Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen
hmm hmm hmm hmm chhod mera haath chhod mera haath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab de mera saath de mera saath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar mann meri baat maan meri baat mujhe peene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan maine khayi maat maine khayi maat mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi
aaaaaaaaaaa chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai iss duniyan kiiiiii iss duniyan ki safar badi hai jeevan ka na thikana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai aalam sara jaa raha hai tera din bhiiiiiii aa raha hai aalam sara jaa raha hai tera din bhi aa raha hai prem ka sauda kar le musafir prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai putra pota koi na apna koi na apna koi na apna putra pota koi na apna koi na apna koi na apna maya ras ka jhutha sapna maya ras ka jhutha sapna dekh musafir kadam kadam parrrrrrrrrrrr dekh musafir kadam kadam par jag ka dhanda chhudana hai prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko
ye chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa dil nashin hai haseen ho ho dil nashin hai haseen aaj sama bhi saajna saajna chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke lala la lala la la la la la laaaa la la la la la la la la la la la tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na silsila pyaar ka ho ho silsila pyaar ka ab shuru bhi karo baalama baalama chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi
mann mein muraliyaaa aayi main chhup ke yahi apraadh kya kam hai sach kehti thi sakhiyan meri bada chhaliya krishan mohan hai sach kehti thi sakhiyan meri mann mein muraliyaaa chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre laaj ke maare main to paani paani huyi jaaun chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre hmmm naar naveli main gaaon ki gwalan janu na ye preet ki paheli ho naar naveli main gaaon ki gwalan janu na ye preet ki paheli mohe darr lage mohe darr lage jhooth mooth main kahin badnaam na ho jaaun chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre hooo mitwaaa hoo mitwaa neer bharan ke roz bahane karun chori chori aaun tose milne ho neer bharan ke roz bahane karun chori chori aaun tose milne tose nit jaane kyaaaa tose nit jaane kya kahne ko aaun bina kahe chale jaaun chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre aaj nahin to kal bhed khulega jab aate jaate duniya degi taane ho
chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar haaye daiya daudo ji daudo ji daudo ji haaye dekhe hai maiya humaar oho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan laaj ki maari tumse main haari ae ji laaj ki maari tumse main haari lo ji padoon tore paiyaan jao ji jao ji jao ji aye ji lo na balaiyaan humaar ho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori chhoti nanandiya devegi taana aye ji chhoti nanandiya devegi taana khencho chunariya na mori todo na todo na todo ji aye ji patli kalaiyaan humaar ho o chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya maano na maano
chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani hum hindustani hum hindustani aaj purani zanjeeron ko tod chuke hain kya dekhe uss manzil ko jo chhod chuke hain chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani aao mehnat ko apna imaan banaaye apne haathon ko apna bhagwaan banaaye raam ki iss dharti ko gautam ki bhumi ko sapnon se bhi pyaara hindustaan banaaye naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani har zarra hai moti aankh utha kar dekho maati mein sona hai haath bada kar dekho sone ki ye ganga hai chandi ki yamuna chaho to pathar se dhaan ugaa kar
aaaaaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa saiyaaaan saiyaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan saiyaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan saiyaaaan haaye chhodo naa mori haayi chhodo mori baiyaan maano bhi kanhaayi hogi jag hansaayiiiiii maano bhi kanhaayi hogi jag hansaayiiiiii dekhooooo dekhooooo dekh rahin hain saari baiyaan dekho saiyaaaan chhodo saiyaaaaaaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan chhdo re mori baiyaan chhodo naa mori baiyaan saiyaaaan chudi jo koi tooti maathe se bindiyaa chhuti haaye chudi jo koi tooti maathe se bindiyaa chhuti ghar kya bataungi main haaye mar jaaungi main ghar kya bataungi main haaye mar jaaungi main jaane do mohe kaanha kaanha ji more kaanha kaanha jaane do mohe kaanha re jaane do jaane do mohe kaanha saiyaaaaaaan chhodo naa mori baiyaan chhodo mori baiyaan haaye chhodo naa mori haaye chhodo mori baiyaan saiyaaaan chhodo naa mori baiyaan haaye saiyaaaaaaan chhodo baiyaan haaye baiyaan
hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo chhodo naa mujhe yun beqaraar saa kar bhi do ijhaar tum apne pyaar kaa tumhaare dil ki hai ye manzil mera deewana dil bolo tum boloooooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo oooo kar doge inkaar to jee naa paayenge jo kar doge iqraar to mar hi jaayenge tumhaare dil ki hai ye manzil mera deewana dil bolo tum boloooooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo oooo itne paraaye jo ho tum pehle kabhi bhi nahin the mere jahaan mein ghumon ki tum to wajah hi nahin the dil se mere tum khud ko nikaalo yaa phir mujhe hi apna bana lo bolo tum boloooooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo oooo khoyi khoyi zindagi ki raahon mein ab aa bhi jaao jo tum nahin aanaa chaaho mujhko hi paas bulaao kab tak jeeyenge aise bataao mujhko nahin tum yun aazmaao bolo tum boloooooo hoooo
chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho mit jaayega saara gila humse gale milte raho chhodo sanam haa kaahe ka ghum hanste raho khilte raho lala lala haaa haa lala lala haaa lala lala laaa lala lalaaaa chhodo sanam haa kaahe ka ghum haa hanste raho khilte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho mit jaayega saara gila humse gale milte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho muskuraati haseen aankhon se dekho dekho samaa badalta hai kaise jaane jahaan chehre ki rangat ghul jaati hai aise muskuraati haseen aankhon se dekho dekho samaa badalta hai kaise jaane jahaan chehre ki rangat ghul jaati hai aise aayi yaayi yaayi yaaa aayi yaayi yaayi yaaa aayi yaayi yaa yaa yaayi yaayi yaaa haan chhodo sanam lala lala kaahe ka ghum lala lala hanste raho khilte raho lala lala chhodo sanam lala lala la kaahe ka ghum lala lala la hanste raho khilte raho lala lala aao milkar ke yun behak
chhodo ye nigaahon ka ishaara sauda hai ye zindagi ka yaara sunna hai tumhaari zubaan se ke tum ko humse pyaar hai dil se ho jab dil ki baaten yaara dil waale ko kaafi hai ishaara jab koi nighaahen jhukaa le to samjho iqraar hai dekho ji adaaon ki paheli naa bhujhaao deewane ko aur bhi deewana naa banaao are itna bhi naa samjhe ho ke aashique humare wahi mere honthon pe jo dil mein tumhaare kya hai mere dil mein abhiii se ye keh dena dushwaar hai dhadkan bhi humari kya sunaayi nahin deti chehre ki ye laali kya gawaahi nahin deti are chehre ki ye laali dhadkan ke fasaane main to maanun yaar mera dil nahin maane sunlo phir humari zubaan se to humko tumse pyaar hai dil se ho jab dil ki baaten yaara ho dil waale ko kaafi hai ishaara sunna hai tumhaari zubaan se ho humko tumse pyaar hai
hmmm hmm hmm hmm hmm chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa tu jo kahe jeevan bhar tere liye main gaaoon tere liye main gaaoon geet tere bolon pe likhtaa chalaa jaaoon likhtaa chalaa jaaoon mere geeton mein tujhe dhoondhe jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa aajaa teraa aanchal ye pyaar se main bhar doon pyaar se main bhar doon khushiyaan jahaan bhar ki tujh ko nazar kar doon tujh ko nazar kar doon tu hi meraa jeevan tu hi jeene kaa sahaaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa badlaa ye mausam lage pyaaraa jug saaraa chhoo kar mere mann ko kiyaa toone kyaa ishaaraa
chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan betab dharakte seenon ka armaan bhara paigham hain yeh chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai iss mai ko mubarak cheez samajh mana ke bauhat badnaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste bhool gaya tu pyaar ke raste chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa mere dil ko jaan khilona mere dil ko jaan khilona tod gaya bedard salona tod gaya bedard salona chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa
chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka aur hi taraana hai tere mere pyaar ka are tere mere pyaar ka aur hi taraana hai tere mere pyaar ka are tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka ooo ooo ooo ye kisne chupke chupke mujhe beqaraar kar diya ye kisne chori chori mere dil pe vaar kar diya kisne chupke chupke mujhe beqaraar kar diya ye kisne chori chori mere dil pe waar kar diya maze ki baat dekhiye ki dil mera nishaana hai dil mera nishaana hai chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka ooo ooo ooo yun hi badal na jaaye kahin dil mere huzoor ka dil mere huzoor ka kahin qasoor ban na jaaye pyaar beqasoor ka yun badal na jaaye kahin dil mere huzoor ka kahin qasoor ban na jaaye pyaar beqasoor ka pukaarta hai dil mera ki tu hai to zamaana hai tu hai to zamaana
chhota sa ghar apna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajnaa teri pyari pyari akhiyon mein kho ke khud ko main dhundha karun ha mann mandir mein rakh ke piya teri murat din rain pooja karun barson ki pooja se milta hai pyaar itna tu rooth na jaye sajna sajna tu rooth na jaye sajnaa babul ka ghar chhoda tujhse naata joda pritam teri galiyan sajaaun ho apne is aangan mein palkon se chun chun ke aashaon ki kaliyan bichhaun dukh sukh ki raaton mein ye haath hai haathon mein sang chhoot na jaye sajna sajna sang chhoot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeevan ka sapna ye toot na jaye sajna sajna ye toot na jaye sajnaa
chhota sa ghar hogaa badalon ki chhanv mein aasha ki vaani mann mein bansuri bajaye hum hi hum chamkenge taaron ke us gaanv mein aankhon ki roshani har dum ye samjhaye chaandi ki kursi pe baithe meri chhoti bahana sone ke sinhaasan pe baithi meri pyaari maa mera kya main pada rahunga ammi ji ke paanv mein mera kya main pada rahunga ammi ji ke paanv mein aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re chhota sa ghar hogaa badalon ki chhanv mein aasha ki vaani mann mein bansuri bajaye meri chhoti bahana naazon ki paali shahzaadi jitni bhi jaldi ho main kar dunga iski shaadi achchha hai ye bala hamari jaaye dujje gaaon mein achchha hai ye balaa hamari jaaye dujje gaaon mein aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re chhota sa ghar hogaa badalon ki chhanv mein aasha ki vaani mann mein bansuri bajaye kahegi maa dulhan la beta ghar suna suna hai kahegi maa dulhan la beta ghar suna suna hai mann mein jhoom kahunga main maa itani jaldi
hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa mehak jaaoon main aaj to aise phool bagiyaa mein mehke hai jaise baadalon ki main odhoon chunariyaa jhoom jaaoon main banke banwariyaa apni choti mein baandha loon duniyaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa swarg si dharti khil rahi jaise meraa mann bhi to khil rahaa aise koyal ki tarhaa gaane ko armaan machhali ki tarhaa machloon ye armaan jawaani hai laayi rangin sapnaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Chhod Mera Haath Mujhe Peene De Subha O Sham (1972) 04:19 37296
 
