Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mohabbat ek haqeeqat hai ye afsaana nahi hota mohabbat ek haqeeqat hai ye afsaana nahi hota kabhi apni khushi se koi deewana nahi hota hansi jalwon ka markaz hai jahaan tum sajda karte ho hansi jalwon ka markaz hai jahaan tum sajda karte ho wahan kaba nahin hota ke butt khana nahin hota wahan kaba nahin hota ke butt khana nahin hota kabhi apni khushi se koi deewana nahi hota karam hain un khayalon ka jo dil behlaaye rakhte hain karam hain un khayalon ka jo dil behlaaye rakhte hain bhala kis ke tassavur mein sanam khana nahi hota bhala kis ke tassavur mein sanam khana nahi hota kabhi apni khushi se koi deewana nahi hota jo ehle zarf hote hain bakdar e zarrf pite hain jo ehle zarf hote hain bakdar e zarrf pite hain chhalak jaata hai jo wo unka paimaana nahin hota chhalak jaata hai jo wo unka paimaana nahin hota kabhi apni khushi se koi deewana nahi hota nazar ka husn bhi shamil ho paimaano mein e rindosh nazar ka husn bhi shamil ho paimaano mein e rindosh jahan saaki
jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo teekhi teekhi tez tez ye sooli par hai sej sej imaan banaakar tum rakh lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo teekhi teekhi tez tez ye sooli par hai sej sej imaan banaakar tum rakh lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam har waqt lagaaye aag aag kismat jaayegi jaag jaag tum pal pal jee lo aur mar lo nas nas mein jawaani ko bhar lo duniya se le lo panga pyaar ki behne do ganga duniya se le lo panga pyaar ki behne do ganga bijli bijli barf barf ye meetha meetha dard dard ye jaan mein jannat ko bhar lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai
mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain chale aao chale aao fursaten pyaar ki kam hai mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain talwaron ki chaanw mein jab ishq jawaan hota hai talwaron ki chaanw mein jab ishq jawaan hota hai jo pyaar kare wo jane wo kaisa sama hota hai badi khubsurat hai masoom si nadani mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain dil humne lutaya hai ab jaan luta denge dil humne lutaya hai ab jaan luta denge yun marte hain ulfat mein hum marke dikha denge aashiq ki maut to hai husn ki jawani mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain chale aao chale aao fursaten pyaar ki kam hai mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain
mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane nikalti dil ke taaron se jo hai jhankaar kya jaane usse to qatl karna aur tadpana hi aata hai gala kis ka kata kyun kar kata talwaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane dawa se faayada hoga ke hoga zehar e kaatil se dawa se faayada hoga ki hoga zehar e kaatil se maraz ki kya dawa hai ye koi bimaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo tadapte dil ki haalat husn ki deewaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane pyaar kya jaane
udhar se tum chale aur hum idhar se udhar se tum chale aur hum idhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se mohabbat ban ke jo barsi hai dil par mohabbat ban ke jo barsi hai dil par na jaane wo ghata aayi kidhar se na jaane wo ghata aayi kidhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se are dil ki khushi keh dene wale are dil ki khushi keh dene wale bohot din hum teri ulfat ko tarse bohot din hum teri ulfat ko tarse mohabbat ho gai mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se hooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak hoooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak tumhaare pyaar ko duniya ke dar se tumhaare pyaar ko duniya ke dar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se
tu kya mil gayi ye sama rangeen ho gaya sehra mein jaise khil gaya ho gul naya ae meri jaan e jaan hai tujhe kya pata tere husn ka mujhpe nasha chha gaya mujhpe nasha chha gaya mujhpe nasha chha gaya mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye haaan aan aan aan aan aa aan hooo ho ho ho ho ho aaj kal kya bataaun madhosh ho gayi hoon mehsoos ho raha hai main kahin kho gayi hoon khoya mera bhi dil hai bechain ye dhadkan hai kya yahi hai mohabbat kaisa deewaanapan hai ae mere jaan e jaan hai tujhe kya pata haal mere bhi dil ka hai kuchh aap sa dil ka hai kuchh aap sa dil ka hai kuchh aap sa mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye tune jo chhu liya to khil gayin dil ki kaliyaan teri aankhon mein mujhko mil gayi meri duniyaan yun to laakhon hasin
mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaana jhootha hai ye khayaal aa aa aa ye pyaar ki kadar tum jaanoge nahin na ja o bekhabar pehchanoge nahin pehchaanta hoon main hoti hai bewafa tu hi zara bata kiska hua bhala sun jaane jigar ek baar to dil mila mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaanaa jhootha hai ye khayaal matlab ki dosti matlab ka pyaar hai ye laalchi jahaan paise ka yaar hai anmol pyaar ki keemat na tu laga bikti nahin kabhi beshaq dua dawa sun shokh e haseen jhoote na jalwe dikha mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal aa mere dilruba tu chaahti hai kya tu jaan hai
Mohabbat Isko Kahte
mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mohabbat ka nagma jubaan par naa aata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mera zajbaa e dil mere kaam aaya mujhe ye khushi hai tumhen maine paaya meri zindagi thi ek aawaara baadal jise tumne jaane bahaara banaya jise tumne jaane bahaara banaya ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata tumhin se ye dil ki khushi maine paayi muhabbat bhi mujhko tumhin ne seekhaayi jahaan zindagi ki mili mujhko raahen tumhaari tamanna wahaan le ke aayi tumhaari tamanna wahaan le ke aayi mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata agar tum naa
