tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja guzri huyi ye baat hai ab ye fasaana bhool ja guzri huyi ye baat hai ab ye fasaana bhool ja tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja milke jo tu bichhad gaya milke jo tu bichhad gaya dil ka chaman ujad gaya dil ka chaman ujad gaya roothi hui bahaar ka laut ke aana bhool ja roothi hui bahaar ka laut ke aana bhool ja roti huyi jawaaniyaan roti huyi jawaaniyaan kehti hain ye kahaaniyaan kehti hain ye kahaaniyaan jalna tha dil ka aashiyaan aag bujhaana bhool ja jalna tha dil ka aashiyaan aag bujhaana bhool ja badle mein tere pyaar ke ghum ko gale laga liya ghum ko gale laga liya ghum ko gale laga ke tu aansu bahaana bhool ja ghum ko gale laga ke tu aansu bahaana bhool ja tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja
Tera Kisi Se Pyaar Tha
Dada (1949)