Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajboor (1964)
HomeMajboor (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badli hai zamaane ki nazar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar ye raat to dilkash thi bade khush the sitaare tum paas humaare the to hum paas tumhaare ab aayi hai nazdeek sehar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar ye kashti chali jaati thi maujon ke sahaare socha tha pahunch jaayenge ik roz kinaare par saamne aaya hai bhanwar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar mushkil mein sabhi dete hain us dar pe sadaayen sunte hain ke sunta hai khuda sabki duwaayen par apni duwaaon ka asar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar
Deewana Keh Ke Logon Ne
tere bina oo sajna tere bina oo sajna tere bina oo sajna tere bina ooo sajna dil ki dawa mera man jala mere angnaaa tere bina oo sajna tere bina oo sajna jalti rahi main jalti rahi main andhiyaari raaton mein phir bhi ujaaleeeee phir bhi ujaale nahin aaye haathon mein apne naseeb par hai kya zor apna tere bina oo sajna tere bina ooo sajna dil ki dawa mera man jala mere angnaaa tere bina oo sajna tere bina oo sajna duniya humaari duniya humaari sapnon ki nagri thi thokar se phootiiiii thokar se phooti maati ki gagri thi ye dosh kismat ka tha mere naam lagna tere bina oo sajna tere bina ooo sajna dil ki dawa mera man jala mere angnaaa tere bina oo sajna tere bina oo sajna tere bina oo sajna tere bina oo sajna tere bina oo sajna tere bina ooo sajna dil ki dawa mera man jala mere angnaaa tere bina oo sajna tere bina oo sajna
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega duniyaan chale udhar hi jidhar ye nigaah ghume shabnam ko dekh lo agar bankar sharaab jhoome nasha hi nasha ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kajraare nain bhanware palkein jo kholte hain dilon ki bisaat kya hai imaan bhi dolte hain button ke khuda ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kahaan ye damakta mukhada kahaan aisa noor hoga jisne banaaya tumko use bhi guroor hoga khuda ki ada ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega
hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm ye baat hoti hai paida janaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai paida janaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai bahaar aati hai aur rang roop milte hain chaman mein waise to har roz phool khilte hain chaman mein khilta hai chaman mein khilta hai tumsa gulaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa nahin ye baat haay nahin ye baat ke tumsa haseen nahin hoga yahaan nahin to zamaane mein wo kahin hoga to wo kahin hoga magar milega tumhaara jawaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai tera khayaal hai har waqt yaad ke qaabil magar ye meri nazar bhi hai daad ke qaabil kiya hai jisne tera kiya hai jisne tera intekhab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badli Hai Zamaane Ki Nazar Majboor (1964) 04:47 37565
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Malgunji
Duration : 04:47   Song Number : 37565   

Deewana Keh Ke Logon Ne Majboor (1964) 03:46 37564
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:46   Song Number : 37564   

Tere Bina O Sajna Majboor (1964) 04:36 19980
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:36   Song Number : 19980   

Tumhein Jo Bhi Dekh Lega Majboor (1964) 05:03 31102
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Raag- 
Adana
Duration : 05:03   Song Number : 31102   

Ye Baat Hoti Hai Paida Janaab Majboor (1964) 04:16 38763
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:16   Song Number : 38763