hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm ye baat hoti hai paida janaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai paida janaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai bahaar aati hai aur rang roop milte hain chaman mein waise to har roz phool khilte hain chaman mein khilta hai chaman mein khilta hai tumsa gulaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa nahin ye baat haay nahin ye baat ke tumsa haseen nahin hoga yahaan nahin to zamaane mein wo kahin hoga to wo kahin hoga magar milega tumhaara jawaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai tera khayaal hai har waqt yaad ke qaabil magar ye meri nazar bhi hai daad ke qaabil kiya hai jisne tera kiya hai jisne tera intekhab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai
Ye Baat Hoti Hai Paida Janaab
Majboor (1964)