MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena o dekh idhar ae haseena sun le kabhi dil ki sada o naazni jee na jala sun le kabhi dil ki sada o naazni jee na jala bimaar e ghum hoon shafa mujhko de daaman se apne hawa mujhko de bimaar e ghum hoon shafa mujhko de daaman se apne hawa mujhko de haye main hoon madam marina o re fat fat fatina door se baat karna paas aana kabhi na main hoon madam marina laakhon hi jab aahen bharen tum hi kaho hum kya karen laakhon hi jab aahen bharen tum hi kaho hum kya karen kis kis ke dil ki khabar koi le kis kis ke ghum ka asar koi le kis kis ke dil ki khabar koi le kis kis ke ghum ka asar koi le haye dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena dekh idhar ae haseena muddat se hoon barbaad main shirin hai tu farhaad main muddat se hoon barbaad main shirin hai tu farhaad main ye na click here
uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee chali naa jaaye chaal lachkoon jaise daal saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee loote haar singaar paapi jal ki dhaar khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee paaon phisalta jaaye tann hichkole khaaye aise mein jo haath pakad le mann uska ho jaye uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re click here
dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya koi rav koi rank bhikhari kahin dhoop kahin chhaya koi rav koi rank bhikhari kahin dhoop kahin chhaya rang rangeeli kashti teri manav phire bulaya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya saty marg ko bhool gaya main dekh ke kanchan kaya saty marg ko bhool gaya main dekh ke kanchan kaya nain khule tab laga sochne kya khoya kya paya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya apne roop ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh kara do apne roop ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh kara do gyan ki jyot jala do man mein gyan ki jyot jala do man mein sharan tumhari aaya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya click here
dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye aao ji dance kar len thoda romance kar len raat hai thandi thandi dilon mein aag bhar len pehla nazaara hua ek ishara hua kisse hazaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye dekho ye ladke saare bechare dil ke maare tum pe nisaar ho gaye dekh ke teri nazar hooo hooo hooo hooo hooo beqaraar ho gaye haaye haaye aye ji huzoor thehariye hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hum shikaar ho gaye ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se aankhen teri mastaani hum tohre dilbar jaani doob ke paar ho click here
dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le hmmm dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le baiyaan khushiyon ki thaam ke baiyaan ghum ki marod kalaiyaan ghum ka pyaare ghum mat karna chhod de ab to har din marna marne se pehle jeena seekh le dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le haiyaa saanson ki dhun pe gaale haiyaa jeevan hai baraf ki naiyaa naiyaa pighale haule haule chaahe hans le chaahe role marne se pehle jeena seekh le click here
dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mujh pe yun chhayaa ke mujhko mujh pe yun chhayaa ke mujhko ghar se beghar kar gayaaaa dekh li teri khudaai woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan apni kismat yaad aate apni kismat yaad aate hi mera jee darr gayaaaa dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai click here
dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liyaa maine aaya main kisi ki mehfil mein mehfil mein toofan liye laakhon dil mein mil kar bhi raha main mushkil mein milne kaa natijaa dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine chhupte hi tere o chaand mere o chaand mere suraj bhi naa nikla aangan mein phir ghum ki andheri raat huyi do din kaa ujaala dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya click here
dekh loooooo aaj humko jee bhar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke ho gaye tum agar che saudaayi door pahunchegi meri ruswaayi dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke aao achchhi tarah se kar lo pyaar ke nikal jaaye kuchh dil kaa bukhaar dekh loooooo aaj humko jee bhar ke phir hum uthne lagen bitha lo tum phir bigad jaayen hum mana lo tum dekh loooooo aaj humko jee bhar ke yaad itni tumhen dilaate jaayen paan kal ke liye lagaate jaayen dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke click here
