Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara tere ghum ko gale laga ke ho apni khushiyaan main tujhpe luta doon gar thoda sa tu muskara de ho toh viraane mein kaliyaan khila doon ho sharmata hai kaliyon ko bhi yeh bairi roop tumhaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara chhed ke apne pyaar ka nagma ho tere dil mein taraane jaga doon teri aankh ke aansu le ke ho naye chaand sitaare bana doon ho neel gagan par deep jale hain zara dekho nazaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara laakh janam ke armaanon ka ho koi rangin fasaana bana doon lekar aag tere gaalon ki ho gore gore kanval main khila doon ho dil kehta hai aaj milega nadiya se kinaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara
jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye hooooo aaaa hmmmm apna koi taraana maine nahin banaaya apna koi taraana maine nahin banaaya tumne mere labon pe har ek sur sajayaa hoooooo jab jab mere taraane duniyaa ne gungunaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon hoooooo dekhi nazar ne khushiyaan ya dekhe ghum ke saaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai lekin yeh pyar woh hai jis mein nahin judaai hoooooo is pyaar ke fasaane jab jab zuban pe aaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad
jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke dil mein khatak jaata hai ho jab jab dekhoon main jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon arre jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon kehti hain kya kya ye meri aankhen karta hoon kitni aankhon se baaten ye pyaar mera jaane kahaan raste mein atak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka dekhe kabhi na soorat tu meri dekhoon kabhi na soorat main teri par kya karun main aanchal nigoda sar se sarak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai
apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai lala lala lala laaaa lala lala lala laaaa chalte chalte thak jaaye to chalte chalte thak jaaye to duniyaa bhojhal ban jaaye to aas kaa sooraj dhal jaaye to toofaan aandhi baadal bijli phir bhi chalte jaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai
jab jab phool khileeeee jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile dekh akela humen dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya zakhm kiye naasoor zakhm kiye naasoor teri yaad ke marham ne jab jab phool khile milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane dil toda har baar dil toda har baar mere bhole humdam neeee jab jab phool khile dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai raaz mere dil keeee raaz mere dil ke kahe ro ke shabnam ne jab jab phool khile jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile
jaan e jaana o jaan e jaana jaan e jaana o jaan e jaana hoo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu mera laage kya tu mera laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu meri laage kya tu meri laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar hai mann ki pooja hooo jab se jeevan mein tu aaya bhaaya nahin koi dujaa bhaaya nahin koi dujaa meri bhi kya kismat hai dil mein teri chaahat hai khila hai gul seharaa mein khuda ko bhi hairat hai jaan e jaana o jaan e jaana phool ban kar tera chehra mere haathon mein khila hai milan hai dil se
jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye mann ka saiyam toota jaaaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye bikhari alken jhuki jhuki palken aanchal mein ye roop chupaaye bikhari alken jhuki jhuki palken aanchal mein ye roop chupaaye aise aaye chhui mui si aise aaye chhui mui si nazar se chhu lun to kumlaaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye kanchan saa tan kaliyon sa mann ang ang amrit chhalkaaye kanchan saa tan kaliyon sa mann ang ang amrit chhalkaaye jaata bachpan aata yovan jaata bachpan aata yovan jaane kaisi pyaas jagaaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne aaye jab jab tu mere saamne aaye sachh hon apne milan ke sapne sindoori wo raat bhi aaye sachh hon apne milan ke sapne sindoori wo raat bhi aaye tu mere aangan jhoome jaise tu mere aangan jhoome jaise nadiyan saagar mein lehraaye mann ka saiyam toota jaaaye jab jab tu mere saamne
main teri nazar kaa suroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho jab jab tumhen bhulaayaaaaa tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya aaaaaaa tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye jaate nahin hai dil se ab tak tumhaare saaye jaate nahin hai dil se aaaaaaaa ab tak tumhaare saaye jab jab tumhen bhulaaya tum se bichhad ke humne dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala tum se bichhad ke humneeeee dil ko bahot sambhaalaaaaaaaa tum se bichhad ke humne hoooo dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala gulshan mein ye naa behlaa aaaaaa aaaa aaaaaa gulshan mein ye naa behlaa sehra mein bhi sataaye tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere chhaaye rahe nazar mein chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere teri zulf ke andhere
jab kabhi chaand na ho andheri raat ho darna kam hoga mujhko agar tum saath ho jab kabhi baadal chhaayen ya ghani barsaat ho hogi khushi har ek boond mein agar tum saath ho iss jahaan mein koi mera ho bhi ya na ho har ik lamha bhar jaayegaa roshni se bas agar tum saath do jab kabhi jab kabhi aansoon aaye aansoon aaye ya buri ya buri saugaat ho saugaat ho muskuraa loongaa main to phir bhi agar tum saath ho tum yahaan ho to saari duniyaan hai idhar saare aramaan khawaab saare ban gaye hain ab tumhaari ik nazar jab kabhi jab kabhi dil ghabraaye dil ghabraaye saamne saamne maat ho jeet ke main dikhlaunga agar tum saath ho jab kabhi jab kabhi hans de aalam hans de aalam khushiyon ki khushiyon ki baaraat ho zindagi hogi jannat agar tum saath ho
