MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dafli waale dafli bajaa dafli waale dafli bajaa mere ghunghroo bulaate hain aa main naachoon tu nachaa aa aa dafli waale dafli bajaa mere ghunghroo bulaate hain aa main naachoon tu nachaa aa aa dafli waale dafli waale tere bin main kyaa mere bin tu kyaa ik dooje bin hum akele donon ke mann se mann ke milan se lagte hain sargam ke mele haai haai haai tere bin main kyaa mere bin tu kyaa ik dooje bin hum akele donon ke mann se mann ke milan se lagte hain sargam ke mele tu tode ke jode tu rakhe ke chhode ye dil kiyaa tere hawaale dafli waale dafli bajaa mere ghunghroo bulaate hain aa main naachoon tu nachaa aa aa teri chham chham se meri dum dum se kyaa rang chhaane lagaa hai aankhon ke raste tu hanste hanste dil mein samaane lagaa hai haai haai haai teri chham chham se meri dum dum se kyaa rang chhaane lagaa hai aankhon ke raste tu hanste hanste dil mein samaane lagaa hai unhein bhi dikhaao unhein bhi dikhaao unhein bhi bulaao kahaan hain ye duniyaa waale dafli waale click here
daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon main bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee banana daftar ko der ho gayi to jao mujhe jaldi se coffee pilana aaj daftar na jaao to achchha kyun khushi ghar mein manao to achha hai daftar mein rakshash ki raani kha jayegi jo mujhe kachcha rakshash ki raani ko mana lungi tumko chutti dila dungi tum aaj daftar na jana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon main bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee banana are daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana kaam biwi ka khana pakana kapde dhona aur jhaadu lagana chhee kaam se tum mat aankhein churana saas sasur ka hukum bajana kaam karne ko laakhon hain naukar pyaar karne ko aayi main yahan par dil mein armaan laayi hoon main raani bankar aayi hoon main naukraani na mujhko banana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon maim bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee click here
daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain aaye hain door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo aaye the door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo chale jaate hain kaahe ko khafa hote ho hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo click here
na maanu na maanu na maanu re dagabaaz tori batiyan na maanu re dagabaaz tori batiyan na maanu re piya man mein tore kaa hai main na jaanu re dagabaaz tori batiyan na maanu re saanj kahe tohe chundari mangay be chundari mangay be tohe chundari mangay ve saanj kahe tohe chundari mangay be bhor bhaye toh bisar gayi batiyan haa aa aa bhor bhaye toh bisar gayi haan haan bisar gayi haaye raam bisar gayi batiyan na maanu re dagabaaz tori batiyan na maanu re oh na maanu na maanu na maanu batiyan na maanu re hamri garaj ko mukh se na bole mukh se na bole piya mukh se na bole hamri garaj ko mukh se na bole mukh se na bole apni garaj pe milaye le akhiyaan hay raam milaye le akhiyaan na maanu re oh na maanu na maanu na maanu re dagabaaz tori batiyan na maanu re piya man mein tore kaa hai main na jaanu re dagabaaz tori batiyan na maanu re click here
dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho o baanke piya kaho haan kaho haan kaho haan dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho aji kal se soorat nahin dikhlaayi hooo hooo hooo aji kal se soorat nahin dikhlaayi ho jaane kahaan tum rehte aji kal se soorat nahin dikhlaayi jaane duniyan balam teri chaturaayi ek hum hi nahin ye kehte jaane duniyan balam teri chaturaayi aji kahin jaao kyun kasam bhi khilwaao kyun kisi se kyun puchho saiyaan dil se puchho na dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho nirmohi kahaan pe aur kis dhun mein hooo hooo hooo nirmohi kahaan pe aur kis dhun mein kho aaye gale ka moti nirmohi kahaan pe aur kis dhun mein koi chor chhupa tumhre man mein nahin baat bhi tumse hoti koi chor chhupa hai tumhre man mein khade ho yun chup chup kyun zubaan huyi gup chup kyun aji zara bolo saiyaan kuchh to bolo naa dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho baanke piya kaho haan dagabaaz ho mil ya mat mil piya click here
dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia chanchal chit ko moh ne ghera chanchal chit ko moh ne ghera pag pag par hai paap ka dera pag pag par hai paap ka dera laaj rakho jyo laaj rakhiyia paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia chhaya charo orr andhera chhaya charo orr andhera tum bin kaun sahara mera tum bin kaun sahara mera haath pakad ke bansi bajeya paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia bhakton ne tumko manaya bhajan se bhakton ne tumko manaya bhajan se main to rijhaaun tumhe aansuan se main to rijhaaun tumhe aansuan se girton ko aao uthaon kanhaiya paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia click here
o manjhi aaja re manjhi aaja o manjhi aaja re aaja re manjhi aaja ooooooo oooo ooooooo ooooooo oooo ooooooo daiya re daiya laaj mohe lage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage aaaaa aaaa aaaa aaaa haye aaun main kaise dagar tori mitwa chhup chhup dekhen hain ghar ke logwa pag thehre to mann mora bhaage pag thehre to mann mora bhaage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage aaaaaaaaa aaaaaaa chudiyan khanke to dar dar jaaun jhhanjhar jhanke to mar mar jaaun bandhe pag mein sharam ke dhaage bandhe pag mein sharam ke dhaage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage aaa aaaa aaaa aaaaaa nanden roke dever mora toke chale na bahane chale na koi dhonge badi mushkil hai aj more aage badi mushkil hai aj more aage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage click here
