MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami pehle nahin thi chaandani hooooo yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami dekho chaand aaya chaand nazar aayaa dheere dheere aa ke hawaa gungunaa ke har khabar de tumhari kaisa ye nasha hai nazer mein ghula hai har ghadi hai khumari nashen mein kadam mere udhar kabhi idhar gumsum nazar jaayen kidhar kho gaye tujh mein hum iss kadar yun shabnami pehle nahin thi chaandani hooooo yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami hoooooo pariyaaaaa tuuu aaaaaaa jaaaa saaaanwaariyaaaaaa click here
ye bemisaal husn bepanaah ye sabaab hai tu lajawaab nahin lajawaab ka jawaab hai yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar mili to yun laga charag dil mein jal uthe yeh dil sulag sulag utha badan pighal pighal uthe yeh waqt tham gaya wahin yeh dil thahar thahar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron mila wo humsafar ke ghar safar haseen ho gaya safar naya yeh zindagi ko pyaar mein dubo gaya ye dil hi jaane dil mein khwab kya sambhal sambhal gaye yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye dil mein utar gaye lala lalalalala lala click here
yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main apnon se koi shikwaa naa gairon se kuchh gilaa meri khata thi jiski mili hai mujhe sazaa marne ki aarzoo mein jeeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar veeran raaston pe kare kiss kaa intezaar dil ko magar fareb diye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main duniyaa ko dil ke daag dikhaane se faayda barbaadiyon ka jashan manaane se faayda apne labon ko khud hi seeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main click here
yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi nikharte chale gaye nikharte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan utarte chale gaye utarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhen click here
ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey aa aa jab talak raat rahe jaam rahe dil ko deewaangi se kaam rahe ho yaar tujh ko meri yaari ki kasam humse ab dosti ka naam rahe chalo ab jhoom ke masti mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey pyaar mil jaaye to hai duniya haseen pyaar ke jaisa nasha koi nahin pyaar le jaaye jahan jaaun wahin pyaar tujhko milegaa yaar yahin chalo ab ghoom ke galiyon mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho ho hey hey hey hey hey hey aa haa haa aa haa haa hey hey hey o ho ho na haa haa hey hey hey hey hey hey o ho ho ra raa raa hey hey hey click here
aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa muddat huyi thi yaar ka armaan kiye huye aa aa muddat huyi thi yaar ka armaan kiye huye is zindagi ko besaro samaan kiye huye aa aa saagar mein aaj yaar ka saagar mein aaj yaar ka jalwa dikha diya zaalim meri sharaab mein zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya ye kya mila diya o bata ye kya mila diya haan ye kya mila diya zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya aa aa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aaa chhod ke duniya chala aaya tha maikhaane mein apni hasti ko dubo baitha tha paimaane mein deeno duniya se deeno duniya deeno duniya deeno duniya se main gaafir tha ki phir us butt ka aa gaya zikr aa gaya aa gaya zikr kahin se mere afsaane mein deeno duniya se main gaafir tha ki phir us butt ka aaaaa aa gaya zikr kahin se mere afsaane mein kyun bekhudi ka aankh se kyunnn kyun bekhudi ka aankh se parda utha diya are wah parda utha click here
zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankho ne kya cheez pilaa di hai ulfat ke siwa saari duniyaa hi bhula di hai bas ek nazar dekha aur loot liyaa dil ko bas ek nazar dekha aur loot liyaa dil ko lutkar bhi mere dil ne khush ho ke duaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai jab se tujhe dekha hai kuchh hosh nahin mujhko jab se tujhe dekha hai kuchh hosh nahin mujhko har cheez zamaane ki har cheez zamaane ki nazron se gira di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai dil pyaar kare jis se wo dard diya dil ko aaaa aa aaa aaa aaa dil pyaar kare jis se wo dard diya dil ko jalne mein maza aaye jalne mein maza aaye wo aag laga di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim click here
zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai ee zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai anjam zindagi ka anjam zindagi ka nazdeek aa raha hai zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai duniya mein jaise apni duniya mein jaise apni koi bula raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai tujhko kasam hai aakar soorat zara dikha ja soorat zara dikha ja deewana dekh tera duniya se ja raha hai barbadiyon ka apni shikwa nahin kisi se shikwa nahin kisi se mera naseeb mujhko yeh din dikha raha hai aye beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai click here
teri talaash mujhko laayi kahaan kahaan se sun le mera fasaana ab to meri zubaan se maine wahin wahin par sajjde kiye hain tujhko zulfon ko tu udati guzri jahaan jahaan se iraan humne dekha dekha hai cheen humne lekin kahin na dekha tujhsa haseen humne koi bhi jab na paaya tere muqaable ka aawaz tujhko di hai o naazneen humne o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki o bewafaa haseena haathon mein haath le le kaam aayega ye tere deewana saath le le deewana koi mujhsa tujh ko nahin milega chaahe to ik nazar mein kul kaayenaat le le o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami click here
zabaanen zabaanen badalte hain har aan khubaa aan khubaa zabaanen badalte hain ye sab kuchh hain bigde zamaane ki baaten bigde zamaane ki baaten zabaanen zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain hume gairon kavaa se kya guftagu hai chali jaati hai ye sunaane ki baaten sunaane ki baaten bigad bhi chuke yaar haaye bigad bhi chuke yaar se hum to yaaro karo kuchh ab usse karo kuchh ab usse karo kuchh ab usse usse banaane ki baaten zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain kiya sair kal maine deewaane majnu kiya sair kal maine deewaane majnu deewaane majnu khush aai bahut ho ho oo khush aayi bahut us deewaane ki baaten deewaane ki baaten deewaane ki baaten deewaane ki baaten us deewaane ki baaten zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain har aan khubaa aan khubaa zabaanen badalte hain zabaanen zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain click here
nafrat se jinhen tum dekhte ho tum maarte ho jinko thokar kya unpe guzarti hai dekho ik baar kabhi ghayal ho kar zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron sadaa apni duniyaa mein aisa nazaara kabhi unko phoolon se pooja hai sabne kabhi unko phoolon se pooja hai sabne kabhi jinko logon ne pathar se maara zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron peese naa jahaan tak pathar pe mehndi kisi bhi tarah rang laati nahin hai hazaaron jagah thokren khaa naa len jab koi zindagi muskuraati nahin hai bina khud mare kisko jannat mili hai bina khud mare kisko jannat mili hai bina dukh sahe kisne jeevan sanwaara zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron bhanwar se jo ghabraa ke peechhe haten hain doobon di hain maujon ne unn ki hi naiyya doobon di hain maujon ne unn ki hi naiyya jo toofaan se takraa ke aage badhe hain jo toofaan se takraa ke aage badhe hain bina koi maajhi bina hi khiwaiyya kabhi naa kabhi to kahin naa kahin par kabhi naa kabhi to click here
aaa aaaa aaaaa aaaaa zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise naadaan hote hain wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain shamaa ki bazam mein akar ye parwaane samajhte hain ye parwaane samajhte hain yahin par umr guzaregi ye deewaane samajhte hain magar ik raat ke haan haan magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain mohabbat sabki mehfil mein shamaa ban kar nahin jalti shamaa ban kar nahin jalti haseenon ki nazar sab pe chhuri ban kar nahin chalti jo hain taqdeer waale haan jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain jahaan mein dubo kar door saahil se nazara dekhne waale nazara dekhne click here
zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana yahaan har raat ki subah hai hamdam tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana chura lo tum khushi ke pal muqaddar ke khazaane se bhala kab door hote hain ye ghum aansoon bahaane se tumhare saath ho naa ho ye aalam tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana sambhal jaao sambhal jaao abhi gir ke sambhalna hai utho waade nibhaane hain utho kuchh door chalna hai chalenge to hi manzil paayenge hum tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana yahaan har raat ki subah hai hamdam tum naa ghabraana click here
