Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum Saath Saath Hain (1999)
HomeHum Saath Saath Hain (1999)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you chhutiyon ke ye din hai suhaane saathi tera yun saath rahe bachhon ke sang bachhe phir ban jaaye mauj mein jhoome zara masti karen ban ke baadal ban ke panchhi udte rahen abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you hey hey aaaa haaa apne gaanv ki galiyon mein chalen hum bachpan ki yaadon mein khoya hai mann baahen thaame teen bhaayiyon ki thumkegi phir se unki behan saawan ke jhoolon se baabul ke aangan se hoga milan abcdefghi jklm nopqrstuvwx hoo hoo hoo i love you thandi thandi ye hawaayen humko chupke chupke kya kehti suno manzil hai kareeb ab humaare bole ghataayen khushiyaan chuno nazren chura ke dil mein chhupa ke sapne buno abcdefghi jklm nopqrst uvwx y z i love you abcdefghi nopqrstuv y z i love you i love you
hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain
maiyya yashoda ye tera kanhiyaa maiyya yashoda ye tera kanhiyaa panghat pe meri pakde hai baiyaan tang mujhe karta hai sang mere ladtaa haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se maiyya yashoda ye tera kanhiyaa panghat pe meri pakde hai baiyaan tang mujhe karta hai sang mere ladtaa haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi ho raam ji ki kripaa se gokul ki galiyon mein jamuna kinaare wo mohe kankariyaa chhup chhup ke maare natkhat adaayen soorat hai bholi holi mein meri bhigoye wo choli baiyaan naa chhode kaliyaan marode baiyaan naa chhode kaliyaan marode paiyaan padun phir bhi peechha naa chhode meethi meethi baaton mein mujhko phansaaye haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi ho raam ji ki kripaa se jab jab bajaaye mohan muraliyaa chhan chhan chhanakti hai meri paayaliyaa nainon se jab wo kare chhed khaani dil thaame reh jaaye prem deewani sudh budh gawaayi
mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa hoo mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooo tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai teri mehndi se tere gajre se mehka mehka mera jeevan hai mere sawaalon ka jawaaab ban ke tu aayi sajjaniyaa mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya aisi bandhi pyaar ki dor huyi main baawariyaa badla mausam badle nazaaren ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan ye pyaar ka saawan
sunoji dulhan ek baat sunoji apne naye parivar se miloji tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz haye tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz pehle dulhan tum inse miloji ghar ke mukhiya tumhare sasurji jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz haan jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam ho jo bhi chahaa maine ho rab se woh paaya maine hoo rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam des bides ghumkar aaya main bhayi ho mehak gaon ki mittee ki naa bisrayi wahi gud chana dudh nashte mein bhaye ho chhuri aur kante se khana na aaye itne par bhiiii hoo itne par bhi hai nayi technikon ko pyaar se seekha maine rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam aao dulhan ab inse miloji yeh hain tumhari sasu maji ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai ek andaaz haye ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai
ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm daata hai jo naam jinse mila thaam kar jinki ungali hai bachapan chala o o oo oo oo oo kaandhe par baith ke jinke dekha jahaan gyaan jinse mila kya bura kya bhala kitne upkaar hai kya kahein ye bataana na aasaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm deti hai jo maa jise jag kahe apni santaan mein praan jiske rahe o o oo oo oo oo loriyaan honthon par sapne bunti nazar neend jo waar de hans ke har dukh sahe mamta ke roop mein hain prabhoo aap se paaya vardaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai aapke khwaab hum aaj hokar jawaan uss param shakti se karte hain praarthana o o oo oo oo oo inki chhaaya rahe rehti duniyaa talak ek pal reh sake hum na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abcdefg I Love You Hum Saath Saath Hain (1999) 04:30 11880
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mitali Shashank
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 04:30   Song Number : 11880   

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   

Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 03:49 11882
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 03:49   Song Number : 11882   

Maiyya Yashoda Hum Saath Saath Hain (1999) 06:23 11883
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
R Kiran
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Sonali Bendre, Tabu
Duration : 06:23   Song Number : 11883   

Mhaare Hiwada Mein Naache Mor Hum Saath Saath Hain (1999) 06:17 11884
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
R Kiran
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:17   Song Number : 11884   

Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji Hum Saath Saath Hain (1999) 12:15 32834
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 12:15   Song Number : 32834   

Ye To Sach Hai Ke Bhagwaan Hai Hum Saath Saath Hain (1999) 06:49 11885
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:49   Song Number : 11885