MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake ghunghat ke peechhe ye roop saada badli mein jaise ho chaand aadha ghunghat ke peechhe ye roop saada badli mein jaise ho chaand aadha tum mere sapnon ke natkhat kanhaiya tum mere sapnon ke natkhat kanhaiya main hoon tumhaare khwabon ki radha oooo baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake aankhon mein rakhna dil mein basaana dharti ke zarre ko taara banaana aankhon mein rakhna dil mein basaana dharti ke zarre ko taara banaana jeewan ki raahon ke maasoom saathi jeewan ki raahon ke maasoom saathi teri nazar pe luta doon zamaana hoooo baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake click here
baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan khulte band hote labon ki ye ankahi khulte band hote labon ki ye ankahi mujhse keh rahi hai ke badhne de bekhudi mil yun ke daud jaayein nas nas mein bijliyaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand moti luta rahi hai saawan ki badliyaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya jaane kya bole mann bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan click here
baahon ke ghere mein hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa deewana laaya hai nazraana pyaar ka chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa kismat se paaya hai nazraana pyaar ka baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa palken uthen to nazaaren hon roshan dekho jidhar tum sitaare hon roshan hooo jab se mile tum nazaare haseen hain tumhare hi dam se sitaare haseen hain hasti pe chhaya hai aalam khumaar ka hasti pe chhaya hai aalam khumaar ka deewana laaya hai nazraana pyaar ka chaahat tumhari laayi mausam bahaar kaa kaliyon ke honthon pe rangeen taraana hai anjaani raahon ka har pal suhaana hai apni muhabbat ka itna fasaana hai tumhari hi nazron ka dil ye nishaana hai aaina ho tum mere singaar ka aaina ho tum mere singaar ka kismat se paaya hai nazraana pyaar ka baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa baahon ke ghere mein mausam bahaar kaa kismat se paaya hai click here
baahon ko zara lehra de aankhon mein aankhen daal ke shola sa koi bhadka de aankhon mein aankhen daal ke thandi pyaar ki hawayen kaali raat ki ghataayen aaja aa haa aa haa dilruba aankh mein nasha zulf mein ghata main layi hoon sambhaal ke aa haa aa haa dilruba raat hai jawaan aa chalen wahaan baahon mein baahen daal ke aa haa aa haa baatein behki raatein mehki rut aayi ikraar ki gehra baadal daale halchal chamke bijli pyaar ki baahon ko zara lehra de aankhon mein aankhen daal ke shola sa koi bhadka de aankhon mein aankhen daal ke thandi pyaar ki hawayen kaali raat ki ghataayen aaja aa haa aa haa dilruba aankh mein nasha zulf mein ghata main layi hoon sambhaal ke aa haa aa haa dilruba raat hai jawaan aa chalen wahaan baahon mein baahen daal ke aa haa aa haa soyi basti jaagi masti armaan hain behosh se dhadke do dil baatein mushkil hain ulfat ke josh se baahon ko zara lehra de aankhon mein aankhen daal ke shola sa koi bhadka de aankhon mein aankhen daal ke thandi click here
baahon mein chale aaaaaao baahon mein chale aaaaaao hooo ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda ye aaj kaa nahin milan ye sang hai umar bhar kaa baahon mein chale aaaaaao haaaaa ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda hmmm hmmm chale hi jaana hai nazar chura ke yun phir thaami thi saajan tumne meri kalaayi kyun haan chale hi jaana hai nazar chura ke yun phir thaami thi saajan tumne meri kalaayi kyun kisi ko apna bana ke chhod de aisa koi nahin karta baahon mein chale aaaaaao hooo ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda kabhi kabhi kuchh to kaho piyaa hum se ke kam se kam aaj to khul ke milo zara hum se hmm kabhi kabhi kuchh to kaho piyaa hum se ke kam se kam aaj to khul ke milo zara hum se hai raat apni jo tum ho apne kisi ka phir humen darr kya baahon mein chale aaaaaao hooo ooooo hum se sanam kya parda hooo ooooo hum se sanam kya parda ye aaj kaa nahin milan ye sang hai umar bhar kaa baahon click here
baahon mein teri masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere masti ke gheron mein khushboo ke deron mein hum khoye jaate hain baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere masti ke gheron mein khushboo ke deron mein hum khoye jaate hain baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere khaabon mein jisko tanhaa jawaani barson se takti thi tu wohi hai chhune se jiske seene mein mere lau jaag sakti thi tu wohi hai kuchh khaab mere kuchh khaab tere yun milte jaate hain dil khilte jaate hain lab gungunaate hai saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere bikhra ke zulfen jhuk jaao mujh pe milne do saaya tapte badan ko maine hamesha teri amaanat samjha hai apne jaan aur tan ko tu saath mere main saath tere roohon ke roohon se jismon ke jismon se sadiyon ke naate click here
baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun badi betaab hain aankhein issi ko pyaar kehte hain ohhhh nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nigaahon ko na yun roko jo milti hain to milne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun khuda jab husn deta hai nazakat aa hi jaati hai ooo hooo badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai khataayen sar jhuka dengi zara zulfen machalne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye click here
