MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do ehde wafa pe marr mit jaana ehde wafa pe marr mit jaana ye hai rasm puraani ishq muhabbat pyaar ki kasmein samjho ye kahaani dil ko ab samjha do dil ko ab samjha do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhoola bisra jazba koi bhoola bisra jazba koi kadmon ko behka dein aanch puraani yaadon ki na chingaari sulgaa dein in ko raaz bana do in ko raaz bana do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhare khazaane khushiyon ke bhare khazaane khushiyon ke kismat se aaj mile hain aasaon ki phulwaari mein phool hi phool khile hain chun chun sej sajaa do chun chun sej sajaa do guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do click here
kaise karun prem ki main baat kaise karun prem ki main baat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaise karun prem ki main baat kaise karun prem ki main baat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaali kaali choodiyaan hain gore gore haath mein kaali kaali choodiyaan hain gore gore haath mein gore gore haath mein subah munh dikhaungi kya chhanaki jo raat mein subah munh dikhaungi kya chhanaki jo raat mein jodti hoon mehendi waale haath haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta raat ki dulhan ke maathe chanda ji ki bindiya raat ki dulhan ke maathe chanda ji ki bindiya chanda ji ki bindiya badi badi akhiyon mein thodi thodi nindiya badi badi akhiyon mein thodi thodi nindiya shor machadegi paayal kamjaat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaahe jora jori click here
Piddly Si Baatein click here
pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmm pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm khaamoshi kuchh bol rahi hai bhed anokhe khol rahi hai pankh pakheru soch mein gum hai ped khaden hain sir jhukaaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm dhundale dhundale mast nazaare udate baadal udate dhaare chupke nazar se jaane yeh kisne rang rangile khel rachaaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm koi bhi uska raaz na jaane ek haqeeqat laakh fasaane ek hi jalwa shaam sabere bhes badal kar saamne aaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm pighla hai sonaaa pighla hai sonaaa click here
pinga ga pori pinga ga pori pinga ga pori pinga mala pingyaani mala bholawli raat ghalawli pori pinga ooo oo oo oo oo oo ooo latpat latpat kamar damini adhar ragini ho ooo ooooo hey latpat latpat kamar damini adhar ragini nirdhar aayi kaise saji dhaji dekho mere pia ki saanwri jiya se baanwri mere angna mein dekho aaj khila hai chaand ke baje dhun jham jham jhamak jhaa to nache man cham cham chamak cham ke baje dhun jham jham jhamak jhaa to nache man cham cham chamak cha hey latpat latpat kamar damini adhar ragini nirdhar aayi kaise saji dhaji dekho mere pia ki saanwri jiya se baanwri mere angna mein dekho aaj khila hai chaand ke baje dhun jham jham jhamak jhaa to nache man cham cham chamak cham ke baje dhun jham jham jhamak jhaa to nache man cham cham chamak cham pinga ga pori pinga ga pori pinga ga pori pinga pinga ga pori pinga ga pori pinga ga pori pinga aaa aa aaa aaa aa aaa aaaaa aaaa aaa aaaa aaa aa aaa aaa aa aaa aaaaa aaaa aaa aaaa mere jiya mein utaari click here
pinjre ke panchhi pinjre ke panchhi re tera dard na jaane koe tera dard na jaane koe baahar se to khaamosh rahe tu baahar se to khaamosh rahe tu bheetar bheetar roye re ae bheetar bheetar roye tera dard na jaane koi keh na sake tu apni kahaani teri bhi panchhi kya zindgaani re keh na sake tu apni kahaani teri bhi panchhi kya zindgaani re bidhee ne teri kathaa likhi aansoo mein kalam duboye tera dard na jaane koe tera dard na jaane koe chupke chupke rone waale rakhna chhipaake dil ke chhaale re chupke chupke rone waale rakhna chhipaake dil ke chhaale re ye patthar ka desh hai pagle koi na tera hoye tera dard na jaane koe pinjre ke panchhi re ae ae ae tera dard na jaane koe tera dard na jaane koe pinjre ke panchhi re click here
pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor are purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or jhuki jhuki bole kaare kaare ye badarva jhuki jhuki bole kaare kaare ye badarva kab se pukaare tohe nainon ka kajarva umad ghumad jab garje badariya re thumuk thumuk naache mor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or simit simit bole lambi ye dagriya simit simit bole lambi ye dagriya jaldi jaldi chal raahi apni nagariyaa rahiyaa takat birhiniyaa dulhaniyaa re baandh ke laganiyaa ki dor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj click here
piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re ke main tan mann ki sud bud gawaan baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re ke main tan mann ki sud bud gawaan baithi har aahat pe samajhi wo aay gayo re har aahat pe samajhi wo aay gayo re jhat ghoonghat mein mukhdaa chhupaa baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re morre angnaa mein jab poorwayain chali more dwaare ki khul gayin kiwadiyaan morre angnaa mein jab poorwayain chali more dwaare ki khul gayin kiwadiyaan o dayya dwaare ki khul gayin kiwadiyaan maine jaanaa ke aa gaye saanwriyaa morre maine jaanaa ki aa gaye saanwriyaa morre jhat phoolan ki sajiyaa pe jaa baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re ke main tan mann ki sud bud gawaan baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re maine sindoor se maang apni bhari roop saiyaan ke kaaran sajaayaa maine sindoor se maang apni bhari roop saiyaan ke kaaran sajaayaa o maine saiyaan ke kaaran sajaayaa iss darr se kisi ki nazar na lage is dar se kisi ki nazar na lage jhat click here
