MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi aaj hai duniya meri pyaar se mahki huyi aankh mein aap hi ki surat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam ilteja suniye meri aap hain mere sanam dil mein bus aap hi ki murat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa apne kadmon mein zara dijiye mujh ko jagah ab tassallee ki ye hi surat hai aaiye aapki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai click here
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai click here
Zindagi Ko Nayi Zindagi click here
zindagi kya hai hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kuchh dekhe aur kuchh andekhe sapnon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kaun kahan par mil jaaye aur kaun kahan kho jaye kaun kahan kho jaye karwat badle waqt ye aise kya se kya ho jaye kya se kya ho jaye ghum ke mod pe aa kar thahre khushiyon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baaraat zakhmon ki baraat aisi bhi hoti hain dil mein dard bhari kuchh yaadein dard bhari kuchh yaadein dil machle to ban jaati hain honthon par fariyaden honthon par fariyaden aur duniya ye samjhe ye hai nagmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat click here
zindagi kya hai jaanne ke liye zinda rehna bahut zarruri hai aaj tak koi bhi raha to nahin saari waadi udaas baithi hai mausam e gul ne khud kashi kar li kisne barood boya baaghon mein aao hum sab pahan le aaine saare dekhenge apna hi chehra sab ko saare haseen lagenge yahaan hai nahin jo dikhayee deta hai aaine par chhapa hua chehra tarjuan aaine ka thik nahin hum ko gaalib ne yeh dua di thi tum salamat raho hazaar baras ye baras to fakat dino mein gaya lab tere meer ne bhi dekhe hain pankhadi ik gulaab ki si hai baat sunte to gaalib ho jaate aise bikhare hain raat din jaise motiyon waala haar toot gaya tumne mujhko piro ke rakha tha tumne mujhko piro ke rakha tha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai haaye re wo insaan ke jisko ghum ki nazar lag jaaaaye haaye re wo insaan ke jisko ghum ki nazar lag jaaaaye chupke chupke aah bhare aur munh se naa kuchh keh paaye dil apna hanstaa hai khud par aur kabhi rota hai kabhi rota hai zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai jhoothi hai duniyaa ki bahaaren rang hai saare kachche jhoothi hai duniyaa ki bahaaren rang hai saare kachche waqt pade to thaam len daaman phool se kaante achhchhe iss gulshan mein kadam kadam par ek naya dhoka hai naya dhoka hai zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai jab insaan akela tha to dukh bhi na the jeevan mein jab insaan akela tha to dukh bhi na the jeevan mein paaya jab humraahi usne doob gaya uljhan mein ye click here
Zindagi Mauz Udane click here
zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin jhoom kar yun aayin baharein khil gayi dil ki har kali jhoom kar yun aayin baharein khil gayi dil ki har kali pyaar ne awaaz de kar ye kaha aa meri gali jisko maine door samjha kya pata tha wo hai yahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen ho bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin ab na shikwa hai na shikayat dil se dil aise mille ab na shikwa hai na shikayat dil se dil aise mille muskurakar tumne dekha mit gaye saare gille pyaar na ho to ye duniya rehne ke kaabil hi nahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin zindagi mein aap aaye la la la la ho gayi duniyaa haseen la la la la bhar gaya phoolon se daaman la la lal la ab kami koi click here
aa aaa aaaa oo oo oo oo zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi o mangi na thi tujhse duniya maine mohabbat chaahi pyaar banke aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana ho heeron ko thukraane waale chunte hain daana daana haaye kaisa aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan click here
zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thukra diya zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thukra diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein jab kali dil ki khili to ho chali rukhsat bahaar jab kali dil ki khili to ho chali rukhsat bahaar aye meri ulfat bata de aye meri ulfat bata de tune mujhko kya diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein ek wo hain pyaar karna seekh le jinse koi ek wo hain pyaar karna seekh le jinse koi ek main ke unki ulfat ek main ke unki ulfat ka na kuchh badla diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein click here
main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon ummeed ke diye bhujhe dil mein hain andhera ummeed ke diye bhujhe dil mein hain andhera jeevan ka to saathi na bana koi bhi mera jeevan ka to saathi na bana koi bhi mera phir kis ke liye phir kis ke liye aaj main jeeta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon reh reh ke hansa hai meri haalat pe zamaana reh reh ke hansa hai meri haalat pe zamaana kya dukh hai mujhe ye to kisi ne bhi naa jaana kya dukh hai mujhe ye to kisi ne bhi naa jaana khaamoooosh khaamosh muhabbat liye phirta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon aayi click here
zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the itne tanhaa itne tanhaa the ke hum bhi hum nahin the zindagi mein waqt par jo log kaam aaye hai aksar waqt par jo waqt par jo log kaam aaye hai aksar ajnabi the wo mere humdum nahin the ajnabi the wo mere humdum nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the zindagi mein besabab tha tera milna rehguzar mein besabab tha tera milna rehguzar mein rehguzar mein haadse har mod par kuchh kam nahin the haadse har mod par kuchh kam nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the zindagi mein humne khawaabon mein khuda ban kar bhi dekha humne khawaabon mein khuda ban kar bhi dekha aap the baahon mein do aalam nahin the aap the baahon mein do aalam nahin the zindagi mein saamne deewaar thi khudaariyon ki saamne deewaar thi khudaariyon ki warna raste pyaar ke furkhum nahin the warna raste pyaar ke furkhum nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the itne tanhaa itne tanhaa the ke click here