ho ho ho ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar aayi bahaar kar ke solaah singaar aayi bahaar kar ke solaah singaar laaya kursheed dekho kirnon ke haar hawaa hai beqarar phoolon se baar baar karti hai pyaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar thehro huzoor aisi jaldi hai kya thehro huzoor aisi jaldi hai kya udte hain aap jaise chanchal hawaa ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar click here
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aa baajuband khul khul jaaye jaaye baajuband khul khul jaaye khul khul jaaye mora jiya ghabraaye khul khul jaaye mora jiya ghabraaye baajuband khul khul jaaye jaaye baajuband khul khul jaaye ga re ga re ga re ga re sa re ni sa ga ga re ga re ga re ga re sa re ni sa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ga ma pa ni sa pa dha sa re ga re sa ni sa ni dha pa dha pa dha pa ma ga ma ga re sa ni sa pa dha sa re ga re sa ni sa ni dha pa dha pa dha pa ma ga ma ga re sa ni sa pa dha sa re ga re sa ni sa ni dha pa dha pa dha pa ma ga ma ga re sa ni sa baajuband khul khul jaaye jaaye baajuband khul khul jaaye jaaye baajuband khul khul baajuband khul khul baajuband khul khul jaaye click here
ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo baakad bam bam bam aasmaan pe aaj dekho saat rang chhaaye apne dil mein aag le ke baadal kaale aaye aasmaan pe aaj dekho saat rang chhaaye apne dil mein aag le ke baadal kaale aaye baadal garje megh barse chauhu or saawan lehraaye ho saawan lehraaye naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo baakad bam bam bam mach raha hai daar daar panchhiyon ka shor aa gayi hai pyaar le ke ab suhaani bhor mach raha hai daar daar panchhiyon ka shor aa gayi hai pyaar le ke ab suhaani bhor bhanwra ghume phool chume baandhe preet ki dor ho preet ki dor naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo baakad bam bam bam click here
baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi jin besho mero saahab reejhe so hi bhesh dharungi baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi kaho to kusumal saadi rangawa kaho to bhagwa bhesh kaho to kusumal saadi rangawa kaho to bhagwa bhesh kaho to motiyan maang bharawa kaho to motiyan maang bharawa kaho chitkawa kesh baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi praan humara wahaan basat hai yahaan to khaali khod praan humara wahaan basat hai yahaan to khaali khod maat pita pariwaar suhu ae maat pita pariwaar suhu ae kahin tinka tod baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi jin bheshan mero saahab reejhe so hi bhesh dharungi baala main bairagan hungi baala main bairagan hungi click here
baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein baaalam baalam aaye baso more mann mein baaalam aaye baso more mann mein saawan aayaa tum na aaye saawan aayaa tum na aaye tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye mann mein more hook uthat jab mann mein more hook uthat jab koyal kookat ban mein baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein sooratiyaa jaaki matwaari sooratiyaa jaaki matwaari patli kamariyaa umariyaa baali sooratiyaa jaaki matwaari patli kamariyaa umariyaa baali ek nayaa sansaar basaa hai ek nayaa sansaar basaa hai jinke do nainan mein baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein click here
baalam se milan hogaa sharmaane ki din aaye maarenge nazar saiyaan marr jaane ke din aaye baabul ka more aangan bisraa chhuti re mori sakhiyaan neer bahaaye ghunghat mein mori laaz ki maari ankhiyaan bachpan ke wo din guinyaan yaad aane ke din aaye hooo pee sang more nain milenge dhadkat mori chhatiyaa mann hi mann main dolungi main to preet ki sun ke batiyaan thaamenge sajan baiyaan bal khaane ke din aaye click here
baali baali umariya bhajan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise baali umariya bhajan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise jhoota jhoota guru ka vachan karun kaise sadhu hun tera sajan banun kaise jhoota ooooo chaal meri bahaki nazar meri doli chaal meri bahaki nazar meri doli chhut gaya bachpan badal gayi boli teri tu jaan mujhe chhod de akela main na ban paaunga sadhu se chailla ooooo ooo oo ooo maaya maaya mein mann ko magan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise baali umariya bhajan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise baali na ghar ki parwah na logon ka darr hai na ghar ki parwah na logon ka darr hai aisi kya teri hi chadhati umr hai jaane kyun tujh par na koi asar hai teri aur meri barabar umar hai naazuk naazuk kamariya sambhal chalun kaise sadhu hun tera sajan banu kaise jhoota guru ka vachan karun kaise sadhu hun tera sajan banun kaise jhoota ooooo baar baar tujhko ye kaise samjhaun baar baar tujhko ye kaise samjhaun tujhse koi click here