piya baaj pyaala peeya jaaye na piya baaj pyaala peeya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na kitni piya bin saburi karoon kitni piya bin saburi karoon kiya jaaye amma kiya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na qutub shaah na de mujhe deewane ko pand qutub shaah na de mujhe deewane ko pand deewane ko kuchh pand diya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na click here
ni sa re sa ni sa ni dha pa ma ga re sa ni sa ga ma ni dha pa piya baanwari piya baanwari piya baanwari piya baanwari pee kahaan pee kahaan piye piya bole re piya baanwari piya baanwari piya baanwari aaaaaaaaaaa daar daar piya phoolon ki chaadar buni phoolon ki chaadar rangon ki jhaalar buni hooooooo daar daar piya phoolon ki chaadar buni phoolon ki chaadar rangon ki jhaalar buni bhayi baanwari huyi baanwari baanwari haan haan haan piya baanwari piya baanwari piya baanwari piya baanwari pee kahaan pee kahaan re ni ma re pa ma ga piya baanwari piya baanwari piya baanwari aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa kaale kaale piya saawan ke baadal chune baadal chunke aankhon mein kaajal ghule hooooo kaale kaale piya saawan ke baadal chune baadal chunke aankhon mein kaajal ghule huyi baanwari huyi saanwari hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm piya baanwari piya baanwari piya baanwari piya baanwari pee kahaan pee kahaan piye piya click here
aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa piya bina piya bina piya bina basiya baaje na baaje na baaje na piya bina piya bina piya bina basiya piya aise ruthe ke honthon se mere sangeet rutha piya aise ruthe ke honthon se mere sangeet rutha kabhi jab main gaoon lage mere mann ka har geet jhootha aise bichhade ho ho ho ho ho aise bichhade mose rasiya piya bina piya bina piya bina basiya baaje na baaje na baaje na piya bina piya bina piya bina basiya tumhari sada bin nahin ek sooni mori nagariya tumhari sada bin nahin ek sooni mori nagariya ke chup hai papiha mayur bol bhoole ban mein sanvariya din hai soona aa aa aa aa aaaa din hai soona sooni ratiyan piya bina piya bina piya bina basiya baaje na baaje na baaje na piya bina piya bina piya bina basiya click here
kaise jataun jiyara kaise jataun jiyara tumhari bhai joganiya piya bole jiyara more piya jag bhaye piya rang barse achra ghum ke jiya piya piya bole jiyara more piya jag bhaye naina tumhi ko dekhen adhara tumhi se bolen naina tumhi ko dekhen adhara tumhi se bolen naina bhigoyeeeeee naina bhigoye kajra re saajna piya bole piya bole re sanse bhai re duniya piya bole jiya dole re nadiya ke saagar tum hi chitwa ke hari tum more nadiya ke saagar tum hi chitwa ke hari tum more muraliya baajeeeeee muraliya baaje manwa re saajna dularaye lahri jal ki lahkaye nayya neha dularaye lahri jal ki lahkaye nayya neha muratiya jaage eee ee muratiya jaage manwa re saajna piya bole piya bole tum hi bhaye khewanwa piya bole jiyara more piya jag bhaye piya rang barse achra ghum ke jiya piya click here
piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya piya piya piya chali main chali main piya le kar preet ki reet sang sang chale mere aas ki dagar meri aas ka tu manmeet piya ho piya ho piya ho piya ho piya piya ratat papeeha piya piya ratat papeeha preet ki jyot jalaye chali main chali main panghat se sajna ki jali mein gali mein nainon mein umangon ka kajra hathon mein laaj ki mehendi paon mein pyaar ki payal hooooo nainon mein umangon ka kajra hathon mein laaj ki mehendi paon mein pyaar ki payal hooooo piya ho piya ho piya ho piya ho piya piya piya piya chali main chali main piya le kar preet ki reet sang sang chale mere aas ki dagar meri aas ka tu manmeet nainon se nain mila de mila de mila de ankhiyon ki pyaas bujha de bujha de bujha de nainon se nain mila de ankhiyon ki pyaas bujha de preet pukaare piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho click here
piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki mere piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki abhi aate honge abhi aayenge wo mulaaqatein hongi ho kayi baatein hongi piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki nainon se to nain mile hain waise hum din rain mile hain nainon se to nain mile hain waise hum din rain mile hain mile sadaa mele mein mile na akele mein milan wo aadha tha pura milan aaj hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki kaisi rutt hai ye matwaali saara ghar hai khaali khaali kaisi rutt hai ye matwaali saara ghar hai khaali khaali koi nahin roke jo roke humein toke jo yahaan se wahaan tak mera hi to raaz hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki main to chunari odh loongi aaye wo to munh mod loongi main to chunari odh loongi aaye wo to munh mod loongi ghoongta na kholoongi saiyaan ji se boloongi chhodo na chhedo na aati mohe laaz hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar click here