daiya ri daiya aaaaaa daiya ri daiya yashoda maiya isko sambhaal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal daiya ri daiya aaaaaa daiya ri daiya yashoda maiya isko sambhaal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal paniya bharan ko jaane na de paniya bharan ko jaane na de jaayein to waapas aane na de aane na de raah na chhode raah na chhode matki phode maakhan le nikaal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal jamuna pe aisi bansi bajaayi jamuna pe aisi bansi bajaayi tan mein man mein aag lagaayi aag lagaayi neend churaayi neend churaayi raam duhaai kiya bura haal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal preet bina koi geet na jaane preet bina koi geet na jaane preet ki lekin reet na jaane reet na jaane birha ki maari birha ki maari radha bechari tadpe kitne saal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal daiya re daiya yashoda maiya isko sambhaal bada natkhat hai click here
daiya ye main kahaan aa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa daiya ye main kahaan aa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa haaaa haaaa haa haaa lal lal lal lal lal lala lala lal la lala lal la lala lara ra ra huummmmaaaaa lala lala lala lala lala lala lala lala lala haaaaaaaa dekhe har ek mohe chume jidhar bhaagi to kursi ulat gayi udhar kaali si murgi udd gayi kidhar turu tu turu ru ru tu turu turu turu hey hey de ke anda kahaan jaa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa haaaaaa haaaa haaaa daiya ye main kahaan aa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa haaaa haaaa haa haaa lal lal lal lal lal lala lala lal la lala la la lala lal lal lal lal lal lala lala lal la lala lala lala haaaaaaaa kaisi hai raama ye milan ki ghadi ik nazriyaa to aisi padi reh sakun naa pal click here
chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena jigar mein daag de gayi dakan ki ek haseena gulaab si khili huyi shabaab mein dhali huyi chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena jigar mein daag de gayi hmm hmm hmm hmm haseena bas yunhi rukna zara der aye jaan meri main band karlun inn aakhon mein tasveer teri bas yunhi rukna zara der aye jaan meri main band karlun inn aakhon mein tasveer teri nazar mein chubh ke reh gayi dakan ki ek haseena chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena gulaab si khili huyi shabaab mein dhali huyi chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena tauba ji kya rang kya roop kya baankpan hai paani mein bheega hai shola ke tera badan hai tauba ji kya rang kya roop kya baankpan hai paani mein bheega hai shola ke tera badan hai kahin khuli kahin chhupi dakan ki ek haseena chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena dekho mere pyaar ne kya karishma dikhaya tujhko ajanta ki deewar se chheen laaya dekho mere pyaar ne kya karishma dikhaya tujhko click here
dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya re nachun sajanva chaam chham ho main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya main nachun sajanva chham chham chham main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva chaand ke rath par baith ke aayi main kirnon ki raani main kirnon ki raani odhkar aayi chunariya dhani o seep se jaise moti nikle aisi meri jawaani aisi meri jawaani jaise chanchal raat suhaani tan man mein jal tarang dole tere pyaar ki sargam bole nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva gore mukh par ghunghata dalun naynan mein hai laaj naynan mein hai laaj milenge aaj mujhe sartaaj saat suron ke deep jalaa ke kyun na nachun aaj kyun na nachun aaj mila hai ek anokha raaz baaji apne haath rahegi teri yaad jo saath rahegi nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva aaja tujhko dhundh rahi hai honthon ki muskaan honthon ki muskaan click here
dance dance d d d d d d d d dance ni gori tera thumka bada kinky kinky type da ni gori tera jhumka bada funky funky type da kateeli teri ankhiyaan jaise nouk nukeeli knife da nigori tera nakhra bada hanky panky type da kisi hit gaane pe jo kamar matka degi tu fateechar se ye dil ban jayega shehzaada oonchi waali heel pehankar dance basanti dd d dance basanti dd d dance basanti ho har limit ki height pe chadhke dance basanti dd d dance basanti dd d dance basanti dd d dance dance dance dd d dance hey basanti tere ghar ka address bol de basanti tere dil ka tu gate khol de basanti visphotak bas ek smile hai tu sar se paaon tak poori missile hai kisi hit gaane pe jo kamar matka degi tu poora nahi te chain mill jaaye pauna aadha aashiqon se deal tu kar ke dance basanti dd d dance basanti dd d dance basanti ho har limit ki height pe chadh ke dance basanti dd d dance basanti dd d dance basanti shakethat nigori tera thumka bada kinky kinky type da nigori tera jhumka bada click here
dance dance lets dance dance dance lets dance hey hey pa pa para hey para rara para pa hey pa pa para para rara para pa hey hey aao zara kadam mila ke dance dance pyaar se nazar mila ke dance dance tan ki narmiyaan chura ke dance dance dil ki garmiyaan badha ke dance dance saari dooriyan mita ke dance dance yaar ko gale laga ke dance dance mast raaton ko jaga ke dance dance hey mastiyaan nayi luta ke dance dance pyaar mein ye dil luta ke dance dance dil se aaj dil mila ke dance dance dil jo soche dil mein kya hai dil jo maange sab to hai yahaan hum kahaan hain tum kahaan ho dil kahaan hai hosh ye kahaan hum kahaan hain tum kahaan ho dil kahaan hai hosh ye kahaan jhoom jhoom jhoom baba babaaa jhoom jhoom jhoom baba babaaa jhoom jhoom jhoom baba oo oo oo ooo ye raat mein jo maza hain maza ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ye jhoomta hi ja raha hai jhoom jhoom jhoom baba babaaa jhoom jhoom jhoom baba hey jhoom jhoom jhoom baba oo oo oo ooo jhoom jhoom click here
