MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey rom rom mein basne waale raam hey rom rom mein basne waale raam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon naath mere main kyun kuchh sochun naath mere main kyun kuchh sochun tu jaane tera kaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye bhaag mere jo maine paaya inn charnon mein dhaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane tere kiye ko hum kya deven tere kiye ko hum kya deven bhale bure ka naam jagat ke click here
rome roming in rome rome roming in rome rome roming in rome rome roming in rome rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain dekhe idhar na koi hum pyaar kar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain aisa lagta hai ke is zameen pe aaj utre huye hain sitaare husn chehre se parda hata ke ishq ko kar raha hai ishaare dil humse oooo dil humse dar raha hai hum dil se dar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome roming in rome rome roming in rome kya bataayen ye kaisi hain raahen kya bataayen ye kaisa safar hai humein ye bhi kahaan pata hai humein ye bhi kahaan ab khabar hai aaye hain hum ho ooo aaye hain hum kahaan se aur ja kidhar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain dekhe idhar na koi hum pyaar kar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome roming in rome rome roming in rome click here
romeo naam mera chori hai kaam mera main dil ko churaun main pyaar churaun main dil ko churaun main pyaar churaun main neenden churaun main chain churaun main chori chori pehle nain milaaun jo nain mile to main nain churaun romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera main dil ko churaun main pyaar churaun main dil ko churaun main pyaar churaun main neenden churaun main chain churaun main chori chori pehle nain milaaun jo nain mile to main nain churaun romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera koi naa jaane jo hai mera fasaana log ye samjhe main hoon koi deewana koi naa jaane jo hai mera fasaana log ye samjhe main hoon koi deewana jo raaton ko ghumen jo bin piye jhume jo raaton ko ghumen jo bin piye jhume jo taaren gine phoolon ko chumme ye koi naa jaana ke mujhse deewana palat de ye duniyaan badal de zamaana romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera khatron se khela hoon main click here
rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona sona chupke se sona chaahe toot jaaye sapna salona salona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dukh sukh ki kya baat hai kya din hai kya raat hai aansoo bhi muskaan banne ye to apne haath hai aashaaon ki dori mein sadaa tum man ke phool pirona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dekho bachchon baagh mein sab kaliyaan nahin khilti duniya mein insaan ko sab cheezein nahin milti jo apna nahin tum uske liye jo apna hai nahin khona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal laa rang se aur na dhaam se zaat se aur na naam se izzat milti hai yahan dekho achche kaam se koi kaam burra tum mat karna badnaam kabhi nahin hona click here
lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe is yug mein jo bhi na karna pade samjha de kaise manaaun tujhe main bhi tanha tu bhi tanha ghum ko hawa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai ziddi meri baat sunta nahin maa jaisi waisa hi beta bhi hai soye armaan soye tufaan tu phir jagaa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se achchha bane duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se click here
rone do jiya kare hmmm rone do jiya kare rone do naa jee bhar ke rone do jiya kare rone do naa jee bhar ke khaali nahin hote kabhi naina mere rone do jiya kare jiya kare rone do aise bhar aaye aankhen piyaa sadiyaan rulaaye aankhen hoo aise bhar aaye aankhen piyaa sadiyaan rulaaye aankhen tap tap girte hain barsaaten do patte rote hain dekh bahaar mein jeene waalo ke bhi ghum hote hain dard nayaa de koi piyaa re phir se sujaa le aankhen rona hai to rone do rone do naaa jee bhar keee jab tu alag hoga dard bahut hoga hoo jab tu alag hoga piya dard bahut hoga dard guzar jaaye jab had se dard nahin hota re shaakh se toot ke sabsa koi dard nahin hota re chot kahin hogi piya zakhm kahin hoga rona to hai rone do rone do naa jee bhar ke khaali nahin hote kabhi naina mere click here
ae saala o abhi abhi huaa yakin ki aag hai mujh mein kahin huyi subhah main jal gayaa suraj ko main nigal gayaa roobaroo roshni roobaroo roshni jo gumshudaa saa khaab tha wo mil gayaa wo khil gayaa wo loha tha pighal gayaa khicha khicha machal gayaa sitaar mein badal gayaa roobaroo roshni roobaroo roshni dhuaan chhataa khulaa gagan meraa nayi dagar nayaa safar meraa jo ban sake tu humsafar meraa nazar milaa zaraa dhuaan chhataa khulaa gagan meraa nayi dagar nayaa safar meraa jo ban sake tu humsafar meraa nazar milaa zaraa aandhiyon se jhagar rahi hai lau meri kab mashaalon si badh rahi hai lau meri naamon nishaan rahe na rahe ye caarvaan rahe na rahe ujaale main pee gayaa roshan huaa jee gayaa kyun sahte rahein roobaroo roshni roobaroo roshni dhuaan chhataa khulaa gagan meraa nayi dagar nayaa safar meraa jo ban sake tu humsafar meraa nazar milaa zaraa roobaroo roshni roobaroo roshni ae saala ae saala ae saala click here
