Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jo humpe uthi pal bhar ke liye jo humpe uthi pal bhar ke liye wo aankh hain ab inn aankhon mein jo zulf hawaa se bhi naa khuli wo zulf khuli inn saanson mein hain dil pe hain dil pe unhin kadmon ke nishaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin ab chain kahaan aye dil jab tak ab chain kahaan aye dil jab tak wo daaman apne haath nahin armaan hai ye jeete jee kaa koi pal do pal ki baat nahin ab hum hain ab hum hain aur ye donon jahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin hooo unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin
jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ek bhedi loot gaya ek bhedi loot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen har saathi chhoot gaya har saathi chhoot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa jab dil ko sataave ghum jab dil ko sataave ghum tu chhed sakhi sargam tu chhed sakhi sargam bada zor hai saat suron mein bada zor hai saat suron mein behte aansun jaate hain tham rang birangi saat badaliyaan saat badaliyaaaaan rang birangi saat badaliyaan kaanton ko jo kar den kaliyaan kaanton ko jo kar den kaliyaan laa den ek naya mausam laa den ek naya mausam saat suron ke saat hain jhule saat suron ke saat hain jhule aaaaaaaaa jo jhule wo sab dukh bhule rahe magan har dam ho o o rahe magan har dam tu sa re pa ma ga re ga sa re ma pa dha dha pa pa dha sa re ga ga re sa re sa ni dha pa ni dha pa ma ga pa ma ga re sa re ga ma
jab dil se dil takraata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil takraata hai dekha tha tujhe ik baar kahin us din se abhi tak hosh nahin us din se abhi tak hosh nahin phir ishq ne karvat badli hai phir saamne tu hai mahjabin ab dekhiye kya kya rang naye deedaar tera dikhlaata hai jab dil se dil takraata hai ye husn sharaabi mehka badan aur uss pe tera ye bholapan teri bhi ummeedein jaagi hain kehti hai tere dil ki dhadkan betaab hai tu bhi mere liye andaaz tera batlaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai mukhda na chhupa yun haathon se din ko na badal ab raaton se din ko na badal ab raaton se gulshan mein bikharne de nagmein tu pyaar ki meethi baaton se ae husn ki devi aankh mila apnon se koi sharmaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil
jab do patthar takraayenge kya hoga niklega angaara jab do baadal takraayenge kya hoga paani ki niklegi dhaara jab do dil takraayenge to kya hoga pyaar hogaaa pyaar hoga jab do patthar takraayenge kya hoga niklega angaara jab do baadal takraayenge kya hoga paani ki niklegi dhaara kab hoga milan ye apna are mujhe kya pata kab hoga sach ye sapna hmm thoda sabar karo hai kab tak hamein tadapna hai kab tak hamein tarasna kab hoga milan ye apna kab hoga sach ye sapna hai kab tak hamein tadapna hai kab tak hamein tarasna milne ki bekaraari hai pyaar se bhi pyaari tan ki ye chaah kaisi man se hoon jab tumhaari jab do dil takraayenge to kya hoga pyaar hogaaaaaaaaa pyaar hoga jab do patthar takraayenge kya hoga niklega angaara jab do baadal takraayenge kya hoga paani ki niklegi dhaara ab doori sahi na jaaye nahin nahin paas na aana chhoone ko dil lalchaaye uff dekho chhoona nahin barkha bhi agan lagaaye ye pyaas to badhti jaaye ab doori sahi na jaaye chhune ko dil lalchaaye
haan jab do pyaar milte hain jab do pyaar milte hain tan mein phool khilte hain man ke mandir mein jal jaate hain diye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye jab do pyaar milte hain tan mein phool khilte hain man ke mandir mein jal jaate hain diye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye roke hum ko zamaana chaahe jis mod pe are roke hum ko zamaana chaahe jis mod pe har yug mein hum chale hain zanjeeren tod ke jab ho rain andhiyaari ya tufaan ho bhaari phir hum deewaanon ka milna dekhiye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye haye dil ki chahat ke aage kaisa chhota bada dil ki chahat ke aage kaisa chhota bada uncha ho kar mila jo us ko jhukna pada jiski preet hoti hai uski jeet hoti hai hum kya kar sakte hain ye na poochhiye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye aji sun lo ae sunne waalo aati hai kya sada sun lo ae sunne waalo aati hai kya sada dekh lo chalne lagi hai
hari ommmm hari ommmm hari ommmm hari ommmm jab dukh se mann ghabra jaye har or nirasha chha jaaye jab dukh se mann ghabra jaye har or nirasha chha jaaye jab ek kiran bhi aash ki aati ho nahin nazar prarthna kar prarthna kar jagat ke palan hare se prarthna kar prarthna kar hari ommmm hari ommm hari ommm tu jaan bhoojh koi paap na kar ho jaaye to pashchatap na kar aaa aaaaaa aa aaa aaa aaa aaaaaaaa tu jaan bhoojh koi paap na kar ho jaaye to pashchatap na kar yeh sab lila us ishwar ki tu dhayan usi ka dhar prarthna kar prarthna kar jagat ke palan hare se prarthna kar prarthna kar hari ommmm hari ommm hari ommmm jis ko na kisi ne dekha hai wo ek karam ki rekha hai jis ko na kisi ne dekha hai wo ek karam ki rekha hai wo sab ka bhagvidhata hai sab ki hai use khabar prarthna kar prarthna kar jagat ke palan hare se prarthna kar prarthna kar hari ommmm hari ommmm hari ommmm jholi sukh se bhar dega wo sab bhool kshma kar dega wo jholi sukh se bhar dega wo sab bhool kshma
jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai is dard ke behte dariya mein har ghum hai marham koi nahin har dard ka hissa milta hai isha ki mariyam koi nahin saanson ki ijazat milti nahin jeene ki raza mil jaati hai main waqt ka mujrim hoon lekin is waqt ne kya insaaf kiya jab tak jeete ho jalte raho jal jao to kehna maaf kiya jal jaaye zara si chingari to aur hawa mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai kuchh aise kismat waale hain ke jinki kismat hoti nahin hansna bhi mana hota hai unhe rone ki ijazat hoti nahin benaam sa mausam jeete hain berang fiza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai
jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon haadsa yaad ye aata hai to hans leta hoon jazbaa e ishq ke anjaam pe iss duniyaa mein jazbaa e ishq ke anjaam pe iss duniyaa mein jab koi ashq bahaata hai to hans leta hoon haadsa yaad ye aata hai to hans leta hoon meri ujadi huyi duniyaa mein tamanna ka charaag meri ujadi huyi duniyaa mein tamanna ka charaag jab koi aa ke jalaata hai to hans leta hoon koi daawa nahin fariyaad nahin sang nahin koi daawa nahin fariyaad nahin sang nahin reham jab apne pe aata hai to hans leta hoon reham jab apne pe aata hai to hans leta hoon jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon
jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil dil to deewaana hai maine jaana hai isliye to tumhen dilbar maana hai yun dil ko kisi ke tarsaana achchhi baat nahin sachche premi ko tadpaana achchhi baat nahin main na dekhun jab talak tujhko na chain paati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil ye ishq nahin aasaan bas itna samajh leeje ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai ishq waale kisi aag se na daren pyaar ki raah mein mar ke bhi woh chalen chahe kuchh bhi ab ho jaaye tere pyaar mein hai pyaar bina rakha bhi kya is sansaar mein tu yaad aaye jis ghadi mujhko main daudi aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main
ho o o o o o o o o aa aa aa aa aa aa aa jab hum jawaan honge jaane kahaan honge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega tere khayaalon se ise aabaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge aise hasti thi wo aise chalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi sabse teri baatein tere baad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge zehar judaai ka peena pad jaaye to bichhad ke bhi hum ko jeena pad jaaye to zehar judaai ka
jab ishq kahin ho jata hai tab aisi haalat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai aaaaaa aaaaaa aaaaa ye ishq chhupaye chhup na saka ye ishq wo chalta jaadu hai haye kuchh hosh nahin rehte kayam is ishq pe kiska kaabu hai hain ishq mein pecho hum itne goya mehboob ka gesu hai har janib failti jaati hai is ishq ki aisi khushbu hai chehre se ayaan ho jati hai kya cheez mohabbat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai hoooo awwal to kabhi neend aati nahin aati hai to khwab sataate hain dasti hain judaai ki ghadiyaan tanhaayi ke din tadpaate hain haa aaaaa aaaaa aaaaa ghutta hai gala rukta hai ye dam aansu ke diye tharraate hain sapnon mein wo milne aate hain ghum deke chale bhi jaate hain har roz ye mele hote hain har roz kayaamat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai hoooo aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aankhon mein hain lakhon afsaane khamosh hain lab wo manzil hai har saans mein lakhon toofan hain
jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholon mein gheeri ho jaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori jab soch mein ho insaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye
jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara tere ghum ko gale laga ke ho apni khushiyaan main tujhpe luta doon gar thoda sa tu muskara de ho toh viraane mein kaliyaan khila doon ho sharmata hai kaliyon ko bhi yeh bairi roop tumhaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara chhed ke apne pyaar ka nagma ho tere dil mein taraane jaga doon teri aankh ke aansu le ke ho naye chaand sitaare bana doon ho neel gagan par deep jale hain zara dekho nazaara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukaara laakh janam ke armaanon ka ho koi rangin fasaana bana doon lekar aag tere gaalon ki ho gore gore kanval main khila doon ho dil kehta hai aaj milega nadiya se kinaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara janam janam tak toot sake na kabhi saath humaara jab jab apna mel huaa toh dil yahi pukaara
jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye hooooo aaaa hmmmm apna koi taraana maine nahin banaaya apna koi taraana maine nahin banaaya tumne mere labon pe har ek sur sajayaa hoooooo jab jab mere taraane duniyaa ne gungunaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon hoooooo dekhi nazar ne khushiyaan ya dekhe ghum ke saaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai lekin yeh pyar woh hai jis mein nahin judaai hoooooo is pyaar ke fasaane jab jab zuban pe aaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad
jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke dil mein khatak jaata hai ho jab jab dekhoon main jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon arre jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon kehti hain kya kya ye meri aankhen karta hoon kitni aankhon se baaten ye pyaar mera jaane kahaan raste mein atak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka dekhe kabhi na soorat tu meri dekhoon kabhi na soorat main teri par kya karun main aanchal nigoda sar se sarak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai
apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai lala lala lala laaaa lala lala lala laaaa chalte chalte thak jaaye to chalte chalte thak jaaye to duniyaa bhojhal ban jaaye to aas kaa sooraj dhal jaaye to toofaan aandhi baadal bijli phir bhi chalte jaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai
jab jab phool khileeeee jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile dekh akela humen dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya zakhm kiye naasoor zakhm kiye naasoor teri yaad ke marham ne jab jab phool khile milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane dil toda har baar dil toda har baar mere bhole humdam neeee jab jab phool khile dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai raaz mere dil keeee raaz mere dil ke kahe ro ke shabnam ne jab jab phool khile jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile
jaan e jaana o jaan e jaana jaan e jaana o jaan e jaana hoo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu mera laage kya tu mera laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu meri laage kya tu meri laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar hai mann ki pooja hooo jab se jeevan mein tu aaya bhaaya nahin koi dujaa bhaaya nahin koi dujaa meri bhi kya kismat hai dil mein teri chaahat hai khila hai gul seharaa mein khuda ko bhi hairat hai jaan e jaana o jaan e jaana phool ban kar tera chehra mere haathon mein khila hai milan hai dil se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Dekh Liya Chirag (1969) 04:44 12998
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 12998   