Poster of Subha O Sham (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:19   Song Number : 37296   

Chhod Musafir Maya Nagar (Bhajan) Pankaj Mullick 03:21 15038
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:21   Song Number : 15038   

Chhodo Bhi Ye Dil Sey Miley Dil (1978) 04:58 37079
 
Poster of Dil Sey Miley Dil (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyamli
Duration : 04:58   Song Number : 37079   

Chhodo Chhodo Mori Baiyan Miya Bibi Razi (1960) 04:05 13755
 
Poster of Miya Bibi Razi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Kamini Kadam
Duration : 04:05   Song Number : 13755   

Chhodo Ji Kalaiyan Humaar Bahar (1951) 03:36 11840
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 11840   

Chhodo Kal Ki Baatein Hum Hindustani (1960) 03:21 20286
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:21   Song Number : 20286   

Chhodo More Baiyaan Zubeidaa (2001) 04:07 16763
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Richa Sharma
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 16763   

Chhodo Naa Mujhe (Version 1) Rules (Pyaar Ka Superhit Formula) (2003) 04:23 18306
 
Poster of Rules (Pyaar Ka Superhit Formula) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Subrat Sinha
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Milind Soman
Duration : 04:23   Song Number : 18306   

Chhodo Sanam Kudrat (1981) 05:02 20287
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Vinod Khanna
Duration : 05:02   Song Number : 20287   

Chhodo Ye Nigaahon Ka Inkaar (1977) 03:25 13371
 
Poster of Inkaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Vidya Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 13371   

Chhoo Kar Mere Mann Ko Yaarana (1981) 04:45 18169
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Deep Purple
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:45   Song Number : 18169   

Chhoo lene Do Nazuk Kaajal (1965) 03:20 20288
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Malkauns
Duration : 03:20   Song Number : 20288   

Chhota Sa Baalma Raagini (1958) 03:27 12100
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Tilang
Taal- 
Tintal
Duration : 03:27   Song Number : 12100   

Chhota Sa Fasana Hai Tere Mere Pyaar Ka Birha Ki Raat (1950) 02:40 17515
 
Poster of Birha Ki Raat (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Sarshar Shailani
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 02:40   Song Number : 17515   

Chhota Sa Ghar Apna Charitraheen (1974) 03:07 38533
 
Poster of Charitraheen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Sanjeev Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 38533   

Chhota Sa Ghar Hogaa Naukri (1954) 03:02 31092
 
Poster of Naukri (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sheila R
Duration : 03:02   Song Number : 31092   

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   

Chhoti Si Aashaa Roja (1992) 04:50 11678
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Minmini
On Screen Actors- 
Madhu
Duration : 04:50   Song Number : 11678