MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mmmmmmm tanaaaaaaaa naaaaaa aaa aaaa aaaaaa deeeeeee naaaaaaa udd ja udd ja udd ja bhanwar maya kamal ka aaj bandhan tod ke udd ja bhanwar maya kamal ka aaj bandhan tod ke udd ja bhanwar rang iska laal hai aaaaaaaa rang iska laal hai aur roop bhi kya kamaal hai jin pakhuriyon mein tu jhume jin pakhuriyon mein tu jhume woh tera janjaal tera jaal hai kahin aur ja ja ja ja kahin aur jaa ke dil laga kaliyon ki galiyaan chhod ke udd ja bhanwar dekh woh sooraj ki kirnen aa rahin hain jhoomati chal gagan ki or tera mukh hawaayen choomati baanwre uth gyan se makhmal ka ghera door kar tan hai kaala iss liye mann ka andhera door kar door kar tujhko bulaaye tujhko bulaata hai savera dekh mukhda mod ke udd ja bhanwar maya kamal ka aaj bandhan tod ke udd ja bhanwar ma ma dhe re sa dha ni re sa ga ma pa dha dha ni se re ga ma re sa ni sa re sa ni pa ma pa sa ma re sa ni sa udd ja udd ja udd ja bhanwar sa re sa re ga ma pa dha ni sa re ga ma re sa dha ni ma pa ga ma re sa udd ja click here
uddja kaale kaanwan tere munh vicch khand paawan leja tu sandesa mera main sadke jaawaan baagon mein phir jhoole padh gaye pakk gayian mitthiyaan ambiyaan ye chhoti see zindagi te raata lambbiyaan lambbiyaan o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi chham chham karta aaya mausam pyaar ke geeton ka hoooo chham chham karta aaya mausam pyaar ke geeton ka raste pe ankhiyaan rasta dekhen bichhde meeton ka aaj milan ki raat na chhedo baat judaai waali main chupp tu chupp pyaar sune bas pyaar hi bole khaali o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi hoye o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi hoo ho hoo hoo ta ra ra ta ra ra ta ra ra ta ra ra ra aa aa o mitra o yaara yaari tod ke mat jaana hooooo o mitra o yaara yaari tod ke mat jaana maine jagg chhoda tu mujhko chhod ke mat jaana aisa ho nahin sakta ho jaaye to mat ghabraana main daudi aaungi tu bass ik awaaz lagaana o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi o ghar click here
ho o o ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri ho oh ho ho ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri kanwaariyon ka dil machle kanwaariyon ka dil machle jind meriye jab aise chikne chehre jab aise chikne chehre to kaise na nazar phisle to kaise na nazar phisle jind meriye ho o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ho o o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ke beriyon ke ber pak gaye ke beriyon ke ber pak gaye jind meriye kabhi daal idhar bhi phera kabhi daal idhar bhi phera ke tak tak nain thak gaye ke tak tak nain thak gaye jind meriye ho o o ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho o ho ho ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ke jahan mera yaar basta ke jahan mera yaar basta jind meriye paani lene ke bahaane aaja paani lene ke bahaane aaja ke tera mera ik rasta ke tera mera ik rasta jind meriye ho o o ho tujhe chaand ke bahaane dekhoon ho click here
hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hain ye rangeen raaton ki ek daastaan hain udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hain ye rangeen raaton ki ek daastaan hain ye kaisa hai naghma ye kya daastaan hain bata aye muhabbat mera dil kahaan hai ye kaisa hai naghma mere ghar mein aayi huyi hai bahaar qayaamat hai phir bhi karun intezaar mere ghar mein aayi huyi hai bahaar qayaamat hai phir bhi karun intezaar aaaa aaaaa aaaaa muhabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai muhabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai ke khud raat angdaayiaan le rahi hai jidhar dekhti hoon nazaara jawaan hai udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hain ye rangeen raaton ki ek daastaan hain ye kaisa hai naghma ye kya daastaan hain bata aye muhabbat mera dil kahaan hai ye kaisa hai naghma sulagti hai taaron ki parchhaiyaan buri hain muhabbat ki tanhaaiyaan sulagti hai taaron ki parchhaiyaan click here
la la la la ra la ra laa la ra la ra la la laa hey ee eeeeeee hey eeeee cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain agar tum hans ke dekhoge to hum bhi muskura lenge bacha kar aankh nikloge nazar hum bhi phira lenge tum apna rasta loge hum apna rasta lenge na hum ehsan karte hain na hum ehsan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain tumhe humse mohabbat hai zarurat kya jataane ki inhe parade mein rehne do ye baatein hain chhupane ki humein aadat nahin jhooti kasam khane khilane ki na hum imaan dete hain na hum imaan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye armaan pyase chhayi udasi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye ek nadi thi pyaar ki saari duniya vyapaar ki ek nadi thi pyaar ki saari duniya vyapaar ki raah roke apni khadi thi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye zindagi ke baaki the kuchh lamhe shayad ke ho milna phir humein zindagi ke baaki the kuchh lamhe shayad ke ho milna phir humein maar dalegi ye bebasi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye armaan pyase chhayi udasi pyase panchhi thak gaye click here
uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi uff tune aa ke bin kiraye ye jagah li kuchh keh bhi na saki ye kaisi bebasi yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan uff mere dil mein thodi khaali si jagah humko na khabar kab kaise aaya wo dil se khus phus kya farmaya wo humko na khabar kab kaise aaya wo dil se khus phus kya farmaya wo ho ho ooo uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi uff tune aake bin kiraye ye jagah li kuchh keh bhi na saki ye kaisi bebasi yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan uff mere dil mein thodi mere dil mein mere dil mein thodi khaali si jagah thi kya kya karaogi khwabon mein humse badlun mein rang kitne khamkha uda uda ban ke gubbara mera dil buddhu bechara haule haule tune pukaara jahan bhi wahan ye jaaye chalo chalo yun aankhein meeche dheere dheere ye tere peeche zara zara ye kheenche kheenche dekho na dekho humko na khabar kab kaise aaya wo dil se khus phus kya farmaya wo humko na khabar kab kaise aaya wo dil se khus phus kya click here
uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri tumpe bhi sona hai bhaari yun hai kaun aisi chingaari oooo tumpe bhi sona hai bhaari yun hai kaun aisi chingaari hai koi inn aankhon mein tum jaisi khaabon ki pari uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri ye tanhaa mausam mehtaabi ye jalti bhujhati bekhaabi oooo ye tanhaa mausam mehtaabi ye jalti bhujhati bekhaabi mehlon mein tharrraati hai betaabi armaani ghadi uff kitini thandi hai yeh rut kaise hai dil pe kuchh saaye dhadkan bhi jaise chun jaaye oooo kaise hai dil pe kuchh saaye dhadkan bhi jaise chun jaaye kaanpo tum aur sulge hum chaahat ki hai jaadugari uff kitini thandi hai yeh rut sulge hai tanhaayi meri san san san jalta hai badan kaanpe hai angdaayi meri click here
haaye uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida tan aise lehke jo dekhe behke phir meri kya hai khata chashme bulbul uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida dil bhi deewaana tera jaan bhi deewaani leke rahenge teri koi nishaani haye dil bhi deewaana tera jaan bhi deewaani leke rahenge teri koi nishaani thodi si khul ja baahon mein tul ja seene ki aag bujha haye meri icecream uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida jeene na dega humein yun tadpaa na pehle ladaana aankhen phir tarsaana jeene na dega humein yun tadpaa na pehle ladaana aankhen phir tarsaana haye ye latke baahon ke jhatke aise na haath chhuda hu haaye uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida kab tak phiregi yun hi khud ko sambhaale apni adayen karde mere hawaale haa kab tak phiregi yun hi khud ko sambhaale apni adayen karde mere hawaale jaagi tarangen machli umangen dengi hamesha dua haye zaalim uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana click here
uff uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff nazar nazar se mil gayi jabaan se uff nazar nazar se mil gayi jabaan se uff nikal gayi chale jo dil ko thaam kar to aarzoo machal gayi ye kaun jadoo kar gaya ye kaun jadoo kar gaya ke dil gaya jigar gaya hum aaye the ilaaz ko ke dard aur badh gaya uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff hum apne dil ko rok len mazaal kya hum apne dil ko rok len humari kya mazaal hai kisi ko kya bataayen hum jo aaj dil ka haal hai raat hai shabaab par nazar ruki hai aap par raat hai shabaab par nazar ruki hai aap par karenge dil ka faisla hum aap ke jawaab par uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff jhuki jhuki nighaah ne ye kya kiya jhuki jhuki nighaah ne dikha ke jaam shaam click here
ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gayi tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gaieeeee tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ha ah ha ah ha ah bolo inn kapdon mein lagti hoon main kaisi har kapda khilta hai sundar hai tu aisi are bolo inn kapdon mein lagti hoon main kaisi har kapda khilta hai sundar hai tu aisi aage tere koi hai kya pari kya apsara ha ah ha ah ha ah ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gaieeee tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ha ah ha ah ha ah mausam ne dekha to woh bhi hua deewana khud jaisa deewana tumne sabko jana are mausam ne dekha to woh bhi hua deewana khud jaisa deewana tumne sabko jana dekho nahin tum iss tarah aane lagi mujhko haya ha ah ha ah ha ah ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gayi tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ha ah ha ah ha ah main chanchal click here
ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein badi bholi thi aa gayi main badi bholi thi aa gayi main baalam ki chaal mein ulajh gaya ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein main pad gayi main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo hoooo oooo oooo oooo baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein tu bas gaya tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein ulajh gaya jiyaa click here
ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preet ki dori mein bandh kar donon mann hi mann muskaaye dekho ulajh gaye do naina jab tak ghar na aaye sanwariya tadpe hai gori jaise jal bin machhariyaa baat takat apne sajan ki raah mein nain bichhaye dekho ulajh gaye do naina raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan laaj bhare nainon se man ki baat kahi naa jaaye dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina click here
ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao kadmon ko na rokegi zanjeer riwaazon ki hum tod ke niklenge deewar samaajon ki doori pe sahi manzil doori se na ghabraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao main apni baharon ko rangeen bana lunga sau baar tumhen apni palkon pe utha lunga shabnam ki tarah mere gulshan pe bikhar jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao aa jaao ke jeene ke halaat badal daalein hum milke zamaane ke din raat badal daalein tum meri wafaaon ki ik baar kasam khaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao click here
ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao duniya se bahut aage uss raah pe hum honge ye soch lo pehle se har mod pe ghum honge hai khauf ghumon se to ruk jao thehar jao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao main tooti huyi kashti khud paar laga lungi toofaan ke mojon ko patwaar bana lungi majdhaar ka darr ho to saahil pe thehar jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukrao dil aur kahin de kar tum raah badal daalo behtar to yahi hoga ye raah badal daalo do chaar kadam chal kar mumkin hai behak jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao click here
aisa ha aa jalwa ha aa allaah aaa oooo uljhan hazaar koi daale uuuu uljhan hazaar koi daale ho rukte kahaan hain dilwaale ho dekho na aa gaye mastaane chha gaye baahon mein baahein daale ni nina nina nina nina nina nina aisa haa jalwa haa allaah hey hey ni nina nina nina nina nina nina uljhan hazaar koi daale ho ooo rukte kahaan hain dilwaale ho dekho na aa gaye mastaane chha gaye baahon mein baahein daale ni nina nina nina nina nina ninaaaa jaadu bhare khabon ka rangin dagar deewaano deewaano dekho na dekho na jaise khule khoi huyi jannat ka dar mastaano mastaano dekho na aaa haaa rang badalte parvat ke dil mein jhoomar se jalte manzar kahaan aisa o matwaale ni nina nina nina nina nina nina aisa haa jalwa haa allaah hey hey uljhan hazaar koi daale hoo rukte kahaan hain dilwaale ho dekho na aa gaye mastaane chha gaye baahon mein baahein daale ni nina nina nina nina nina nina jaise bahaar liye khadi haathon ke har deewaanon deewaanon dekho na dekho na sadiyon se click here
uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa bahot thi tadbeeren naa click here
uljhanon ko de diya hai tumne jo mera pata to aa gayi yahaan pe dekho le ke wo bechainiyaan ab tumhin bataao humko dil ko kya bataayen hum ye jo bhi hai wo khwaab hai yaa hai zindagi zindagi hai khaab hai iska kya jawaab hai kyun ulajh gayi ho tum ye seedha sa hisaab hai aur apne dil ko bhi bataao tum yahi ke ye khwaab hi to zindagi hai zindagi hi khwaab hai kya hua the abhi to tum wahaan aa gaye kaise mere waaste manzilen dhundhate huye yahi ho gaye khatam saare raaste jaane kaise raaston pe aur ye kaisi manzilon pe aa gaye hai aaj kal ke hum jahaan pe honge thodi thodi paaglon se ye bhi sochte nahin ke baadlon sa mann mera ye sochta hai kya sochne ko sochna bada haseen khayaal hai khud ko kehna paaglon saa khoob ye misaal hai apne ko samjh ke bhi kuchh bhi naa samjhane ki teri ye hi saadgi to bas tera kamaal hai haath mein haath le ke yun mera bolo kya kehna chaahte ho tum hmmm aaya tha kuchh abhi khayaal mein tumne jo bola to hua wo gum kya wo meri pyaar ki jagi click here
aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa jab teri duniya ka har kaam hai ulta kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta rote ko hansa aaya bigadi to bana aaya kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe vo ghar to bachana tha phir malik tu hi bata kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda click here
ho umad ghumad kar aayi re ghataa ho umad ghumad kar aayi re ghataa kaare kaare badaraa ki chhayi chhayi re chhataa jab sanan pavan ko laga re teer baadal ko cheer nikalaa re neer nikalaa re neer jhar jhar jhar jhar dhaar jhare o dharti hi jal se maang bhare ho umad ghumad kar aayi re ghataa nanhin nanhin buundaniyon ki khanan khanan khan khanjari bajaati aayi bajaati aayi dekho bhaayi barakha dulhaniyaa barakha dulhaniyaa chhuk chhuk chhuk chhuk chhaiyan aaj daarun tohe gala bainyaa aaj daarun tohe gala bainyaa chhuk chhaiyan main to naachun tere sang sang sainyaa sainyaa sainyaa ho ho ho saavan kaa sandesaa le kar nikali apne ghar se jo koi is ke pyaar ko tarse wahin naveli barse kaare kaare kaare kaare baadarawa ki jhanan jhanan jhan jhanjhari bajaati aayi bajaati aayi dekho bhaayi barakhaa dulhaniyaa barakhaa dulhaniyaa ho ho ho umad ghumad kar aayi re ghataa kaare kaare badaraa ki chhayi chhayi re chhataa jab sanan pavan ko laga re teer baadal ko cheer nikalaa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Udd Ja Bhanwar Rani Rupmati (1957) 07:21 36625
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 07:21   Song Number : 36625   

