MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere jaisa koi khoobsurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin sooraj chaand taare gagan ke jaise roshni dene chamke yun hi teri bindiya ke dam se meri duniya din raat damke tere hansne se achchha muhurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin main bhi aaj yeh maanta hoon kal tak jo yeh duniya thi kehti jag mein har safal aadmi ke peechhe ek aurat hai rehti munh chhupane ki koi zaroorat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin kitna mujhe tujhpe yakeen hai humdam tujhe kehna hai mushkil itna tujhe kehta hoon bas main tujh bin zinda rehna hai mushkil nainon mein bin tere koi moorat nahin ho tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota click here
tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake yaara teri yaari ko maine to khuda maana yaad karegi duniya tera mera afsana mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye tere sang jeena yahan tere sang mar jaana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana click here
tere jeevan ka hai karmon se naata tere jeevan ka hai karmon se naata tu hi apna bhaagya vidhaata ooo hoo ooooo oooo jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega tu karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha o dena hoga til til ka lekha tere jeevan ka hai karmon se naata aaj tu jisko achchha samjhe jaan le uska kal kya hai kal kya hai soch le chalne se pehle tu un raahon ki manzil kya hai manzil kya hai jo bhi kiya hai aage aata tu itna bhi soch na pata ooo hoo ooo oooo jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega tu karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha tere jeevan ka hai karmon se naata hoooo ooooo ooooo mana ki kale karmon se tujhko khushiyaan aur sukh milta hai khushiyaan aur sukh milta hai aasmaan ko chhune wale ye kitne din chalta hai ye kitne din chalta hai kaahe ret ke mehal banata jhute bal se tu kyun itrata ooo hoo ooo oooo jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega tu karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha hoo oooo dena click here
hmmmm hmmmm tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan jaag ke phir so gayi sapnon mein kho gayi aag lage saari duniya ko main teri ho gayi re baalma tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan aaja preetam kitna hi bulaaye naadano laaj ne roka ho ho ho ho preetam kitna hi bulaaye naadano laaj ne roka par aadhi raat mein uth ke chhup ke milte hi mauka ho ye gayi wo gayi sapnon mein kho gayi aag lage saari duniya ko main teri ho gayi re balam ji tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan nikli ye soch ke ghar se saiyan se milaoongi ho ho ha ha nikli ye soch ke ghar se saiyan se milaoongi pal do pal thehrke jaldi main wapas aa jaoongi ha ha piya milan ko gayi to sapnon mein kho gayi aag lage saari duniya ko main teri ho gayi re baalma tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere click here
Tere Kadmon Ko click here
hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo tere khayaalon mein hum teri hi baahon mein hum tere khayaalon mein hum teri hi baahon mein hum apne hain donon jahaan ho jaayen bekhud yahaan tere khayaalon mein hum hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo tu roshni bhor ki palkon mein tere chhupun jab aankh kholega tu putli mein honge hum hin hum hain sala ki zabaan aankhon mein tere rawaan tere khayaalon mein hum hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo madbhari chanchal ye shaam deti hai tujhko payaam pathar pe kar shaayari tujhko humara salaam tu hai jahaan hum wahaan jhumen zameen aasmaan tere khayaalon mein hum click here
aa aa aa aa aa aa ho hoo ooo hoo ho oo tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya phoolon ke mausam ne koyal ki puncham ne rangeen sapne jagaye phoolon ke mausam ne koyal ki puncham ne rangeen sapne jagaye karke baharon ko tere nazaron ko dil ki kali khil na paaye re jaane na tu saanwariya tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya paas jo aati hoon kuchh kahne jati hoon meri zubaan ladkhadaye paas jo aati hoon kuchh kahne jati hoon meri zubaan ladkhadaye bebas bechari main apne se haari main pachhtaun neha lagaye re jaane na tu saanwariya tere khayalon mein tere hi khwabon mein din jaaye raina jaaye re jaane na tu saanwariya kitne bahanon se dilkash taranon se aawaz teri bulaye kitne bahanon se dilkash taranon se aawaz teri bulaye chhupne chhupaane mein yun aane jaane mein yeh aag badhti click here
o tere kheton ki rakhwaali ab main naiyon jaana o tere kheton ki rakhwaali ab main naiyon jaana kyun naiyon jaana hey main naiyon jaana kyun naiyon jaana mere khet pukaaren tujhko mausam hai suhaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana tere kheton mein o rasiya o ho o tere kheton mein o rasiya ghutne ghutne paani ghutne ghutne paani masti mein aakar mere kahin doob na jaaye jawaani doob na jaaye jawaani agar fisal gaya mera paon kya kahe zamaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana meri dharti ki haryali mere fasal ki tu hai jawaani fasal ki tu hai jawaani tere kadmon ko chumega mere khet ka pyaasa paani khet ka pyaasa paani teri raah dekhti raahen tujhe lekar jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana tere khet ki mitti udd kar hoo oooo hooo tere khet ki mitti udd kar mere aankhon mein pad jaaye aankhon mein pad jaaye gaalon pe beh gaya kaajal to rang kaala ho click here
tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale usi beete zamaane ka sahaara le ke aaya hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu zaraa tu dekh le aa kar main kyaa kyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wohi afsaanaa honthon par adhooraa le ke aayaa hoon tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon click here
Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha kho baitha click here
tere liye maine sab ko chhoda tu hi chhod ke chal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche khaabon ke bagiche kya thi khabar loot jaayegi meri duniyaa itni jaldi janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera kiss kaam kaa jeevan mera meet bichhadte nahin raahon mein kyun tune reet badal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi tere liye maine sab ko chhoda click here
tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye dilkash nazaaron se poochho rut ke ishaaron se poochho are mera nahin hai bharosa toh in baharon se poochho ye phool itne saare khile hain kisliye ye phool itne saare khile hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye yun dil ko dhadka raha hai dil ko maza aa raha hai dekho ye mastaana mausam humko yun behka raha hai kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye aankhon mein tujhko basaya main tere dil mein samaya ab pyaar pe aaya joban joban pe ab pyaar aaya dil ko haseen armaan mile hain kisliye dil ko haseen armaan mile hai kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani click here
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna click here
hooo tere liye ye saare nazaare mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai hooooo tere liye rangeen bahaaren mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai hoooo nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara madhosh ho gaya hai dekho ye dil humaara hoooooo saara chaman kahe saara chaman kahe dharti gagan kahe mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai oooooo sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya har cheez ho paraayi par tu na ho paraaya hooooo waada hai ye waada waada hai ye waada koi ho kisi ka mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki click here
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana ik dor kheenche dooja dauda chala aaye ik dor kheenche dooja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ho ho ho aise jaise koi deewaaaaana aise jaise koi deewaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana pehnugi main tere haathon se kangna pehnugi main tere haathon se kangna jaayegi meri doli tere hi angnaa chaahe kuchh kar le ho ho ho chaahe kuchh kar le zamaaaaanaaa chaahe kuchh kar le zamaaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kitni zubaane bolen log humjoli kitni zubaane bolen log humjoli duniyaa mein pyaar ki ek hai boli bole jo shamma ho ho ho bole click here
tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana kaisa hai ye bandhan anjaaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa ik dor kheenche duja dauda chala aaye ik dor kheenche duja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ooo aise jaise koi deewaaanaa aise jaise koi deewaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana neend naa aaye mujhe chain naa aaye neend naa aaye mujhe chain naa aaye laakh jatan karun roka naa jaaye sapnon mein tera oooo sapnon mein tera aana jaaanaa sapnon mein tera aana jaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa kaisa hai ye bandhan anjaaanaa click here
tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa pehle pehle pyaar ki pehli raat yaad rahegi phoolon ke iss shehar ki mulaakaat yaad rahegi kaash yahin saari umar yun hi jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon pehle in aakhiyon se baatein main chand kar loon teri inhi baaton ne liyaa mujhe jeet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa chhote chhote din raat chhote chhote din raat lambee lambee baatein hain jaldi hai kis baat ki badi mulaakaatein hain baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm ho ho ho o o tere mere milan ki ye raina hoo oo tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana jaise khele chanda badal mein khelega woh tere aanchal mein chandaniya gungunayegi chandaniya gungunayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se jagaa ke ansuni si dhadkan balamwa bhar doongi tera mann nayi ada se satayegi nayi ada se satayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere click here
tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe baahon mein teri ye baahen rahengi are baahon mein teri ye baahen rahengi to thokar mein hoga zamaana haa aaan thokar mein hoga zamaana dil ki ye baatein rehne do dil mein kya hai zaroori jataana kya hai zaroori jataana main naa kahunga to duniya kahegi main naa kahunga to duniya kahegi ye baat ek din to khulke rahegi dheere dheere are dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe aaiyooo aayiiiii dekho humaare dil mil gaye hain dekho humaare dil mil gaye hain dil ke sahaare chalenge dil ke sahaare chalenge hum jo chalenge click here
Tere Mere Pyar Ki Jo Baat Chali click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Jaisa Koi Khoobsurat Nahin Bezubaan (1982) 04:51 36729
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 36729   

