MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaand madham hai aasmaan chup hai neend ki god mein jahaan chup hai chaand madham hai aasmaan chup hai door waadi mein dhudhiyaa badal jhuk ke parbat ko pyaar karte hain dil mein naaqam hasraten le kar hum tera intezaar karte hain chaand madham hai aasmaan chup hai inn bahaaron ke saaye mein aa jaa inn bahaaron ke saaye mein aa jaa phir muhabbat jawaan rahe naa rahe zindagi tere naamuraadon par kal talak meharbaan rahe naa rahe chaand madham hai aasmaan chup hai roz ki tarah aaj bhi taare subah ki gard mein naa kho jaayen aa tere ghum mein jaagti aankhen kam se kam ek raat so jaayen chaand madham hai aasmaan chup hai click here
chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan waise to har kadam milenge log sanam milegaa sachchaa pyaar mushkil se hooooo dil ki dosti khel nahin koi dil se dil hai milta yaar mushkil se yehi to hai sanam pyaar ka thikana main hoon main hoon main hoon chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan jaao meri jaan jaao meri click here
chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya aankhen jhuk jhuk gayin dhadkanen ruk gayin kya bataun mera dil kahaan kho gaya chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya hum to khud se hi nazren churaane lage jaane kya soch kar muskuraane lage hum to khud se hi nazren churaane lage jaane kya soch kar muskuraane lage ab to dil na kisi bhi bahaane lage baat hi baat mein jaane kya ho gaya aankhen jhuk jhuk gayin dhadkanen ruk gayin kya bataun mera dil kahaan kho gaya raat aayi hai zulfen sanwaare huye aankhon aankhon mein kya kya ishare huye raat aayi hai zulfen sanwaare huye aankhon aankhon mein kya kya ishare huye bas hai itni khabar hum tumhare huye baat hi baat mein jaane kya ho gaya chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya click here
chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne aaj yahaan kal jaane kahaan chaand bada harjai hai phir bhi pagle panchhi ne chaand se preet lagaayi hai haaye chaand se preet lagaayi hai chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne tum jo bano ek shamma main parwana ban jaun ek ishara tum kar do main deewana ban jaun main deewana ban jaun chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne behlaao yun na sanam pyaar ki jhuthi kasmon se hum anjane lakh sahi wakif hain in rasmon se haye wakif hain in rasmon se chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni click here
chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere khadi hoon main phir bhi nigahen bichhaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai jala gaye tan ko baharon ke saaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla click here
didi didi didi de eeeee dudu dudu douuuuuu didi didi didi de eeeee chaand raat tum ho saath kya karen aji ab to dil machal machal gaya chaand raat tum ho saath kya karen aji ab to dil machal machal gaya dil ka etbaar kya kya karoge ji kal jo ye badal badal gaya dil ka etbaar kya kya karoge ji kal jo ye badal badal gaya tidi tidi tidi di di oouuuuuuu tidi tidi tidi di di oouuuuuuu tidi tidi tidi di di hee ayeee ayeeeee ayeeee zulmin nazar kaisi nidar dil chura liya jaane kis ajab se desh mein bula liya zulmin nazar kaisi nidar dil chura liya jaane kis ajab se desh mein bula liya ye bhi koi dil hai kya jahaan mauka mila fisal fisal gaya chaand raat tum ho saath kya karen aji ab to dil machal machal gaya dil ka etbaar kya kya karoge ji kal jo ye badal badal gaya suniye zara maine kaha mat sataaiye apne aap apni raah laut jaaiye suniye zara maine kaha mat sataaiye apne aap apni raah laut jaaiye ye woh raahen nahin jispe chal ke koi sambhal smbhal gaya chaand raat tum click here
chaand raaton ko nikle na nikle chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la la la laa lala la laa ek hansi iski hai saari duniya meri ek muskaan sau saal ki zindagi mujhko duniya mein ab aur kya chahiye mil gayi hai zamaane ki saari khushi maine barson jo dekha tha sapna aaj kismat se poora hua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la la lala lala laa lala la la har ghadi har samay muskuraata hua phool sa bachpana meri baahon mein ho laal mera bada hoke jaaye jahaan kaamyaabi sada iski raahon mein ho door har dam rahe ghum ke saaye ye hamesha hi meri dua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la click here
