sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin
Sukoon Dil Ko Mayassar
Street Singer (1938)