MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


taare gin gin beeti saari raat padi hai barsaat aankhon se saari raat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat padi hai barsaat aankhon se saari raat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat meri dekh dekh tanhayi hansi taaron ne meri udaai meri dekh dekh tanhayi hansi taaron ne meri udaai kahe hans hans taaron bhari raat male hai kyun haath kaho hai kya baat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat kya humse huyi hain khatayen kis zulm ki hain ye sazayen kya humse huyi hain khatayen kis zulm ki hain ye sazayen bahe ruk ruk aansu saari raat huyi hai parbhaat na soojhe koi baat taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat kya bhool gaye wo zamana koi roothe bhi to manana kya bhool gaye wo zamana koi roothe bhi to manana rahe chup chup ab saari raat kare na wo baat jiya hai ghabraye taare gin gin beeti saari raat taare gin gin beeti saari raat padi hai barsaat aankhon se saari raat taare click here
taare taare kitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare teri umr ho itne saal jitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare phool hain kitne pyaare phoolon se pyaara tu happy b''day to you log hain kitne nyaare logon se nyaara tu happy b''day to you aa jaa gale lag jaa mere dil ke sahaare taare taare kitne neel gagan pe taare lala lala lal lala la lala lala la tumhin mere daddy aur tum hi mere meet daddy you are very sweet mummy se seekha hai maine ye naya geet daddy you are very sweet aa jaa gale lag jaa pappa mere pyaare pyaare taare taare kitne neel gagan pe taare saalgiraah ka ye din mubaaraq mere laal jiye tu hazaaron saal tujhko kuchh ho jaaye to kya ho mera haal jiye tu hazaaron saal aa jaa gale lag jaa mere raajdulaare taare taare taare kitne neel gagan pe taare teri umr ho itne saal jitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare click here
hooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain kabhi na tootenge mamta ke naate pyaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain hooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aankh micholi khelein andhiyare ujiyaale aankh micholi khelein andhiyare ujiyaale apnon se chhupte hain saari duniya waale aanchal ke phoolon se maata aankh na phere aanchal ke phoolon se maata aankh na phere sab kuchh apna hai jab tu hai paas humaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain jeevan dhan hai mera tera sundar mukhda jeevan dhan hai mera tera sundar mukhda dekh ke mukhda tera bhoolun main har dukhda tu hi to laayegi meri khoyi bahaarein tu hi to laayegi meri khoyi bahaarein pyaar ka bandhan tu do dil na rahenge nyaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain kabhi na tootenge mamta ke naate pyaare taare toota karte hain sahaare chhoota karte hain hooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo click here
tu haan tu tu haan tu maana sabse tu haseen hai husn waali maana sabke tu dilon mein basne waali haan haan hai maasha adaa bhi nakhre waali par taareefon se nahin tu maanne waali tu haan tu tu haan tu khaamosh dil na zor se dhadakna dikh na jaaye haaye use tera tadapna mere haal pe hai muskurane waali par taareefon se nahin tu maanne waali tu tu haan tu haan tu yeah wohaahahaha na na na na na na na na na na na na na na na tere kaanon mein gungunaaun ya pahaadon se chillaaun tere kaanon mein gungunaaun ya pahaadon se chillaaun tu hi tu tu hi tu tu hi tu koi sufi shikayat karun tu ru ru tu ru ru tu ru ru koi filmi shararat karun o nakhre waali par taareefon se nahin tu maanne waali maana sabse tu haseen hai husn waali maana sabke tu hai hosh udaane waali mere haal pe hai muskuraane waali taarifon se nahin hmm hmmm hmm na na na na na na hey ooo wou uu uu taarefon se nahin tu maanne waali ooooo wou uu uu uu tu maanne waali hmmm click here
ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ik cheez qayaamat bhi hai logon se suna karte the tumhen dekh ke maine maana woh theek kaha karte the woh theek kaha karte the hai chaal mein teri zaalim kuchh aisi balaa ka jaadoo sau baar sambhala dil ko par ho ke raha beqaaboo taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka saaya hai tere baalon ka tu balkhaati ik nadiya har mauj teri click here
taaron bhari raat hai par tu nahin taaron bhari raat hai par tu nahin ye zindagi kya hai ye zindagi kya hai tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin mann ka panchhi bol utha hai bol balam tore dil mein kya hai bol balam mann ka panchhi bol utha hai bol balam tore dil mein kya hai bol balam mere dil ki baat naa poochho mere dil ki baat naa poochho haaye kahin lagta nahin tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin thodi thodi der mein jee bhar bhar aaye hai apni lagi ke sab jag gun gaaye hai thodi thodi der mein jee bhar bhar aaye hai apni lagi ke sab jag gun gaaye hai mere dil ki baat to poochho mere dil ki baat to poochho haaye kahin lagta nahin tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin ye zindagi kya hai ye zindagi kya hai tum kahin hum kahin taaron bhari raat hai par tu nahin click here
taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani kehte hain jise chaandni hai noor e muhabbat kehte hain jise chaandni hai noor e muhabbat taaron se sunehri hai hamesha teri qismat taaron se sunehri hai hamesha teri qismat jaa jaa ke palat aati hai phir teri jawaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai kehte hain jise chaand meraa daag e jigar hai kehte hain jise chaand meraa daag e jigar hai taaron se kahaa kartaa hai ye dil ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani hum hon na hon duniyaa yun hi aabaad rahegi hum hon na hon duniyaa yun hi aabaad rahegi ye thandi hawaa aur click here
taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne jhanki paayal macha gayi hulchul ambar saara lagaa hilne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne hai ghataaon ka do nain mein kaajal dhoop ka mukh pe daale sunehraa sa aanchal hai ghataaon ka do nain mein kaajal dhoop ka mukh pe daale sunehraa sa aanchal ho yun lahraai li angdaai lagi jaise dhanak khilne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne aag si lapke jalti hui raahein ji ko dahlaaen bechain toofaan ki aahein aag si lapke jalti hui raahein ji ko dahlaaen bechain toofaan ki aahein ho naa daregi naa rukegi dekhein kyaa ho kahaa dil ne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne dekho dharti chali milne dekho dharti chali milne click here
aye ji hooooo taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi daan yatimo ko deta to daani main kehlaata daani main kehlaata khush ho jaati biwi jo uske gahne banwata uske gahne banwata maine kaagaz ki begam se kaahe aankh ladayi main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi apne dil ka chain bhi haara aur daulat bhi haari aur daulat bhi haari maalik ne insaan banaya main ban gaya juaari main ban gaya juaari gali gali mein ho gayi yaaron aaj meri ruswaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi are click here
tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha na thi bechainiyaa betaabiyaa aur ghum nahi tha koi mehboob na tha koi bhi hamdam nahi tha kisi ki yaad na thi aur intezaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha kisi paraaye ki baaton mein ye mithaas na thi mere beaas dil ko to koi bhi aas na thi kisi ke jhoote waadon pe bhi aitbaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha meri nindon ki duniyaa mein kisi ke sapne na the jahaan ke dard aur dukh bhi mere apne na the mera dil thandi aah kaa kabhi shikaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke click here
tadap aye dil tadapne se zaraa aaraam aataa hai ki lab par har tadap ke saath unkaa naam aataa hai jise sun kar meri duniyaa khushi se jhoom uthti thi jise sun kar meri duniyaa khushi se jhoom uthti thi na wo aawaaz aati hai na wo paigaam aataa hai tujhe main kyaa bataaun kis tarah tujh ko ye samjhaaun tujhe main kyaa bataaun kis tarah tujh ko ye samjhaaun tere aane se is dil ko badaa aaraam aataa hai lagaa le zor ye duniyaa na badlegi wafaa apni lagaa le zor ye duniyaa na badlegi wafaa apni badal jaaye wafaa to ishq par ilzaam aataa hai tadap aye dil tadapne se zaraa aaraam aataa hai ki lab par har tadap ke saath unkaa naam aataa hai click here
hmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein bahaar aayi khile phool hum to ye samjhe bahaar aayi khile phool hum to ye samjhe kisi ne aag laga di hai aashiyaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein hansi se kuchh naa kaha kisi se kuchh naa kaha apne dil se baaten ki hum aap jal gaye dil ka diyaa jalaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein bhagwaan bhagwaan bhagwaaaan bhagwaan humare sabr ka bhagwaan imtehaan naa le humare sabr ka bhagwaan imtehaan naa le kahin ye dam naa nikal jaaye aazmaane mein mila naa chain humen to kabhi zamaane mein tadap tadap ke kati umr aashiyaane mein click here
tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki bina kaaran udaasi kyun achaanak ghir ke aati hai thaka jaati hai kyun mujhko badan kyun tod jaati hai badan kyun tod jaati hai tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki hai aakhir kaun se bandhan jo mujhse khul nahin paate ye baadal bebasi ke kyun baras kar ghul nahin jaate baras kar ghul nahin jaate tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki kasak ye bin baat ki bhala ye rog hai kaisa sajan ab to bata de ab to bata de bata de tadap ye din raat ki click here
