tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare sapnon ke desh ka chanda maama raaja sapnon ke desh ka chanda maama raaja bula raha hai bajaa bajaa ke saat suron kaa baaja chori chori khidki se kare hai ishaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare rang birangi pariyaan tujhe jhule mein jhulayengi rang birangi pariyaan tujhe jhule mein jhulayengi billi tota maina ki kahaani bhi sunayengi achchhe achchhe tujhe khilaune dengi pyaare pyaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare baadlon ki paalki mein munne ko bitha ke baadlon ki paalki mein munne ko bitha ke chanda mama saara jag laayega ghuma ke laut ke aaye shaan se mera raaja mere dware tim tim karte
Tim Tim Karte Taare
Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)