tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar
Tu Kahe Agar
Andaz (1949)

Nargis, Dilip Kumar, Raj Kapoor, V H Desai, Anwari Bai, Abbas Ali, Vaskar
Song Title :
Tu Kahe Agar
Album/Film :
Andaz (1949)
Production :
Mahboob Productions
Producer :
Mahboob Productions
Director :
Mehboob
Film Actors :
Nargis, Dilip Kumar, Raj Kapoor, V H Desai, Anwari Bai, Abbas Ali, Vaskar
Singer :
Mukesh
OnScreen Actors :
Dileep Kumar,
Nargis
Music Director :
Naushad Ali