MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti maa nahin milti yaad kisi ko ho to aisi baat sunaayen jiss mein kahin na kahin maa kaa naam naa aaye duniyaa mein koi aisi daastan nahin milti ho sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti haan maa nahin milti jinki maa hoti hai khushkismat hote hain jinki maa nahin hoti jeevan bhar rote hain hooo ooo oooo jinki maa hoti hai khushkismat hote hain jinki maa nahin hoti jeevan bhar rote hain jism unhen milte hain lekin jaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti haaan maa nahin milti mandir pe bhi aye mann kuchh raahi nahin rukte ishwar ke aage bhi itne sar nahin jhukte maa ko jo naa maane wo zubaan nahin milti sab click here
chanda mama so gaye sooraj chachu jaage dekho pakdo yaaron ghadi ke kaante bhage chanda mama so gaye sooraj chachu jaage dekho pakdo yaaron ghadi ke kaante bhage ek kahani khatam to dooji shuru ho gayi mamu subah ho gayi mamu mamu mamu subah ho gayi mamu mamu re mamu chanda mama so gaye sooraj chachu jaage dekho pakdo yaaron ghadi ke kaante bhage chanda mama so gaye sooraj chachu jaage kitne sikke jode sabko ye chinta hai jeevan hai ik bank pal pal ko ginta hai kitne sikke jode sabko ye chinta hai jeevan hai ik bank pal pal ko ginta hai dekho apne pyaar ki saving javan ho gayi mamu subah ho gayi mamu mamu mamu subah ho gayi mamu mamu re mamu kaise hanste jaayein jab koi rota hai kisi ka dil jo tode kaise wo sota hai kaise hanste jaayein jab koi rota hai kisi ka dil jo tode kaise wo sota hai aa main tere aansoon ponchhoon are rumaal de na mamu subah ho gayi mamu mamu mamu subah ho gayi mamu mamu re mamu chanda mama so gaye sooraj chachu jaage de de dekho pakdo click here
khushi jisne khoji wo dhan le ke lauta hansi jisne khoji chaman le ke lauta magar pyaar ko khojne jo chala wo na tan le ke lauta na mann le ke lauta subah na aayi shaam na aayi subah na aayi shaam na aayi jis din teri yaad na aayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi kaisi lagan lagi ye tujh se kaisi lagan ye lagi hansi kho gayi khushi kho gayi aansoon tak sab rahan ho gaye arthi tak nilaam ho gayi arthi tak nilaam ho gayi duniyaa ne dushmani nibhaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi tum mil jaate to ho jaati poori apani raam kahaani khandhar taajmahal ban jaata gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani saanson ne hathkadi lagaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi jaise bhi ho tum aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aa jaao aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aag lagi hai tan mein aur mann mein aag lagi hai tan mein aur mann mein ek taar ki dori hai ek taar ki dori hai bas daaman aur kafan mein huyi maut ke sang click here
subah subah ye kya hua naa jaane kyun ab main hawaaon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nayi dishaaon mein chal raha hoon nayi nayi hai meri nazar yaa hain nazaare naye yaa dekhte khwaab main chal raha hoon subah subah ye kya hua naa jaane kyun ab main hawaaon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi nazar se naye nazaare main dekhta hoon ye gungunata hua samaan ye muskuraati fizaa jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya hua naa jaane kyun ab main hawaaon mein chal raha hoon jo abhi hai usi ko jee le jo jeeya wo jee liya wo nasha pee liya kal nasha hai ek naya jo naa kiya to kya jeeya har pal ko pee ke agar dil naa bhar diya subah subah ye kya hua naa jaane kyun ab main hawaaon mein chal raha hoon nayi subah nayi hawa nayi tarah se nayi dishaaon mein chal raha hoon subah subah ye kya hua naa jaane kyun ab main hawaaon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nayi dishaaon mein chal raha hoon ye gungunaata click here
subhaan allah haaye haseen chehra haaye subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se tumhen dekha hoye to dil bola hoye tumhen dekha to dil bola ke tumko doon duwaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se kare pooja zamaana jiski wo tasveer ho tum mila karti hai zannat jisse wo taqdeer ho tum mila karti hai zannat jisse wo taqdeer ho tum kamar patli haaye nazar bijli haaye kamar patli nazar bijli hai zulfen yaa ghataayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se naa jaane kis ki kismat mein hai mukhda chaand saa ye naa jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand kaa ye naa jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand kaa ye ijaazat ho haaye to phir hum bhi haaye ijaazat ho to phir hum bhi muqaddar aazmaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se click here
suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile naa chhutti aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam aaj naa jaane dil ki dhadkan raaz kyun dil ka kholeee raaz kyun dil ka khole main to jaanun wo naa jaane ye tadpan kya boleeee ye tadpan kya bole padh na sake jo mann ki chitthi padh na sake jo mann ki chitthi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam pyaar ke waade kal jo kiye the aaj hai kya majbooriiii aaj hai kya majboori seh naa sakun main pass mein reh ke apne piya se dooriiii apne piya se doori jiss ki agan mein main jal uththi jiss ki agan mein main jal uththi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile click here
sudh bisar gayi aaj apne gunan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki aa hi gayi baat bite dinan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki bikhre sapan saare vidhanaa se hum haare bikhre sapan saare vidhanaa se hum haare ansuon mein doobi hain palken nayan ki palken nayan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki jiyaraa ke do toot gayi preranaa rooth jiyaraa ke do toot gayi preranaa rooth ghut ghut gayi sookh saritaa suran ki saritaa suran ki aaaaa sudh bisar gayi aaj sa ni sa ma ma ga ma dha dha ma dha sa ni sa ga sa ni sa ni dha ni dha ma dha ma ga ma dha ma dha ni sa ni dha pa ma ni dha pa ma ni dha pa ma sudh bisar gayi aaj apne gunan ki haay re kalakaar jaane na sansaar haay re kalakaar jaane na sansaar har raag mein peer hai kiss ke man ki haay kiss ke man ki sudh bisar gayi aaj sudh bisar gayi aaj apne gunan ki aa hi gayi baat bite dinan ki bite dinan ki bite dinan ki sudh bisar gayi aaaaaj click here
suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par kahin gun gun kahin run jhun ke jaise naache zameen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar pyaare pyaare ye nazaare nikhaar hai har kahin suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen oooo hooo hoooo oooo hooo hoooo oooo hoooooooo wo aasmaan jhuk raha hai zameen par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye milan humne dekha yahin par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye click here
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti click here
suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge jahaan ki rut badal chuki naa jaane tum kab aaoge nazaare apni mastiyaan dikha dikha ke so gaye sitaare apni roshani luta luta ke so gaye har ek shamma jal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge tadap rahe hain hum yahan tadap rahe hain hum yahan tumhare intezaar mein tumhare intezaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein mausam e bahaar mein hawa bhi rukh badal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge click here
aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi jeevan aani jaani chhaayaaaaaa jeevan aani jaani chhaayaa jhoothi maaya jhoothi kaaya phir kaahe ko saari umariyaaaaaa phir kaahe ko saari umariyaa paap ki gathri dhoyi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi naa kuchh tera naa kuchh meraaaaa naa kuchh tera naa kuchh meraa ye jag jogi wala phera raja ho ya rank sabhi kaaaaa raja ho ya rank sabhi ka ant ek sa hoooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi baahar ki tu maati phaankeeee baahar ki tu maati phaanke mann ke bheetar kyun na jhaanke ujale tan par maan kiyaaaaa ujale tan par maan kiyaa aur mann ki mail na dhoi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam click here
sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin click here
sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane roti hain taqdeeren hanste hain afsaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane ik aandhi aisi bhi is dil par chhaai hai ik aandhi aisi bhi is dil par chhaai hai apnon kaa zikr hi kya jarche hain begaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane shaam bhi hai jazbe bhi dil bhi hai masti bhi shaam bhi hai jazbe bhi dil bhi hai masti bhi aa bhi jaa teri raah takte hain veeraane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane roti hain taqdeeren hanste hain afsaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane click here
suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana darr hai aankhon hi aankhon mein ban jaaye na koi afsaana ban jaaye na koi afsaana ye pal to guzar jaate hain magar afsaane hi reh jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao muddat se yunhi tadpate ho ab aur humen na tadpaao ab aur humen na tadpaao hum pyaar ki lambi raahon pe chalne se abhi ghabrate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko click here
sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana shamma usi mehfil mein jalegi jismein hoga parwaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana teri ho jaaun main daudi chali aaun mera naam leke pukaaro to zara main tera ho jaaun main jaanu dil lutaaun tabhi apni zulfen sanwaaro to zara jab ye zulfen lehraayen kaale baadal chha jaayen tauba ban jaaye afsaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega kya chup rahenge bhala ye kab kahenge ki honthon pe apni ruki hai koi baat duniyaa ne haay to pehre hain lagaaye abhi to hai mushkil humaari mulaaqaat dushman mere so jaayen jab andhere ho jaayen mere khvaabon mein aa jaanaa sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya click here
sultaanaaaaa sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana mere husn ka har andaaz mastaana main pariyon ki raani meri chadti jawaani jo bhi dekhe ho jaaye deewaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye haan main shokh kali hoon chanchal titli hoon main shokh kali chanchal titli har koi deta hai dil nazrana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo haan main aaj yahaan hoon kal jaane kahaan hoon main aaj yahaan kal jaane kahaan banjaaron ka kab koi thikaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai click here
sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam hai uljhane hain yahaan aa gaye tum kahaan samjho ishara humaara zamaana bura ho parde ki baat ko parde mein rehne do aise mein dil vil ki baaten sunaana bura hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa sabke do chehrehain raaz e dil gehre hain pehre bichhe hain nazar ke yahaan se wahaan ho mehfil mein har koi hosh mein hai abhi manzil ka aise mein kaise milega nishaan hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa haathon mein jaam le aankhon se kaam le aise mein dhokha na khana mere dilruba ho dekho dil se nikal hai yahin ek pal mauka dobaara to aata nahin ba khuda hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam click here
suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha prem singhasan piya biraaje pankha jhalun main haule mohit mugdh unhin ko taakun ban mayur mann dole suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha hooooo hooooooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaaa pratibimb meri aashaon ka tum santosh ho mera aalingan sunder sapnon ka khushiyon ka kosh ho mera suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye click here
Sumar Manva click here
ho oo hmmm hmmm sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum beqaraar ho to mujhe kab qaraar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai din raat main hoon aur tumhara khayal hai tumhara khayal hai tum door jab nahin ho toh main beqarar hoon tum paas jab nahin to mujhe intezar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum dard do agar to usse main dawaa kahun tum dard do agar to usse main dawa kahun main jo hoon wo tumhari zafa ko wafa kahun zafa ko wafa kahun dekho gale laga lo mujhe tum to shukriya dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haah zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sub Kuchh Mil Jaata Hai Jaise Ko Taisa (1973) 04:33 16495
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 16495   