aasmaan se utar kar kamar aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya aye aasmaan se utar kar kamar aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya ab masarat ki baajegi shehnaayiyaan aur phoolon se mehkengi angnaayiyaan teri nazron kaa aye jamilaa zara jam ke hila teri nazron kaa noor e nazar aa gaya chaand sa lalla maa aye tere ghar aa gaya maa husn ke tere ye aks hai gehre baap aur bete ke ek jaise chehre munne ke abba tum kahaan the ab tak chhodenge naa tumko kuchh mile naa jab tak munne ki amma shauhar ko bolo kuchh gaanth rupon ki jaldi se kholo munne ke abbaa seeeeee munne ke abba se aise naa bolo sab gher lo milkar are jeb tatolo are naach naach ke apna nikal gaya juise are munne tera abba bada hi kanjoos beech waalon ka aye maati mili zara uchhaal beech waalon ka dekho juloos aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya aasmaan se utar kar kamar aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya click here
chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke o jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke nainon mein sajaaya maine kajra bana ke neend churaayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki ye rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaare kabhi na alag huyi kaya se kaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya click here
natkhat taaro humein na nihaaro humari ye preet nayi chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya haai chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke arre jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke nainon mein sajaaya maine kajra banaa ke neend churayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki yeh rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaar chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya click here
chaand se parda kijiye haan chaand se parda kijiye kahin chura na le chehre ka noor aye mere humnawaa aye mere huzoor aye mere humnawaa aye mere huzoor haan chaand se parda kijiye zulfon se udi khushboo pyaar ki honton pe khil gayi kaliyaan bahaar ki honton pe khil gayi kaliyaan bahaar ki phool se parda kijiye haan phool se parda kijiye kahin chura na le chehre ka noor aye mere humnawaa aye mere huzoor aye mere humnawaa aye mere huzoor haan chaand se parda kijiye lagti ho kisi shaayar ka khayaal aisi saadagi to hai khud mein bemisaal aisi saadagi to hai khud mein bemisaal khud se parda kijiye haan khud se parda kijiye kahin chura na le chehre ka noor aye mere humnawaa aye mere huzoor aye mere humnawaa aye mere huzoor haan chaand se parda kijiye hans de aap agar ban jaaye daastan hans de aap agar ban jaaye daastan palkein jo jhuki kahin jhuk jaaye aasmaan palkein jo jhuki kahin jhuk jaaye aasmaan rab se parda kijiye haan rab se parda kijiye kahin chura na le chehre click here
chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha na kasmein hain na rasmein hain na shikwe hain na waade hain na kasmein hain na rasmein hain na shikwe hain na waade hain ek soorat bholi bhaali hai do naina seedhe saade hain do naina seedhe saade hain aisa hi roop khayaalon mein tha aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha meri khushiyaan hi na baante mere ghum bhi sehna chahe meri khushiyaan hi na baante mere ghum bhi sehna chahe dekhe na khwaab wo mehlon ke mere dil mein rehna chaahe mere dil mein rehna chaahe iss duniyaa mein kaun tha aisa jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha click here
chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan itna bas bata de mujhe man mera kahaan man mera kahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan haath se nikal gaya hai mera bhola man aankhon mein sama gaya hai kiska bholapan haath se nikal gaya hai mera bhola man aankhon mein sama gaya hai kiska bholapan neend nahin aati mujhe raat hai jawaan raat hai jawaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan bekali badhi hai badhi kal ki aas bhi chaand mujhse door chaand dil ke paas bhi bekali badhi hai badhi kal ki aas bhi chaand mujhse door chaand dil ke paas bhi jaaungi khushi se wahaan dil gaya jahaan dil gaya jahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan baadlon ki paalki mein chaandni chali chaandni chali maine abhi dekhi nahin chaand ki gali chaand ki gali chaand tu kahaan main teri chaandni yahaan chaandni yahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan itna bas bata de mujhe man mera kahaan man mera kahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa mere dil mein pyaar ka halka halka dard hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chaand zard zard hai dil hi jaane kitni khushnaseeb hoon aaj tere kiss kadar kareeb hoon dil hi jaane kitni khushnaseeb hoon aaj tere kiss kadar kareeb hoon tu mera hai main teri naseeb hoon main naseeb hoon main naseeb hoon chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa mere dil mein pyaar ka meetha meetha dard haiiii aaaa hooooo chaand zard zard hai tera pyaar pyaar hai ke khaab hai kiss kadar ye pyaar behisaab hai tera pyaar pyaar hai ke khaab hai kiss kadar ye pyaar behisaab hai tu mere sawaal ka jawaab hai o jawaab hai o jawaab hai haaye chaand zard zard hai aaaa aaaaa aaaaa chaand zard zard hai aaaaa haaaaaa mere dil mein pyaar ka halka halka dard hai hoooo oooo oooo chaand zard zard hai hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm click here
chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kya kahiye kis kis pe tumhaare jalwon ne todi hai qayamat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat haaye tabiyat kya kahiye aise bhi kahin is duniya mein hoti hai mohabbat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar aa aa aa aa aanchal ki dhanak ke saaye mein ye phool gulaabi chehron chehron ke ye phool gulaabi haan ye phool gulaabi chehron ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaron ka jhurmat bhi ye phool gulaabi chehron ke ye phool gulaabi haaye gulaabi chehron ke is waqt humaari nazron mein aaa aaaaaa is waqt humaari nazron mein kya cheez hai jannat kya kahiye ae ji kya kahiye is waqt humaari aaaa aaa nazron mein nazron mein aaa aaa aaa click here
chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai masjid mein khudaa aur mandir mein bhagwaan ko bechaa jaata hai bhagwaan ko bechaa jaata hai yahaan aise bhi kuchh kaliyaa hain ja naa bole naa muh khole daulat ke taraazuu mein inko khud fekane waale hi tole saiyaadon ki iss basti mein anjaan ko bechaa jaata hai anjaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai har cheez ka sauda hota hai har cheez yahaan par bikati hai dhanvaan ke aage nirdhan kya ab saari khudaai jhookati hai bebas insaanon ke har ik aramaan ko bechaa jaata hai aramaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai ae maalik tu ne likhi hai patthar ki kalam se taqdeerein majabur musavvir dekh raha ye khoon e jigar ki tasaviren insaan ke haathon hi ab to insaan ko bechaa jaata hai insaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan click here
chaar din ki zindagi hai jaa rahein hain din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga tum kahin kho jaaogi jaan main paata agar ban ke humraahi tera sang hi karta safar ye safar poora nahin hoga tumhaare bin do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga yaad ke toote mahal tab tera mandir bana deep jalte reh gaye chhup gayi moorat kahaan ye diye vishwaas ke bujh jaayen na ek din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga click here
lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai yeda re tu yeda hai oye hoye bheje se tu tedha hai oye hoye pori main bhi hoon thodi shaani kolhapur ki main maharaani aai shappath main tere rang rangi rangreja tujhe boli main mujhe doli mein aake leja le ja re le ja mujhe chaawat re bada chaawat tu aahe mulga re bada chaawat tu ae chaawat re bada chaawat tu aahe mulga re bada chaawat tu lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai lai yeda re tu bheje se tu yeda re tu bheje se tu aye jungalon ki aag hoon main aandhiyon ka raag hoon main jungalon ki aag hoon main aa mujhe bujha aandhiyon ka raag hoon main das ke to ga dekhe kya door se o re chhave itra sa rumaalon mein tu mere khayaalon mein band hoon main taalon mein taar taar khol de mujhe chaawat re bada chaawat tu aahe mulga re bada chaawat tu aye chaawat re bada chaawat tu aahe mulga re bada chaawat tu lai lai lai lai click here
hoooo oooooo bichhuaaaaaaaaa haaye re peepal chhaiyaan baithi pal bhar hooooooo dhar ke gagariyaa haaye re hoye hoye hoye hoye hoye hoye daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo mantar pherun komal kaayaaaaaaaaa oooooo chhod ke jaa re chhooooo hoye hoye hoye hoye hoye hoye aur bhi chad gayo na gayo paapi bichhua kaisi ye aag lagaa gayo paapi bichhua saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo haaye re mantar jhootha vaid bhi jhootha hooooooo piya ghar aa re aa re hoye hoye hoye hoye hoye hoye dekho re dekho re dekho utar gayo bichhua hey toot ke reh gayo dank utar gayo bichhua saiyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron click here
huyi chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama hoye chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama hoye raama haaye raama uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin hooo hooo hooo uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin haaye duniyaan huyi re mere pyaar mein deewani laakhon ki main diljaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hooo hooo hooo wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hoye uske kadam choome teri jawaani wo hai sahar ki raani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Madham Hai Railway Platform (1955) 03:19 15656
 
