MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara main kab se taras raha tha mere aangan mein koi khele nanhi si hasi ke badle meri saari duniya le le tere sang jhool raha hai meri baahon mein jag saara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara aaj ungali thaam ke teri tujhe main chalna sikhlaaon kal haath pakadna mera jab main boodha ho jaaon tu mila to maine paaya jeene ka naya sahara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara tujhe suraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara mera naam karega roshan jag mein mera raaj dulaara mere baad bhi iss duniya mein zinda mera naam rahega jo bhi tujhko dekhega tujhe mera laal click here
rabba mere ishq kisi ko aise na tadpaye hoye dil ki baat rahe is dil mein hothon tak na aaye na aaye tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna dil roya ke ankh bhar aayee dil roya ke ankh bhar aayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna dil roya ke ankh bhar aayee dil roya ke ankh bhar aayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna tujhe har khushi de di labon ki hansi de di zulfon ki ghata lehrayee paigaam wafa ke laayee tune achchhi preet nibhayee tune achchhi preet nibhayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna tujhe yaad na meri aayee kisi se ab kya kehna wo chand mere ghar aangan ab to aayeega tere soone iss aanchal ko wo bhar jaayega teri kar di god bharayee teri kar di god bharayee kisi se ab kya kehna dil roya ke ankh bhar aayee dil click here
tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai lala lala la lala lala la lala lala la la la la hoooo hoo hooo hooo hooo mujh se pehle kabhi dil kisi ko diya meri jaan sach hai kya ye bata de mujhe tere dil ki kasam apni jaan ki kasam zindagi mein sanam sirf chaaha tujhe aaj ka din saugaat ka hai haan sapnon ki baaraat ka hai tune di hai ye khushi maine saari zindagi likh di hai tere naam tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai lala lala aaaa haaaa haaaa haaa oooo hooo hooo hooo lala la lala teri zulfon mein hum aaj aise ghire ab nikalne ko dil karta hi nahin main bhi chaahun piya yun hi uljhe click here
aaaa aaaaa aaja aaja aaja aaaaa aaaa aaja aaja aaja tujhko pukare mera pyaar hooo tujhko pukare mera pyaar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar aakhri pal hai aakhri aahen tujhe dhoondh rahi hain doobti saansen bujhti nigahen tujhe dhoondh rahi hain saamne aaja ek baar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar dono jahan ki bhent chadha di maine chaah mein teri apne badan ki khaak mila di maine raah mein teri ab to chali aa iss paar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar itne yugon tak itne dukhon ko koi seh na sakega teri kasam mujhe tu hai kisi ki koi keh na sakega mujhse hai tera iqraar hoye aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar teri nazar ki oss pade to bujhe pyaas milan ki tere badan ki oat mite to rahe laaj lagan ki mil jaaye chain qaraar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar hoye tujhko pukare mera pyaar tujhko pukare mera pyaar click here
Tujhko Yoon Dekha click here
tujhse hi hai roshni saundhi si khushboo nayi tu hai khushi tu ban gayi zindagi tujhse hi hai roshni saundhi si khushboo nayi tu hai khushi tu ban gayi zindagiiii tujhse hi hai roshni hazaaron sitaaron se sajti teri reh guzarrr khayaalon se aage bhaage jaaye teri nazarrr tu bani dil ki zameen ab nahin koi kami bekasi mein tu meri khudiiii tujhse hi hai roshni jhonka hawa ka razaa teri dil ki sune ae jazba ae masoom tujhe hi to manzil chune tu bani dil ki zameen ab nahin koi kami bekasi mein tu meri khudiiii tujhse hi hai roshni saundhi si khushboo nayi tu hai khushi tu ban gayi zindagiiii tujhse hi hai roshni click here
tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo katre nahin chhalke ye aankhon ke peyaalon se moti hain muhabbat ke in phool se gaalon pe in phool se gaalon pe behne nahin doongaa main bekaar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo ashkon se bharaa dekhoon kaise teri aankhon ko ae jaan ye sulagtaa ghum de de meri aankhon ko de de meri aankhon ko palkon pe uthaa loongaa sau baar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo click here