room jhoom ke bajaao bansari muraari ang ang mein tarang laao banwaari room jhoom ke bajaao bansari muraari madhuban mein madhuwanti gaaye brij naari madhuban mein madhuwanti gaaye brij naari room jhoom ke bajaao bansari muraari ee ee room jhoom radha ke mann mein pyaar run jhun paayal pukaar sakhiyaan sajke singaar aayin jamuna ke paar sakhiyaan sajke singaar aayin jamuna ke paar room jhoom ke bajaao bansari muraari pa ma dha pa dha ma pa ga ma ga re sa room jhoom ke bajaao ni ni dha pa ma pa ga ma ga re sa ga ma ga re sa ga ma ga re sa room jhoom ke bajaao ruk tham ke chaand chale taaron ka man machle ruk tham ke chaand chale aaaa aaa aaa aaaa aa aa aa aa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aa aa aa aa ruk tham ke chaand chale taaron ka man machle runak jhunak dhoom dhaam neelam ke gagan tale runak jhunak dhoom dhaam neelam ke gagan tale runak jhunak dhoom dhaam neelam ke gagan tale room jhoom ke bajaao bansari muraari aa aa aa aaaaa aaaaaa muraari muraari eeeeeeeeeee re click here
ari mishri jaisi tori suratiyaa aur mirchi jaisi boli bole aise bol ke sunke laage karajwaa pe goli roop jab aisa mila roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo bhari botal ho jawaani ki bhari botal ho jawaani ki nashaa kaise naa hoo roop jab aisa mila haaye haaye haaye are re teri zulmi jawaani chadi nadiyaa toofani are re teri zulmi jawaani chadi nadiyaa toofani ude jab latt mukhde pe ghata ho paani paani dekh ke tujhko zulm dil pe bhala kaise naa hoo haan zulm kaise naa hoo roop jab aisa mila haaye haaye haaye bagiyaa ki saari kaliyaan kheton ki hariyaali are paanw talle bichh jaaye jab chale yun nakhrewaali hai mukh par subah ki laali badan phoolwaan ki daali hai mukh par subah ki laali badan phoolwaan ki daali bhara har ang mein jaadoo magar dil pyaar se khaali aisa ho nakhraa to phir jiyaraa phidaa kaise naa hooo haan phidaa kaise naa hooo roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo bhari botal ho jawaani ki haayeee click here
hurrrrrrrr ahaa shaaba shaaba mere bachhe aha roop ki dhoop to dhal ke rahegi roop ki dhoop to dhal ke rahegi shayad nahin hai tujhko pata din do din ka hai josh jawaani mein dariya ye chadh ke utar jaayega roop ki dhoop to dhal ke rahegi shayad nahin hai tujhko pata din do din ka hai josh jawaani mein dariya ye chadh ke utar jaayega roop ki dhoop to dhal ke rahegi hmm hmm ahaa ahaa waah waah waah waah shaaba bachche nigahon se gajab ke baraste hain shole magroor hai har ada udi jo latt kaali to gusse ki laali huyi aur bhi kuchh siva ye tufaan had se guzar jaayega guzar jaayega din do din ka hai josh jawaani mein dariya ye chadh ke utar jaayega roop ki dhoop to dhal ke rahegi mile na mile ye pal lo kehta hai aanchal seene se dhalka hua bahaaron ko saja le kisi ko bana le tu humsafar pyaar ka tera bhi muqaddar sanwar jaayega sanwar jaayega din do din ka hai josh jawaani mein dariya ye chadh ke utar jaayega roop ki dhoop to dhal ke rahegi shayad nahin hai tujhko pata click here
roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam hoo tu bhi kya cheez hai har dil azeez hai dil chaahe dekhein tujhe hum har dam tu bhi kya cheez hai har dil azeez hai dil chaahe dekhein tujhe hum har dam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam main deewaana awaara pagal galiyon mein phirta hoon main maara maara main deewaana awaara pagal galiyon mein phirta hoon main maara maara mehlon ki too rehne wali kaise banunga tera sahara phir bhi na jaane dil kyun na maane har din har pal tujh ko pukaare roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam hoo tu bhi kya cheez hai har dil azeez hai dil chaahe dekhein tujhe hum har dam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana click here
haarega jab koi baazi tabhi to hogi kisi ki jeet dost yahi duniyaan ki reet tumhein mubaarak mann ka meet roop tera aisaa darpan mein na samaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay o mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun kahin chhalak hi na jaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay o mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun kahin chhalak hi na jaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay mujhe na mili jo wo khushi tune paai ae dost mubaarak ho tujhe pyaar ki shehnaai mujhe na mili jo wo khushi tune paai ae dost mubaarak ho tujhe pyaar ki shehnaai duaa mere dil ki duaa mere dil ki daaman mein na samaay tujhe pyaar mile itnaa jeewan mein na samaay mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun click here
roop tera mastana pyaar mera diwana roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai aaye sharabi mausam behkaayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise mauj koi saahil se takraayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana kaise magar koi dil ko samjhayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye click here
roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon aankhon se chhalke teriiiiiii amrit ki dhaara tera saath gori mujhkooooo jeevan se pyaara mile donon hum tum jaise lehar se kinaara roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon nighaahen jhuka ke phir seeeeeee zara muskuraa do kaanpte labon se dil kiiiii kahaani suna do kya hai tumhaare dil mein humen bhi bata do roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon click here
roop ye tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon kahin mil jaaye to haath choom loon rang ye tera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera kaari kaari ratiyaan se kaajal churaya teri pyaari pyaari ankhiyon mein lagaya aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa haa haaa mukh pe savera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera sunder aisi koi kavita nahin hai chanchal aisi koi saritaa nahin hai aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa hey hey hey ang ang tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera gora badan jaise sheeshe ka pyalaa ban gaya main to bin piye matwaala hey hey hey hey hey hmmm hmm hmm hmm hey hey hey haal ye mera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera click here
rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun jisne humen juda kiya aise khuda ko kya karun rooth ke tum to chal diye jeene ki aarzu nahin haal na poochh chaaragar jeene ki aarzu nahin haal na poochh chaaragar dard hi ban gaya dawa ab main dawa to kya karun rooth ke tum to chal diye sunke meri sada e ghum ro diya aasmaan bhi ro diya aasmaan bhi sunke meri sada e ghum ro diya aasmaan bhi ro diya aasmaan bhi tum tak na jo pahunch sake aisi sada ko kya karun rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun rooth ke tum to chal diye click here
rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paaoge nahin yaad karoge main jo na hoon to rooth na jaana tum se kahoon to meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam mujhse bolo ya na bolo mujhko dekho ya na dekho ye bhi mana mujhse milne aaoge nahin saare sitam hanske main sahoon to rooth na jaana tum se kahoon to prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar unchi neechi neechi unchi neechi unchi unchi neechi lehron mein tum dekhoon kaise aaoge nahin main in leheron mein jo bahoon to rooth na jaana tum se kahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paooge nahi rooth na jaana tum se click here
ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam rootha na karo oooo rootha na karo rootha na karo oooo rootha na karo chaand si ujli kiran dekho mar jaayenge hum chaand si ujli kiran dekho mar jaayenge hum rootha na karo oooo rootha na karo rootha na karo oooo rootha na karo tum sitam khoob karo ye gawaara hai mujhe chaahe gussa bhi karo wo bhi pyaara hai mujhe tum sitam khoob karo ye gawaara hai mujhe chaahe gussa bhi karo wo bhi pyaara hai mujhe tum agar rooth gayi tum agar rooth gayi to nikal jaayega dum rootha na karo oooo rootha na karo ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam rootha na karo oooo rootha na karo jhoom kar tum jo chalo chhaaye duniyan pe nasha jhoom kar tum jo chalo chhaaye duniyan pe nasha maikade girte firen dagmaga jaaye fiza mar mite teri kasam mar mite teri kasam isi andaaz pe hum rootha na karo oooo rootha na karo ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam rootha na karo oooo rootha na karo rootha na click here
ae bas rooth gaye roothe ho sanam to phir kya hai roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai humko bhi manaana aata hai roothe ho sanam to phir kya hai barkha ki saloni baahon ko jab dalenge hum tere gale ek pal mein aji mit jayenge sab pyaar ke saare shikve gile sab pyaar ke saare shikve gile roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai shanon pe tere jab lat meri machlegi aur lehrayegi gusse ki jagah phir chehre pe halki si hansi aa jayegi halki si hansi aa jayegi roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai aakhir mein manaane ki tumko aati hai humen ye khas saza sharma ke zara sa keh denge more raja ji humse ho kaahe khafa more sainyaa ji humse ho kaahe khafa roothe ho sanam to phir kya hai roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai humko bhi manaana aata hai roothe ho sanam to phir kya hai roothe ho sanam to phir kya hai click here
main logon ke pyaar ke kisse sun kar hansta rahta tha tum sang aankh ladi to main jaana shayar sach kehta tha ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manaana mushkil hai ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai soone ghar ko basaana aasaan hai aasaan hai aasaan hai soone dil ko sajaana mushkil hai soone dil ko sajaana mushkil hai roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ho sakta hai tod de koi jod le koi khilona jod le koi khilona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona ujde baag lagaana aasaan hai ujde baag lagaana aasaan hai toote phool khilaana mushkil hai toote phool khilaana mushkil hai o roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ghum ki raaton mein lagte hain taare bhi angaare taare bhi angaare click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rom Rom Mein Basne Neel Kamal (1968) 04:29 12414
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:29   Song Number : 12414   

