Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeParchhain (1952)
HomeParchhain (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae dard e jigar mere dard e jigar raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar main to jaaga hi thi duniya soti rahi soti rahi ek shabnam thi jo saath roti rahi roti rahi dekh phulon ki hain pattiyaan dar b dar ae dard e jigar mere dard e jigar o raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar jazba e dil hai to khud hi chale aayenge chale aayenge ye museebat ke din bhi guzar jaayenge guzar jaayenge hum to baithe rahenge yun hi umar bhar ae dard e jigar mere dard e jigar o raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar
apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye rone ki aadat aisi padi hansne ka taraana bhool gaye haan bhool gaye kaali raaten beet gayin phir chaandani raaten aayi hain phir chaandani raaten aayi hain dil mein nahin ujiyaala mere ghum ki ghataayen chhayi hain ghum ki ghataayen chhayi hain preet ke waade yaad karo kya preet nibhaana bhool gaye kya bhool gaye bhoola huya hai raah musaafir bichhada hua hai manzil se bichhada hua hai manzil se khoye huye raste kaa pata tum poochh lo khud apne dil se tum poochh lo khud apne dil se chalte chalte itna thake manzil ka thikana bhool gaye haan bhool gaye nazdik badha nazdik badha ye mausam nahin phir aane kaa ye mausam nahin phir aane kaa nazdik shamma ke jaane se kya haal hua parwaane ka kya haal hua parwaane ka mitne ka fasaana yaad raha jalne ka fasaana bhool gaye kya bhool gaye apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm katte hain dukh mein ye din pehlu badal badal ke rehte hain iss dil ki dil mein armaan machal machal ke katte hain dukh mein ye din tadpaayega kahaan tak aye dard e dil bataa de ruswaa kahin naa kar de aansun nikal nikal ke katte hain dukh mein ye din yeeee khaak par jo chamke zarre na inko samjho phenka gaya hai dil ka phenka gaya hai dil ka insaan kuchal kuchal ke katte hain dukh mein ye din ulfat ki thokron se ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil jisne kadam uthaaye humne sambhal sambhal ke katte hain dukh mein ye din
mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane nikalti dil ke taaron se jo hai jhankaar kya jaane usse to qatl karna aur tadpana hi aata hai gala kis ka kata kyun kar kata talwaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane dawa se faayada hoga ke hoga zehar e kaatil se dawa se faayada hoga ki hoga zehar e kaatil se maraz ki kya dawa hai ye koi bimaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo tadapte dil ki haalat husn ki deewaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane pyaar kya jaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Dard E Jigar Parchhain (1952) 04:13 19984
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 04:13   Song Number : 19984   

Dil Ka Lagaana Bhool Gaye Parchhain (1952) 03:06 15730
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
On Screen Actors- 
Sandhya, V Shanta Ram
Duration : 03:06   Song Number : 15730   

Katte Hain Dukh Mein Parchhain (1952) 03:20 13921
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri
Duration : 03:20   Song Number : 13921   

Mohabbat Hi Na Jo Samjhe Parchhain (1952) 03:07 13920
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
V Shanta Ram
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:07   Song Number : 13920