aaa aaa aaa aaa aaa ooo oh ho ooooo zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeewan sanwaar diyaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeewan sanwaar diyaaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai naina tere jaise kiran roshan hua mera to mann ras ke bhare tere vachan arpan kiya tujhko jeevan naina tere jaise kiran roshan hua mera to mann are ras ke bhare tere vachan arpan kiya tujhko jeevan deedar se ikraar se toone sapna sakaar kiya hai zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeevan sanwaar diyaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai soorat teri aisi khili chandan mein jyun chaandi mili toone diye wo hausle donon jahan mujhko mile soorat teri aisi khili chandan mein click here
la lala la lala la la lala laaaaa lala lala lala lala lala lala lala lala lala laaaa zindagi mein pyaar karna sikh le jisko jeena ho marna sikh le zindagi mein pyaar karna sikh le jisko jeena ho marna sikh le o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola jeene waale zindagi ka ghum na kar aa mohabbat hi mohabbat hai idhar jeene waale zindagi ka ghum na kar aa mohabbat hi mohabbat hai idhar humse dil mein rang bharna seekh le jisko jeena ho marna sikh le zindagi mein pyaar karna sikh le jisko jeena ho marna sikh le o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola zulf koi tujhpe jab lehraayegi pyaar ki manzil tujhe mil jaayegi zulf koi tujhpe jab lehraayegi pyaar ki manzil tujhe mil jaayegi dil ki raahon se guzarna seekh le jisko jeena ho marna sikh le zindagi mein click here
zindagi zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi o zindagi mere ghar aana aana mere ghar aana zindagi zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi zindagi mere ghar ka seedha sa itna pata hai ye ghar jo hai chaaron taraf se khula hai na dastak jaroori na aawaaz dena mere ghar ka darwaaza koi nahin hai hain deewarein goom aur chhatt bhi nahin hai badi dhoop hai dost kadi dhoop hai dost tere aanchal ka saaya churaa ke jeena hai jeena jeena zindagi zindagi oooo zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi mere ghar aana mere ghar ka seedha sa itna pata hai mere ghar ke aage muhabbat likha hai na dastak zuroori na aawaaz dena main saason ki raftaar se jaan loongi hawaaon ki khushboo se pehchaan loongi tera phool hoon dost teri bhool hoon dost tere haathon mein chehra chhupa ke jeena hai jeena jeena zindagi zindagi oooo zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi mere ghar aana hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm magar ab jo aana click here
hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan are hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan dua dua dua dua dua dua hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe are ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe dua dua dua dua dua dua hoye zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa click here
oooo oooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo oooo zindagi mujhko dikha de rasta zindagi mujhko dikha de rasta tujhko meri hasraton ka wasta tujhko meri hasraton ka wasta zindagi mujhko dikha de rasta zindagi mujhko dikha de rasta bojh ghum ka hai chala jaata nahin bekasi ka dukh saha jaata nahin saara aalam ajnabee hai kya karun uljhanon mein kuchh nazar aata nahin hoooo ooo ooo ooo ooooo oooo oooo oooo ooo zindagi mujhko dikha de rasta tujhko meri hasraton ka wasta zindagi mujhko dikha de rasta oooo oooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo oooo main kahin tham jaaun ye aadat nahin haath failana meri fitrat nahin jab chala hoon main to manzil paaunga main nahin yaa phir meri kismat nahin hoooo ooo ooo ooo ooooo oooo oooo oooo ooo zindagi mujhko dikha de rasta tujhko meri hasraton ka wasta zindagi mujhko dikha de rasta zindagi mujhko dikha de rasta click here
jaane kaun hawaaa ka jhoonka jeevan yahan badal jaaye jaane kab koi hatyara walmiki ban jaye zindagi naam hai waqt ki maar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka raah sachchai ki mushkilon se bhari par na saahas ruka aur na himmat dari yuhi tapkar sabhi paap jal jayenge pehle kante to chun phool mil jayenge rasta hai yahiiii rasta hai yahi tere uddhar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka dard se jo mile wo khushi hai teri aansuon se khile wo hansi hai teri dekh mausam naya rang lane laga phool khilne lage waqt bhane laga roop hoga nayaaaa roop hoga naya tere sansaar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka click here
zindagi phoolon ki nahin phoolon ki tarah mahaki rahe zindagi phoolon ki nahin phoolon ki tarah mahaki rahe zindagi phoolon ki nahin phoolon ki tarah mahaki rahe zindagi jab koi kahin gul khilta hai aawaaz nahin aati lekin jab koi kahin gul khilta hai aawaaz nahin aati lekin khushboo ki khabar aa jaati hai khushboo mehki rahe zindagi phoolon ki nahin phoolon ki tarah mehki rahe zindagi jab raah kahin koi mudti hai manzil ka pata to hota nahin jab raah kahin koi mudti hai manzil ka pata to hota nahin ek raah pe raah mil jaati hai raahen mudti rahen zindagi phoolon ki nahin phoolon ki tarah mehki rahe zindagi phoolon ki nahin phoolon ki tarah mehki rahe zindagi hmmm hmmm hmmm hmmmm la la la la la la la la oho oho hoooo hooo click here
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke us paar jana padega jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi lala la lala la la la la la la la la jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi phool jeevan mein gar na khile to kanton se bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya lala la lala la la la la la la la la hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya raat taaron bhari na mile to dil ka deepak jalana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai lala la lala la la la la la la la la zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai zindagi ek vachan bhi to hai jise sabko nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Kitni (Female) Bin Badal Barsaat (1963) 04:13 12917
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:13   Song Number : 12917   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918   

