MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin teri chaahat naa jab tak milegi teri chaahat naa jab tak milegi ruh meri bhatakti rahegi haal mera agar wo sunenge mujhpe deewane bhi ro padenge mujhpe deewane bhi ro padenge haal sun ke mera phir bhi teri aankh royi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin phir se dekha tujhe humne jiss dam phir se dekha tujhe humne jiss dam marr chale the magar jee uthe hum berukhi se humen tune maara tu hai kaisa masiha humara tu hai kaisa masiha humara jab lagaani naa thi paar naiyyaa kyun duboi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin click here
tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye mera naam hai chandani te tera naam chakor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye ooooooo oooo oooo oooooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ho prem nagar ke hum baasiiiiiiii prem nagar ke hum baasi jag se apna kya kaam hai hum donon ye kya jaane ye duniyaa kiss ka naam hai main hoon baadal baanwaraaaaaaaa main hoon baadal baanwara tu mast ghata ghanghor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye chup ke chup ke chheda kar tuuuuuuu o chup ke chup ke chheda click here
tu kahaannn tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana hoo tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re haaye maane na mera dil deewana oo bada natkhat hai sama bada natkhat hai sama har nazara hai jawaan chha gaya chaaron taraf meri aahon ka dhuwan dil mera meri jaan na jala tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oooo aayi jab thandi hawa aayi jab thandi hawa maine poochha jo pata wo bhi katraa ke gayi aur bechain kiya pyaar se tu mujhe de sada tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oo chaand taaron ne suna chaand taaron ne suna in bahaaron ne suna dard ka raaz mera rehguzaaron ne suna tu bhi sun jaane man aa bhi ja tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana ooooo pyaar click here
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar click here
tere jaane ki khushi aur dil udaas hai door hum huye to kya dil to dil ke paas hai tu kal chala jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu mujhko bhool jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega teri yaad ko kahin door chhod aaun main teri yaad ko kahin door chhod aaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main tujhko bhool jaaun main hosh magar aayega to main kya karunga hosh magar aayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal chala jaayega tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon aur ek jaam loon jaam chhalak jaayega to main kya karunga jaam chhalak jaayega to main kya karunga tu mujhko click here
tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya maiykhana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye tu hai main hoon tanhaayi hai ab waqt se kehdo ruk jaaye ab waqt se kehdo ruk jaaye ye hosh ki saari baaten hain ye hosh ki saari baaten hain samjhega tera deewana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein tere hi liye gulshan gulshan khilte hain phool bahaaron mein khilte hain phool bahaaron mein jab saathi tujhsa mil jaaye jab saathi tujhsa mil jaaye phir gulshan kya viraana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya click here
ye taazgi ye naazuki ye saadgi tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai teri aankhen baatein karti hain jaise lehren machalti hain kya guzar huwa hai gulshan se ya phoolon se naha ke aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai amrit ka ras honton mein bhara kya paakiza hai naam tera dhadkan ki tarah se chalti hai kya dil bankar aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai iss jahaan mein kiski amaanat hai tu kiske dil ki mohabbat hai hai kaun nasibon waala jiski tu dulhan bankar aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai click here
tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aajaa click here
tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa ke ye jo duniyaa hai ye ban hain kaanton ka tu phoolwaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaan meri neendiyaan pe apni neendiyaan bhi tune waari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa apna nahin tujhe sukh dukh koi apna nahin tujhe sukh dukh koi main muskaaya tu muskaayi main roya tu royi mere hansne pe mere rone pe tu balihaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa maa bachhon ki jaan hoti hai maa bachhon ki jaan hoti hai woh hote hai kismat waale jin ke maa hoti hai kitni sundar hai kitni sheetal hai nyaari nyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai click here