haaaa aaaa aaa aaaa aaaa aa aaa aaaa jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin haan hasratein uth uth ke armanon se takrane lagin jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin mil gayi aankhon se aankhen mil gayi aankhon se aankhen bhool se ya jaan kar bhool se ya jaan kar wo bhi sharmane lage haye wo bhi sharmane lage aur wo bhi sharmane lagi jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin aa ke lehrane lagin dard jo paida hua haiiii dard jo paida hua hai dil mein dil kaise kahen kaise kahen dhadkanen dil ki kahani dhadkanen dil ki kahani dil ko samjhane lage jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin
jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage chaahne jab lage dil kisi ki khushi dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi aandhiyon ko dabaane se kya faaydaa pyaar dil mein chhupaane se kya faaydaa jaan se pyaara jab dildaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage uss ki khushboo agar apni saanson mein ho uska sapna agar apni aankhon mein ho jab naa dil ke behlne ki surat lage jab koi zindagi ki zaroorat lage aur jeena bhi dushwaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil
jab kisi se koi gila rakhna jab kisi se koi gila rakhna saamne apne aaina rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna yun ujaalon se waasta rakhna yun ujaalon se waasta rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna shamma ke paas hi hawaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho ghar ki taveeeer chaahe jaisi ho iss mein rone ki kuchh jagah rakhna iss mein rone ki kuchh jagah rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna masziden hain namaazion ke liye masziden hain namaazion ke liye apne ghar mein kahin khuda rakhna apne ghar mein kahin khuda rakhna milna julna jahaan zuroori ho milna julna jahaan zuroori ho milne julne ka hauslaa rakhna milne julne ka hauslaa rakhna saamne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna
ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz tum dena saath mera o humnawaaz ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz wafadaari ki wo rasmein nibhayenge hum tum kasmein ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein wafadaari ki wo rasmein nibhayenge hum tum kasmein ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o
jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli jeevan bhar ke liye piya main aaj tumhaari ho li aaj tumhaari ho li ghunghat ki rakhoge laaj vachan do aaj mere sajna dekho ji mukh mod na jaana dekho ji dil tod na jaana neele ambar waala dega nis din meri gawaahi neele ambar waala dega nis din meri gawaahi sada yeh preet nibhaaunga main sada hai preet nibhayi sada hai preet nibhayi duniya mein pyaar ka naam na ho badnaam mere sajna dekho ji dil tod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo ooooo
coming back from school on a monday afternoon i came upon someone beyond come fair ooo i lost my heart for the first time jab maine dekha usse standing there she took there all alone talking on a mobile phone i waited but she never seem to care but i feel so i fell in love for the first time jab maine dekha usse standing there like a 60's rock n roll she is swep the off my feet i have never ever come accross some better lips so sweet now i lost my heart for the first time jab maine dekha usse standing there and so my life is change i m always feeling strange i give anything to touch her silky hair yes i would i just cannot think on any other jab maine dekha usse standing there like a 60's rock n roll she is swep off my feet i have never ever come accross some better lips so sweet i lost my heart for the first time jab maine dekha usse standing there see i have never bunk my school i have always come uncle but now i just get lost anywhere no that is love for the
jab meri haqeeqat ja ja kar jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh baat banaayi logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par do dil ko kabhi milne na diya do dil ko kabhi milne na diya deewar uthaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi abaad jo dekha ghar mera abaad jo dekha ghar mera to aag lagaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua pehle to mera dil tod diya pehle to mera dil tod diya phir eid
jaise ghadi ki girah se waqt kahin pe gira ho jaise roshni subah se ho jaaye judaa jaise gaane aur nazam se sur koi chura le waise aadha adhoora main hoon tere bina jab mila turu turu turu turu tuuuuu na thi kami na justazu ruu turu tuu aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun jab mila turu turu turu turu tuuuuu khaali jo raat ho main khwabon chaand taaron se woh poori bar doon teri jo baat ho main bin kahe hi aadhi pauni poori kar doon jo aadhe se hum hain woh poore ho tumse na jaane yeh sauda bhi kab tay huya adhoore se kisse barabar ke hisse tu dil to main duaaaa jab mila turu turu turu turu tuuuuu na thi kami na justazu ruu turu tuu aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun jab mila turu turu turu turu tuuuuu kal tu jo khoyi ho to gumshuda yeh zindagi basar kar doon manzil jo soyi ho to khwab saare tere hi nazar kar doon tu aadhe se dil ko jo laayegi bhi to main sau khwaishon se hi bar doon dabo kare na yeh tu tu abhi ke abhi tu to aa ke aazma jab mila turu turu
jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai gunche gunche mein hans rahe ho tum inn khayaalon mein bas rahe ho tum yun mere dil mein chhup rahe ho tum jaise murli mein taan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai kuchh kaho to kahaa nahin jaata dard dil kaa sahaa nahin jaata bin tumhaare raha nahin jaata haaye mushkil mein jaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai halka halka suroor rehta hai dil to masti mein choor rehta hai baat jo bhi kahi nahin jaati wo nazar se bayaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai
jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum phool khilte the to aati thi tumhari khushboo phool khilte the to aati thi tumhari khushboo har haseen shaam jagaati thi tumhaara jaadoo aaine mein mere har din ki mulaaqaat the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum adh mundhi aankh mein sajtaa huaa ek khaab the tum adh mundhi aankh mein sajtaa huaa ek khaab the tum pehli barsaat mein bheega hua mehtaab the tum abr mere the magar inki har ik baat the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Jab Apna Mel Huaa Mahua (1969) 04:13 39951
 