hmm burr hmm burr hey eeee sambhal are log mujhe kyun dete hain taana haan main hoon biwi ka deewana are to kya huwa zamana to hai naukar biwi ka taak dhina dhin taak dhina dhin taak dhina dhin zamana to hai naukar biwi ka log mujhe kyun dete hain taana haan main hoon biwi ka deewana zamana to hai naukar biwi ka haan zamana to hai naukar biwi ka haan saare shehar ko aankh dikhaaye sabki udaaye khilli shohar baahar sher bane par ghar mein bheegi billi saare shehar ko aankh dikhaaye sabki udaaye khilli shohar baahar sher bane par ghar mein bheegi billi ghar ghar ka dastur yahi hai bambai ho ya delhi haan zamana to hai naukar biwi ka haan zamana to hai naukar biwi ka haan zamana to hai naukar biwi ka jai ho patni raani har puja se badh kar dekhi maine patni pujaaa pyaar mein dooba biwi ke to aur nahin kuchh soojha har puja se badh kar dekhi maine patni pujaaa pyaar mein dooba biwi ke to aur nahin kuchh soojha duniya mein khush rehne ka koi aur na rasta dooja kyun ki click here
zamaane ka dastoor hai ye puraana zamaane ka dastoor hai ye puraana mitaa kar banaana bana kar mitaana mitaa kar banaana bana kar mitaana zamaane ka dastoor hai ye puraana wafaa kya yahi hai jafaa karne waale wafaa kya yahi hai jafaa karne waale nighaahen mila kar nighaahen churaana nighaahen mila kar nighaahen churaana zamaane ka dastoor hai ye puraana mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par bahut humne roka magar dil na maana bahut humne roka magar dil na maana zamaane ka dastoor hai ye puraana koi aasmaan se zara ye to poochhchhe koi aasmaan se zara ye to poochhchhe mila kya jala kar mera aashiyaana mila kya jala kar mera aashiyaana zamaane ka dastoor hai ye puraana click here
zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin zamane mein koi zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain koi chand koi sitara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye bhanwar hi bhanwar hai ye kinara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi bhagwan bhi kise hamne jaa kar pukaara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sahara nahin sahara nahin click here
zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa o sitam uss pe logo ne dhayaa kisi ne na ki meherbaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ho tadaptaa hai uss paar koi guzarti hai yun zindgaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise ho mare doob ker dono kaise ke royaa chanaa daa vi paani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani kabhi dil se dil mil sake naa kabhi zakham ye sil sake na kabhi dil se dil mil sake click here
zamane ne maare jawaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise zameen khaa gayi aasmaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise pale the jo kal rang mein phool mein kahin kho gaye raah ki dhool mein pale pale the jo kal rang mein phool mein kahin kho gaye raah ki dhool mein huye dar badar carvaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise zameen khaa gayi aasmaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise hazaaron ke tann jaise sheeshe hon choor jala dhoop mein kitni aankhon ka noor hazaaron ke tann jaise sheeshe hon choor jala dhoop mein kitni aankhon ka noor hain chehron pe ghum ke nishaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise zameen khaa gayi aasmaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise thi aabaad jin se chaman ki gali thi aabaad jin se chaman ki gali wo le kar gaye khawaab ki har kali mile khaak mein gulsitaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise kaise zameen khaa gayi aasmaan kaise kaise zamane ne maare jawaan kaise click here
Zameen Bhi Wohi Hai Wohi Aasman click here
zameen chal rahi aasmaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai chali jaa rahi hai zamaane ki nayyaa chali jaa rahi hai zamaane ki nayyaa nazar se na dekha kisi ne khiwaiyya nazar se na dekha kisi ne khiwaiyya na jaane ye chakkar kahaan chal raha hai na jaane ye chakkar kahaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye hansna ye rona ye aasha nirasha hansna ye rona ye aasha nirasha samjh mein na aaye ye kya hai tamaasha samjh mein na aaye ye kya hai tamaasha ye kyun raat din carvaan chal raha hai ye kyun raat din carvaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yun Shabnami Saawariya (2007) 05:14 16953
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sandeep Nath
Music Director- 
Monty
Singer- 
Parthiv Gohil
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Raag- 
Yaman
Duration : 05:14   Song Number : 16953   