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey tadbeer se bigdi huyi taqdeer banaa le taqdeer banaa le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le tadbeer se bigdi huyi taqdeer banaa le taqdeer banaa le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey darta hai zamaane ki nigahon se bhalaa kyun nigahon se bhalaa kyun darta hai zamaane ki nigahon se bhalaa kyun nigahon se bhalaa kyun insaaf tere saath hai ilzaam utha le ilzaam utha le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey kya khaak wo jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho kya khaak wo jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho khud mit ke kisi aur ko mitne se bacha le mitne se bacha le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey toote huye patvaar hai kashti ke to ghum kya haari huyi bahon ko hi patvaar banaa le patvaar banaa le click here
tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge tadpa lo kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka ek din to ye phool sunegaa bulbul kaa shikavaaa bewafaa pyaar mein kab talaq ye parda tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke wo humse jab milte hain to begaane ban ke ishq mein reh gaye hum fasaane ban ke tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo dekh nishane par rakha hai kab se maine dil dekh nishane par rakha hai kab se maine dil teer chala kya soch raha hai o bhole qaatil kya pata maut hi pyaar ki ho manzil tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge click here
taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai ladka aur ladki raazi phir bhi na maane qaazi ladka aur ladki raazi phir bhi na maane qaazi ye zid na chhode mere dil ko tode ye banne na de meri salma ko meri dulhan taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai ladka aur ladki raazi phir bhi na maane qaazi ye zid na chhode mere dil ko tode ye banne na de meri salma ko meri dulhan taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai lakdi beche aur na samjhe haaan lakdi beche aur na samjhe ladki ke armaanon ko mota seth tarazoo mein tole tarazoo mein tole haan tarazoo mein tole chhote insaanon ko ho jaaye buddha haan ji allah ko pyaara wah ji main kar loon shaadi khaana aabadi sulajh jaaye pal mein meri barson ki uljhan taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai daiya ri click here
tak dhum tak dhum tak dhum tak dhum ooooo saila saila aaya more man bhaya mere liye pyaar laaya re saila aaya more man bhaya mere liye pyaar laaya re umang naache sang sang ang naache re tarang naache jal mein dekho rang naache re sayili aayi aise muskaayi mann mein mridang baaje re umang nache sang sang ang nache re tarang naache jal mein dekho rang naache re dil ne kaha wahi suna tujhko chuna sajnaaaa nayi nayi heer hai tu main hoon tera raanjhna dil ne kaha wahi suna tujhko chuna sajnaaaa nayi nayi heer hai tu main hoon tera raanjhna ghume tere aas paas mera ye jiya ho pyaar ki paayal se tune baandh liya sayili aayi aise muskaayi mann mein mridang baaje re umang naache sang sang ang naache re tarang naache jal mein dekho rang naache re doobi rahun khoyi rahun tere hi sapnon mein gair bhi to apna bane jaadu wo nainon mein hoo doobi rahun khoyi rahun tere hi sapnon mein gair bhi to apna bane jaadu wo nainon mein dil mein basi teri hansi tera kaajal zindgi se click here
hey ho hey ho tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao ye kangan ke haath ye payal ke paanw ye kangan ke haath ye payal ke paanw ye bindiya ki basti ye jhumke ka kaan oo haye gazab kitna suna tha sab aaj hone do ghungroo ki jhankar hey tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao aa daalon gale ye baahon ka haar aa daalon gale ye baahon ka haar main jina sikhaun main sikhlaun pyaar milke sanam aa manayenge hum aaj dil se dil milne ka tyohar tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao hey tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao aaa aaa aaa aaaa click here
Tak Tak Dhoom Dhoom click here
la la la la la laaa la la la la la la la la la la la la laaa la la la la la laaaa chalta hai do dilon ka kaise sansaar pyaar se aata hai premiyon ko kis tarah qaraar pyaar se jeevan mein aati hai kaise bahaar pyaar se pyaar se pyaar se pyaar se takatu taka tayi taka tayi takatu taka tayi taka tayi pyaar ki pehli raat aayi pyaar ki pehli raat aayi zehar bhi ban jaata hai amrit pyaar se agar piya jaaye haan kaante bhi ban jaate hain kaliyaan pyaar se agar jiya jaaye zehar bhi ban jaata hai amrit pyaar se agar piya jaaye haan kaante bhi ban jaate hain kaliyaan pyaar se agar jiya jaaye khilte hain do dilon ke kaise gulzaar pyaar se haan takatu taka tayi taka tayi takatu taka tayi taka tayi pyaar ki pehli raat aayi pyaar ki pehli raat aayi maut use kaise dhundh paaye jo gesuon mein tere kho jaaye aag dil ki bujhti hai tab jab madhur milan ho jaaye maut use kaise dhundh paaye jo gesuon mein tere kho jaaye ha ha ha ha ha aag dil ki bujhti hai tab jab madhur milan ho jaaye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Taare Gin Gin Beete Saari Raat Dhoon (1953) 03:23 36205
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 36205   