yehhh haha ha ha haaa yek duyi traan chaar gili gili gili gili gili gili gili gil gil gile ke gil gil gile ke gil gil gile ke gil gil gile bam bam maku kuk bam bam maku kuk bam bam maku kuk bam bam maku kuk dil haaku baaku jaan haaku baaku jaan haaku baaku dil haaku baaku raam raam siya raam salaam waalen kum pyaar karo chhup chhup dhoodh piyo chhuk chhuk than than phurr phurr phurr phurr phurr phurr than than phurr phurr how doyou do baam chik chik chaam chik chik baam chik chik chaam chik chik baam chik boob chik baam chik boob chik baam chik boob chik baam chik boob chik badh ke bol beta bam bam badh ke bol beta bam bam badh ke bol beta khidki khol beta bam bam chik bam bam chike bam bam heyyyyy bam maku kuk bam bam maku kuk bam bam maku kuk bam bam maku kuk baba log suno kaka log suno dada log suno jaldi jaldi aye ki haal hai baadshaon naal aye kudiyen aye putar dekh bhai idhar aa khaali hai pinjra hey dekh bhai idhar aa are khaali hai pinjra pinjre ke andar click here
baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai dhokha naa khaana dil naa gawaana dhokha naa khaana dil naa gawaana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji roop ko dhoop dikhane se aata hai chor bulaane se roop ko dhoop dikhane se aata hai chor bulaane se dil ka khazaana yun naa lutaana dil ka khazaana yun naa lutaana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji jo naa maanoge meri baat ko taare ginoge aadhi raat ko jo naa maanoge meri baat ko taare ginoge aadhi raat ko ye anjaana rog puraana ye anjaana rog puraana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai kehne ko bholi click here
kya hai iss baansuriya mein jo mujh mein nahin saanwariyaa kabhi honthon se mujhe bhi lagaa le baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke main to gaaun haan main to gaaun tere geet mere meet saare jag ko bhulaaike kabhi honthon se mujhe bhi lagaa le baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke hooooooooooo tore sang neha laaga tore rang raati tore sang neha laaga tore rang raati ban ban dwaare dwaare phirun matmaati hoo tujh mein hi tunj mein hi samaa gayi main tere paas aaike kabhi honthon se mujhe bhi lagaa le baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke hooooooooooo saara jag jaan gaya raadha bhai shyaam ki saara jag jaan gaya raadha bhai shyaam ki chhede tera naam le ke sakhiyaan saare dhaam ki hoo chhaliyaa tune chhaliyaa tune sudh naa lini baanwari banaai ke kabhi honthon se mujhe bhi lagaa le baansuri banaai ke ho baansuri banaai ke baansuri click here
baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa ja ja na hamko sataa ho raadha ja ja na hamko sataa baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa bansi na baaje to jiya mora dole jiya mora dole piyaa boli ye bole bansi na baaje to jiya mora dole jiya mora dole piyaa boli ye bole phir se wohi dhun sunaa ho kaanha baansuriya baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa sun ri oh natkhat gawalan ki chhori main na bajaunga ye baans ki pori sun ri oh natkhat gawalan ki chhori main na bajaunga ye baans ki por aise na mujhko rulaa ho kaanha baansuriya baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa kaanha teri murali mein raadha ki jaan hai raadha tu hi to meri bansi ki taan hai kaanha teri murali mein raadha ki jaan hai raadha tu hi to meri bansi ki taan hai honthon se murali lagaa ho kaanha baansuriya baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se click here
baap ki kasam maa ki kasam teri kasam jaan ki kasam are baap ki kasam are maa ki kasam are teri kasam are jaan ki kasam le le kisi ki kasam haa haa tere siva kisi ka nahin main mujhko sare jahan ki kasam ribaba ribabababa ribaba ribaba ribabababa ribaba are baap ki kasam are maa ki kasam are teri kasam are jaan ki kasam le le kisi ki kasam haa aa nayi nayi machhali ko nayi nayi titli ko dhundhe teri najariya pani bharne rani chale dahi mein mathani chale aise chale teri kamariya nayi nayi machhali ko nayi nayi titli ko dhundhe teri najariya pani bharne rani chale dahi mein mathani chale aise chale teri kamariya tera kaha manenge na hum jhutha hai tu mere sanam tera kaha manenge na hum jhutha hai tu mere sanam are baap ki kasam are maa ki kasam are teri kasam are jaan ki kasam le le kisi ki kasam haa aa tere siva kisi ka nahin main mujhko sare jahan ki kasam ribaba ribabababa ribaba ribaba ribabababa ribaba itni javan hansi doosri to dekhi nahin duniya ko main dekh click here
baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo o baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo haan ji haan aur bhi honge dildaar yahaan laakhon dilon ki bahaar yahaan par ye baat kahaan haaye haan ji haan aur bhi honge dildaar yahaan laakhon dilon ki bahaar yahaan par ye baat kahaan ye bemisaal husn laajawab ye adaa taali hooo taali hooo taali hooo baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo dil mila ek jaane mehefil mila ya chiraag e manzil mila ye na puchho ke kahaan dil mila ek jaane mehefil mila ya chiraag e manzil mila ye na puchho ke kahaan naya naya ye aashique ka raaz hai mera taali hooo taali hooo taali hooo baar baar dekho hazaar baar dekho ke dekhne ki cheez hai humara dilruba taali hooo taali hooo taali hooo balle balle uth ke mistar kyun chale pyaar pe mere kaho kyun jale click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baagon Mein Khilte Hain Phool Suhag Sindoor (1961) 03:30 37837
 