are tu kya jaane tujh mein kya hai teri mohabbat mera khuda hai husn qayaamat chaal qayaamat gaal pe bikhre baal qayaamat chalti phirti aafat ho tum aafat pe dil mera fida hai tu hai zameen pe sooni hai jannat kaun kare ab uss se mohabbat khuda pareshaan tujhko bana ke husn e khudaayi tujh mein basaa ke phir naa banegi tujh si haseena saara husn to tujh mein bhara hai teri shakal jab usne banaayi pyaar ki khushboo hawaa mein aayi jhoom uthe sab nashe mein paagal nashen mein main bhi ho gaya paagal jhoome nashen mein chaand aur taare meri tarah tere pyaar ke maare sooraj ke dil mein aag hai teri ishq mein tere wo bhi jala hai haath mein tera haath rahe to duniyaa se takraa sakta hoon noch ke sooraj chaand sitaare iss dharti pe laa sakta hoon door naa hona dil se laga ke rakh dunga warna duniyaa jala ke tere bina main jee naa sakunga teri mohabbat mera khuda hai are tu kya jaane tujh mein kya hai teri mohabbat mera khuda hai teri mohabbat mera khuda hai teri mohabbat click here
tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa pyaar karna tere bas ki baat nahin pyaar karna tere bas ki baat nahin kisi pe marna tere bas ki baat nahin o bewafaaa o bewafaaa yaar wo kaise hain jo pyaar bechate hain hoo yaar wo kaise hain jo pyaar bechate hain jeena kya unka jo yaar bechate hain hum ussi ko dil kahenge pyaar jiss mein basaa pyaar hi to zindagi hai pyaar hi hai nashaa tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa ooooooooooo teri jafaa mujhko iss mehfil mein laayi hoo teri jafaa mujhko iss mehfil mein laayi tere hi jaise yahaan sab hai harjaayi ghum nahin hai iska mujhko ghum hai iss baat kaaa jis ko maine apna samjha usne hi loota tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa pyaar karna tere bas ki baat nahin kisi pe marna tere bas ki baat nahin o bewafaaa o bewafaaa o bewafaaa o bewafaaa click here
tu kyun tu kyun mujhko pukaare tu kyun mujhko pukaare tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tu kyun mujhko pukaare tu kyun aankhon ne dekha kaisa tamaasha maut bane din raat aankhon ne dekha kaisa tamaasha maut bane din raat jeevan ke saathi itna bata de hai kaun tere saath tu kyun mujhko pukaare tu kyun mujhko pukaare tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tu kyun mujhko pukaare tu kyun o meri kismat rehne bhi de tu loot na ab singaar o meri kismat rehne bhi de tu loot na ab singaar beete zamaane aa laut aa tu rone laga mera pyaar tu kyun mujhko pukaare tu kyun mujhko pukaare tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tu kyun mujhko pukaare tu kyun click here
Tu Lakho Me Hai Ek Sanam click here
ho laali ho ho laali ho o saathi o o o saathi ho tu laali hai savere wali gagan rang de tu mere mann kaa jo suraj tu main dharti teri tu saathi hai mere jeewan kaa tu laali hai savere wali gagan rang de tu mere mann kaa jo suraj tu main dharti teri tu saathi hai mere jeewan kaa ho tere mere beech ki mitegi kab doori ho ho hoti hai kuchh to sanam sabhi ki majburi tum ho nigahon mein kab aaogi baahon mein tum mein jo himmat ho mujhse mohabbat ho jag se mujhe chheen lo tu laali hai savere wali gagan rang de tu mere mann kaa jo suraj tu main dharti teri tu saathi hai mere jeewan kaa ho tere hi phere karun khinchi huyi main aaun ho dekhun tujhe door se gale naa lag paaun kisne tumhe roka kar lo woh jo socha hansi naa udao aur naa jalao aanchal ki tum chhanv do tu laali hai savere wali gagan rang de tu mere mann kaa jo suraj tu main dharti teri tu saathi hai mere jeewan kaa ho tu meri takdeer mein bata de hai ya nahin ho kaise karun main pehal kahin ye hota nahin jis click here
uuui taubaa tu lajawaab bemisaal dilbar yaar dilbar jaani kya main kya pyaar mera hai teri meherbaani tu hai toh zindagi hai khaak hai warna yeh zindagani tu lajawaab bemisaal dilbar yaar dilbar jaani kya main kya pyaar mera hai teri meherbaani tu hai toh zindagi hai khaak hai warna yeh zindagani chhodo ishaare kyun kyun bolo zubaan se kya tumne yeh baatein haan haan seekhi kahaan se hoo ooo chhodo ishaare bolo zubaan se tumne yeh baatein seekhi kahaan se yeh toh tere pyaar ka kamaal hai sanam duniya badal gayi hai badla jahaan yaani yeh meri mastiyan hain saari teri pyaar ki nishaani ho tu lajawaab bemisaal dilbar yaar dilbar jaani kya main kya pyaar mera hai teri meherbaani tu hai toh zindagi hai khaak hai warna yeh zindagani lehraake aaya kya mausam suhaana achchha dil ki lagi ka haan haan aaya zamaana lehraake aaya mausam suhaana dil ki lagi ka aaya zamaana leke aaya pyaar yeh bahaar ka sama dil mein na pyaar ho to chaahe yeh rut suhaani dil mein na ho mohabbat click here
