Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMilan (1967)
HomeMilan (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade roz hi ki tarah aaj bhi dard ko hum chhupane lage the magar ro pade magar ro pade aur ab kya kahen kya hua hai humen tum to ho bekhabar hum bhi anjaan hai bas yahi jaanana to bahut ho gaya hum bhi rakhte hain dil hum bhi insaan hain muskuraate huye hum bahaana koi phir banaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade hain sitaare kahaan itne aakaash par har kisi ko agar ik sitaara mile kashitiyon ke liye ye bhanwar bhi to hai kya zaroori hai sabko kanaara mile bas yahi soch ke hum rahe chain se doob jaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade umr bhar kaash hum yunhi rote rahen aaj kyun ke humen ye huyi hai khabar muskuraahat ki to koi keemat nahin aasuon se huyi hai humaari kadar baadlon ki tarah hum to barse bina
bol gori bol tera kaun piya bol gori bol tera kaun piya kaun hai wo tune jise pyaar kiya bol gori bol tera kaun piya are tu jaane na uska naam har subah har shaam duniyaa ne ussi ka naam liya bol tuhi bol tuhi bol mera kaun piya bol gori bol tera kaun piya hai kaun saare jag se niraala koi nishaani batlaao baala uski nishaani woh bhola bhala uski nishaani uske gale mein sarpon ki maala wo kai hai jiske roop kahin chhanv kahin dhoop tera saajan hai yaa behroopiya bol gori bol tuhi bol mera kaun piya mann uska mandir praan pujaari mann uska mandir praan pujaari ghoda na haathi are bail savaari kailaash parbat ka wo to jogi achha wohi dar dar ka bhikaari haan woh hai bhikhaari thik le ke bhakti ki bheekh badle mein jagat ko moksh diya bol tuhi
aa aa aa aa aa aa aa aa aa hum tum yug yug se ye geet milan ke gaate rahe hain gaate rahenge hum tum jag mein jeewan saathi banke aate rahe hain aate rahenge hum tum yug yug se ye geet milan ke gaate rahe hain gaate rahenge hum tum jab jab humne jeewan payaa jab jab ye roop saja sajna har baar tumhin ne maang bhari tumne hi pehnaaye kangna hum phool bane yaa raakh huye par saath nahin chhoota apna har baar tumhin tum aan base in aankhon mein banke sapna aaaa aa aa aa aa hum tum yug yug se ye geet milan ke gaate rahe hain gaate rahenge hum tum aa aa aa aa aa aa o o o o o o o saawan mein jab kabhi bhi ye baadal gagan pe chhaye bijli se dar gaye tum dar kar kareeb aaye phir kya hua bataao barsaat tham na jaaye barsaat tham na jaaye yug yug se ye geet milan ke gaate rahe hain gaate rahenge hum tum jag ye bandhan na tod saka hum tod ke har deewar mile iss janam janam ki nadiyaan ke iss paar mile uss paar mile bhagwaan ne poochha maango to tumko saara sansaar mile par
mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana hazaron tarha ke ye hote hain aansun hazaron tarha ke ye hote hain aansun agar dil mein ghum ho to rote hain aansun khushi mein bhi aankhen khushi mein bhi aankhen bhigote hain aansun inhen jaan sakta nahin ye zamaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi koi cheez apni huyi hai parayi kisi se milan hai kisi se milan hai kisi se judaayi naye rishton ne toda nataa purana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye bole samay ki nadi ka bahaav ye bole samay ki nadi ka bahaav ye babul ki
raam kareeeeeeeeee ho ooooo raam kare aisa ho jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye raam kare aisa ho jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye guzar jaayen sukh se teri dukh bhari ratiyaan badal loon main to se ankhiyaan guzar jaayen sukh se teri dukh bhari ratiyaan badal loon main to se ankhiyaan bas mein agar hon ye batiyaan maangun duwaayen haath uthaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye ho ooooo tu hi nahin main hi nahin saara zamaana dard ka hai ek fasaana tu hi nahin main hi nahin saara zamaana dard ka hai ek fasaana aadmi ho jaaye deewana yaad kare gar bhul naa jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye ho ooooo sapan chala aaye koi chori chori mast pawan gaaye lori sapan chala aaye koi chori chori mast pawan gaaye lori chandra kiran ban ke dori tere mann ko jhulaa jhulaaye meri
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm saawan ka mahina pawan kare sor saawan ka mahina pawan kare shor umm hm pawan kare sor pawan kare shor are baba shor nahin sor sor sor pawan kare sor haan jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya oye purvaiya ke aage chale na koi jor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor o ho ooho o o oo o saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara marji hai tumhaari le jaao jis oor jiyaraare jhoome re aise re jaise ban maan
oo oooo oooo ooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo oo ooo ooo oo oo oo oo oooo tohe sanwariya naahi khabariya tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi hum ho gaye pardesi tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi pardesi hum ho gaye pardesi naa jaane kaun sa apna anganaa kaun si atariyaa naa jaane kaun sa apna anganaa kaun si atariyaa apne hi gaanv ki galiyon mein bhoole phirte hain hum dagriyaa aao ghar apne humen chhod jaao aao ghar apne humen chhod jaao ke hum ho gaye pardesi pardesi hum ho gaye pardesi tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi hum ho gaye pardesi hoo hooooo hoo ooooo oooo lala la la la la la ye duniyaa laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani ye duniyaa laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani apna kya reh gaya tumhre naam kar di jab jindagani haaye sab apne humen bahot yaad aaye haaye sab apne humen bahot yaad aaye ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Dil Pe Koi Zor Milan (1967) 05:01 11853
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:01   Song Number : 11853   

Bol Gori Bol Tera Milan (1967) 04:39 13738
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 04:39   Song Number : 13738   

Hum Tum Yug Yug Se Milan (1967) 05:52 20556
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:52   Song Number : 20556   

Mubarak Ho Sab ko Milan (1967) 05:20 13739
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:20   Song Number : 13739   

Raam Kare Aisa Ho Jaaye Milan (1967) 05:11 12392
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:11   Song Number : 12392   

Saawan Ka Mahina Milan (1967) 05:49 12207
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 12207   

Tohe Sanwariya Milan (1967) 04:35 13742
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama, Sunil Dutt
Duration : 04:35   Song Number : 13742