Poster of Suhag Sindoor (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 37837   

Baahon Ke Darmiyaan Khamoshi (The Musical) (1996) 06:25 17933
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Salman Khan, Manisha Koirala
Duration : 06:25   Song Number : 17933   

Baahon Ke Ghere Mein Nazrana Pyar Ka (1980) 06:00 18534
 
Poster of Nazrana Pyar Ka (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Vijayendra Ghatge, Sarika
Duration : 06:00   Song Number : 18534   

Baahon Ko Zara Lehra De Kabhi Andhera Kabhi Ujala (1958) 03:05 40224
 
Poster of Kabhi Andhera Kabhi Ujala (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:05   Song Number : 40224   

Baahon Mein Chale Aao Anamika (1973) 04:43 20175
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Sanjeev Kumar
Duration : 04:43   Song Number : 20175   

Baahon Mein Teri Masti Kaala Patthar (1979) 04:16 20176
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Parveen Babi
Duration : 04:16   Song Number : 20176   

Baaje Ghunghroo Shikari (1963) 03:36 35916
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 03:36   Song Number : 35916   

Baaje Paayal Chhun Chhun Chhalia (1960) 03:31 12975
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:31   Song Number : 12975   

Baajuband Khul Khul Jaaye Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 02:21 16896
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Pranab Kumar
On Screen Actors- 
Ashmit Patel
Duration : 02:21   Song Number : 16896   

Baakad Bam Bam Kathputli (1957) 05:13 13532
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:13   Song Number : 13532   

Baala Main Bairagan Meera (1979) 05:44 39966
 
Poster of Meera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Pt Ravi Shankar
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:44   Song Number : 39966   

Baalam Aaye Baso More Mann Mein Devdas (1936) 03:17 11237
 
Poster of Devdas (1936)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1936
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Timir Baran
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kedar Nath Sharma
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11237   

Baalam Se Milan Hoga Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12970
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:26   Song Number : 12970   

Baali Umariya Bhajan Sanyasi (1975) 04:29 19154
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Patel
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 19154   

Baam Chike Chike Chaam Kahte Hain Mujhko Raja (1975) 04:47 13489
 
Poster of Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:47   Song Number : 13489   

Baanki Addayen Dekhna Amanat (1955) 03:07 12637
 
Poster of Amanat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:07   Song Number : 12637   

Baansuri Banaai Ke Geet (1970) 03:35 13265
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:35   Song Number : 13265   

Baansuriya Phir Se Bajaao Taj (1956) 03:19 32545
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 32545   

Baap Ki Kasam Mawaali (1983) 05:29 37442
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sridevi, Jeetendra
Duration : 05:29   Song Number : 37442   

Baar Baar Dekho Hazar Baar Dekho China Town (1962) 04:52 20178
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 20178