Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


muruga endrathum urukaatha manam mohana kunchari manavalaa muruga endrathum urukaatha manam mohana kunchari manavalaa urukaatha manam urukaatha muruga urukaatha manam urukaatha murai kelaayo kurai theeraayo maan makal valliyin manavaala urukaatha manam urukaatha urukaatha manam urukaatha maraiye pukazhum mathavan maruka maraiye pukazhum mathavan maruka thaayai neenka vazhi thaan pukalvaay arupadai veedanrum anparkal ithayame aaaaaaa aaaaa aaaaa arupadai veedanrum anparkal ithayame amarnthidum jothiyee nee varuvaay amarnthidum jothiye nee varuvaay muruga endrathum urukaatha manam mohana kunchari manavalaa urukaatha manam urukaatha urukaatha manam urukaatha janma paapa vinai theerave paarinil janma paapa vinai theerave paarinil sivame pathaampujam thedi ninrom thavaseelaa he siva paala thavaseelaa he siva paala sarvamum neeye jayasakthi velaa sarvamum neeye jayasakthi velaa muruga endrathum urukaatha manam mohana kunchari manavalaa urukaatha manam urukaatha urukaatha
Muruga Nee Vara Vendum
musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa hmm hmm ae musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana ek raah ruk gayi to aur judd gayi main muda to saath saath raah mud gayi hawaa ke peron par meraa aashiyaanaa musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana din ne haath thaam kar idhar bithaa liyaa raat ne ishaare se udhar bulaa liyaa subah se shaam se meraa dostaana musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana
hmm mm mm mm mm hmm mm mm mm hooooo oh oh oooo ho oo oh oh oh ho musaafir jaane wale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale aah aa aa aah aa aa aah aa aa aah aa aa aa aah hmm mm mm mm oh oh oh ho ho badi mushkil se dil mein apne badi mushkil se dil mein apne log basaate hain kuchh sapne yeh sapne sheeshe ke khilone toot ke bas lagte hain rone dilon pe chha jaate hain yeh baadal kaale kaale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale aa aa aa aah aa aa aa aah o dariya de paniya yeh maujaan phir nahin aaniyaan yaad aayengi o hoo yaad aayengi bas janewalon ki kahaniyaan o dariya de paniya yeh maujaan phir nahin aaniyaan oh aa aa aah aa ha ha aah aah naa jaane kya chhoot raha hai ohoo naa jaane kya chhoot raha hai dil mein bas kuchh toot raha hai honthon par nahin koi
musafir chalte chalte thak gaya hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai makaan ke sab makim soye pade hain makaan ke sab makim soye pade hain hawaa ka shor mujhse keh raha hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai wo mere saamne baitha hai lekin wo mere saamne baitha hai lekin dilon ke beech kitna faasala hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai jise milne tum aaye ho yahan par jise milne tum aaye ho yahan par wo kab ka is makaan se jaa chuka hai musafir chalte chalte thak gaya hai musafir chalte chalte thak gaya hai safar jaane abhi kitna pada hai musafir chalte chalte thak gaya hai musafir chalte chalte thak gaya hai thak gaya hai thak gaya hai aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa hmmmm hmmmmm hmmmm hmmm
oo o o o o o oooo o o o o ooo oo oo o o o o o o o oooooo aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aa aaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa musaafir hain hum to chale jaa rahe hain bada hi suhaana ghazal ka safar hai musaafir hain hum to chale jaa rahe hain bada hi suhaana ghazal ka safar hai pata puchhte ho to itna pata hai humara thikana gulaabi nagar hai musaafir hain hum to ghazal hi humara anokhha jahaan hain ghazal pyaar ki wo hansi daastan hai ghazal hi humara anokhha jahaan hain ghazal pyaar ki wo hansi daastan hai isse jo bhi sunta hai wo jhumta hai wo jaadu hai iss mein kuchh aisa asar hai musaafir hain hum to oo o o o o o oooo o o o o ooo oo oo o o o o o o o oooooo aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aa aaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa na koi thakan hai na koi khalish hai mohhabbat ki jaane ye kaisi kashish hai na koi thakan hai na koi khalish hai mohhabbat ki jaane ye kaisi kashish hai jise dekhiye wo chala ja raha hai jahan e ghazal ki suhaani dagar hai musaafir hain hum to
haiiiiiii mushkil hai mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena aasaan nahin dil ki ye aag bhujha dena ye aag bhujha dena ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa roton ko hansa dena hanston ko rula dena hanston ko rula dena mushkil hai bahot mushkil dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi aaye to badam lena jaaye to duwaa dena jaaye to duwaa dena mushkil hai bahot mushkil uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge mumkin to nahin lekin tum humko bhula dena tum humko bhula dena mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena mushkil hai bahot mushkil
mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena dil bhi apna dard bhi apna baaki sabhi paraaye hain kaisi qismat lekar jaane hum duniyaa mein aaye hain dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena din phike se raatein sooni kab tak inse pyaar karoon apni kahaani apne hi se kahte kahte aap darun dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena pehre udaasiyon ke chhodein na saath mera koyi khushi to kabhi thaamegi haath mera pehre udaasiyon ke chhodein na saath mera koyi khushi to kabhi thaamegi haath mera door kahin se dekhoon dhundhala sa ik saayaa saayaa to hai chhaayaa kab haath kisi ke aayaa saayaa saayaa dard
hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm lala laa lala lala laa ha ha haa ho ho hoo la la la la laaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do laa lala laa hey hey hey ra ra raaaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein ik qaidi ki tarah pada hai kab se ye dil seene mein pinjre ka darwaaja todo panchhi ko parwaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka dosto ye zindgi ek imtihaan hai dosto ye zindgi ek imtihaan hai jeena to mushkil hai marna aasaan hai aasaan hai oo jeene waalo zindagi ko koi andaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil
margasilam vellipoye bogileleee hooo hoi andariki sankranti vedukayeee hooo hoi bogiliki bogiliki dhippinanaaa hoo hoi pushyamilo yeteita vacchunanaaa hoo hoi intilo parikaralni chattananta paikitheeya manta veedhilo takalabetti chali manta kaachuko manta vetane povuna veduke vocchura neeku acchata mucchata needera needera repu thanana thananana thanana naaa hoo hoi thanana thananana thanana naaa hoo hoi thanana thananana thanana naaa hoo hoi thanana thananana thanana naaa hoo hoi thanana thananana thanana thananana hooo hoi thanana thananana thanana thananana hoo hoi thanana thananana thanana thananana hoo hoi thanana thananana thanana thananana hoo hoi margasilam vellipoye bogileleee hoo hoi andariki sankranti vedukayeee hoo hoi bogiliki bogiliki dhippinanaaa hoo hoi pushyamilo yeteita vacchunanaaa hoo hoi
muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne ho gaya jab dil ka sauda phir ye kaisi dooriyaan phir ye kaisi dooriyaan ab talak na ishq samjha husn ki majbooriyaan husn ki majbooriyaan dil jalaane ka bahaana phir banaaya aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne dard badhta ja raha hai kuchh dawa to deejiye kuchh dawa to deejiye dil pe apne haath rakh ke naam mera leejiye naam mera leejiye dard e dil ko khoob samjha khoob jaana aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne
muskura laadle muskura muskura laadle muskura koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura teri ye muskaan koi na chheene kabhi aur phool ki sej soye jawani terii malik se hai ye duwa hai ye duwaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura tujhko jo dekha wo din yaad aane lage aankhon ke bujhte diye jhilmilane lage main tere jaisa hi tha aisa hi thaa aaaaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura bach ke tu chal laadle hai bura ye jahan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan har koi hai bewafaa hai bewafaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura
muskuraata hua gul khilaata hua mera yaar muskuraata hua gul khilaata hua mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar aankhein malta hua tan churaata hua meraa yaar aankhein malta hua tan churaata hua meraa yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar gore gore mukh ko choomein heere moti aisi sharaarat hum se bhi hoti gore gore mukh ko choomein heere moti aisi sharaarat hum se bhi hoti dheere se choo loon main gaalon ko choomun main bheege se baalon ko na na karta hua jug se dartaa hua mera yaar na na karta hua jug se dartaa hua mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar pyaari pyaari chhabi hai adaa bholi bhaali ab na lagaana honthon pe laali pyaari pyaari chhabi hai adaa bholi bhaali ab na lagaana honthon pe laali dil pe kyaa beete hai jaano na itna sa kehnaa hai maano na haan haan karta hua par sanwarta hua mera yaar haan haan karta hua par sanwarta hua mera yaar mera yaar mera yaar mera
muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai maine kab mangi mohabbat kab kaha tum pyaar do kab kaha tum pyaar do pyaar tum ko kar sakun itna mujhe adhikar do itna mujhe adhikar do meri naiya ki tumhare haath mein patwar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai mere kajal mein bhara hai rang teri tasveer ka rang teri tasveer ka samne hai tu mere ehsan hai taqdeer ka ehsan hai taqdeer ka teri ankhon mein basaya maine ek sansar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai
muskurane ki wajah tum ho gungunane ki wajah tum ho jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re o re lamhe tu kahin mat jaa ho sake to umr bhar tham jaa jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re dhoop aaye to chhaon tum lana khwaaishon ki baarishon mein bheeg sang jana dhoop aaye to chhaon tum lana khwaaishon ki baarishon mein bheeg sang jana jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re jo mile usmein kaat lenge hum thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum jo mile usmein kaat lenge hum thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re muskurane ki wajah tum ho gungunane ki wajah tum ho jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re piya re woh o hoooo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re o re lamhe tu kahin mat jaa aaa ho sake toh umr bhar tham jaa aaa jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re piyaa re dhoop aaye to chanv tum lana khwahishon ki baarishon mein bheeg sang jana dhoop aaye to chanv tum lana khwahishon ki baarishon mein bheeg sang jana jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re haan piyaa re jo mile us mein kaat lenge hum thodi khushiyan thode aansu baant lenge hum jo mile us mein kaat lenge hum thodi khushiyan thode aansu baant lenge hum jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
muskurao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta paas aao ke jee nahin lagta paas aao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta ye khamoshi ye bezubani kyun ye khamoshi ye bezubani kyun chhed na de koi kahani kyun gungunao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta paas ho tum hai phir bhi tanhayi paas ho tum hai phir bhi tanhayi kya nahin pyaar ki ye ruswayi kya nahin pyaar ki ye ruswayi kuchh sunaao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta raat ka husn bhi zara dekho raat ka husn bhi zara dekho chandani keh rahi hai kya dekho chandani keh rahi hai kya dekho maan jao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta
muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan keh rahe hain nazare pukaar ke beet jaaye na din ye bahaar ke sansanati hawaon ke beech mein taar chhede hain dil ke sitaar ke ye suhana sama hain umange jawan phir khule kyun na dil ki juban muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan aaj kaisi suhaani ye raat hai zindagi mein nayi ek baat hai in sitaaron ki rangeen chhaonv mein do dilon ka anokha ye saath hai hum tumhare huye tum humare huye pyaar ka muskuraya jahan muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja har ghadi hai ek imtihaan girke hi sambhalte sab yahaan bahaduron ka hi hai ye jahan har ek haal mein kisi bhi chaal mein himmat na haar muskuraye ja hoooho hoooho teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja mushkilon se haarna nahin yun zindagi guzarna nahin mann kabhi tu marna nahin kisi bhi mod pe koi saath chhod de himmat na haar muskuraye ja hoho hoho hoho hoho hoho hoho hoho hoho teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja o teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye jaa
mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa aankhon ki raahon se dil pe chha jaate hain apne ban jaate hain jo dil hain anjaane schoolon mein yaari hai college mein yaari hai ye zindagi hai yaari sun le deewaane milnaa milaana hai masti lutaana hai yaari ke aage kya ye chaandi sona hai khushiyon ke saagar mein yaari ki kashti hai na hai kinaara yaara badhte jaana hai mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa ye aasma hai kya ek panchhi ke aage saagar ye kya hai yaara machhali ke aage tu bas hanste hi ja har pal muskaate ja phir ghum ki hasti kya yaara tere aage jeevan to gaadi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Muruga Endrathum Athisaya Thirudan (1958) 03:41 38791
 