Taare Kitne Neel Gagan Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 04:16 12582
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Bobby
Duration : 04:16   Song Number : 12582   

Taare Toota Karte Hain Aansoo Aur Muskan (1970) 03:54 37752
 
Poster of Aansoo Aur Muskan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:54   Song Number : 37752   

Taareefon Se Dear Zindagi (2016) 04:38 19822
 
Poster of Dear Zindagi (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:38   Song Number : 19822   

Taarif Karun Kya Uski (Yeh Chaand Sa Roshan Chehra) Kashmir Ki Kali (1964) 05:36 21431
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:36   Song Number : 21431   

Taaron Bhari Raat Hai Kajal (1948) 03:13 16262
 
Poster of Kajal (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Wasti, Suraiya
Duration : 03:13   Song Number : 16262   

Taaron Ki Zabaan Par Nausherwan-E-Adil (1957) 03:33 13845
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:33   Song Number : 13845   

Taaron Mein Sajke Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 05:33 21272
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sandhya, Abhijeet
Duration : 05:33   Song Number : 21272   

Taash Ke Baawan Patte Tamanna (1969) 04:53 36551
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 04:53   Song Number : 36551   

Tabiyat Theek Thi Mirza Sahiban (1957) 02:57 19123
 
Poster of Mirza Sahiban (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shardul Kwatra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama
Duration : 02:57   Song Number : 19123   

Tadap Ae Dil Tadapne Se Shaan (1950) 03:12 39218
 
Poster of Shaan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:12   Song Number : 39218   

Tadap Tadap Ke Do Phool (1958) 03:21 16439
 
Poster of Do Phool (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Romi
Duration : 03:21   Song Number : 16439   

Tadap Ye Din Raat Ki Amrapali (1966) 04:20 12658
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:20   Song Number : 12658   

Tadbeer Se Bigdi Huyi Taqdeer Baazi (1951) 03:20 21273
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:20   Song Number : 21273   

Tadpaoge Tadpa Lo Barkha (1959) 03:28 12839
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 03:28   Song Number : 12839   

Taiyabali Pyaar Ka Dushman Amar Akbar Anthony (1977) 04:46 18152
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 18152   

Tak Dhum Tak Dhum Naya Kadam (1984) 06:01 40328
 
Poster of Naya Kadam (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Padmini Kolhapure
Duration : 06:01   Song Number : 40328   

Tak Jhum Nacho Nashe Kala Sona (1975) 05:07 32970
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:07   Song Number : 32970   

Tak Tak Dhum Dhum Do Ankhen Barah Haath (1957) 04:58 39054
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 04:58   Song Number : 39054   

Takatu Taka Tai Singhasan (1986) 05:50 40091
 
Poster of Singhasan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Jaya Prada
Duration : 05:50   Song Number : 40091