Yun To Haseen Hazaron Shradhanjali (1981) 05:30 37895
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Duration : 05:30   Song Number : 37895   

Yun Zehar Zindagi Salam E Mohabbat (1983) 05:17 18521
 
Poster of Salam E Mohabbat (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anwar
Singer- 
Anwar
On Screen Actors- 
Tabrez, Farida Jalal
Duration : 05:17   Song Number : 18521   

Yun Zindagi Ke Raaste Love In Simla (1960) 04:13 36419
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 36419   

Yunhi Gaate Raho Saagar (1985) 04:51 18030
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Dimple Kapadia
Duration : 04:51   Song Number : 18030   

Zaalim Meri Sharaab Mein Reshma Aur Shera (1971) 08:26 37223
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheedan
Duration : 08:26   Song Number : 37223   

Zaalim Teri Aankhon Ne Devta (1956) 03:57 36071
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Gemini Ganesan, Vyjayanthimala
Duration : 03:57   Song Number : 36071   

Zaalim Zamana Mujhko Dillagi (1949) 03:22 37358
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shyam Kumar, Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Chanda
Duration : 03:22   Song Number : 37358   

Zabaan E Yaar Mann Ek Musafir Ek Hasina (1962) 07:31 13227
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 07:31   Song Number : 13227   

Zabaanen Badalte Hain Mandi (1983) 03:50 17646
 
Poster of Mandi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Mir Taqi Mir
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 03:50   Song Number : 17646   

Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai Ek Bar Mooskura Do (1972) 05:57 18157
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 05:57   Song Number : 18157   

Zamaane Mein Aji Aise Jeevan Mrityu (1970) 05:57 36072
 
Poster of Jeevan Mrityu (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Preeti Bala
Duration : 05:57   Song Number : 36072   

Zamaane Mein Sabhi Ko Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 04:04 18083
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Salim Bijnori
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Amisha Patel
Duration : 04:04   Song Number : 18083   

Zamana To Hai Naukar Naukar Biwi Ka (1983) 05:25 13843
 
Poster of Naukar Biwi Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Dharmendra, Anita Raj, Om Prakash
Duration : 05:25   Song Number : 13843   

Zamane Ka Dastoor Lajawab (1950) 03:13 13589
 
Poster of Lajawab (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Sohan, Rehana, Kuldeep Kaur
Raag- 
Des
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:13   Song Number : 13589   

Zamane Mein Koi Hamara Nahin Farishta (1984) 05:01 36168
 
Poster of Farishta (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 05:01   Song Number : 36168   

Zamane Mein Sabse Purani Lovers (1983) 09:02 13629
 
Poster of Lovers (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 09:02   Song Number : 13629   

Zamane Ne Maare Jawaan Baharon Ke Sapne (1967) 07:26 15554
 
Poster of Baharon Ke Sapne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 07:26   Song Number : 15554   

Zameen Bhi Wohi Hai Wohi Aasmaan Chandni Chowk (1954) 02:42 38252
 
Poster of Chandni Chowk (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Shekhar
Duration : 02:42   Song Number : 38252   

Zameen Chal Rahi Hai Aasmaan Chal Raha Hai Pehli Jhalak (1955) 05:59 19172
 
Poster of Pehli Jhalak (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shiv Raj
Duration : 05:59   Song Number : 19172