bahaar aane se pehle meri duniyaa mein khizaan aayi abhi dil ki kali khilne naa paayi thi ke murjhaayi mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha kahin aansun kahin aahen naa kuchh iske siwaa dekha mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha bada rangeen sapna dekhna chaaha tha ulfat kaa bada rangeen sapna dekhna chaaha tha ulfat kaa tamanna kya thi aankhon ki magar aankhon ne kya dekha mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha hua dhoka muqaddar par bharosa karne waalon ko bharosa karne waalon ko hua dhoka muqaddar par bharosa karne waalon ko bharosa karne waalon ko ke humne aaj tak kismat ka ulta faisla dekha mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha kahin aansun kahin aahen naa kuchh iske siwaa dekha
mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai murakh kyun rota hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi ke dum se mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi
mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mujhe jab kisi se mohabbat nahin thi mohabbat nahin thi to aankhon ko rone ki aadat nahin thi aadat nahin thi mohabbat ne aankhon mein aansu basaaye aansu basaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mere dil ko dekho jo dhoke mein aaya dhoke mein aaya mohabbat ka ek geet bhoole se gaaya bhoole se gaaya magar raat din ab kare haay haay kare haay haay mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye
mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten judaayi mein nazar aati hain ye sab khaab ki baaten mohabbat ke suhaane din ye tanhaayi nahin thi iss jagah thi pyaar ki mehfil ye tanhaayi nahin thi iss jagah thi pyaar ki mehfil tere ghum se gale milkar jahaan ab ro raha hai dil yahin hans hans ke hoti thi kabhi apni mulaqaaten mohabbat ke suhaane din mere maayus honthon pe tere ghum ki kahaani hai mere maayus honthon pe tere ghum ki kahaani hai kahaani ye nahin ghum ki ye ulfat ki nishaani hai ye aansoon aur ye aanhen mohabbat ki hain saugaaten mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten judaayi mein nazar aati hain ye sab khaab ki baaten mohabbat ke suhaane din
sitaare doob chale raat dhalne waali hai chale bhi aao ke duniyan badalne waali hai tumhe qasam hai na karna meri judai ka ghum hawayen laakh chalen shamma jalne waali hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai ujaale ko tarasti hain nigaahen badi viraan hain ulfat ki raahen kahan hai kahan hai chaand mere tu kahan hai mohabbat ki bas itni dastan hai maza milne ka aata hai bichhad ke mohabbat rang laati hai ujad ke judai judai do dilon ka imtehaan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai
mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye subhein tumhari yaad ki ye shamein suhaani bahaar ki tumhari mohabbat mein sanam mili hain humein ye nishaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye dhadkta raha dil raat bhar humein wo fasane suna diye koi aur sunle baat ye to kya kya na ho badgumaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki nigahon se dekhe hum sabhi
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke hoooo ooooo yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil kadam dagmagaye zara door chal ke oooooo oooooo kadam dagmagaye zara door chal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke oooooo oooooo kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil naa yun teer phenko nishana badal ke oooooo oooooo naa yun teer phenko nishana badal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein
Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai
muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chun kar kisi ne falak par sitaare sajaaye kisi ne falak par sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinke udaaye zamaane ki aandhi ne tinke udaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat jo ki hai to fariyaad naa kar fariyaad naa kar muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye
meri taqdeer mujhe aaj kahaan laayi hai sheesha sheesha jahaan mera hi tamaashaai hai mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aaaaa mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aa meri majboor muhabbat ki yeh ruswaai hai mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye jise kaam ho raat din aansuon se jise kaam ho raat din aansuon se use huqm ye hai hanse aur hansaaye use huqm ye hai hanse aur hansaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye kisi ki muhabbat mein majboor ho kar kisi ki muhabbat mein majboor ho kar hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye wo jinke liye zindgaani luta di eeee eeee eeee ee wo jinke liye zindgaani luta di ye baithe huye hain mera dil churaaye ye baithe huye hain mera dil churaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye
mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge isi soorat se hum bigdi huyi kismat bana lenge mohabbat mein sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge tum mil hi jaaoge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain ke do dil kaise milte hain isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mohabbat Ek Haqeeqat Hai Anup Jalota 07:06 17976
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:06   Song Number : 17976   

