mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaana jhootha hai ye khayaal aa aa aa ye pyaar ki kadar tum jaanoge nahin na ja o bekhabar pehchanoge nahin pehchaanta hoon main hoti hai bewafa tu hi zara bata kiska hua bhala sun jaane jigar ek baar to dil mila mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaanaa jhootha hai ye khayaal matlab ki dosti matlab ka pyaar hai ye laalchi jahaan paise ka yaar hai anmol pyaar ki keemat na tu laga bikti nahin kabhi beshaq dua dawa sun shokh e haseen jhoote na jalwe dikha mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal aa mere dilruba tu chaahti hai kya tu jaan hai
Mohabbat Huyi Mere Saiyaan
Shakka (1981)