Jab Dil Hi Toot Gaya Shahjehan (1946) 03:33 20630
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Ragini
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20630   

Jab Dil Ko Sataave Ghum Sargam (1950) 04:56 14150
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Rehana
Raag- 
Dev-Gandhari
Taal- 
Tintal
Duration : 04:56   Song Number : 14150   

Jab Dil Se Dil Takraata Hai Mat Poochhiye Sunghursh (1968) 04:40 14140
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 14140   

Jab Do Dil Takrayenge Do Gulab (1983) 07:23 39450
 
Poster of Do Gulab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:23   Song Number : 39450   

Jab Do Pyaar Milte Hain Saveray Wali Gaadi (1986) 06:11 39031
 
Poster of Saveray Wali Gaadi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunny Deol
Duration : 06:11   Song Number : 39031   

Jab Dukh Se Mann Karm (1977) 06:50 13521
 
Poster of Karm (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vidhya Sinha, Om Shivpuri
Duration : 06:50   Song Number : 13521   

Jab Ek Kaza Se Guzro Devta (1978) 04:47 13565
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 13565   

Jab Gham E Ishq Kinare Kinare (1963) 03:30 13551
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Anand, Meena Kumari, Chetan Anand
Duration : 03:30   Song Number : 13551   

Jab Haal e dil Tumse Kehne Ko Salaami (1994) 04:53 40046
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Roshini Jaffery, Ayub Khan
Duration : 04:53   Song Number : 40046   

Jab Hum Jawaan Honge Betaab (1983) 05:28 20631
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Suny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:28   Song Number : 20631   

Jab Ishq Kahin Ho Jata Arzoo (1965) 08:52 37913
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Adana
Duration : 08:52   Song Number : 37913   

Jab Jaag Uthe Armaan Bin Badal Barsaat (1963) 03:27 12920
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 12920   

Jab Jab Apna Mel Huaa Mahua (1969) 04:13 39951
 
Poster of Mahua (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Shiv Kumar, Anjana Mumtaz
Duration : 04:13   Song Number : 39951   

Jab Jab Bahaar Taqdeer (1967) 05:35 20632
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:35   Song Number : 20632   

Jab Jab Dekhoon Main Teri Taraf Takkar (1980) 05:32 37668
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 05:32   Song Number : 37668   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Jab Jo Jo (Male) Vishwanath (1978) 04:04 14400
 
Poster of Vishwanath (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 04:04   Song Number : 14400   

Jab Jab Phool Khile Shikast (1953) 03:33 14246
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nalini Jayvant
Duration : 03:33   Song Number : 14246   

Jab Jab Teri Soorat Dekhoon Janbaaz (1986) 05:28 17947
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rekha
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:28   Song Number : 17947