dekh lo aawaaz de kar dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar tanha nahin tum jaaoge dekh lo aawaaz de kar door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar door reh kar bhi tumhin par door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar baahon mein hum thaam lenge baahon mein hum thaam lenge jab bhi thokar khaaoge dekh lo aawaaz de kar hoooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo oooo oooo oooo len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile len naa badle mein tumhaare len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile chhod denge do jahaan ko chhod denge do jahaan ko jab bhi tum farmaaoge dekh lo aawaaz de kar bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen bewafaayi bhi karo to bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen hum naa waadon se phirenge hum naa waadon se phirenge tum agar phir jaaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar click here
dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor are dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor o jispe jeena usipe marna dhun abb duji nahin koi aur jispe jeena usipe marna dhun abb duji nahin koi aur dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor woh din beete tarasna chhodo mere mann dekho bahaar aayi hai bahaar khil gayi main toh chunariya mehke paayaliya chehke ke laut aaya unka pyaar ho oooo woh din beete tarasna chhodo mere mann dekho bahaar aayi hai bahaar khil gayi main toh chunariya mehke paayaliya chehke ke laut aaya unka pyaar o kajraare naina khushi ke aansu chha rahi jaise ghata ghanghor kajraare naina khushi ke aansu chha rahi jaise ghata ghanghor dekh raha koi aaj dinon ke baad humaari or baandh ke ghunghroo naacho mann ke mor jag nahin dekhe main khud ko aise sambhaalun kaise jawaani ke din sahi behki behki chalun bin piye main jiske liye click here
dekha phoolon ko kaanton pe sote huye dekha toofan ko kashti doobotein huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ye khushi hum se bach kar kidhar jaayegi ghum na kar zindagi yun guzar jaayegi raat jaise guzar gayi sote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baagh mein sair ko main gaya ek din ek maalan ne mujhse kaha ek din kel kaanton se kaliyaan pirote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye aankh bhar aayi phir kyun kisi baat par aankh bhar aayi phir kyun kisi click here
dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum dil mein kiske gumaan kya guzar jaayega tumko apna kahein to kahein kis tarah saari mehfil ka chehra utar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum tum bhi betaab ho hum bhi bechain hain dil mein milne ki hasrat machalne lagi sabr ka ab to daaman sulagne laga pyaar ki aag seene mein jalne lagi pyaar ki aag seene mein jalne lagi tumse milne na paaye agar aaj hum aisa lagta hai dil hi thehar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum ho kisi desh mein ya kisi bhesh mein shakl apnon ki pehchaan leta hai dil tum kaho na kaho hum kahein na kahein baat dil ki to khud jaan leta hai dil baat dil ki to khud jaan leta hai dil saamne bas yunhi muskuraate raho zindagi ka muqaddar sanwar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum jaankar ki gayi ho ke anjaane mein duniyan waale khata maaf karte nahin duniyan waalon ka ye julm to dekhiye deke bhi jo saza maaf karte nahin deke bhi jo saza maaf karte nahin zindagi ban gayi qaid click here
dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza ab to samjhe hamaari adaayen hain kya jis pe aa jaaye pyaare toh kya puchhna aap jaise toh raahon mein dekhe hazaar jisne chheda wahi haaye karta gaya dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza dil ki raahon pe chham chham karti hoon main dil dhadakte hain jab jab guzarti hoon main pyaar aaye toh banti sanwarti hoon main gussaa aaye toh dooni nikharti hoon main dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza kaahe humne kari thi aisi dillagi aage chal ke banegi ye dil ki lagi dil ko thhaame phiroge click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho darmiyaan to faasle huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye meri saanson mein basi khushboo teri ye tere pyaar ki hai jaadugari aa haa aa aaaa teri aawaaz hai hawaaon mein pyaar ka rang hai fizaaon mein dhadkanon mein tere geet hain mile huye kya kahoon ke sharm se hain lub sile huye dekha ek khaab to ye silsile huye phool bhi ho darmiyaan to faasle huye mera dil hai teri panaahon mein aa chhupa loon tujhe main baahon mein teri tasveer hai nigaahon mein door tak roshni hai raahon mein kal agar na roshni ke kaafile huye pyaar ke hazaar deep hain jale huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho click here
dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke aaj tumse mulaqaat ho gayi dil mein jo thi wohi baat ho gayi kisi se dil laga liya dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna kehne ko to duniya hai apni tum jo nahin ho to kuchh bhi nahin nazar mein tum sama gaye dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke naa jane hai wo kaun sa nasha bina piye main to bahekne laga naa jane hai wo kaun sa nasha bina piye main to bahekne laga ho gayi bhool mujhe maaf karna haath lag jaye to bhi chup rehna main hosh mein nahin rahaaaaaa dekha hai maine tumhen phir se palat ke tum mein hai baat koi auron se hat ke aaj tumse mulaqaat ho gayi dil mein jo thi wohi baat ho gayi kisi se dil laga liyaaa laaa laaalaaa laaaa laaaa laaaa laaaa laaaa hey oh ho ho laaaa hey hey hey ho click here
dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya dekhein tujhe dekh liya sab dekh liya ho tujhe dekh liya sab dekh liya dekha hai sabhi ne chaand ko nazron mein yunhi naraazi hai nazron mein yunhi naraazi hai par dil hi dil mein raazi hai ab duniya jo chaahe soche ab duniya jo chaahe soche hum kyun jaane tujhe jaan liya sab jaan liya tujhe jaan liya sab jaan liya dekha hai sabhi ne chaand ko honthon pe aab e hayat liye honthon pe aab e hayat liye chalti hai baharein saath liye tere jaisa haseen koi aur bhi ho tere jaisa haseen koi aur bhi ho usse kyun maane tujhe maan liya sab maan liya ho tujhe maan liya sab maan liya dekha hai sabhi ne chaand ko kuchh aise dil ne pukara tujhe kuchh aise dil ne pukara tujhe jannat se zameen par utaara tujhe ab aur khuda ke paas hai kya ab aur khuda ke paas hai kya hum kya maange tujhe maang liya sab maang liya ho tujhe maang liya sab maang liya dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya click here
dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein aye bahaaron ki pari ye hai taqdeer meri jo bhi samjha hai mujhe wo inayat hai teri aye bahaaron ki pari ye hai taqdeer meri jo bhi samjha hai mujhe wo inayat hai teri dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein mere achhe the karam jo mulaakaat huyi mehrbaan husn hua kya ajab baat huyi mere achhe the karam jo mulaakaat huyi mehrbaan husn hua kya ajab baat huyi dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein maine socha bhi na tha mujhko mil jaayegi tu jaise lehraaye sabaa aise lehraayegi tu maine socha bhi na tha mujhko mil jaayegi tu jaise lehraaye sabaa aise lehraayegi tu dekha hai teri aankhon mein pyaar hi click here
dekha hai tumhen kahin na kahin lekin kahaan yaad aata nahin dekha hai tumhen kahin na kahin lekin kahaan yaad aata nahin karta raha jiska main intezaar kaho ke kahin tum wahi to nahin dekha hai tumhen kahin na kahin lekin kahaan yaad aata nahin karta raha jiska main intezaar kaho ke kahin tum wahi to nahin dekha hai tumhen kahin na kahin kabhi tum hamare kabhi tum hamare khayalon mein sharma rahi thi kabhi aasmaan ke sitaaron mein lehra rahi thi ye jalwaa ye nakhraa ye jalwaa ye nakhraa inhe khoob main janta hoon inhe zindagi maantaa hoon dekha hai tumhen kahin na kahin lekin kahaan yaad aata nahin karta raha jiska main intezaar kaho ke kahin tum wahi to nahin dekha hai tumhen kahin na kahin mile the yahin per mile the yahin per laga ke gale se gale hum khile phool banke inhi baadlon ke tale hum hamara tumhara hamara tumhara ye sadiyon purana hai bandhan kahe jhoom ke dil ki dhadkan dekha hai tumhen kahin na kahin lekin kahaan yaad aata nahin karta raha jiska main click here
dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se chehre tamaam lagne lage hain ajeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum mehfil mein aa gaye hain wo apne naseeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar keemat nahin chukaayi gayi ek gareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon resham ka ye kafan jo mila hai raqeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se click here
dekha maine dekha haa haa dekha maine dekha sapno ki ek raani ko roop ki ek mastani ko masti bhari jawaani ko haye re haye maine dekha maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekha haa thi badi wo chanchal haye le gayi dil matwaala mera le gayi dil matwaala pyaar ko kya samjhe tu ghoda chalane waala ghoda gaadi chalane waala thodi si wo kaali thi thodi si wo kaali thi badi hi gusse waali thi lekin wo dilwali thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha haan maine dekhaa tan se aanchal khiska chham se wo jab nikli chham se wo jab nikli loot ke le gayi mehfil ban ke wo jab nikli haaye ban ke wo jab nikli sundar thi albeli thi sundar thi albeli thi lagti nayi naveli thi pyaar ki ek paheli thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekhaa jee mera ye chaahe maang main uski bhar doon maang main uski bhar doon apna saara jeevan usko arpan kar doon main usko arpan kar doon duniyaa ko dikhlaunga duniyaa ko click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekh Idhar Ae Haseena 12 O'clock (1958) 04:27 38075
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:27   Song Number : 38075   