Uddja Kaale Kaanwan Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 05:00 16742
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amisha Patel
Duration : 05:00   Song Number : 16742   

Udein Jab Jab Zulfein Teri Naya Daur (1957) 04:52 21393
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 21393   

Udhar Tum Haseen Ho Mr & Mrs 55 (1955) 04:19 13781
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Guru Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 13781   

Udhar Wo Chaal Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:39 13226
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhna
Duration : 04:39   Song Number : 13226   

Udte Udte Pyase Panchhi Zindagi Jeene Ke Liye (1984) 04:11 37726
 
Poster of Zindagi Jeene Ke Liye (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakhee Gulzar, Suresh Oberoi
Duration : 04:11   Song Number : 37726   

Uff Bang Bang (2014) 04:35 36648
 
Poster of Bang Bang (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Katrina Kaif, Hrithik Roshan
Duration : 04:35   Song Number : 36648   

Uff Kitini Thandi Hai Yeh Rut Teen Devian (1965) 03:26 11832
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Simi, Nanda, Kalpana, I S Johar
Duration : 03:26   Song Number : 11832   

Uff Ye Jawaani Ye Ada Mehmaan (1973) 03:59 38871
 
Poster of Mehmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rekha
Duration : 03:59   Song Number : 38871   

Uff Yeh Beqarar Dil Dil Aur Mohabbat (1968) 03:40 16408
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bela Bose, Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 16408   

Ui Amma Mawaali (1983) 05:37 37440
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Jaya Prada
Duration : 05:37   Song Number : 37440   

Ulajh Gaya Jiyaa Mora Jadoo (1951) 03:21 13397
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:21   Song Number : 13397   

Ulajh Gaye Do Naina Dekho Ek Saal (1958) 03:27 16236
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Des
Duration : 03:27   Song Number : 16236   

Ulfat Mein Zamaane Ki Call Girl (1974) 04:38 11961
 
Poster of Call Girl (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kesto Mukharji
Duration : 04:38   Song Number : 11961   

Ulfat Mein Zamaane Ki Call Girl (1974) 06:27 37500
 
Poster of Call Girl (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapna, Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vikram, Zahira
Duration : 06:27   Song Number : 37500   

Uljhan Hazaar Koi Chandi Sona (1977) 05:57 20177
 
Poster of Chandi Sona (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Parveen Babi
Duration : 05:57   Song Number : 20177   

Uljhan Suljhe Naa Rasta Soojhe Naa Dhund (1973) 04:09 16223
 
Poster of Dhund (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:09   Song Number : 16223   

Uljhanon Ko De Diya Rules (Pyaar Ka Superhit Formula) (2003) 04:29 18308
 
Poster of Rules (Pyaar Ka Superhit Formula) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Subrat Sinha
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
K K, Sanjeevani
On Screen Actors- 
Milind Soman, Meera Vasudevan
Duration : 04:29   Song Number : 18308   

Ulta Seedha Ulta Seedha (1985) 07:07 19212
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Raj Babbar
Duration : 07:07   Song Number : 19212   

Umad Ghumad Kar Aayi Do Ankhen Barah Haath (1957) 04:38 13132
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Shanta Ram, Sandhya
Duration : 04:38   Song Number : 13132