tu mahal mein rehne wali main kuttiya mein rehne wala phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya tu aasmaan ka taara tu aasmaan ka taara main ek darra bekara bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi lagi rahi lagi rahi main khol ke khidki mehal ki haye re khadi rahi khadi rahi khadi rahi tu hansti khadi us paar tu hansti khadi us paar meri naav beech manjhdhar bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo teri mitthi mitthi yaad mere dil mein haye haye aati rahi aati rahi aati rahi meri bheegi bheegi ankhiyon se nindiya haye haye jati rahi jati rahi jati rahi teri jhooti hai har baat teri jhooti hai har baat tu chhod gayi mera saath bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya jab rimjhim rimjhim rimjhim o jab rimjhim rimjhim barkha haye haye hoti rahi hoti rahi hoti rahi main click here
tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo january february january february ke do maheene lagti hai mujhko sardi january february ke do maheene lagti hai mujhko sardi tu kyaa jaane tu kyaa jaane tu kyaa jaane sardi ne jo haalat ahaa ahaa ahaa haalat patli kar di tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo march april mein bahaar kuchh aise jhoom ke aaye march april mein bahaar kuchh aise jhoom ke aaye dekh ke teraa dekh ke teraa dekh ke teraa gadraa badan haai dil meraa lalchaaye tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo may aur june ka aataa hai jab rangon bharaa mahinaa may aur june ka aataa hai jab rangon bharaa mahinaa dekh teraa dekh teraa dekh teraa malmal ka kurtaa aa haa ye he o ho arre chhute meraa pasinaa tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo july august mein saawan aise rimjhim rimjhim barse click here
hey tu main ban gaya main tu ban gaya tu main ban gaya are main tu ban gaya badal gaye hum bum chik bum bum badal gaye hum are bum chik bum bum yeh main jaanu ya tu jaane kaun kaun hai yeh kaun jaane tu main ban gaya main tu ban gaya badal gaye hum bum chik bum bum badal gaye hum bum chik bum bum yeh main jaanu ya tu jaane kaun kaun hai yeh kaun jaane are tu main ban gaya main tu ban gaya aamne saamne aaye hum aise dekhata hai koi aaina jaise aamne saamne aaye hum aise dekhata hai koi aaina jaise tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon koi aaye aake hamko pehchane kaun kaun hai ye kaun jaane are tu main ban gaya yeh main tu ban gaya do badan do haseen naujawaan dekho dono mein jaise hai ek jaan dekho yeh do badan do haseen naujawaan dekho dono mein jaise hai ek jaan dekho jaadu sa chhaa gaya dhoka main kha gaya jaadu sa chhaa gaya dhoka main kha gaya kya karenge log bhala anjaane kaun kaun hai ye kaun jaane ye tu main ban click here
tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga humara tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga humara tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga humara oo pyaasi hai jeevan ki dhaara milan kab hoga humara ooo hoo milan kab hoga humara nadiya bahe chaahe kahin saagar se sangam zaruri hai nadiya bahe chaahe kahin saagar se sangam zaruri hai main tere bin adhura hoon tu mere bin adhuri hai ho jaise kiran aur taara milan kab hoga humara tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga humara ho ho milan kab hoga humara tune suna ya na suna main tera naam leta raha tune suna ya na suna main tera naam leta raha tune suni ya na suni aawaaz main deta raha ho jo saans li dil pukaara milan kab hoga humara tu mauj main hoon kinaara milan kab hoga humara ho ho milan kab hoga humara jaise kisi mandir mein log rakh dein kisi ki murat ko jaise kisi mandir mein log rakh dein kisi ki murat ko dil mein basa rakha hai yun maine sajan ki surat ko teri pooja mein pal pal guzaara milan kab hoga humara click here
tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Jo Nahin Koi Mera Darinda (1977) 04:05 15575
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:05   Song Number : 15575   