Rome Ki Waadiyon Spy In Rome (1968) 05:24 41021
 
Poster of Spy In Rome (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 41021   

Romeo Naam Mera Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 05:44 21168
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar, Chorus
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 05:44   Song Number : 21168   

Rona Kabhi Nahin Rona Apna Desh (1972) 04:02 21169
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:02   Song Number : 21169   

Rona Tera Ghadi Ghadi Hamara Adhikar (1970) 05:13 38961
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:13   Song Number : 38961   

Rone Do Maqbool (2003) 05:03 19163
 
Poster of Maqbool (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Rekha Vishal
On Screen Actors- 
Tabu
Duration : 05:03   Song Number : 19163   

Roobaroo Rang De Basanti (2006) 04:42 16891
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 04:42   Song Number : 16891   

Room Jhoom Ke Bajaao Bansari Pooja (1954) 03:27 40726
 
Poster of Pooja (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 03:27   Song Number : 40726   

Roop Jab Aisa Mila Ganga Ki Saugand (1978) 03:24 18297
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:24   Song Number : 18297   

Roop Ki Dhoop Jiyo Aur Jeene Do (1969) 03:30 20526
 
Poster of Jiyo Aur Jeene Do (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 20526   

Roop Suhana Lagta Hai The Gentleman (1994) 04:30 21171
 
Poster of The Gentleman (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Chiranjeevi
Duration : 04:30   Song Number : 21171   

Roop Tera Aisa Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:44 18354
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 04:44   Song Number : 18354   

Roop Tera Mastana Aradhana (1969) 03:50 21172
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:50   Song Number : 21172   

Roop Tumhara Sapera (1961) 03:22 12475
 
Poster of Sapera (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Ajeet Merchant
On Screen Actors- 
Rajan
Duration : 03:22   Song Number : 12475   

Roop Ye Tera Jisne Banaya Sanjog (1971) 03:29 15191
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 15191   

Rooth Ke Tum To Chal Diye Jalti Nishani (1957) 03:03 37927
 
Poster of Jalti Nishani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:03   Song Number : 37927   

Rooth Na Jaana 1942 A Love Story (1993) 03:18 21174
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 03:18   Song Number : 21174   

Rootha Na Karo (Ae Meri Shola Badan) Rootha Na Karo (1970) 03:56 40800
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 40800   

Roothe Ho Sanam To Phir Kya Hai Lal Bangla (1966) 04:42 38011
 
Poster of Lal Bangla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 04:42   Song Number : 38011   

Roothe Rab Ko Manana Aasaan Hai Majboor (1974) 03:47 37817
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 03:47   Song Number : 37817