daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana hosh ke tote udd gaye hote dhukhta jo hota pyare tera koi jabda takiya bhigote bhukhe hi sote kheej ke maare hota gharwaali se jhagda baithe na rehte reh reh ke kehte jaldi bulaavo jaldi bulaavo khanna kahaan hai daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana haha poori pakodi khasta kachori daant bina ye tujhe do kaudi ke lagte ganna na chusta bhutta na chabta maal ke rehte daane daane ko taraste tum kuplaate daud ke aate daant banayenge daant banayenge khanna kahaan hai daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana aap ka mukhda kehta hai dukhda aapki akal daadh kab se daanwadol hai main isko kheench loon thandak se seench doon dard na hoga mera nukhsa
Daanton Ka Zamaana
Begaana (1963)