Poster of Mahua (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Shiv Kumar, Anjana Mumtaz
Duration : 04:13   Song Number : 39951   

Jab Jab Bahaar Taqdeer (1967) 05:35 20632
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:35   Song Number : 20632   

Jab Jab Dekhoon Main Teri Taraf Takkar (1980) 05:32 37668
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 05:32   Song Number : 37668   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Jab Jo Jo (Male) Vishwanath (1978) 04:04 14400
 
Poster of Vishwanath (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 04:04   Song Number : 14400   

Jab Jab Phool Khile Shikast (1953) 03:33 14246
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nalini Jayvant
Duration : 03:33   Song Number : 14246   

Jab Jab Teri Soorat Dekhoon Janbaaz (1986) 05:28 17947
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rekha
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:28   Song Number : 17947   

Jab Jab Tu Mere Saamne Aaye Shyam Tere Kitne Naam (1977) 05:21 16118
 
Poster of Shyam Tere Kitne Naam (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 05:21   Song Number : 16118   

Jab Jab Tumhen Jahan Ara (1964) 08:36 13404
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 08:36   Song Number : 13404   

Jab Kabhi Jhankaar Beats (2003) 04:36 10668
 
Poster of Jhankaar Beats (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Mahalaxmi Iyer
Duration : 04:36   Song Number : 10668   

Jab Kisi Ke Rukh Anmol Ratan (1950) 03:26 38530
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
karan dewan, Meena Kumari
Duration : 03:26   Song Number : 38530   

Jab Kisi Ki Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 06:01 16857
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Vinoo Mahendra
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ajay Devgan
Duration : 06:01   Song Number : 16857   

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Jagjit Singh 06:05 18807
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:05   Song Number : 18807   

Jab Koi Baat Bigad Jaaye Jurm (1990) 08:00 18679
 
Poster of Jurm (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Indeevar, Payam Saidi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:00   Song Number : 18679   

Jab Liya Haath Mein Haath Vachan (1955) 03:35 40686
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Rajendra
Duration : 03:35   Song Number : 40686   

Jab Maine Dekha Usse (Standing There) Shaan 04:00 17578
 
Poster of Shaan
 
Category
Indipop
Lyricist
Anjan Dutt, Neel Dutt
Music Director- 
Neel Dutt
Singer- 
Shaan
Duration : 04:00   Song Number : 17578   

Jab Meri Haqeeqat Chandan Dass 07:19 18406
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:19   Song Number : 18406   

Jab Mila Tu I Hate Luv Storys (2010) 04:11 17038
 
Poster of I Hate Luv Storys (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Imran Khan, Sonam Kapoor
Duration : 04:11   Song Number : 17038   

Jab Muhabbat Jawaan Jawan Mohabbat (1971) 05:07 13432
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 13432   

Jab Nahin Aaye The Tum Dev (2004) 04:33 17553
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Adesh Srivastava
Singer- 
Vijayita Pandit
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 04:33   Song Number : 17553