Zindagi Ko Nayi Zindagi Haasil (2003) 04:46 39013
 
Poster of Haasil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Israr Ansari
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Hrishita Bhatt
Duration : 04:46   Song Number : 39013   

Zindagi Kya Hai Faraar (1975) 04:09 36421
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 36421   

Zindagi Kya Hai Koi Baat Chale (2006) 05:00 16921
 
Poster of Koi Baat Chale (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 16921   

Zindagi Kya Hai Ghum Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 07:05 14014
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 07:05   Song Number : 14014   

Zindagi Mauj Udaane Avtaar (1983) 06:42 39129
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 06:42   Song Number : 39129   

Zindagi Mein Aap Aaye Chhalia (1973) 04:17 12976
 
Poster of Chhalia (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh, Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Nanda
Duration : 04:17   Song Number : 12976   

Zindagi Mein Aaya Toofan Aaya Toofan (1964) 03:40 40352
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:40   Song Number : 40352   

Zindagi Mein Aaye Jab Wo Dak Babu (1954) 03:17 39724
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 39724   

Zindagi Mein Hardam Barsaat (1949) 03:04 12845
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:04   Song Number : 12845   

Zindagi Mein Jab Dooriyan (1979) 05:11 13176
 
Poster of Dooriyan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 05:11   Song Number : 13176   

Zindagi Mein Pehla Pehla Mohabbat (1985) 05:13 36943
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vijeta, Anil Kapoor
Duration : 05:13   Song Number : 36943   

Zindagi Mein Pyaar Karna Phool Aur Patthar (1966) 06:08 13960
 
Poster of Phool Aur Patthar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 06:08   Song Number : 13960   

Zindagi Mere Ghar Aana Dooriyan (1979) 06:28 21510
 
Poster of Dooriyan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 06:28   Song Number : 21510   

Zindagi Mil Ke Bitaayenge (Happy) Satte Pe Satta (1981) 04:33 17963
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:33   Song Number : 17963   

Zindagi Mujhko Dikha De Rasta Sanjh Aur Savera (1964) 03:27 15663
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Raag- 
Malkauns
Duration : 03:27   Song Number : 15663   

Zindagi Naam Hai Hatyara (1977) 03:54 32530
 
Poster of Hatyara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:54   Song Number : 32530   

Zindagi Phoolon Ki Nahin Griha Pravesh (1979) 03:57 20859
 
Poster of Griha Pravesh (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Bhupinder Singh
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Sanjeev Kumar
Duration : 03:57   Song Number : 20859   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Female) Souten (1983) 05:33 19152
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:33   Song Number : 19152