saajan ye mat jaaniyo tu bichhde nahin chain jaise jal bin maachhali tadpat hoon din rain patta toota daal se le gayi pawan udaay ab ke bichhde kab mile door pare hain jaay piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer hriday mein agni sulgi nainan se barse neer mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer laakh jatan kar haar gaya soojhe na koi tadbeer meri rooth gayi takdeer piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer kaise door karun ye doori samjh nahin main paati ji oooo kaise door karun ye doori samjh nahin main paati jo main hoti ban ki chidiya pankh laga ud aati udne lage thi ud na saki kismat ne maara teer piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer phool mile kam kaate jiyaada beej ye kaisa boya ji oooo phool mile kam kaate jiyaada beej ye kaisa boya maalik tere jag mein jisne pyaar kiya wo roya aasoo ke rang mein click here
by god teri seva karenge by god badi hit rahegi by god mere liye tu aaja by god dil tod ke naa jaa aise kaise de doon dil tujhko yaar bada mehanga padega yeh mera pyaar jaa re jaa jaa aaja aaja aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja ho aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja by god teri seva karenge by god badi hit rahegi by god mere liye tu aaja by god dil tod ke naa jaa aise kaise de doon dil tujhko yaar bada mehanga padega yeh mera pyaar jaa re jaa jaa aaja aaja aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja ho aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja kyun afsane naye roz tu ijaad kare kyun chain o sukun tera yahan barbad kare mera chain hai tu sukoon bhi tu shaam hote hi yeh dil teri gali yaad kare aise kaise de doon dil tujhko yaar bada mehanga padega yeh mera pyaar jaa re jaa jaa aaja aaja aaja aaja piya ke bazar mein aaja aaja ho aaja aaja piya ke bazar mein aaja aaja tu meri ada ko kar nazarandaaz nahin pyaar mera hai tez dhaar koi raaz nahin tere humraaz hum bane click here
piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali birha jali dekhe na koyi sakhi ja na kahin kahaan tu chali haannn piya ki gali badariya ghir ghir aaye bijuriya shor machaye main to jaaungi main to jaaungi main to jaaungi sanwar ke bindiya laga ke na ja tu roop saja ke main to jaaungi main to jaaungi main to jaaungi chhup gaye taare rain dhalak gayi sooni rahi mori sejiya to kya hoga piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali aaa piya ki gali raat hai kaari barkha parat hai bhege jo nainon ka kajra to kya hoga mast pawan hai chunri udat hai mehke jo phoolon ka gajra to kya hoga chhodo chhodo chhodo baiyaan raha na jaaye dekho dekho dekho dekho piya bulaaye kaise na jaaun kaise na jaaun kaise na jaaun kaise na jaaun der se mori raah takat hai rootha jo baanka sajna to kya hoga piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali haann piya ki gali dewaani chup ho ja re piya ki dhun mat click here
oo oo oo aa aa aa aa aa aa piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor thandi hawa nache lehraye pyaar ki badli dil par chhaye thandi hawa nache lehraye pyaar ki badli dil par chhaye jhoom ke tan mann mera gaaye haay re aanchal udta jaye jhoom ke tan mann mera gaaye haay re aanchal udta jaye aanchal udata jaaye piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor hmm hmm hmm hmm aa aa aa haa haa aa haa haa hmm dil ye jawaan rahe bas mein kahan jab chhaye ghata ghanghor banki ada nayna matwale chaal nayi andaaz niraale banki ada nayna matwale chaal nayi andaaz niraale pyaar ka jadu dil par dale aankh mila kar neend chura le pyaar ka jadu dil par dale aankh mila kar neend chura le neend chura le haay meri gori click here
mitvaa aaaaa mitvaa aaaaa mitwaa haaaaaa piya maine kya kiya piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya manva boojh na paaye ho manva boojh na paaye ho ho gayi kaun si bhool re chhal gayi mere pyaar ko kyun patjhad ki dhool re roothe tum kis baat pe roothe tum kis baat pe mujhe ye bataiyo haan piya maine kya kiya piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya kuchh bhi kaha na jaaye ho kuchh bhi kaha na jaaye ho chhalke bas mere nain re chhod gaya mera saath ho beech dagar mein chain re ban gaye phool babool kyun ban gaye phool babool kyun koi to samjhaiyo haaan piya maine kya kiya piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na mitva mitva mitva click here
kaaga sab tan khaiyo ki chun chun khaiyo maans do naina mat khaiyo mohe piya milan ki aas piya milan ki aas piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re piya milan ki aas baat takti ek virahan mein man ke deep jalaye bujh na paati pran baati jaane wo kab aaye unke darshan bin na nikle unke darshan bin na nikle tan se bairan saans re piya milan ki aas re mo he piya milan ki aas re piya milan ki aas jab se bichhde aise bichhde nainan neend na aaye yaad jag ki main sulagti aisi aag lagaye sau sau saawan baras gaye sau sau saawan baras gaye par bujhi na man ki pyaas re piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re piya milan ki aas click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pichhli Yaad Bhoola Do Mehndi (1983) 04:37 12387
 