dil mein haan hai hothon pe na dil mein haan hai hothon pe na bhare bazaar mein dil tod gayi zaalima aashiqon ki jaan le gayi aashiqon ki jaan le gayi kaahe rumaal magar chhod gayi zaalima chahane wale tere jitne hazaar sanam badh ke humse nahin honge dildaar sanam ye zamana hai bewafa ye zamana hai bewafa mile mushkil se wafadaar koi baalma hosh mein hi sahi magar gustakhiyan hon zara aa tujhe choom loon bhale badnaamiyan hon zara o hosh mein hi sahi magar gustakhiyan hon zara aa tujhe choom loon bhale badnaamiyan hon zara husn hai bekaabu agar husn hai bekaabu agar kaahe jazbaat ko kaabu mein rakhe baalma pyaar kya cheez hai peechha chhode naa wo marz hai umr bhar sar se jo miyan utre na wo karz hai iss se bach ke rehna zara iss se bach ke rehna zara nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka click here
tum aa gaye ho noor aa gaya hai tum aa gaye ho noor aa gaya hai nahin to charagon se lau ja rahi thi jeene ki tum se wajah mil gayee hai badi bewajah zindagi ja rahi thi tum aa gaye ho noor aa gaya hai kahan se chale kahan ke liye ye khabar nahin thi magar koi bhi sirra jahan jaa mila wahin tum miloge ho kahan se chale kahan ke liye ye khabar nahin thi magar koi bhi sirra jahan jaa mila wahin tum miloge ke hum tak tumhari duaa aa rahi thi tum aa gaye ho noor aa gaya hai nahin to charagon se lau ja rahi thi tum aa gaye ho noor aa gaya hai din dooba nahin raat doobi nahin jaane kaisa hai safar khaabon ke diye aankhon mein liye wahin aa rahe the hoo din dooba nahin raat doobi nahin jaane kaisa hai safar khaabon ke diye aankhon mein liye wahin aa rahe the jahaan se tumhari sadaa aa rahi thi tum aa gaye ho noor aa gaya hai nahin to charagon se lau ja rahi thi jeene ki tum se wajah mil gayee hai badi bewajah zindagi ja rahi thi tum aa gaye ho noor aa gaya hai click here
tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo shaam ka suraj bindiya bankar sagar mein kho jaye shaam ka suraj bindiya bankar sagar mein kho jaye subah savere wo hi suraj aasha lekar aaye subah savere wo hi suraj aasha lekar aaye nayi umange nayi tarange aas ki jyot jalaye re aas ki jyot jalaye tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo dukh mein jo gaaye malhaare wo insaan kehlaye dukh mein jo gaaye malhaare wo insaan kehlaye jaise bansi ke seene mein chhed hain phir bhi gaaye jaise bansi ke seene mein chhed hain phir bhi gaaye gaate gaate roye mayura click here
tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate is jeevan ki uljhi raah sanwaaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate is jeevan ki uljhi raah sanwaaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo kaisa gum aur kaisi khushiyaan jeete ji ke mele kaisa gum aur kaisi khushiyaan jeete ji ke mele pyaar mein jis dum nikle aansu wo aansu albele pyaar mein jis dum nikle aansu wo aansu albele aansu peete peete jeena armaan gale lagaaye re armaan gale lagaaye tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate is jeevan ki uljhi raah sanwaaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo click here
tum agar mujhko na chaaho to koi baat nahin tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi ab agar mail nahin hai to judaai bhi nahin baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin ye sahara hi bahot hai mere jeene ke liye tum agar meri nahin ho to parayi bhi nahin mere dil ko na saraaho mere dil ko na saraaho to koi baat nahin to koi baat nahin gair ke dil ko saraahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum haseen ho tumhen sab pyaar hi kartein honge main jo marta hoon to kya aur bhi marte honge sabki aankhon mein issi shauk ka toofan hoga sabke seene mein yahi dard ubharte honge mere gham mein na karaaho mere gham mein na karaaho to koi baat nahin to koi baat nahin aur ke gham mein karaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi phool ki tarah haso sabki nigahon mein raho apni masoom jawani ki panaahon mein raho mujhko wo din na dikhana tumhein apni hi kasam main tarasta rahoon tum gair ki click here
tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon tum mujhe dekh kar muskurati raho main tumhen dekh kar geet gaata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon kitne jalwe fizaon mein bikhre magar maine ab tak kisi ko pukara nahin tum ko dekha to nazarein ye kehne lagin hum ko chehre se hatna gawara nahin tum agar meri nazaron ke aage raho main har ik shae se nazarein churata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon maine khaabon mein barason tarasha jise tum wahi sange marmar ki tasvir ho tum na samjho tumhara mukadar hoon main main samajhata hoon tum meri takdir ho tum agar mujhko apna samajhne lago main baharon ki mehfil sajata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon main akela bahut der chalta raha ab safar zindagani ka katta nahin jab talak koi rangin sahara na ho waqt kaafir jawani ka katta nahin tum agar hum kadam banke chalti click here
tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal phool bhi dilwaale hua karte hain koi kadmon se lipat baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal kaliyaan badi shokh hua karti hai koi shokhi pe utar aayi to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo baaz dil waale bhi kamzor hua karte hain koi naagin jo samjh baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo bijliyaan kaali ghataaon mein chhupi hoti hain koi chupke se chamak jaaye to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi lagaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi click here
tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do wo dil to maine maanga tha magar gairon ne paaya tha wo dil jo maine maanga tha magar gairon ne paaya tha badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do click here
tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai jo ab tak sada muskuraata raha tha har ek baat par aah bharne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tumhari saheli bala ki hansi hai hamein bhi khabar hai usse bhi yaqin hai tumhari saheli bala ki hansi hai hamein bhi khabar hai usse bhi yaqin hai kisi ki to banna hai aakhir usse bhi bura kya hai gar koi marne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai kisi aur ki baat maane na maane magar tum kahogi to woh maan legi kisi aur ki baat maane na maane magar tum kahogi to woh maan legi zara apne beemaar ko kuchh dava de ki ab dard had se guzarne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai bas ab naaz chhodo zaraa paas aao bahut ho chukaa ab na isko satao bas ab naaz chhodo zaraa click here
tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate nazar se chheen kar apni haseen soorat bhi le jaate andhere aur in aankhon mein chha jaate to achchha tha tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha jahaan sau zulm dhaaye the jahaan dil ko mitaaya tha mujhe bhi apne haathon se mita jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mera dil pher de meri nishaani pherane waale mera dil pher de meri nishaani pherane waale jo mumkin ho to lauta do meri aahen mere naale jo mumakin ho to lauta do meri aahen mere naale hum apne dil ka khoya chain pa jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate click here
naam naa jaane dhaam naa jaane jaane na seva pooja jaane bas itna ajaan hum ek bina nahin dujja nahin dujja tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare tum dharti aakash humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare taat maat tum bandhu bhraat hooo divas raatri sandhya prabhat ho taat maat tum bandhu bhraat hooo divas raatri sandhya prabhat ho deepak suraya chandrata ras mein raama tum hi jyoti prakash humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare saanson mein tum aate jaate ek tumhin se hai sab naate saanson mein tum aate jaate ek tumhin se hai sab naate jeevan mann ke har patjhar mein raama ek tumhin madhumaas humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare tum hi sab mein hain tum mein sab tum hi bhav ho ho tum hi rabb tum hi sab mein hain tum mein sab tum hi bhav ho ho tum hi rabb ashru humari aankhon mein tum raama tum honthon par haans humare raama tum asha vishwaas humare raama humare daata humare tum click here
tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum aur hum koyaliyaa kuhu kuhu bole kaliyon ne ghunghat khole koyaliyaa kuhu kuhu bole kaliyon ne ghunghat khole kaliyon se kahen ek bhanwara dil de do haule haule hatt mere sanam mujhe laaj sharam hatt mere sanam mujhe laaj sharam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum ghir aaye baadal kaale ab dil ko kaun sambhale ghir aaye baadal kaale ab dil ko kaun sambhale apne hi dil se ye poochho hum to hain bhole bhaale ab chhodo sharam tumhen meri kasam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum click here
tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum ko apne aap hi sahaara mil jaayega kasti koi doobti pahucha do kinare pe tum ko apne aap hi kinaara mil jayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rastaa chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai hoo tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhaara mil jaayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to jeevan to ek jaisa hota hai koi hansta koi rota hai sabar se jeena asaan hota hai fikar se jeena mushkil hota hai hooo thode phool hain kaante hain jo taqdeer ne baante hain tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tujhe Suraj Kahoon Ek Phool Do Mali (1969) 05:43 13231
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Sadhana
Duration : 05:43   Song Number : 13231   