Dekh Ke Akeli Mohe Baazi (1951) 03:12 20226
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:12   Song Number : 20226   

Dekh Ke Teri Maya Ram Darshan (1950) 03:22 38884
 
Poster of Ram Darshan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Shankarrao Vya, Ram Ganguly, Rijram
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:22   Song Number : 38884   

Dekh Ke Teri Nazar Howrah Bridge (1958) 04:34 13344
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Pachhi
Duration : 04:34   Song Number : 13344   

Dekh Le Munna Bhai M B B S (2003) 03:21 17937
 
Poster of Munna Bhai M B B S (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Arshad Warsi
Duration : 03:21   Song Number : 17937   

Dekh Li Teri Khudai Kinare Kinare (1963) 03:32 15537
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 15537   

Dekh Liya Maine Kismat Deedar (1951) 03:37 13031
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nimmi
Raag- 
Mand
Duration : 03:37   Song Number : 13031   

Dekh Lo Aaj Humko Bazaar (1982) 04:40 12866
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Mirza Shauq
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 04:40   Song Number : 12866   

Dekh Lo Aawaaz De kar Prem Geet (1981) 05:59 18020
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 05:59   Song Number : 18020   

Dekh Raha Koi Aaj Jal Mahal (1980) 03:40 39111
 
Poster of Jal Mahal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 03:40   Song Number : 39111   

Dekh Sakta Hoon Main Majboor (1974) 04:54 13667
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:54   Song Number : 13667   

Dekh Sakte Nahin Tumko Jee Bhar Ke Hum Ilzam (1970) 04:46 40660
 
Poster of Ilzam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:46   Song Number : 40660   

Dekha Baabu Chhed Ka Maza Shararat (1959) 04:16 12333
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:16   Song Number : 12333   

Dekha Ek Khaab To Ye Silsile huye Silsila (1981) 04:45 20324
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:45   Song Number : 20324   

Dekha Hai Maine Tumhen Wardat (1981) 05:58 32163
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:58   Song Number : 32163   

Dekha Hai Sabhi Ne Dil Ne Pukara (1967) 04:18 13112
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:18   Song Number : 13112   

Dekha Hai Teri Aankhon Mein Pyar Hi Pyar (1969) 04:22 12031
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 04:22   Song Number : 12031   

Dekha Hai Tumhen Chorni (1982) 04:35 11580
 
Poster of Chorni (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Singhar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:35   Song Number : 11580   

Dekha Hai Zindagi Ko Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 03:14 13221
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Duration : 03:14   Song Number : 13221   

Dekha Maine Dekha Victoria No 203 (1972) 04:30 14395
 
Poster of Victoria No 203 (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Saira Banu
Duration : 04:30   Song Number : 14395