Tu Jungal Ki Morni Raja Saab (1969) 05:46 14050
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:46   Song Number : 14050   

Tu Kahan Ye Bata Tere Ghar Ke Samne (1963) 04:36 21327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:36   Song Number : 21327   

Tu Kahe Agar Andaz (1949) 03:22 21329
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 21329   

Tu Kal Chala Jaayega Naam (1986) 06:09 21330
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar, Sanjay Dutt
Duration : 06:09   Song Number : 21330   

Tu Kar De Nazar Se Mastana Ladki Pasand Hai (1971) 04:55 13035
 
Poster of Ladki Pasand Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Hemlata, Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar, Mumtaj
Duration : 04:55   Song Number : 13035   

Tu Kaun Kahan Se Aayi Hai Dil Pardesi Ho Gayaa (2003) 06:09 13624
 
Poster of Dil Pardesi Ho Gayaa (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Kapil Jhaveri, Saloni Aswani
Duration : 06:09   Song Number : 13624   

Tu Kaun Si Badli Mein Khandan (1942) 03:19 32971
 
Poster of Khandan (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Gulam Haidar
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Ghulam Mohammad
Duration : 03:19   Song Number : 32971   

Tu Kitni Achchhi Hai Raja Aur Runk (1968) 05:44 21331
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahesh Kumar
Duration : 05:44   Song Number : 21331   

Tu Kya Jaane Haadsaa (1983) 04:05 18200
 
Poster of Haadsaa (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:05   Song Number : 18200   

Tu Kya Jane Wafaa Haath Ki Safai (1974) 03:59 21332
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 21332   

Tu Kyun Mujhko Pukaare Mayur Pankh (1954) 03:30 40350
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sumitra Devi
Duration : 03:30   Song Number : 40350   

Tu Laakhon Mein Hai Ek Sanam Birju Ustad (1964) 03:33 38908
 
Poster of Birju Ustad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:33   Song Number : 38908   

Tu Laali Hai Savere Wali Abhi To Jee Lein (1977) 04:28 36277
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Jaya Bhaduri, Danny Denzongappa
Duration : 04:28   Song Number : 36277   

Tu Lajawaab Bemisaal Hum Dono (1985) 04:57 37917
 
Poster of Hum Dono (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 04:57   Song Number : 37917   

Tu Mahal Mein Rehne Wali Shabnam (1949) 04:28 19133
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 04:28   Song Number : 19133   

Tu Maike Mat Jaiyo Pukar (1983) 05:57 18182
 
Poster of Pukar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 05:57   Song Number : 18182   

Tu Main Ban Gaya Aamne Samne (1982) 05:05 37406
 
Poster of Aamne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Aarti Gupta
Duration : 05:05   Song Number : 37406   

Tu Mauj Main Hoon Kinaara Lovers (1983) 05:03 37224
 
Poster of Lovers (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Padmini Kolhapure
Duration : 05:03   Song Number : 37224   

Tu Mera Chaand Dillagi (1949) 03:52 21333
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya, Shyam Kumar
On Screen Actors- 
Suraiya, Shyam
Duration : 03:52   Song Number : 21333