Tujhe Yaad Na Meri Aayee Kuch Kuch Hota Hai (1998) 07:11 16755
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol
Duration : 07:11   Song Number : 16755   

Tujhko Hi To Wo Haq Hai Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:02 18543
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Rameshwari
Duration : 05:02   Song Number : 18543   

Tujhko Pukare Mera Pyaar Neel Kamal (1968) 05:33 13864
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13864   

Tujhko Yoon Dekha Chand Grahan (Unreleased) (1970) 04:24 40021
 
Poster of Chand Grahan (Unreleased) (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:24   Song Number : 40021   

Tujhse Hi Hai Roshni Pink (2016) 04:29 40051
 
Poster of Pink (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Anupam Roy
Music Director- 
Anupam Roy
Singer- 
Anupam Roy
Duration : 04:29   Song Number : 40051   

Tukde Hain Mere Dil Ke Mere Sanam (1965) 03:31 21353
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 21353   

Tukur Tukur Dilwale (2015) 04:33 37329
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Duration : 04:33   Song Number : 37329   

Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Aandhi (1975) 04:28 21354
 
Poster of Aandhi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Suchitra Sen
Duration : 04:28   Song Number : 21354   

Tum Aaj Mere Sang Aashiq (1962) 03:29 12606
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 12606   

Tum Aaj Mere Sang Hans Lo (Sad Version) Aashiq (1962) 02:04 36946
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:04   Song Number : 36946   

Tum Agar Mujhko Na Chaho Dil Hi To Hai (1963) 04:28 13100
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 13100   

Tum Agar Saath Dene Hamraaz (1967) 06:16 21355
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 06:16   Song Number : 21355   

Tum Akele To Kabhi Aao Pyar Karen (1964) 07:14 12581
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 07:14   Song Number : 12581   

Tum Apna Ranj O Ghum Shagoon (1964) 03:27 11931
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 11931   

Tum Apni Saheli Ko Samaj Ko Badal Dalo (1970) 04:08 38500
 
Poster of Samaj Ko Badal Dalo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharda, Prem Chopra
Duration : 04:08   Song Number : 38500   

Tum Apni Yaad Bhi Dil Se Yasmin (1955) 03:29 15746
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Suresh
Duration : 03:29   Song Number : 15746   

Tum Asha Vishwaas Humare Subah (1982) 05:43 18319
 
Poster of Subah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Pt Narendra Sharma
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 05:43   Song Number : 18319   

Tum Aur Hum Fashion (1957) 03:13 13245
 
Poster of Fashion (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Zabeen, Chadrashekhar
Duration : 03:13   Song Number : 13245   

Tum Besahara Anurodh (1977) 03:59 12726
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:59   Song Number : 12726