dar bhi tha thi deewaarein bhi tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya soona mandir tha man mera bujha deep tha jeewan mera soona mandir tha man mera bujha deep tha jeewan mera pratima ke paawan charnon mein main deepak ban kar muskaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya devalay ban gaya suhawan maa tumse mera ghar aangan devalay ban gaya suhawan maa tum se mera ghar aangan aanchal ki mamta maaya mein paayi sukh ki sheetal chhaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya kaise ho gungaan tumhara jo kuchh hai vardaan tumhara kaise ho gungaan tumhara jo kuchh hai vardaan tumhara tumne hi mere jeevan ke sapnon ko sach kar dikhlaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya aankhein meri jyoti tumhaari reh na gayi raahen andhiyaari aankhein meri jyoti tumhaari reh na gayi raahen andhiyaari rehne do mere maathe par maa tumne jo haath badhaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se
Tum Se Hi Ghar Ghar Kehlaya
Bhabhi Ki Chudiyan (1961)