai ko shehar dar shehar liye phirta hoon tanhaai ko kaun sa naam doon main teri click here
jab kabhi bolna waqt par bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna pehle kuchh door tak saath chal ke parakh pehle kuchh door tak saath chal ke parakh phir mujhe humsafar humsafar bolna phir mujhe humsafar humsafar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala umr bhar ko mujhe besadaa kar gaya umr bhar ko mujhe besadaa kar gaya tera ik baar munh pher kar bolna tera ik baar munh pher kar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala meri khanabadoshi se poochhe koi meri khanabadoshi se poochhe koi kitna mushkil hai raste ko ghar bolna kitna mushkil hai raste ko ghar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna jab kabhi bolna waqt par bolna la lala la lala la lala la lala muddaton sochna click here
yeh aaine se akele mein guftagu kya hai yeh aaine se akele mein guftagu kya hai jo main nahin hoon to phir tere rubaroo kya hai yeh aaine se akele mein guftagu kya hai issi ummeed pe kaati hai zindagi maine issi ummeed pe kaati hai zindagi maine wo kaash puchhte mujhse ke aarzoo kya hai wo kaash puchhte mujhse ke aarzoo kya hai jo main nahin hoon to phir tere rubaroo kya hai ye rang e gul ye shafak aur ye taabish e anjum ye rang e gul ye shafak aur ye taabish e anjum tera jamaal nahin hai to chaarsoo kya hai tera jamaal nahin hai to chaarsoo kya hai jo main nahin hoon to phir tere rubaroo kya hai yeh aaine se akele mein guftagu kya hai kyun unke saamne tum dil ki baat karte ho kyun unke saamne tum dil ki baat karte ho jo khud samajhte nahin dil ki aabroo kya hai jo khud samajhte nahin dil ki aabroo kya hai jo main nahin hoon to phir tere rubaroo kya hai yeh aaine se akele mein guftagu kya hai guftagu kya hai guftagu kya hai yeh aaine se akele mein guftagu kya hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Ke Baras Hariharan 06:54 17625
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:54   Song Number : 17625   

Agar Yakin Nahin Aata Hariharan 05:04 39656
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:04   Song Number : 39656   

Begana Vaar Unse Hariharan 06:15 38410
 
Poster of Hariharan
 
Category
Hindi Non film
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:15   Song Number : 38410   

Bhar Ke Paimana Hariharan 05:35 20435
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sabir Jalalabadi
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:35   Song Number : 20435   

Dard Ke Rishte Hariharan 09:38 40269
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 09:38   Song Number : 40269   

Dil Se Har Guzri Baat Hariharan 05:01 38409
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:01   Song Number : 38409   

Jhoom Le Hans Bol Le Hariharan 06:32 19858
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:32   Song Number : 19858   

Jo Bhi Dukh Hariharan 04:37 40271
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 04:37   Song Number : 40271   

Kaash Aisa Koi Manzar Hota Hariharan 06:23 36406
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:23   Song Number : 36406   

Koi Saaya Jhilmilaya Hariharan 06:39 40272
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jolly Mukherjee
Music Director- 
Ustad Zakir Hussain
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:39   Song Number : 40272   

Maikade Band Hariharan 05:56 16867
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tahir Faraz
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:56   Song Number : 16867   

Mar Ke Hum Khak E Raahe Heye Hariharan 05:37 38411
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:37   Song Number : 38411   

Mareez e Ishq Ka Kya Hai Hariharan 07:20 40270
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 07:20   Song Number : 40270   

Saanjh Dhale Na Hariharan 06:35 38408
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:35   Song Number : 38408   

Saaqiya Jaayen Kahaan Hariharan 05:46 20034
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hakim Nasir
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:46   Song Number : 20034   

Shahar Dar Shahar Hariharan 05:24 40429
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zakir Hussain
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:24   Song Number : 40429   

Waqt Par Bolna Hariharan 03:51 16945
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 03:51   Song Number : 16945   

Yeh Aaine Se Hariharan 06:37 40404
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Year- 
2000
Lyricist
Tahir Faraz
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:37   Song Number : 40404