Poster of Athisaya Thirudan (1958)
 
Category
Tamil
Year- 
1958
Music Director- 
S Dakshinamuthy
On Screen Actors- 
Gemini Ganesan
Duration : 03:41   Song Number : 38791   

Muruga Nee Varavendum T M Soundararajan 03:06 37947
 
Poster of T M Soundararajan
 
Category
Tamil Devotional
Duration : 03:06   Song Number : 37947   

Musaafir Hoon Yaaron Parichay (1972) 03:53 20994
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:53   Song Number : 20994   

Musaafir Jaane Wale Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 06:08 38030
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Sunny Deol
Duration : 06:08   Song Number : 38030   

Musafir Chalte Chalte Ghulam Ali 05:08 16009
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 05:08   Song Number : 16009   

Musafir Hain Hum Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:16 17925
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:16   Song Number : 17925   

Mushkil Hai Bahot Mushkil Mahal (1949) 03:55 13647
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:55   Song Number : 13647   

Mushkil Hai Jeena Sahib Bahadur (1977) 06:02 12129
 
Poster of Sahib Bahadur (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Priya Rajvansh
Duration : 06:02   Song Number : 12129   

Mushkil Mein Hai Kaun Angaar (1992) 05:49 39041
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:49   Song Number : 39041   

Music Beet Dalapathi (1992) 02:37 10337
 
Poster of Dalapathi (1992)
 
Category
Telugu
Year- 
1992
Duration : 02:37   Song Number : 10337   

Muskura Ke Humko Loota Aapne Vishwas (1969) 04:17 39007
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 04:17   Song Number : 39007   

Muskura Laadle Muskura Zindagi (1964) 03:23 15689
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:23   Song Number : 15689   

Muskuraata Hua Lahu Ke Do Rang (1979) 07:02 20995
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 07:02   Song Number : 20995   

Muskurahat Tere Honthon Shisham (1952) 03:20 14252
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:20   Song Number : 14252   

Muskurane (Romantic) Citylights (2014) 05:50 36034
 
Poster of Citylights (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Reshmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Patraleka
Duration : 05:50   Song Number : 36034   

Muskurane Ki Wajah (Unplugged) Citylights (2014) 05:02 36192
 
Poster of Citylights (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Reshmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Mohammed Irfan
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Patraleka
Duration : 05:02   Song Number : 36192   

Muskurao Ke Jee Nahin Lagta Kangan (1959) 03:17 37495
 
Poster of Kangan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 03:17   Song Number : 37495   

Muskurati Huyi Chandani Albeli (1955) 03:17 32256
 
Poster of Albeli (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 32256   

Muskuraye Ja Star (1982) 03:39 32665
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Zoheb Hasan, Chorus
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 03:39   Song Number : 32665   

Mustafa Mustafa Duniya Dilwalon Ki (1997) 06:05 40515
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abbas Ali, Vineeth
Duration : 06:05   Song Number : 40515