dance dance lets dance dance dance lets dance ye raat mein jo mazaa hai mazaa ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ke jhoomta hi jaa raha hai jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom babaaaaa oooooooo ye raat mein jo mazaa hai mazaa ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ke jhoomta hi jaa raha hai jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom babaaaaa oooooooo dil mein khaab jaage jaage hain nigaahen khoyi khoyi dance dance aaj khushnaseeb wo hai jiski baahon mein hai koi dance dance dil mein khaab jaage jaage hain nigaahen khoyi khoyi dance dance aaj khushnaseeb wo hai jiski baahon mein hai koi dance dance hum jawaan hai tum jawaan ho dil jawaan hain dhadkane jawaan hum jawaan hai tum jawaan ho dil jawaan hain dhadkane jawaan jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom babaaaaa oooooooo ye raat mein jo mazaa hai mazaa ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ke jhoomta hi click here
dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam koi kitna ameer ho yaa kitna gareeb khaaye utna hi jitna hai uska naseeb koi kitna ameer ho yaa kitna gareeb khaaye utna hi jitna hai uska naseeb aage maalik ke chalta nahin koi daam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam teri kismat ki likhi huyi hai kitaab tere ek ek din ka hai uss mein hisaab teri kismat ki likhi huyi hai kitaab tere ek ek din ka hai uss mein hisaab tere bas mein naa subah hai naa teri shaam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang chaand suraj zameen sab uske click here
hey danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha tum bhi shayad chup rehte hum bhi shayad chup rehte ankhon se dil ki baatein kab kehte kaise kehte kaam bada mushkil tha aasaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya kya kehne do jeena hai to jeena hai marna hai to marna hai pyaar agar karna hai to duniya se kya darna hai saari duniya ko hairaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya haye haye bilkul nahin logon se sharmaate the duniya se ghabraate the dekha hamne keh daala tum jo keh nahin paate the maano humne tumpe ehsaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya aa hey danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya haa haa haa danke ki chot se elaan kar diya click here
danton tale daba kar honth aankhen kar ke badi badi khaa jaayegi mujhko aise dekh rahi hai khadi khadi ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina danton tale daba kar honth aankhen kar ke badi badi khaa jaayegi mujhko aise dekh rahi hai khadi khadi ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina phoolon ka ras pee pee kar husn pe rangat aayi hai aankh mein fitne chaal qayamat shokh tabiyat paayi hai phoolon ka ras pee pee kar husn pe rangat aayi hai aankh mein fitne chaal qayamat shokh tabiyat paayi hai naagin jaisi bal khaati bijli jaisi lehraati naagin jaisi bal khaati bijli jaisi lehraati ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina danton tale daba kar honth aankhen kar ke badi badi khaa jaayegi mujhko aise dekh rahi hai khadi khadi ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina hans hans ke thukraati jaa tadpenge tadpati jaa lekin aye imaan ki dushman itna to samjhati jaa hans hans ke thukraati jaa tadpenge tadpati jaa lekin aye imaan ki dushman itna click here
la la la la la la la la la la la hmm hmm hmmmmm hmmm hmmm daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai tere dil ka sukun gori baahon mein hai tere dil ka sukun gori baahon mein hai tujhko jo chahiye wo nighahon mein hai waarun tujh pe main jaan tera mann hai kahan pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai khaab pura hua hai suhaana tera khaab pura hua hai suhaana tera naach kismat pe apni zamana tera ab zara muskura aa mere pass aa pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai click here
dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa aise bhi haan waise bhi hmmm dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa aise bhi haan waise bhi hmmm dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa jo bhi yahan cheez hai tera hi maal hai jo bhi yahan cheez hai tera hi maal hai tera haath thaamle kiski majaal hai pakad bhi jaye yaar kabhi tu bas mein rail mein thane mein jail mein bheed mein mele mein sone mein akele mein sirf gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa duniya ko bhool ja jaam zara thaam le han duniya ko bhool ja jaam zara tham le mauj zara maar le masti se kaam le chot kahin aa jaye tujhko ro nahin dho nahin chikh nahin chilla nahin chhup nahin bhaag nahin so nahin jaag nahin sirf gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar lage to gana gaa dar nahin maut se khatron ko jhel tu dar nahin maut se click here
dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya fani tu bhi fani leta ja ulfat ki nishani do lafzon ki ek kahani ek mohabbat ek jawani yaad isse tu kar le yaad isse tu kar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya to kaanton ka ek ban hai aur ulfat phoolon ka chaman hai kar le wahi jo dil ki lagan hai soch na manzil dil ki kathin hai ho dil ki kathin hai iss manzil se guzar le iss manzil se guzar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le kehna jo tune mera na mana pichhe padega phir pachhtana dekhle apna karle thikana ye hai mohabbat woh hai zamana woh hai zamana hans le ya aahen bhar le hass le ya ahen bhar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dafli Waale Dafli Bajaa Sargam (1979) 04:49 20309
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Jaya Prada
Duration : 04:49   Song Number : 20309   