Tere Jaisa Yaar Kahaan Yaarana (1981) 03:47 18072
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Amzad Khan
Duration : 03:47   Song Number : 18072   

Tere Jeevan Ka Hai Karmayogi (1978) 04:19 37966
 
Poster of Karmayogi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:19   Song Number : 37966   

Tere Kaaran Mere Saajan Aan Milo Sajna (1970) 05:12 21292
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:12   Song Number : 21292   

Tere Kadmon Ko Disco Deewane (1980) 04:02 39350
 
Poster of Disco Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nigar
Music Director- 
Biddu
Duration : 04:02   Song Number : 39350   

Tere Khayalon Mein Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 03:15 13269
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajshree
Duration : 03:15   Song Number : 13269   

Tere Khayalon Mein Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:24 32974
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 04:24   Song Number : 32974   

Tere Kheton Ki Rakhwaali Deedar (1970) 05:24 40797
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 05:24   Song Number : 40797   

Tere Kooche Mein Armaanon Dillagi (1949) 03:51 31084
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Duration : 03:51   Song Number : 31084   

Tere Kooche Mein Tera Deewaana Heer Raanjha (1970) 06:41 13123
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:41   Song Number : 13123   

Tere Liye Maine Sab ko Anand Ashram (1977) 04:02 12665
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:02   Song Number : 12665   

Tere Liye Mere Liye Raksha (1981) 03:56 37460
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:56   Song Number : 37460   

Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 05:33 15145
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:33   Song Number : 15145   

Tere Liye Ye Saare Nazaare Main Aur Mera Haathi (1981) 05:19 19979
 
Poster of Main Aur Mera Haathi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Poonam Dhillon
Duration : 05:19   Song Number : 19979   

Tere Mere Beech Mein Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:42 21294
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:42   Song Number : 21294   

Tere Mere Beech Mein (Male) Ek Duuje Ke Liye (1981) 04:32 13213
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13213   

Tere Mere Honthon Pe Chandni (1989) 05:32 21295
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:32   Song Number : 21295   

Tere Mere Milan Ki Ye Raina Abhimaan (1973) 05:05 21296
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:05   Song Number : 21296   

Tere Mere Pyaar Ki Paap Aur Punya (1974) 05:33 17663
 
Poster of Paap Aur Punya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Vishweshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Mukesh
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 17663   

Tere Mere Pyaar Ki Jo Baat Chali Aankh Micholi (1972) 04:27 38295
 
Poster of Aankh Micholi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bharathi
Duration : 04:27   Song Number : 38295