Poster of Railway Platform (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:19   Song Number : 15656   

Chaand Mera Dil Hum Kisise Kum Naheen (1977) 03:12 11995
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi, Sathi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq
Duration : 03:12   Song Number : 11995   

Chaand Ne Kuchh Kaha Daaka (1959) 03:09 39176
 
Poster of Daaka (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:09   Song Number : 39176   

Chaand Nikla Bhi Nahin Aur Bhai Bahen (1969) 03:53 16418
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 03:53   Song Number : 16418   

Chaand Phir Nikla Paying Guest (1957) 04:11 12147
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 12147   

Chaand Raat Tum Ho Half Ticket (1962) 04:12 13307
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:12   Song Number : 13307   

Chaand Raaton Ko Nikle Na Nikle Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:25 40670
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:25   Song Number : 40670   

Chaand Sa Lalla Pyaar Koi Khel Nahin (1999) 04:21 18151
 
Poster of Pyaar Koi Khel Nahin (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Sudesh Bhosle
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Sunny Deol
Duration : 04:21   Song Number : 18151   

Chaand Sa Mukhda Insaan Jaag Utha (1959) 03:16 12106
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 12106   

Chaand Sa Mukhda (Long Version) Insaan Jaag Utha (1959) 03:39 40070
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Madhubala
Duration : 03:39   Song Number : 40070   

Chaand Se Parda Kijiye Aao Pyar Karen (1994) 06:17 31541
 
Poster of Aao Pyar Karen (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Shyam Raj
Music Director- 
Aadesh Srivastava
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Shilpa Shetty
Duration : 06:17   Song Number : 31541   

Chaand Si Mehbooba Himalay Ki God Mein (1965) 04:10 20246
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:10   Song Number : 20246   

Chaand Tu Yahaan Hai Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 03:17 40792
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pt Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:17   Song Number : 40792   

Chaand Zard Zard hai Jaali Note (1960) 03:16 16254
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dev Anand
Duration : 03:16   Song Number : 16254   

Chaandi Ka Badan Taj Mahal (1963) 09:29 39903
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Duration : 09:29   Song Number : 39903   

Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Liye Satta Bazaar (1959) 03:10 16476
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 03:10   Song Number : 16476   

Chaar Din Ki Zindagi Ek Baar Kaho (1980) 04:01 14379
 
Poster of Ek Baar Kaho (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Navin Nischol
Duration : 04:01   Song Number : 14379   

Chaawat Sarfira (2024) 04:11 20424
 
Poster of Sarfira (2024)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2024
Lyricist
Manoj Muntashir
Music Director- 
G V Prakash Kumar
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Radhika Madan
Duration : 04:11   Song Number : 20424   

Chad Gayo Paapi Bichhua Madhumati (1958) 06:13 11976
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:13   Song Number : 11976   

Chadti Jawaani Meri Caravan (1971) 04:40 20249
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani
Duration : 04:40   Song Number : 20249