Subah Ho Gayi Mamu Munna Bhai M B B S (2003) 04:02 18279
 
Poster of Munna Bhai M B B S (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Abbas Tyrewala
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Arshad Warsi
Duration : 04:02   Song Number : 18279   

Subah Na Aayi Shaam Na Cha Cha Cha (1964) 05:24 12293
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Helen
Duration : 05:24   Song Number : 12293   

Subah Subah I See You (2006) 05:46 11148
 
Poster of I See You (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Arjun Rampal, Bipasha Basu
Duration : 05:46   Song Number : 11148   

Subhan Allah Haseen Kashmir Ki Kali (1964) 03:29 21253
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 21253   

Suboh Aur Shaam Kaam Uljhan (1975) 04:00 12525
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:00   Song Number : 12525   

Sudh Bisar Gayi Aaj Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:23 12473
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Hemant
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:23   Song Number : 12473   

Suhana Safar Aur Ye Mausam Madhumati (1958) 03:47 12373
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 12373   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404   

Suhani Raat Dhal Chuki Dulari (1949) 03:28 21254
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suresh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 21254   

Sukh Ke Sab Saathi Gopi (1970) 06:14 21255
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 21255   

Sukoon Dil Ko Mayassar Street Singer (1938) 03:21 40705
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 03:21   Song Number : 40705   

Sulag Uthi Dil Ki Lagi Jalte Hain Parwaane Kinare Kinare (1963) 03:08 40628
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:08   Song Number : 40628   

Suljhao Na Uljhi Zulfon Ko Girls Hostel (1962) 03:18 16243
 
Poster of Girls Hostel (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Geetanjali
Duration : 03:18   Song Number : 16243   

Sultaana Sultaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:04 38634
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:04   Song Number : 38634   

Sultaana Sultaana Mera Naam Tarana (1979) 03:35 12514
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Others
Duration : 03:35   Song Number : 12514   

Sultana Mera Naam Hai Sangram (1976) 06:26 19300
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:26   Song Number : 19300   

Suman Sudha Man Pasand (1980) 03:19 12378
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 03:19   Song Number : 12378   

Sumar Manva Shirdi Ke Sai Baba (1977) 03:49 40623
 
Poster of Shirdi Ke Sai Baba (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Pandurang Dixit
Music Director- 
Pandurang Dixit
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Sudhir Dalvi
Duration : 03:49   Song Number : 40623   

Sun Ae Bahar E Husn Night In London (1967) 04:03 32958
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 04:03   Song Number : 32958