do hi lafzon ka tha ye afsaanaaaa jo sunaa kar khamosh ho baitha iftedaa ye ke tumko paaya tha intehaa ye ke khud ko kho baitha sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai ke deewane bhi ab kehne lage hain mujhko deewana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana sunaaun bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale tumhen gulshan mubaraq ho mujhe mera ye veerana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun
Sunaaun Kiss Ko Afsaana
Shirin Farhad (1956)

Ameeta, H Prakash, Kamal, Madhu Bala, P Kailash, Pradeep Kumar, Ram Avatar, Shakuntala, Uma Dutt