Poster of Mehndi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindiya Goswami, Raj Babbar
Duration : 04:37   Song Number : 12387   

Pichhwade Buddha Anita (1967) 05:21 19797
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:21   Song Number : 19797   

Piddly Si Baatein Shamitabh (2015) 04:34 37281
 
Poster of Shamitabh (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:34   Song Number : 37281   

Pighla Hai Sona Jaal (1952) 03:51 12366
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12366   

Pinga Bajirao Mastani (2015) 04:16 37283
 
Poster of Bajirao Mastani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Priyanka Chopra
Duration : 04:16   Song Number : 37283   

Pinjre Ke Panchhi Re Tera Dard Na Jaane Koe Naag Mani (1957) 03:39 31094
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Trilok Kapoor
Duration : 03:39   Song Number : 31094   

Pipra Ke Patwa Godaan (1963) 03:23 12354
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:23   Song Number : 12354   

Piya Aiso Jiya Mein Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:59 12233
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:59   Song Number : 12233   

Piya Baaj Pyala Piya Jaye Na Nishant (1975) 03:45 18438
 
Poster of Nishant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 03:45   Song Number : 18438   

Piya Baawari Pee Kahaan Khubsoorat (1980) 03:50 12309
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Shashi Kala, Rekha
Duration : 03:50   Song Number : 12309   

Piya Bina Piya Bina Abhimaan (1973) 04:32 21110
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:32   Song Number : 21110   

Piya Bole (Female) Dharm (2007) 04:00 37987
 
Poster of Dharm (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Varun Gautam
Music Director- 
Debajyoti Mishra
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 04:00   Song Number : 37987   

Piya Ho Water (2005) 06:04 16931
 
Poster of Water (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sukhwinder Singh
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
John Abraham, Lisa Ray
Duration : 06:04   Song Number : 16931   

Piya Ka Ghar Hai Ye Piya Ka Ghar (1972) 04:52 12427
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:52   Song Number : 12427   

Piya Kaise Milun Saranga (1960) 04:39 12477
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Jay Shri Gadkar, Sudesh Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 12477   

Piya Ke Bazaar Mein Humshakals (2014) 04:21 36039
 
Poster of Humshakals (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Sabir
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 04:21   Song Number : 36039   

Piya Ki Gali Laage Bhali Parwana (1971) 02:37 15329
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 02:37   Song Number : 15329   

Piya Main Hoon Patang Raagini (1958) 04:43 38383
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Padmini
Duration : 04:43   Song Number : 38383   

Piya Maine Kya Kiya Us Paar (1974) 04:16 39050
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:16   Song Number : 39050   

Piya Milan Ki Aas Piya Milan Ki Aas (1961) 03:35 38511
 
Poster of Piya Milan Ki Aas (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:35   Song Number : 38511