Daftar Ko Der Ho Gayi Haisiyat (1984) 05:08 36927
 
Poster of Haisiyat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Jaya Prada
Duration : 05:08   Song Number : 36927   

Daga Daga Vai Vai Vai Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:35 38025
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakila, Kumkum
Duration : 03:35   Song Number : 38025   

Dagabaaj Tori Batiyan Ganga Jumna (1961) 03:10 36498
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:10   Song Number : 36498   

Dagabaaz Ho Baanke Piya Burmah Road (1962) 04:17 38787
 
Poster of Burmah Road (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:17   Song Number : 38787   

Dagmag Dagmag Dole Jogan (1950) 03:24 13455
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:24   Song Number : 13455   

Daiya Re Daiya Leader (1964) 07:18 32704
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 07:18   Song Number : 32704   

Daiya Ri Daiya Yashoda Aasra (1966) 04:12 40903
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta
Duration : 04:12   Song Number : 40903   

Daiya Ye Main Kahaan Caravan (1971) 05:14 12950
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:14   Song Number : 12950   

Dakan Ki Ek Haseena Ulta Seedha (1985) 05:40 18537
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri
Duration : 05:40   Song Number : 18537   

Dam Dam Damroo Baaje Sangram (1965) 04:12 39757
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala Asar Sattar
On Screen Actors- 
Swarna Kumari, Geetanjali
Duration : 04:12   Song Number : 39757   

Dance Basanti Ungli (2014) 03:45 36242
 
Poster of Ungli (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Shraddha Kapoor
Duration : 03:45   Song Number : 36242   

Dance Dance Kasam Paida Karne Wale Ki (1984) 03:14 13578
 
Poster of Kasam Paida Karne Wale Ki (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Salma Agha
Duration : 03:14   Song Number : 13578   

Dance Dance Kasam Paida Karne Wale Ki (1984) 05:40 13529
 
Poster of Kasam Paida Karne Wale Ki (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Salama
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Salma Agha, Others
Duration : 05:40   Song Number : 13529   

Dane Dane Pe Likha Baarish (1957) 03:42 12767
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:42   Song Number : 12767   

Danke Ki Chot Se Elaan Kar Diya Hum Hain Lajwaab (1984) 04:42 37356
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:42   Song Number : 37356   

Danton Tale Daba Kar Doli (1969) 03:44 13158
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:44   Song Number : 13158   

Daon Chalne Ko Hai Bus Conductor (1959) 03:11 16421
 
Poster of Bus Conductor (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Ameer Banu
Duration : 03:11   Song Number : 16421   

Dar Lage To Gana Gaa Yaar Mera (1972) 04:33 36654
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Manmohan, Paintal
Duration : 04:33   Song Number : 36654   

Dar Na Mohabbat Kar Le Andaz (1949) 03:10 37161
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 37161