Mohabbat Hai Mirchi Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 06:01 16822
 
Poster of Chura Liyaa Hai Tumne (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sanjay Chhel
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Gayatri Iyer
On Screen Actors- 
Zayed Khan, Esha Deol
Duration : 06:01   Song Number : 16822   

Mohabbat Hi Mohabbat Hai Geetaa Mera Naam (1974) 03:47 32511
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:47   Song Number : 32511   

Mohabbat Hi Na Jo Samjhe Parchhain (1952) 03:07 13920
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
V Shanta Ram
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:07   Song Number : 13920   

Mohabbat Ho Gayi Bas Sagai (1951) 03:30 37737
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Vijayalakshmi, Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 37737   

Mohabbat Ho Na Jaaye Style (2001) 06:12 13205
 
Poster of Style (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Abbas Katka
Music Director- 
Sanjeev Darshan
Duration : 06:12   Song Number : 13205   

Mohabbat Huyi Mere Saiyaan Shakka (1981) 04:43 38640
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Simple Kapadia
Duration : 04:43   Song Number : 38640   

Mohabbat Isko Kehte Hain Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 05:03 39752
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:03   Song Number : 39752   

Mohabbat Ka Nagma Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 04:21 14017
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, B Saroja Devi
Duration : 04:21   Song Number : 14017   

Mohabbat Ka Natija Arab Ka Saudagar (1956) 03:35 15549
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 03:35   Song Number : 15549   

Mohabbat Kar Lo Aar Paar (1954) 04:11 32053
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakila
Duration : 04:11   Song Number : 32053   

Mohabbat Ke Dhoke Mein Badi Bahen (1950) 04:12 35875
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 04:12   Song Number : 35875   

Mohabbat Ke Suhaane Maryada (1971) 04:56 13690
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:56   Song Number : 13690   

Mohabbat Ki Bas Itni Bara-dari (1955) 04:12 12838
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Ajeet, Geeta Bali
Duration : 04:12   Song Number : 12838   

Mohabbat Ki Kahaniyan Woh Din Yaad Karo (1971) 06:28 32346
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 06:28   Song Number : 32346   

Mohabbat Ki Raahon Mein Uran Khatola (1955) 03:13 14366
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:13   Song Number : 14366   

Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai Lagan (1955) 03:26 38803
 
Poster of Lagan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 38803   

Mohabbat Mein Aise Sagai (1951) 03:03 14109
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Rehana, Prem Nath
Duration : 03:03   Song Number : 14109   

Mohabbat Mein Aise Kadam Anarkali (1953) 05:04 39617
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai
Duration : 05:04   Song Number : 39617   

Mohabbat Mein Kashish Hogi To Khubsoorat (1952) 02:54 15612
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Saukat Jaunpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:54   Song Number : 15612