chaand raaton ko nikle na nikle chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la la la laa lala la laa ek hansi iski hai saari duniya meri ek muskaan sau saal ki zindagi mujhko duniya mein ab aur kya chahiye mil gayi hai zamaane ki saari khushi maine barson jo dekha tha sapna aaj kismat se poora hua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la la lala lala laa lala la la har ghadi har samay muskuraata hua phool sa bachpana meri baahon mein ho laal mera bada hoke jaaye jahaan kaamyaabi sada iski raahon mein ho door har dam rahe ghum ke saaye ye hamesha hi meri dua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la
Chaand Raaton Ko Nikle Na Nikle
Aisa Bhi Hota Hai (1971)